Author

Topic: Pakistan - page 556. (Read 6452516 times)

full member
Activity: 280
Merit: 114
👉bit.ly/3QXp3oh | 🔥 Ultimate Launc
February 16, 2023, 11:56:50 AM

Bahi buhat bara note leka ha Apne ma ne tu Socha ta ke buhat kaam ki bate ki Hoge khair apka apna point of view ha ar ma os ki qadar karta Hun pr bahi bag Kuch es trah ki ha ke ap ab be Soo rahe ha es waja se hm age nahe ja rahe . Ab tu sab Kuch saaf ha pir be ap confused ho sub Kuch samne ayaa ha ke kon Kes ke Sath Mel kar Kam kar Raha ha ap comparison kare IK ke government ki ar es PDM achar ki tu ap ko saaf pata chal jaye ga ke Kes ne mulk ka dewalya kar deya baqi ap Ma Sha Allah samajdar ho..

71 saal mein tamam hukoomaton ne mil ke 25 hazaar arab ka qarza liya. Imran Khan ne akailey sirf teen saal ke arsay mein 16 hazaar arab rupay ka qarza le liya hai. un ki na-ahli ne nah sirf is qoum ke mojooda halaat ko tehass nehass kar diya hai balkay un ki nalaiqi aur na-ahli ne is qoum ke mustaqbil ko
girwi rakhwa diya hai

sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
February 16, 2023, 11:27:57 AM
yaqeenan pdm is terhan mehengai ko control nah kar saki jis terhan un ka azm tha jis terhan unhon ne koshish ki
lekin awam ka zahiri asbaab ko dekh kar pi d am ko Qasoorwar thehrana yeh nasamjhi hai
asal qasoorwar wohi hai ke jab har cheez ki qeemat kam hoti jarahi thi, dollar, petrol, sona, aatta cheeni aur deegar ashya khurd w nosh tareekh ki kmtrin qeemat tak pahonch chuki thi
doosri taraf chaina Pakistan ke sath mazeed taluqaat pukhta kar raha tha, doray shuru thay
si pack mansoobah urooj par tha Gwadar aur un jaisay bohat barray mansoobay shuru thay jis se Pakistan mustaqbil mein aayi am f ke chungal se nikal kar aik mazboot islami malik ban'nay ke dhanay par tha
is waqt mein America aur is ke Hawariyeen ko Pakistan ki taraqqi hazem nah hui aur Imran nayazi ko bator mohra ke manzar aam par le aaye is ko hero bananay ki koshish ki gayi, electronic media, print media par waafar miqdaar mein paisay ltakr Pakistani adliya establishment aur tamam idaron ko nayazi ko oopar laane ki har mumkin koshish ki gayi
doosri taraf is mehengai petrol ki qeematon aur dollar ko lagaam dainay walay aur malik mein taraqiyati mansoobon ka jaal bichenay walay Nawaz Sharif par panamh jhoota dramayi case daal kar un ko be dakhal kya gaya
jis ke baad nah thamnay wali mehengai ne malik ka rukh kar liya
nayazi hukoomat aayi am f ke samnay dhair hogayi aur tareekh ke siyah tareen maahde kiye, stit bank ko yahudion ke hawalay kardiya
jab halaat be qaboo ho gaye to jatay jatay malik ki barbadi ke liye siyasi baroodi surangen bchhayin taakay anay wali hukoomat nakaam ho yani malik ko dao par lagaakar apni mukhalif hukoomat ko nakaam karne ki koshish ki
nayazi daur ki mehengai ki raftaar aur ayi am f se kiye gaye Maahdo ke aitbaar se jo mehengai aaj hai woh aath mahinay pehlay honi thi aur aaj shayad Pakistan dewalia hochuka hota
lekin Bala ho pdm ka ke unhon ne bar waqat idraak kya aur nayazi ko chalta kardiya
yaqeenan mojooda hukoomat koshisho mein masroof hai ke awam ko relief diya jasakay lekin Imran nayazi malik ko is mourr par le gaya hai jahan se wapsi namumkin agar nahi to mushkil Zror hai
mein is waqt bhi pi d am ki koshisho ko salam paish karta hon ke unhon ne apni siyasi saakht ki parwah kyie baghair malik ko tabahi se bchalya
mushkil halaat yaqeenan hain lekin agar nayazi hukoomat hoti to halaat is se bhi ab-tar hotay aur malik dewalia hochuka hota
Allah is mulk ki hifazat farma aur jis ne bhi is Mulk ki barbadi ka socha hai ya barbadi ki bunyaad rakhi ya aghyar ka aala car bana Allah un ko naistvnabod kere

