Author

Topic: Pakistan - page 1016. (Read 6926006 times)

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
November 03, 2020, 04:33:36 AM
According to me
Ma samajta hu ka corona ik drama haa jis sy logo ko daraa rahy aisa kuch nahi haa corona ma jis sy logg khoof kary yeh simple si bimari haa jis ma nazla kansi aur bukhar hota haa jo koi tashweesh wali cheeza nahi haa
Aur rahi baat corona sy marny ki toh yeh bhi joot haa. corona sy koi marta nahi balka jo marta haa us ko corona ka dead list ma daal daity ha.
So be positive darny ki koi baat nahi Corona kisi ka kuch nahi bigarr sakte.
Happy zindagi guzary aur Lockdown holidays enjoy kary mare tarah just chill😉😉😇

Corana real hay aur people are dying because of corona. I agree k figures ko manipulate kia jata hy lekin asa ni hay k yeh koi simple nazla kanssi aur bukar hoo, yeh bohat severve bimari hay aur ais c jan bi ja sakti hay. Allah sab ko ais c mafooz rakhay.
hero member
Activity: 1064
Merit: 639
November 03, 2020, 03:33:20 AM

Agr hum kse news ya information ko share kryain tu kia os news ka link b dana ho ga agr dana ho ga tu ksa ?
Ap jis bhi news ka main point mention kar kay neechy news ka link faraham kar sakty hain.

os news ko copy past kr skta Jn
Haan kar sakty hain. Lekin puri post ko copy/paste karny se behter hai. Kisi particular point ko khud highlight karo aur sath mein reference kay liye link dedo
member
Activity: 574
Merit: 12
November 02, 2020, 11:34:23 PM

Agr hum kse news ya information ko share kryain tu kia os news ka link b dana ho ga agr dana ho ga tu ksa ? os news ko copy past kr skta hn

hero member
Activity: 1064
Merit: 639
November 01, 2020, 11:36:47 AM
According to me
Ma samajta hu ka corona ik drama haa jis sy logo ko daraa rahy aisa kuch nahi haa corona ma jis sy logg khoof kary yeh simple si bimari haa jis ma nazla kansi aur bukhar hota haa jo koi tashweesh wali cheeza nahi haa
Mere bhai yahi to masla hai, jaise kay umer bhai ne kaha hum log serious nahin lety. Jabke puri duniya is bemari se pareshan hai. Aur hum khud kay dimagh istmal karty rehty hain. Lol 😆

Bro ap ko ik baat batao iss thread par koi bhi post karny sy  pahly  ap ko maloom hona chahiyaa iss thread ka kya rules haa kya cheeza prohibited haa tabb jaaky post Kary.
Agar ap ny rules pary ho toh phir ap ko maloom hona chahiyaa ka iss thread ma ik sath 2 post nahi karsakty.
Ap jab ik post kary toh thoora wait karly jab takk koi doosra banda post kary phir jaaka ap doosre post karsakty haa.
Agar ap iss tarah rules ko follow nahi karty toh ap ko punishment -ive trust ki shakal ma mil sakta haaa
Sahi kaha ek post kay bad doosri post nahin karni chahye. Mujhe khushi hai ap yahan doosron ki help kar rahe hain. Aur mujhe lagta hai ap is par merit deserve karty hain. But sorry mere pas nahin hai umeed karta hoon koi doosra member apko merit dega.

Baharhaal agar kisi ne rules ki urdu translation padhni hai to yahan mojood hai. https://bitcointalksearch.org/topic/m.54582583

Edit: thanks Jamal bhai
member
Activity: 574
Merit: 12
November 01, 2020, 11:25:56 AM
i think pakistan mn as pr already work ho raha hy aur bohat saryin chayizan dakhe ja rahe hayn
Haan ap ne sahi kaha Pakistan mein already crypto rules and regulations par kaam ho raha hai. Kiyunki kuch arsa pehle Pakistan kisi security agency ne government par zor diya tha kay, Australia ki tarha Pakistan mein bhi crypto ko accept kiya jaye. Kiynki is se Pakistan economy ko boost milega. Ye news main ne tab suni thi jab Asad umer Finance Minister thay

Mera apna yahi hayal hai 2022 tak hum is digital currency mai thora sa in ho jai ghai aur phir grey list sai bee nikal jai
Bhai ye masla Feb 2021 tak hal ho jayega. Pakistan ne 27 mein se 21 nekaat par kaam pura kardiya hai.   news
Bas dua Karen is covid-19 musibat se chutkara mil jaye, warna ye mumkin nahin kay 2022 tak Pakistan khud ki digital currency launch kary.

Lag ni raha k covid-19 c jan chootay gi itni juldi. The 2nd wave of covid-19 have already come in Pakistan but no one is taking it seriously now. Those who are effected by the virus in this 2nd wave will have to face a lot of trouble recovering without a vaccine and bad hospitals conditions in Pakistan.
bahi ya covid 19 hy b ya koi aur masla hy as ke kia haqekat hy mja tu as ke koi smaj nh i kh as k maraze kdhar hn kuch log kahta hn as ka pacha koi bohat bara ajanda hy koi kuch bat karta hy koi kuch bat krata hy im realy confuse kh akhar ya mamula hy kia ab ya 2nd wave ka kia chackar hy agr koi real information hn as k bara tu share me really i dont know about this
member
Activity: 322
Merit: 34
November 01, 2020, 11:19:07 AM
JP Morgan Tajroba Karo ka khyal hai ky #BITCOIN Three(3) guna Bhar kar Gold Ko challenge kar saktha hai. Jub ky mojy lagta hai ky ( #BITCOIN 3 TIME ) nahe Kam Az Kam 45x sy bhi opar jaa Raha hai.
           
It's hard to understand why anyone wouldn't own BTC by now.

https://t.co/FurucyrVMV
Bro ap ko ik baat batao iss thread par koi bhi post karny sy  pahly  ap ko maloom hona chahiyaa iss thread ka kya rules haa kya cheeza prohibited haa tabb jaaky post Kary.
Agar ap ny rules pary ho toh phir ap ko maloom hona chahiyaa ka iss thread ma ik sath 2 post nahi karsakty.
Ap jab ik post kary toh thoora wait karly jab takk koi doosra banda post kary phir jaaka ap doosre post karsakty haa.
Agar ap iss tarah rules ko follow nahi karty toh ap ko punishment -ive trust ki shakal ma mil sakta haaa
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
November 01, 2020, 11:09:50 AM
According to me
Ma samajta hu ka corona ik drama haa jis sy logo ko daraa rahy aisa kuch nahi haa corona ma jis sy logg khoof kary yeh simple si bimari haa jis ma nazla kansi aur bukhar hota haa jo koi tashweesh wali cheeza nahi haa
Aur rahi baat corona sy marny ki toh yeh bhi joot haa. corona sy koi marta nahi balka jo marta haa us ko corona ka dead list ma daal daity ha.
So be positive darny ki koi baat nahi Corona kisi ka kuch nahi bigarr sakte.
Happy zindagi guzary aur Lockdown holidays enjoy kary mare tarah just chill😉😉😇
member
Activity: 952
Merit: 15
November 01, 2020, 08:02:24 AM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.
Nahi bhai asi koi news ni ap ko yeh info kdhr c mili. But future m ho skta hai lekan mujhe ni lgta may be Arif Alvi kuch kr le lekan zyada omeed ni bhai.Agr Pakistan asa kreay tu economy ko acha faida ho skta ha.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
November 01, 2020, 03:40:24 AM
i think pakistan mn as pr already work ho raha hy aur bohat saryin chayizan dakhe ja rahe hayn
Haan ap ne sahi kaha Pakistan mein already crypto rules and regulations par kaam ho raha hai. Kiyunki kuch arsa pehle Pakistan kisi security agency ne government par zor diya tha kay, Australia ki tarha Pakistan mein bhi crypto ko accept kiya jaye. Kiynki is se Pakistan economy ko boost milega. Ye news main ne tab suni thi jab Asad umer Finance Minister thay

Mera apna yahi hayal hai 2022 tak hum is digital currency mai thora sa in ho jai ghai aur phir grey list sai bee nikal jai
Bhai ye masla Feb 2021 tak hal ho jayega. Pakistan ne 27 mein se 21 nekaat par kaam pura kardiya hai.   news
Bas dua Karen is covid-19 musibat se chutkara mil jaye, warna ye mumkin nahin kay 2022 tak Pakistan khud ki digital currency launch kary.

