aap sab senior menmbran se ek sawal he
Ke main koi ek video YouTube par dekh kar usko post bana kar yahan sher karta hon tu kya ye shi he?
Ya phir is se mera acont suspend ho sakta he?
Note; ye videos urdo aur hindi me hen. Please mere is sawal ka jawab zarror dijye ga
jesa kay upr kuch sr members nay apko jawab dea ha keh apko ref dena ho ga ya agar app kahyn c content utha rahay han. balkeh mery aik plagiarism peah post ha, app wahan c replies parho smjh jyn gay: https://bitcointalksearch.org/topic/plagiarism-what-age-should-be-allowed-5302974
Agar app ko video dekhay ho youtube p, aur phir apnay words mein aus video ko yahan p aa k explain ker detay hoo tu yeh bilkul possible hay aur ais c app ko koi issue ni hoga. Ais ko kethay hein k idea copy kerna aur idea copy kr k apnay words mein reproduce kernay ko palagrism ni kahtey.
Nai bhai esa nai hota, plagiarism to fyr bhy ho gy kyunkah app kisy ka content utha rahay han,, chahy app usay apnay words main likhyn ya na, apko original creator ko credit lazmy dena ho ga agar app kahyn c copy kartay han to.
Edit:
Yeah parhyn app fyr @UmerIdrees. https://www.plagiarism.org/article/what-is-plagiarism