Ap apni posts mein kuch Bitcoin market, eski news update or esky bary mein new developments pe bi kuch comment kiay keren ku k yeh forum bunyadi tor pe Bitcoin se mutalak hee ha, esliay preferably en topics pe baat kerna mujhy toh zayadeh munasib lugta ha, baki her bandy ki apni choice hoti ha.
Hmm, kaha too apne unko haa magar apka Hukam Sarr ankoon, par let's start with important points and give it a tittle as well. iss see cheezain intresting hoo jain gii.
September A Hope For Fearful Holders
Currently jaab maa post likh raha hun too Bitcoin market trade hoo rahi haa $59229 paa orr jesa kaa ap sabko pata haa market kuch dino see yaa yun kaho kuch weeks se isi zone maa phassii hoi thi thoda oper thoda nichee. Khair mere hisaab see ye last
Pre-Bull Accumulation zone thaa which is gonna end anytime soon. September koo app aik hope kaa toor paa consider kar saktee as Septermber by default aik neutral sa month haa crypto market maa, but iss baar kuch khass devlopments hain joo kaa september maa honi haain and inka impact Bull market par padee gaa and september ki performance paa bii padee gaa.
✅ 10th September - US Presidential Debate
✅ 11th September - CPI Data Release
✅ 12th September - PPI Data Release
✅ 18th September - FOMC Meeting
✅ 29th September - cz_binance Release
✔️ Isme Presidential Debate kii updatee yee haa kaa ose pehle Trump koi orr major announcement karee gaa Bitcoin kaa related, yee rumor based news haa.
✔️ FOMC kii meeting bii aik turning point hogaa, baqi data release kaa mutabiq zyada chances hain kaa yee too interest policy new ayee gii woo Risk Investment markets kaa lia as tonic work karee gii matlab kaa aik positive decision expected haa kaa interest rates maa cut hii lagee gaa.
✔️ third kaa August poora hiii aik negetive month raha haa woo biia chaa khasa too market koo aik fake-out yaa break-out too denaa hii haa dkehtee hain fake out hota haa yaa yee trap zone ka break-out. Hihgly possible aik break-out hii haa orr keep holding.
Next post maa kuch on-chain data paa nazar daltee hain iaa kehtee hoo, mujhe lagtaa haa esi posts logon koo boring lagii haa iss lia nai kartaa maa.