Author

Topic: hindi bhaasha me baat kare // हिंदी भाषा मे बात करे (Read 347 times)

newbie
Activity: 168
Merit: 0
Dosto me ney youtube pe dekha hai k bhartiye goverment fir se crypto ko ban karne ja rahi hai india mey ,yeh sahi hai ya fake news ko fehlaya ja raha hai bitcoin ko dump karney ke liye kyonki kuch crypto youtuber hi je baat kar rahe hai
newbie
Activity: 770
Merit: 0
bounty join karne se v koi fyaada nhi ho raha koi acha aur genuine project nhi aaa raha ab kya kiya jaye ?
jr. member
Activity: 1484
Merit: 4
R_A_M_E_S_H

Nahi dost ,,
  India's court and govt. ke upar varosa rakho , kuch din k ander court ka faisla bahut zald hone wala hai. meri manna he k court ke faise se hamari crypto lovers ke liye achhi aane wali hai.

dost app ne bilkul sahi kahatha
jr. member
Activity: 1484
Merit: 4
R_A_M_E_S_H
2020 ke end tak ye bitcoin or etherium ki price kya sakti hai


mu jhe lagatahe ki 2020 ke end tak bitcoin ka price 1,000,000 ki par ho jaye ga kyu ki avi sabhi investor bitcoin me invest kar rehe he
halaki thodasa coronavirus ka effect padega
newbie
Activity: 6
Merit: 0
2020 ke end tak ye bitcoin or etherium ki price kya sakti hai
newbie
Activity: 835
Merit: 0
kab india's court ka faisla aaye ga bro , bahut din se pending par he case . case ka sunyai nahi ho rahi he bar bar date ke upar date diye ja rahi hai.
mujhe to lagta hai indian govt. ham sabhi crypto lovers ko kam hi nahi karne dena chate hai.

Nahi dost ,,
  India's court and govt. ke upar varosa rakho , kuch din k ander court ka faisla bahut zald hone wala hai. meri manna he k court ke faise se hamari crypto lovers ke liye achhi aane wali hai.
newbie
Activity: 245
Merit: 0
kab india's court ka faisla aaye ga bro , bahut din se pending par he case . case ka sunyai nahi ho rahi he bar bar date ke upar date diye ja rahi hai.
mujhe to lagta hai indian govt. ham sabhi crypto lovers ko kam hi nahi karne dena chate hai.
newbie
Activity: 884
Merit: 0
Bahut jald India  supreme court ka  BITCOIN ke upar Faisla  aa sakta he . Supreme court ka 2 faisla ayega    1. Banking ban hataya jaye  yaa nahi
2. Bitcoin ko regulate kiya jaye yaa nahi ....
Agar Indian  court ke faisle crypto currency ke upar ban hataya jata he to bahut bari faida hoga hamare savhi indian crypto lovers k liya . agar regurale kiya gaya to bahut bari khus khabri hogi sabhi k liye . mera manna he k agar Courts k faise crypto ko regulate k feber me aaye to world market pe bhi kuch khas up trend dekhne ko mil sakta he .

India's court ka faisla chahe jo bhi ho  postive ya negetive par crypto industry pe koyi asar parne wala nahi he . koyi daar ya vai rakhhe  kam kar sakte ho
newbie
Activity: 104
Merit: 0
Bahut jald India  supreme court ka  BITCOIN ke upar Faisla  aa sakta he . Supreme court ka 2 faisla ayega    1. Banking ban hataya jaye  yaa nahi
2. Bitcoin ko regulate kiya jaye yaa nahi ....
Agar Indian  court ke faisle crypto currency ke upar ban hataya jata he to bahut bari faida hoga hamare savhi indian crypto lovers k liya . agar regurale kiya gaya to bahut bari khus khabri hogi sabhi k liye . mera manna he k agar Courts k faise crypto ko regulate k feber me aaye to world market pe bhi kuch khas up trend dekhne ko mil sakta he .
   

sabhi log chahate he india me crypto regulate ho jaye bas bahut achha hoga but indian govt. and court itne din se talte ja rahe he . faisle delay ke upar delay kar raha he  final faisla hone ka naam nahi le rahe he .
newbie
Activity: 420
Merit: 0
Bahut jald India  supreme court ka  BITCOIN ke upar Faisla  aa sakta he . Supreme court ka 2 faisla ayega    1. Banking ban hataya jaye  yaa nahi
2. Bitcoin ko regulate kiya jaye yaa nahi ....
Agar Indian  court ke faisle crypto currency ke upar ban hataya jata he to bahut bari faida hoga hamare savhi indian crypto lovers k liya . agar regurale kiya gaya to bahut bari khus khabri hogi sabhi k liye . mera manna he k agar Courts k faise crypto ko regulate k feber me aaye to world market pe bhi kuch khas up trend dekhne ko mil sakta he .

