امریکی ڈرون حملے کیلئے زیادہ تر پاکستانی فضائی حدود استعمال کرتے ہیں پاکستان حکومت کو چاہئے کہ وہ ایسا نا ہونے دے
یہ پہلا سرکاری بیان ہے طالبان رہنماؤں کی جانب سے جس میں پاکستان کو ڈرون حملے کا قصوروار ٹھہرایا گیا ہے یا تنبیہ کی گئی ہے
“Our information shows that they (US drones) are entering into Afghanistan from Pakistan, using the airspace of Pakistan,” Mujahid told reporters when asked where the drones were coming from.
[Source ]Afghanistan: hum mutaalba karte hain kay Pakistan apni
Airspace humare against istmal na hone de.
ISPR: Sawal hi paida nahin hota kay Afghanistan par hamle kay liye Pakistani
sarzmeen istmal ho.
Haha, bat airspace ki thi par ISPR se jawab aya kay soil use nahin hui.
Asal bat to ye hai kay America humara ventilator hai us kay bina hum kuch nahin. Khan airspace use nahin karne de raha tha/ ya use nahin karne deta. Sab ne mil kar hata diya.
Ab jab awam us kay sath hai, to inki koshishi hai isko disqualify kar den. Kay Kahin ye phir se na aa jaye.
App ais hukamat c kuch bhi achay ki umeed na rakhoo. Yeh ti hum sab ko pata hay ain ki property aur paisa bahir hay aur yeh Pakistan kay sath sincere ni hien aur kuch bhi kr saktay hien like again giviing airbase to US to use againsit Afganistan.
Surprising baat yeh hay k yeh to rejeme change hu hay aur IK ki hukamat ko katim kia gia hay, yeh PDM walay khud ni kr saktay thay. Pak Army (Pak Fauj) ki madad c sab kuch hua blkay i would say k Pak army is involved in all this, PDM ki 13 parties tu bus Front End hay.
So jab app ki army aur establishment dont care for you country, then there is no hope for any betterment.
By the way, Tomatas reaches All Time High at 500rs KG and Onion at 250Rs Kg.