~Dorsi baat yeh k ido p allocation na honay k babar milti hy agar ap ky pas platform ka token kam quaitity mein ho jaisa k bnb.
Main smjha nai. Ap kis platform par join karty hain IDOs? Polkastater p apko $200 se $400 ki allocation milti hai. Aur daomaker per bhi aisa hi kuch hai. Aur yahi dono ache platforms hain IDOs kay liye. Haan whitelist hone kay chances bohat kam hoty hain par agar apki kismat achi ho to apka wallet whitelist ho jata hai.
Now I am holding 1 BNB to participate in their upcoming project
Humen bhi batana. Kitni allocation mili apko. Hum bhi next IEO mein participate kar lein gaye.
G thank you brother. Ab apki aur @UmerIdrees ki bari hai.
Cryptoyar Bhai, Please find below details of my experience on Binance Launchpad:
Total BNB Held for one week : 1.1
Allocation for GMT token received : $0.39
Total GMT token received @ $0.01 : 39
Market value of 39 tokens @ $ 0.148 : $5.78
Profit : $5.3
Conclusion : GMT token ki price toh takreebun 15X br gai mgr profit bht kum ha ku k allocation bht hee kum mili ha. Yehan pe $100 dollars ka profit bnany k liye kum se kum 20 BNB hold kerny hon gay.
Mein neechy ek video ka link de reha houn esy watch ker lein es mein cosmos ( Atom ) k network k airdrops ki details btai gain han ajkal cosmos netwrok pe bht achay airdrops mil rehe han.
https://www.youtube.com/watch?v=hG_VskAvIr8&feature=youtu.be