Yes!!! Bro aap ek achha methood ke upar discussion kiye hoo keu ki abhi bhi hamare indian log dar dar k crypto ke andar invest kar raha he . Fund Ka kya hoga aisa soch k . Agar india me Crypto ko regulate kar diya to bahut bahut khus haonge sabhi . aur ekk positive dekhne ko milega market pe .
newbie
Activity: 835
Merit: 0
Bahut jald India  supreme court ka  BITCOIN ke upar Faisla  aa sakta he . Supreme court ka 2 faisla ayega    1. Banking ban hataya jaye  yaa nahi
2. Bitcoin ko regulate kiya jaye yaa nahi ....
Agar Indian  court ke faisle crypto currency ke upar ban hataya jata he to bahut bari faida hoga hamare savhi indian crypto lovers k liya . agar regurale kiya gaya to bahut bari khus khabri hogi sabhi k liye . mera manna he k agar Courts k faise crypto ko regulate k feber me aaye to world market pe bhi kuch khas up trend dekhne ko mil sakta he .
newbie
Activity: 429
Merit: 0
~

Shunya se lekar Anant ke beech mein koi bhi sankhya ho skti hai...

मुझे नही लगता कि बिटक्वाइन का मूल्य कभी शून्य भी हो सकता है। जहाँ तक 2020 मे बिटक्वाइन के मूल्य का है ये बढेगा। अगर सरकार की तरफ से कोई सकारात्मक समाचार मिले तो यह 30 हजार डॉलर के पार जा सकता है।

भारत में बैंकिंग बैन हटने से दाम का इतना फ़र्क़ नही पड़ेगा । ये ज़रूर हो सकता है कि बिटकॉइन के प्राइस का प्रीमियम अंतरराष्ट्रीय बाजार से 5-10 प्रतिशत बढ़ जाये।

Yess !!! aapke baat par main agree karta hu.. kebal india ka banking ban hatane se bitcoin ka kuch price ke uper asar nahi honewala . Bitcoin ka price increase ke pichhe big invest ki jarurat he . Jo ki pure world pe BITCOIN ke bare awareness hona bahut jaruri he . mujhe lagta he 2018 pe BCT price dump hone ke karan bahut sare bare bare investor move kar chuka he Cryptocurrency market se. BTC price 2020 end tak $18k tak moving karega I think 
full member
Activity: 952
Merit: 166
~

Shunya se lekar Anant ke beech mein koi bhi sankhya ho skti hai...

मुझे नही लगता कि बिटक्वाइन का मूल्य कभी शून्य भी हो सकता है। जहाँ तक 2020 मे बिटक्वाइन के मूल्य का है ये बढेगा। अगर सरकार की तरफ से कोई सकारात्मक समाचार मिले तो यह 30 हजार डॉलर के पार जा सकता है।

भारत में बैंकिंग बैन हटने से दाम का इतना फ़र्क़ नही पड़ेगा । ये ज़रूर हो सकता है कि बिटकॉइन के प्राइस का प्रीमियम अंतरराष्ट्रीय बाजार से 5-10 प्रतिशत बढ़ जाये।
legendary
Activity: 1876
Merit: 1157
भाई लोग , वेलकम।

यहां पर आ कर अपना इंट्रो देंगे तो अच्छा रहेगा।
https://bitcointalksearch.org/topic/m.53812585

देखो शायद इस साल में कुछ सुप्रीम कोर्ट कह देगा तो ये बैंकिंग बैन का नाटक बंद हो।  तभी इंडिया में हम लोग कुछ कर पाएंगे।
Jo link maine post kiya hai usska main page zaroor padh lein time nikaal kar. Forum par sirf bounty karte rahoge toh time waste hoga. thoda involve hoge aur jaanoge to accha rahega. Hum log koshish kar rahe hain ki newbies ko help karein aur india sub mein kuch interesting cheezein karein. Aap log assist karoge toh badiya hoga.
jr. member
Activity: 112
Merit: 6
Help the victim scammed by ColdKey
Main bhi Hindi baath karsaktha hoon aur main andhra se hoon. Kya yaha koi Andhra se hain?
full member
Activity: 291
Merit: 105
Love is all
~

Shunya se lekar Anant ke beech mein koi bhi sankhya ho skti hai...

मुझे नही लगता कि बिटक्वाइन का मूल्य कभी शून्य भी हो सकता है। जहाँ तक 2020 मे बिटक्वाइन के मूल्य का है ये बढेगा। अगर सरकार की तरफ से कोई सकारात्मक समाचार मिले तो यह 30 हजार डॉलर के पार जा सकता है।
full member
Activity: 952
Merit: 166
doston aapako kya lagata hai 2020 ke aakhirakaar taka bitcoin ka  keemat kitna baadsakta hai

Shunya se lekar Anant ke beech mein koi bhi sankhya ho skti hai...
copper member
Activity: 140
Merit: 0
doston aapako kya lagata hai 2020 ke aakhirakaar taka bitcoin ka  keemat kitna baadsakta hai


https://www.youtube.com/watch?v=jhFJhuMOJHk
copper member
Activity: 140
Merit: 0
             hindi bhaasha me baat kare // हिंदी भाषा मे बात करे

doston mein ek bhaarateey hu aur mein aapse nibedan karatahu krpaya yahaan hindi me baat karee


दोस्तों में एक भारतीय हु और मैं आपसे निबेदन करतहु कृपया यहाँ हिंदी में बात करी
Jump to: