کیا بائنس صارف کے لئے کسی دوسرے بائنس صارف کے لئے فیس ٹیکس کے بغیر رقم بھیجنے کے لئے کوئی آپشن موجود ہے؟
G bhai binance ki p2p option me jaye waha apko transfer ka button milehga ap usko press karengeh tu apke samne do or option ayehga ek pe lika hoga send or dosre me transfer send wale option se ap koi bi binance account holders ko assets send kar sakte ho or dosra transfer se ap assets apne dosre account me transfer kar sakte ho.
G bilkul.
Pehle Apne spot wallet se apne coins/tokens ko p2p wallet mein trasfer karen.
Phir yahan 2 options hoty hain transfer aur send par click kar kay us binance user ki email/phone number do jisko ap send karna chahte hain.
Mazeed ap ye video bhi dekh sakte hain. Apko smajhne mein asani hogi. ->>
https://youtu.be/Z0xbHz3pHqo G ap sab logo ka shukria , itna deeply btya but bhai ak issue hey ak bar main ny try ki the send krna ki to hua nhi tha tab , error ya aoh ra tha k this email is not registered at binance , even us pr account bhe open tha or wo chal ra tha ...
Main ny again try kya same account pr but trc20 transfer kya wo ho ra thy asa kun ??
G bhai ho sakta hai kuch error ho us waqt mera account KYC verified hai tu me apne bhai ke account me send karta ho tu muje koi error nhi ayah ya ap jis account se transfer kar rahe yeh verify hona chayeh yah fir ap jis asset ko send kar rahe woh transfer option me maujod nahi ap en assets ko transfer kar sakte ho usdt, btc, busd, bnb, eth, dai, bidr, eos, rub, ngn, uah, doge, slp, ho sakta apka problem es se solve ho jaye.