Author

Topic: Kya Energi(NRG) 4$ ke price point per phir jayega? (Read 171 times)

jr. member
Activity: 79
Merit: 1
I think ja sakta but abhi unke roadmap according kam me thodi rukvat ayi hai but muje lagta  quarter 3 2021 tak unka kam pura hone par aur dusre bade exchase pe list hone ke baad price spike  aa skata hai..
newbie
Activity: 640
Merit: 0
thoda sa wait karo, potential hai. 6-12 month me mere hisab se 100% jayega ye 3-4$. maine bhi hold kiya hai. aur wait kar raha hoo, 3$ pe half sell and then 4$ pe half, maine 1.75-2.20 k bich me 750 jitne liye hai.
copper member
Activity: 1260
Merit: 698
Eloncoin.org - Mars, here we come!
Hum sabi Energi(NRG) coin ko achi tarah se jaante hai. Or ye bhi jaante hai ki Energi(NRG) project ki team kafi active rahati hai apne project ko le kar. Abhi kuch dino pehale Energi walo ne apna 3.0 version nikala tha or sabhi exchanges me unka deposit or withdraw band tha. Per ab Energi ka deposit or withdraw chalu ho chuka hai or Energi ka price bhi kafi niche aa gaya hai. Kya Energi 3.0 ke aane ke baad Energi ka price phi se badhega or 4$ tak jaa payega?

Energi bht brya ha mujhy reward mein 20 milay thay or uny 100$ mein sell kia tha us waqt eski price bht achi thi mera khayal ha k agr btc 20K ko cross kerta ha toh subhee alt coins mein Tezi aai gi Energi bi bry ga.
full member
Activity: 952
Merit: 166
Nahi jayega... Wahiyaat project hai...

Koi sense nahi hai project kaa, aise project mein long term ya zyada invest mat kia kro... BTC kharido aur bas wahi rakhe rho... Baaki iss tarah ka investment ko leke tension mat lo zyada... Faltu ka jhanjhat hai bas...
copper member
Activity: 145
Merit: 0
ji ha jarur 4$ NRG ka rate ja sakta hai lekin is samye market me altcoins ka ratebahute hi down aa gya hai. hme aasha hai ki 2021 ke first Quarter tab hme NRG se related kuch acche news dekhne ko milega.
Tab tak hme apne NRG ko hold kar ke rakhna chahiye.
copper member
Activity: 145
Merit: 0
Energi coin version 3 me bahut se new features add huwe hai or abhi inka new web wallet bhi launch huwa hai jiske karan is coin ki importance or bhi jyada badh gai hai or is karan se future me Energi (NRG) ka price 4$ se jyada aaram se ja sakta hai.
copper member
Activity: 534
Merit: 0
Hum sabi Energi(NRG) coin ko achi tarah se jaante hai. Or ye bhi jaante hai ki Energi(NRG) project ki team kafi active rahati hai apne project ko le kar. Abhi kuch dino pehale Energi walo ne apna 3.0 version nikala tha or sabhi exchanges me unka deposit or withdraw band tha. Per ab Energi ka deposit or withdraw chalu ho chuka hai or Energi ka price bhi kafi niche aa gaya hai. Kya Energi 3.0 ke aane ke baad Energi ka price phi se badhega or 4$ tak jaa payega?
Muje lagta he NRG coin 5$ se bhi uper jayega future me hold karke rakho best coin he
jr. member
Activity: 81
Merit: 6
Hum sabi Energi(NRG) coin ko achi tarah se jaante hai. Or ye bhi jaante hai ki Energi(NRG) project ki team kafi active rahati hai apne project ko le kar. Abhi kuch dino pehale Energi walo ne apna 3.0 version nikala tha or sabhi exchanges me unka deposit or withdraw band tha. Per ab Energi ka deposit or withdraw chalu ho chuka hai or Energi ka price bhi kafi niche aa gaya hai. Kya Energi 3.0 ke aane ke baad Energi ka price phi se badhega or 4$ tak jaa payega?
Mera Khyal sy Futuer M ja skta hai kew erg ak acha coin hai or ho skta hai future m ya coin binance pa list ho.
copper member
Activity: 897

Jump to: