1.
1HdPYmdTWLL9AYPkpDKH9jxWkptvehmXai
2.
bc1q904p6lcyuvy237lpm7eawktu9rrpkrr2atpfqg
Woh yeh ka ap dakh sakty ha ka Jo opper addresses haa yeh bitcoin ky addresses ha lakin ik address (1) sy start hotaa haa jabka doosra (b) toh iss Ki wajahh kyaa haa jabka donoo bitcoin ky addresses haaa par donoo ky start alphabet alagg alagg b
hy.??
Aur doosre baat yeh ky counting pa pahlaa address (34) digit haa aur doosra address counting maa (42) digit haa toh iss ki wajahh kyaa haa .??
Jo bitcoin address 1 c start hota hay aus ko Legacy address kethay hein aur jo bc1 c start hota hay aus ko Native SegWit (bech32) kethay hein. Ais ka ilwa aik address 3 c bi start hota hay, aus ko "Nested SegWit (P2SH)" kethay hein.
SegWit address ka faida yeh hay k ais mein zada transcations store ho sakti hein har block mein aur fees bi kam lagthi hay transfer mein.
Aik aur baat k SegWit addresses backwards compatible hein mutlab k ap apnay funds Bitcoin SegWit address c Legacy Bitcoin address p send kr saktay ho.