Bahi buhat bara note leka ha Apne ma ne tu Socha ta ke buhat kaam ki bate ki Hoge khair apka apna point of view ha ar ma os ki qadar karta Hun pr bahi bag Kuch es trah ki ha ke ap ab be Soo rahe ha es waja se hm age nahe ja rahe . Ab tu sab Kuch saaf ha pir be ap confused ho sub Kuch samne ayaa ha ke kon Kes ke Sath Mel kar Kam kar Raha ha ap comparison kare IK ke government ki ar es PDM achar ki tu ap ko saaf pata chal jaye ga ke Kes ne mulk ka dewalya kar deya baqi ap Ma Sha Allah samajdar ho..
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
February 16, 2023, 10:59:02 AM

AIRDROP UPDATE:

Ye spreadsheet mai share karne wala tha magar Chacha ka operation huwa tha tho us k liye gae Bemar pursi karne. chako acha huwa kaafi achi update dii apne aur haa price bahot acha khasa pump huwa hai leken hamara sher Matic be kisi se kam nahe. long term k liye acha coin hai.


Abi yeh BGB transfer ni houey hien, sirf Spread sheet p show huey hien,
So @Mfahad bhai, kab tak yeh BGB humaray pass transfer hon gay aur hum millionare bun jein gay.

Bhai sabar ka pal meeta hotha hai. spreadsheet mai name aya tho oer don't worry mil jaega apko apka reward. pehle jo events huwe hai us ma Saturday thak reward mil jatha hai yani kal hame mil sakta hai leken agar kal nahe mila tho per wait karna hoga next monday ko q k fri, sat, sun enki chutian hothi hai . By the way ap Pakistan thread mai pooch sakte hai ye sawal aur Gladiatorcomeback ne spreadsheet be waha se lia hoga.

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
February 16, 2023, 09:09:30 AM
Small Airdrop for Just Pakistani Users

30 Bgb token milege Jin ki Abe price 6$ hai aur ye total 250 users k Liye hai. 100 logo ko reward milega magr don't worry 100 se users Kam hee honge Yani har ek es Mai hissa le sakta hai.
AIRDROP UPDATE:
1: Pehle Khushkhabri tho ye hai k Team ne winner Spreadsheet send kar dia hai aur mera UID tho maujud hai baqi jis ne join kia tha wo sab apne UID check kar k confirm kare.
Winner Spreadsheet
Note: Total 300+ users ne form fill kia tha jis mai se 153 eligible huwe hai. jin ki uid nahe hai wo fraud ya all condition pore na hone ki waja se nahe aya

2: jis waqt MFahad post kar raha tha es Airdrop ko us waqt BGB ki price 0.21$ the aur ab price 0.466$ hai yani 2x tho ab agar kisi ko 30 BgB mile tho 30*0.46=14$ ban rahe hai. Shahzadafzal agar matic ki jaga us waqt ye le lethe tho Grin


Abi yeh BGB transfer ni houey hien, sirf Spread sheet p show huey hien,
So @Mfahad bhai, kab tak yeh BGB humaray pass transfer hon gay aur hum millionare bun jein gay.


Pr hman kya. Hum na boycott to krna nhi. Chahya patrol 1000 ka ho jya.

Boycott ? Woh kis cheeze ka name hay ?



hero member
Activity: 812
Merit: 619
February 16, 2023, 06:20:07 AM
Small Airdrop for Just Pakistani Users

30 Bgb token milege Jin ki Abe price 6$ hai aur ye total 250 users k Liye hai. 100 logo ko reward milega magr don't worry 100 se users Kam hee honge Yani har ek es Mai hissa le sakta hai.
AIRDROP UPDATE:
1: Pehle Khushkhabri tho ye hai k Team ne winner Spreadsheet send kar dia hai aur mera UID tho maujud hai baqi jis ne join kia tha wo sab apne UID check kar k confirm kare.
Winner Spreadsheet
Note: Total 300+ users ne form fill kia tha jis mai se 153 eligible huwe hai. jin ki uid nahe hai wo fraud ya all condition pore na hone ki waja se nahe aya

2: jis waqt MFahad post kar raha tha es Airdrop ko us waqt BGB ki price 0.21$ the aur ab price 0.466$ hai yani 2x tho ab agar kisi ko 30 BgB mile tho 30*0.46=14$ ban rahe hai. Shahzadafzal agar matic ki jaga us waqt ye le lethe tho Grin

----------------------

Look like Pi Coin is about to scam

I don't know ky scam hai ky nai koi nai janta haan agar free my kuch aa hi raha hai or koi effort bhi nai hai to mery khayal sy earn kar lena chahye.
PI asal mai Update ho raha tha magar unho ne ghalti ye kii k Koi announcement nahe jii waja se ye afwah phel gai k PI bhag gia. Es update k bad kaafi users k bad KYC ka option be aa gia hai mere apne dost ka kyc option aa gia aur us ne kal apply kia aur ho be gia. Meri qismat mai abe waiting hai but umeed hai k mera be slot aa jaega.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
February 16, 2023, 04:48:10 AM
Look like Pi Coin is about to scam
Phichly Kuch dino sy pi coin ka Jo app haa "pi browser" ky name sy ha jaha AP PiCoin ki KYC , aur bohout saare cheezy waha sy kar sakty haa, jabky isky official Twitter pa isky hawaly sy koi news nahi ayee aur abb takk 48hr hogayai magr still who app kamm nahi karraha, isky ilawa bohout saary logo ka KYC approved nahi horaha, Kisi ki pending arahe haa toh Kisi ko kaha jaata haa ky abhi slots open nahi haa apky region ma.
Yeh haqeeqat haa ky pi coin ki unofficially buying hote rahte haa log Issy around  0.3$ pa buy karr rahy haa. But iss ancident ky Baad mujy lagg Raha haa ky jis jis ny buy ki tee unka Kafi bara nuksaan hoony waala haa,
Yeh koi official news nahi haa just Mera statement haa , may be yeh ghalat ho aur app dobara work karjaya, lakin app ka achanak kaam na karna aur official social media sy isky hawaly sy koi news na aana Kuch ajeeb sa haa, BTW Kuch bhi hosakta haa


I don't know ky scam hai ky nai koi nai janta haan agar free my kuch aa hi raha hai or koi effort bhi nai hai to mery khayal sy earn kar lena chahye.
Rahi bat Bondex ki to kuch kaha nai jaa sakta ky wo kaya kary ga. Binance sy meetings to kafi kar raha hai
By the way the error is now fixed the Pi browser is now working fine as you can see in this picture and also you may check your own. If still not working so you should check update.

copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
February 16, 2023, 03:38:58 AM
Asslam o Alikum dear community.

I need some help regarding the transection fees on the Binance smart chain.

Need 5$ to 10$ BNB on the BSC address in replacement I will give you the corresponding amount of the TRX. Anyone from the community if you have BNB then please contact me ASAP!
My BSC address is in my profile.


Walaikum-o-salam Hamza2424 bro

no problem but koi aik amount batain na 5$ to 10$ BNB... tell me how much in BNB Smiley

I will send you and just PM me your Binance UID .

Dear Hamza2424 it's done

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
February 16, 2023, 03:15:21 AM
National Electric Power Regulatory Authority (Nepra) na eik acha decision dea hy solar use krna valya logon ky haq ma (yaqeen to nhi a rha). Aj kal electricity 30 Rupee per unit ka hisab sa logon ko mil rhe hy aur Power Distribution Companies 19 Rupee per unit ka hisab sa solar panel users sa electricity buy kr rhi hy. Ab Power Distribution Companies ya chahte hn ky is 19 Rupee per unit ky rate ko 9 Rupee per unit py laya jya. Zara andaza krn in companies kr mentality ko.
Filhal ka lea to Nepra na in rates ma kami ke request to reject kr dea hy. Jo ka achi baat hy.

https://www.google.com/amp/s/tribune.com.pk/story/2400998/nepra-rejects-lower-tariffs-for-solar-units%3famp=1

Yehi tu business hay na k if you buy electricity from the government app ko 30 rs per unit dena pertay ga magar if you sell you elecrticity tu 9 rs mein.

Aur waisay bi government jo bajli deti hay woh khalis ati hay dam c, aur app ki jo bajli bunti hay solar panels c woh milawaat wali hotui hay na  Cheesy

Abhi solar vali bijli government 19 ma purchase kr rhe hy aur ya agya 30 ma sell or rhi hy. 11 Rupee per unit ka profit hy government ko sedha sedha.

Abhi hum ya dicuss kr rha hn to dosri taraf government na Patrol ka eik aur Atom Bomb awam py gira dea hy aur Patrol ke new price ab 272 ho gai hy. Pehla eik ya do Rupee increase hoti the price lakin ab government khul ka price barhati hy. Raat government na 22 Rupees ka increase kr dea hy.

Pr hman kya. Hum na boycott to krna nhi. Chahya patrol 1000 ka ho jya.
Hah! Hum karen gy boycott. Wo mujhy ek misal yad agai. Meryy barry sunaya karty thy. Bilkul behtreen akasi karti hai mery mulk ki wo.

Bzurg farmaty hen:
Ek mulk my ek badshah huwa karta tha. Us ny ek din ek pull bnaya. Us ny pull par guzrny walo ky liye tax rakha. Jo shakhs guzry gaa Rs. 5 dy kar guzry ga. To logon ny deny shuru kar diye. Badshah ny dekha koi raddy amal nai aya. Uss ny 5 ko barha ky 10 rupy tax kar diya. Phr koi raddy amal nai aya. Uss ny kaha ab 10 rupy len or sar my ek joota bhi mara jaye. To kaya phr koi raddy amal nai.

Ab Badshah ny kaha 10 rupy len or 2 jooty lgaen sar par. Iss sy kaya huwa ab lambi lambi lines lagny lag gai jooty marny m tax leny my der lagti thi.
Issi doraan Badshah ky pas ek bzurg aya or kehny laga Huzur Gustakhi muaaf apny ny jo pull par jo ap ny tax lgaya hai. Badshah bohat khush huwa koi to aya. Jo koi baat kary gaa.

Bzurg ny kaha. "Sarkar ap wahan apny bando ki tadad barha den line bohat lambi hoti hai ham bzurg zyada derr kharry nai ho sakty."

To Badshah ny kaha iss awam kaa kuch nai ho sakta.

Or hmari misal bhi kuch esi hi hai.
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
February 16, 2023, 12:19:26 AM
Asslam o Alikum dear community.

I need some help regarding the transection fees on the Binance smart chain.

Need 5$ to 10$ BNB on the BSC address in replacement I will give you the corresponding amount of the TRX. Anyone from the community if you have BNB then please contact me ASAP!
My BSC address is in my profile.


 

Walaikum-o-salam Hamza2424 bro

no problem but koi aik amount batain na 5$ to 10$ BNB... tell me how much in BNB Smiley

I will send you and just PM me your Binance UID .
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
February 16, 2023, 12:16:16 AM
Asslam o Alikum dear community.

I need some help regarding the transection fees on the Binance smart chain.

Need 5$ to 10$ BNB on the BSC address in replacement I will give you the corresponding amount of the TRX. Anyone from the community if you have BNB then please contact me ASAP!
My BSC address is in my profile.


   
full member
Activity: 784
Merit: 204
February 15, 2023, 10:12:29 PM
National Electric Power Regulatory Authority (Nepra) na eik acha decision dea hy solar use krna valya logon ky haq ma (yaqeen to nhi a rha). Aj kal electricity 30 Rupee per unit ka hisab sa logon ko mil rhe hy aur Power Distribution Companies 19 Rupee per unit ka hisab sa solar panel users sa electricity buy kr rhi hy. Ab Power Distribution Companies ya chahte hn ky is 19 Rupee per unit ky rate ko 9 Rupee per unit py laya jya. Zara andaza krn in companies kr mentality ko.
Filhal ka lea to Nepra na in rates ma kami ke request to reject kr dea hy. Jo ka achi baat hy.

https://www.google.com/amp/s/tribune.com.pk/story/2400998/nepra-rejects-lower-tariffs-for-solar-units%3famp=1

Yehi tu business hay na k if you buy electricity from the government app ko 30 rs per unit dena pertay ga magar if you sell you elecrticity tu 9 rs mein.

Aur waisay bi government jo bajli deti hay woh khalis ati hay dam c, aur app ki jo bajli bunti hay solar panels c woh milawaat wali hotui hay na  Cheesy

Abhi solar vali bijli government 19 ma purchase kr rhe hy aur ya agya 30 ma sell or rhi hy. 11 Rupee per unit ka profit hy government ko sedha sedha.

Abhi hum ya dicuss kr rha hn to dosri taraf government na Patrol ka eik aur Atom Bomb awam py gira dea hy aur Patrol ke new price ab 272 ho gai hy. Pehla eik ya do Rupee increase hoti the price lakin ab government khul ka price barhati hy. Raat government na 22 Rupees ka increase kr dea hy.

Pr hman kya. Hum na boycott to krna nhi. Chahya patrol 1000 ka ho jya.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
February 15, 2023, 05:14:35 PM


Bhai yeh silsa tu aisi tarah chalta rahay ga. Aik umeed thi k PAK SAR Zameen kay polcitcs croutpt hein maagar Imran Khan nay expose kia k aasl khel tu Establishment ka hay. Ab koi umeed bagi ni from the government and establishment.

Ma apki bat se sehmat hun ke ex prime minister ne sub ko expose keya ke kon kon zemadar ha en sub cheezo ka pr omeed ab be baqi ha wo alag bat ha ke establishment ar politicians se nahe ha . Abi be time ha ke hm sub ek ho jaye ar es jaberana nezam ko khtm kare . According to Fedal Castro and Cheguwera   agr ap ke pas koi solution  nahe ha then revolution is the best option for you . Agr hm sub ek na huwe TU ye log hame es trh ulajye rakenge en chezo ma kabi mehngaye ar kabi dehshat gardi ma ar hum es taraqee ke door ma sub se Peche chale jayenge   
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
February 15, 2023, 01:34:18 PM
National Electric Power Regulatory Authority (Nepra) na eik acha decision dea hy solar use krna valya logon ky haq ma (yaqeen to nhi a rha). Aj kal electricity 30 Rupee per unit ka hisab sa logon ko mil rhe hy aur Power Distribution Companies 19 Rupee per unit ka hisab sa solar panel users sa electricity buy kr rhi hy. Ab Power Distribution Companies ya chahte hn ky is 19 Rupee per unit ky rate ko 9 Rupee per unit py laya jya. Zara andaza krn in companies kr mentality ko.
Filhal ka lea to Nepra na in rates ma kami ke request to reject kr dea hy. Jo ka achi baat hy.

https://www.google.com/amp/s/tribune.com.pk/story/2400998/nepra-rejects-lower-tariffs-for-solar-units%3famp=1

Yehi tu business hay na k if you buy electricity from the government app ko 30 rs per unit dena pertay ga magar if you sell you elecrticity tu 9 rs mein.

Aur waisay bi government jo bajli deti hay woh khalis ati hay dam c, aur app ki jo bajli bunti hay solar panels c woh milawaat wali hotui hay na  Cheesy

             Ar dusri traf hukumat ko dayke enti mehengaye ke bawajo prices ar bara dee jo thhori buhat kasar ti wo enho na puri kardi. Jab se ye log aye hain khair ki koi news nahe mele raat ko so jawo ar subha uto tu ye pta chalta ha ke prices ar bhara de bahi ghareeb banda kia kare ga ghareeb ke sath sath middle class ke logo ke be pawun larkapne lage q ke bahi nahe bardasht kar sakte har cheez mehengi ar pir ye nalayk log kehte ha ke nojawan mulk ko chor kr q jara he hain . Pta nahe kia hogaa es mulk ka Allah kare jaldz dr jaldz election ho take en bewaqufo se chutkara hasil ar mulk kesi sahe semat nekal phare.[/color]

Bhai yeh silsa tu aisi tarah chalta rahay ga. Aik umeed thi k PAK SAR Zameen kay polcitcs croutpt hein maagar Imran Khan nay expose kia k aasl khel tu Establishment ka hay. Ab koi umeed bagi ni from the government and establishment.



sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
February 15, 2023, 01:17:35 PM
Assalmualaiqumm
Omeed karta hun ke ap sub tek honge abi abi ma ne news phari ha ke court ne Imran Khan ki  zamant cancel kardeya ha tu muje ye etna bura laga ke hamara adleya be tek nahe ha wo be baisēd ha. Pehle tu Imran khan ki geraftari banti nahe os pe aysa koi  mamola nahe haa jo os ko arrest kare ar chalo tek ha un ko arrest be kar leya jaye tu bahi zamant q cancel kar rahe ho unki wo tu unka right ha jo officially declear ha unko ye adleya kuch nahe keh raha wo azad ghoom rahe hain unho ne arboo ka ghabn keya wo tek ha ar ye banda mulk ar logo se loyal ha tu es ke sath ye salooq .
                        Ar dusri traf hukumat ko dayke enti mehengaye ke bawajo prices ar bara dee jo thhori buhat kasar ti wo enho na puri kardi. Jab se ye log aye hain khair ki koi news nahe mele raat ko so jawo ar subha uto tu ye pta chalta ha ke prices ar bhara de bahi ghareeb banda kia kare ga ghareeb ke sath sath middle class ke logo ke be pawun larkapne lage q ke bahi nahe bardasht kar sakte har cheez mehengi ar pir ye nalayk log kehte ha ke nojawan mulk ko chor kr q jara he hain . Pta nahe kia hogaa es mulk ka Allah kare jaldz dr jaldz election ho take en bewaqufo se chutkara hasil ar mulk kesi sahe semat nekal phare.
full member
Activity: 784
Merit: 204
February 15, 2023, 01:15:01 PM
National Electric Power Regulatory Authority (Nepra) na eik acha decision dea hy solar use krna valya logon ky haq ma (yaqeen to nhi a rha). Aj kal electricity 30 Rupee per unit ka hisab sa logon ko mil rhe hy aur Power Distribution Companies 19 Rupee per unit ka hisab sa solar panel users sa electricity buy kr rhi hy. Ab Power Distribution Companies ya chahte hn ky is 19 Rupee per unit ky rate ko 9 Rupee per unit py laya jya. Zara andaza krn in companies kr mentality ko.
Filhal ka lea to Nepra na in rates ma kami ke request to reject kr dea hy. Jo ka achi baat hy.

https://www.google.com/amp/s/tribune.com.pk/story/2400998/nepra-rejects-lower-tariffs-for-solar-units%3famp=1
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
February 15, 2023, 01:07:56 PM
PSL8 Start hone k belkul qareeb hai.

PSL ki opening ceremony ki highlights app meri ais post p dekh saktein hein.
https://bitcointalksearch.org/topic/m.61757254

At the end of the PSL opening ceremoney, we have some amazing fireworks.

Ground se ziada fireworks tho ap ne yaha par kar di. ye page load hone mai etna time le raha hai. kab start hoga ye PSL? koi live be dikhne ka irada hai ya bas sirf mobile pe dikhe ge. wese mai tho Peshawar Zalmi ko support karoga aur ap log?


Yeh page load honay mien kion time lay raaha hay ? Yeh tu few MBs ki pictures hien jien ko load honay mein 1 ya 2 second lagnay chayee. Aur ab tu 5G ka duur aagia hay. You need to upgrade your internet brother.

Abi ais time meray pass 57 Mbps speed aa rahi ahy aur subah k time tu 100 Mbps c bhi zada speed ati hy.



Bagi mein matches live hi dekha hon bhai, IPTV kay through mein nay mobile mein live opening ceremony ki pictures lein thien, waisay andriod TV p IPTV kay thorugh Willow HD p matches dekhnay ka apna maza hay, kion k wahan koi ads bhi ni atay.
full member
Activity: 308
Merit: 109
February 15, 2023, 12:20:00 PM
Assalam o alikum all brothers,
Bitcoin Next target to hit 30k kia dobara apny highest point ko touch krny ja rha jo kh boht chances han 2023 k end tk or jasy kh ap image m dakh skty baki market pr depned krta han kasy behave krti han



 
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
February 15, 2023, 11:37:46 AM
Assallam-O-Alaykum! bad az sallam aap dosto say intihae mazrat.
Umeed krta hoon k aap sb khairiat say hogay. Post type kartay waqt bohat sharmindagi mehsoos ho rahi hay k aik janib group k active dost local board k jeye jadojehad kr hain or dosri janib kuch members meri tarha hain jo bohat waqt ghaib reh kr thread me post krtay hain. Group me ghairhazri ke thori se wazahat karna chahuga. Pehlay tau tabeyyat kuch nasaaz ho gae the (Bukhar, khanis or nazla zukaam) os k baad routine se thora zyada traveling ke waja say bhe waqt manage nahi krpaya.

bahi ap ko welcome back kehte ha community ma wapes anee prr aar omeeed karte hain ke ap pir se etne time ke leye ghaib nahe honge hhhh q ke
yahnn ap jaise logo ki zArort ha. Baqi appko Allah ur sehat ar tandursti de


Quote
Wa toso na joor qurbon pa nazer masho Verko toso kho pa Wallah zra rata khushol kral. Makh pa bondy lor sho nur hm komyob sho.

hahah jaar shum Afridiya deer khushala shum ta hum pakhtoon yee. Ma Sha Allah comunity ke pukhtana deer shu da khaira . staso da pokhto na dase lage che afridi yey . Afridi khu deer kha khalaq we der qadardan we o khesta hm we 😁😁 mung sare class ke yo dost wo afridi wo deer khule wo hahahaha




sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
February 15, 2023, 11:26:14 AM
Assalamu alaikum Everyone!

AJ sy taqreban 2 mah pehly 1 Airdrop Aya tha Jo all users ke leye tha Jo KY Coingecko par tha hum sab sy kaafi candies collect ki thi or kaafi Der sy or daily claim Kar thy or phir Coingecko NY 1 Airdrop run Kiya tha Access Protocol (ACS) y token hamay Kuch candies use Kar ky mil rahy thy

800 🍭 = 250 $ACS
1500 🍭=500 $ACS
2800 🍭= 1000 $ACS
6000 🍭= 2500 $ACS
11000 🍭= 5000 $ACS


Jis KY paas jitni candy thi usny us hisaab sy $ACS tokens claim Kar leye or phir usky bad reward claim Karny ke leye 1 form Aya tha y form fill Karna lazmi tha or jisny b y form fill Kiya h unko Solana Network par token receive ho Chukay h agar Kisi KY shor NI ho rahay wo $ACS token apny sol wallet m add Kar ly

Mint Address:  5MAYDfq5yxtudAhtfyuMBuHZjgAbaS9tbEyEQYAhDS5y
Name:  AccessProtocol
Symbol: ACS


$ACS token ko add Karny ke leye apky paas Kuch fees Hona lazmi h I think 0.00204 SOL chahiye token ko add Karny ke leye  or main topic y tha ky $ACS token Bybit par list hony ja Raha h iski official announcement ho chuki h or umeed h iski Achi price ho ge or iski listing AJ Raat 10 PM h or iska deposit open h Bybit m ap apny token ko Bybit m deposit Kar sakty h or jab list ho ga foran sell Kar sakty h



REFERENCE
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
February 15, 2023, 10:10:24 AM
I am just informing Bitcoin  death cross on the weekly timeframe is now confirmed.be carefull in every trade .
ڈیتھ کراس کیا ہے؟
 ایک "ڈیتھ کراس" ایک مارکیٹ چارٹ پیٹرن ہے جو حالیہ قیمت کی کمزوری کو ظاہر کرتا ہے۔ اس سے مراد قلیل مدتی حرکت پذیری ہے—یعنی کسی مقررہ مدت میں اسٹاک، اسٹاک انڈیکس، کموڈٹی یا کریپٹو کرنسی کے لیے حالیہ بند ہونے والی قیمتوں کی اوسط—طویل مدتی اوسط سے نیچے۔ سب سے زیادہ قریب سے دیکھے جانے والے اسٹاک مارکیٹ کی حرکت پذیری اوسط 50 دن اور 200 دن ہیں۔


Brother, Golden cross or death cross patterns kisi hud tak long term trend reversal k reliable patterns han mgr short term mein bht zayadh sahi kaam nhi kerty or enko hamesha mutiple indicators use ker k trend ko confirm kerna chaye. Wasy bi kal CPI data release hony k baad Bitcoin ne thori dip li mgr dobra price recover ho gya ha or aaj Bitcoin lugta ha k dobara 23K ko cross ker le ga. Bht sary analysts ki opinion ha ek dafa Bitcoin 30K ko hit kere ga or vehan se dump ho ga.us k baad eski bottom bny gi. Let's watch and wait how it plays out in coming weeks and months. DYOR
Jump to: