Pakistan ki Rupiya ki demand kayi wajohaat ki bina par kam hui hai, jis mein siyasi gadbad, bara tijarat ka defic
it aur inflation ka barhna shamil hai. Is ke natijay mein Rupiya ki demand kam hui, jis se us ki qeemat doosri currency jaise ke Ethiopia ki Birr ke khilaf kam hogai. Aisaa to hogaaa jub pdm Or sath mein sab apne mafad prast milege hongee Smaj to gye hu gy ap
Another big thanks to PDM
PDM is not sincere with Pakistan na hi Pakistan ARMY (establishment) is sincere with Pakistan, so do not expect anything good from them.
Bagi rupee jitna Marzi devalue ho, dollar 300 rs ka ho ya 500 rs ka, app ko aur bitcointalk Pakistani community ko koi farq ni perhna chayee kion k hum sab nay tu kab ka apni Pakistani rupee ko convert ker lia hua hy bitcoin aur usdt mein.
Assalam o alikum, bilkul Right UmerIdress sir, kasy han ap 100% sahi han apki baat but abi tak m to struggling phase han Allah Pak kahir kry Hallat both kharab hr cheez double Expensive hu gye han baki apki jo bat ki survival oski han ab jo daller m earming kr rha han baki sb loogo k lay boht muhskil han Allah pak sb k liay asani faramy, Ameen🤲
Asal masla he Army na create kea hua hy. Wo nhi chahta ka koe aisa PM aya jo unko instruct kra balka SS, Bilawal ya Maryam ke tarah ka koe namona ho jo Army ke instructions ko follow kra. Dollar ke uran sa bitcointalk.org ke Community ko to shayad koe farq na parya pr mulk ke dosri communities ko boht farq parya ga. Pr afsoos is baat ka hy ky ya jo corrupt tola hum pa musalat hy isko koe farq nhi parta ka dollar 500 py jya ya us sa bhe oper.
Right Mussa bhai , umeed han theak hu gy ap, Sb sy bri problems ya dollar generals han hum ny 80hazar loog shhayed kiya apny or 1 foot area b ni fatiah kiya or in loogo k pakistan sy koi talaq ni bs lootny k rahty or retirement k bahir he shaft hu jatt ink koi interests ni pak sy chay dollar 500 k ay ab ink 75 salla hukmari khtm hoti nazr ay rahi han armay or loogo m fasaly boht barh gya ab social media k door han
Baki pdm ny to mulk k wo bura hall kiya jo dushman b ni kr sky Mariyam ny 850 million k asset delare kiya han ya mera or apk tax ka passa han Ye tu wahe ghalees aurat hy ju keh rahe the k meri tu bartaneya may kia pakistan may b aik rupai ke zmeen nahe hy may apnay bauji k ghar rehte hun
Currently, Pakistan ki politics pa to baat hi nai ho sakti as sare apne apne faide ka pichee hain i am not even expecting a single change from this system. Mujhe lagta ha ka aik major change ki zarorat ha hamre country maa. Ye system hi fazool ha smjh nai ataa ka jab Constitution ma likh dia gya ka 90 days ma hone hain election too honee hain ye kia chahte hain or mujhe nao lagta ka Pakistan ma constitution ki koi value haa sare qanoon greebon ka lia sari restrictions bi or ye upper-class pa jab baat atii to Qanoon hi badal jata wah..
Mujhe nai lagta ka koi elections bi honge ya phir koi political stability aye gi next even 6 months maa baqi Allah reham kare Dua hii kar sakte hain humm too.
Jee Hamaza sir, 100% Right Election ni hony dany inho qkh sary survay kh rhy imran khan 71% vote ly ga agr ab Election hvy to Baki Election k bigar politicaly stability ni aye ge Pakistan m or ya Chor khudko bachanay kay liyeh ab kese bhi hadd tak chalay jain gy yehe nishani hote chor jay, Lanaaat hy essay bad bahat hukmaraan pay mulk taba kar k abi b chorne ko tayar nai
Baki Army or pdm, woh pagal badshah ki tarah taqat chahte hain taa ke koi unke khilaf sawal hi na uthaye. Main sach mein yakeen karta hun ke Pakistan ka mustaqbil ab PDM ke saath nahin hai or in dollar generals k sath.