yes sayeds and main bhi un main shamil hon jo kam kam he post karte hian hehehehe sorry for that bhai actually mera aik bilkul genuine sawal hai.
Why do we need our "Pakistani / Urdu" boad? Kion chahiye hamin board....
wese tu bahoot se positive points ho sakte hian.. likan jesa k ap logon ne khud kaha hia board ka maksad country nahi balke local language main support hia. Tu ye sawal tu banta hia kia ham Urdu اردو zban main technical discussion karin ge? main apko 100% batata hon phir bhi hamari zaida discusion egnlish main he hogi.
aur dosri bat Pakistan un countries main se hai jahan English abhi official language use hoti hia phir status quo main bhi rehna hia... bahoot afsos ki bat hia magar Pak main Eng bolanay walay ko babo aur local language ya urdu bolane walay ko paindo he kehte hian.
behr hal kehne ka maksad sirf hai... jo bhi countries hian local board main sab k han English bahoot kam boli jati hia... Chinese, Dutch, Spanish Arbic. Wahan ap apko official koi bhi sirf aur sirf local zaban main milay ga.
You will be shocked if you google non native English speaking countries you will Pakistan is among English Speaking countries
https://en.wikipedia.org/wiki/List_of_countries_and_territories_where_English_is_an_official_languageany way at end main ye kahon ga... ham abhi us level pe nahi hia... technical discussions or even trading discussion bhi bahoot he kam hian.
I love the idea of Irfan bhai what he said on Telegram, k yar lets do something koi game ya koi give away but i think it should be limited to Pakistan or at least Urdu for speakers only.
Edit:
Image URL udpated