Lag ni raha k covid-19 c jan chootay gi itni juldi. The 2nd wave of covid-19 have already come in Pakistan but no one is taking it seriously now. Those who are effected by the virus in this 2nd wave will have to face a lot of trouble recovering without a vaccine and bad hospitals conditions in Pakistan.
hero member
Activity: 1064
Merit: 639
November 01, 2020, 03:01:46 AM
i think pakistan mn as pr already work ho raha hy aur bohat saryin chayizan dakhe ja rahe hayn
Haan ap ne sahi kaha Pakistan mein already crypto rules and regulations par kaam ho raha hai. Kiyunki kuch arsa pehle Pakistan kisi security agency ne government par zor diya tha kay, Australia ki tarha Pakistan mein bhi crypto ko accept kiya jaye. Kiynki is se Pakistan economy ko boost milega. Ye news main ne tab suni thi jab Asad umer Finance Minister thay

Mera apna yahi hayal hai 2022 tak hum is digital currency mai thora sa in ho jai ghai aur phir grey list sai bee nikal jai
Bhai ye masla Feb 2021 tak hal ho jayega. Pakistan ne 27 mein se 21 nekaat par kaam pura kardiya hai.   news
Bas dua Karen is covid-19 musibat se chutkara mil jaye, warna ye mumkin nahin kay 2022 tak Pakistan khud ki digital currency launch kary.
full member
Activity: 896
Merit: 236
October 31, 2020, 01:05:36 PM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.

2025 tak tu already competition over ho sukha hoga, itna late plan hay ain ka.  Aik baat aur yeh k jis finance minister nay yeh baat ki hay woh bi bara chalak hay kion k 2025 mein tak tu election bi ho chukein hon gay aur yeh finanace minister bi ni rahein gay.

Acha way hay k statement bi day doo aur kam bi kerna na paray.  Cool
Mere liye to ye khushi ki bat hogi agar 2025 tak bhi kar lain. Baharhaal waqar zaka koshish to kar raha hai, shayad hum logon ko koi khushi ki khabar mil jaye, yakeenan mushkil hai crypto currency kay bary mein judges aur Parliamentarians ko samjhana. Lekin umeed ki ja sakti hai.

Wesy agar Pakistan 2025 mein crypto ko legalize karega to shayad ye duniya ka sab se aakhiri mulk hoga.imo

 i think pakistan mn as pr already work ho raha hy aur bohat saryin chayizan dakhe ja rahe hayn umeed hy 2022 ka start mn as pa bohat sa kam ho gia ho ga aur ho skta hy kuch terms and conditions ka sath pakistan mn crypto allow ho jay ge abe tk ke jo progress hue hy os mn banks as ko lunch nh krna day raha aur i think 2021 mn digital rupia lunch ho jay ga
Mera apna yahi hayal hai 2022 tak hum is digital currency mai thora sa in ho jai ghai aur phir grey list sai bee nikal jai ghai jo kai yaha per bohut bara issue hai yai dono cheezai Pakistan to thora sa profit dai sakti hai laikin is kay liai humay thora sa ziada sochna ho gha kiunkai hum already personal issues ki waja sai bohut peechai ja rahai hai.
member
Activity: 574
Merit: 12
October 31, 2020, 12:56:20 PM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.

2025 tak tu already competition over ho sukha hoga, itna late plan hay ain ka.  Aik baat aur yeh k jis finance minister nay yeh baat ki hay woh bi bara chalak hay kion k 2025 mein tak tu election bi ho chukein hon gay aur yeh finanace minister bi ni rahein gay.

Acha way hay k statement bi day doo aur kam bi kerna na paray.  Cool
Mere liye to ye khushi ki bat hogi agar 2025 tak bhi kar lain. Baharhaal waqar zaka koshish to kar raha hai, shayad hum logon ko koi khushi ki khabar mil jaye, yakeenan mushkil hai crypto currency kay bary mein judges aur Parliamentarians ko samjhana. Lekin umeed ki ja sakti hai.

Wesy agar Pakistan 2025 mein crypto ko legalize karega to shayad ye duniya ka sab se aakhiri mulk hoga.imo

 i think pakistan mn as pr already work ho raha hy aur bohat saryin chayizan dakhe ja rahe hayn umeed hy 2022 ka start mn as pa bohat sa kam ho gia ho ga aur ho skta hy kuch terms and conditions ka sath pakistan mn crypto allow ho jay ge abe tk ke jo progress hue hy os mn banks as ko lunch nh krna day raha aur i think 2021 mn digital rupia lunch ho jay ga
hero member
Activity: 1064
Merit: 639
October 31, 2020, 11:26:11 AM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.

2025 tak tu already competition over ho sukha hoga, itna late plan hay ain ka.  Aik baat aur yeh k jis finance minister nay yeh baat ki hay woh bi bara chalak hay kion k 2025 mein tak tu election bi ho chukein hon gay aur yeh finanace minister bi ni rahein gay.

Acha way hay k statement bi day doo aur kam bi kerna na paray.  Cool
Mere liye to ye khushi ki bat hogi agar 2025 tak bhi kar lain. Baharhaal waqar zaka koshish to kar raha hai, shayad hum logon ko koi khushi ki khabar mil jaye, yakeenan mushkil hai crypto currency kay bary mein judges aur Parliamentarians ko samjhana. Lekin umeed ki ja sakti hai.

Wesy agar Pakistan 2025 mein crypto ko legalize karega to shayad ye duniya ka sab se aakhiri mulk hoga.imo
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
October 31, 2020, 10:48:46 AM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.

2025 tak tu already competition over ho sukha hoga, itna late plan hay ain ka.  Aik baat aur yeh k jis finance minister nay yeh baat ki hay woh bi bara chalak hay kion k 2025 mein tak tu election bi ho chukein hon gay aur yeh finanace minister bi ni rahein gay.

Acha way hay k statement bi day doo aur kam bi kerna na paray.  Cool
newbie
Activity: 140
Merit: 0
October 31, 2020, 08:51:44 AM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

I think pakistan ko kisi na kis tarah digital currency ky bary mein sochna to pary ga hi in future becoz mostly countries esi taraf move kar rhy hn Any wala waqt digitalization ka waqt ha so much better we are ready before competition is over.
hero member
Activity: 1064
Merit: 639
October 31, 2020, 02:58:06 AM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
Bhai yes Pakistan bhi khud ki digital currency launch karega. main ye nahin kehta kay Qmobile hardware wallet provide karega. Bas main sochta hoon kay aisi koi company hai jo Huawei ki tarha hardware wallet ki sahulat dy sakti hai?
Quote
The State Bank of Pakistan (SBP), the country’s central bank, is considering the launch of a digital currency by 2025. [Source: Coindesk ]

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
October 30, 2020, 11:05:36 PM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.

Do you have any source of this news that Pakistan will launch their own digital currency ? We have not yet legalized crypto currencies in Pakistan tu apni digital currency tu duur ki baat hay.
Aur Qmobile tu sab c farq mobile hay, ais mein hardware wallet ka kia faida  Roll Eyes
full member
Activity: 896
Merit: 236
October 30, 2020, 12:13:43 PM
Peshawarblast, innocent children became the prey of terrorism. The man who predicted of terrorist attacks was SheikhRashid, how did He know that terrorism was going to take place in Quetta and Peshawar?

پشاوردھماکہ ذمہ دارحکومت
Government of Pakistan must investigate from him how he know about these attacks and who is responsible for this because if he can predict then surely he know about this all other information's and now time to act because its too much we are losing patience with this all and now want security of our kids and other peoples in our country but peoples those have power don't want to do this all because these all are innocent and poor kids.

Intelligence ko pata hota hay k kia honay wala hy aur aun ko khabar hojati hay phelay c hi. Jitnay bi yeh terriost attacks hotay hein, intelligence pehaly hi bata deti hy k yahan danger hy. Aur yeh sab attacks ki government responsible ni hay bilkay PDM responsible hay.
Aray bhai Governement hai ya PDM mar to ghareeb log rahai hai is sai in dono ko kia farak per raha hai wo dono to apna apna drama ker rahai hai Government 30 months sai ro rahi hai NRO nahi dai ghai aur sab Pakistan sai bahir bhag ghai hai in kai apnai log bee ab bagh rahai hai aur PDM to apnai ap ko bachani kai liai kuch bee ker saktai hai is sab mai hum log pis rahai hai aur mar rahai hai.
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
October 30, 2020, 12:11:44 PM
Chinese company Huawei ab se HuaweiMate40 series smartphone Mein  digital Yuan hardware wallet provide Karega.Source

Main sochta Pakistani jald hi digital Pakistani rupees bhi launch kiya jayega, aur QMobile bhi DPKR kay ek secure hardware wallet dega.
Bohout khoob sunn ka bohout kushi howe ka koi tarakee ka kaam hamary country ma ho raha haa .
Aur ap ny kya khoob achee news share ki
Ap kay iss post sy hamay bohout kuch jaanny ko mila
hero member
Activity: 1064
Merit: 639
October 30, 2020, 08:39:03 AM

Jump to: