Bitcoin Investors Eye $100,000 Amid Whale and Shark Accumulation SurgeAsslam alikum to all community, kasy hai Sabbumeed ha rozay achy ghuzr rahy hu gay
Bitcoin ke investors $70,000 ke qareeb rehtay hue $100,000 ki taraf barhne ka intezar kar rahe hain. On-chain data ye dikhata hai ke is surge ka aham hissa large whales aur Sharks ke accumulation activities se ata hai jo 100 BTC se lekar 1,000 BTC tak hold karte hain. Analyist ka mtabak shark wallet addresses ne pichle mahine mein 268,441 BTC accumulate kiya hai jo takreeban $18 billion ke barabar hai.
Baqi har ek shark individual whales ki tarah zyada influence nahi rakhta but unka mawaad kaarobaar ab bhi market sentiment par asar rakhta hai. Hal mein izafa hui accumulation ka surge US mein Spot Bitcoin ETFs ke launch ke saath mutabiq hai jo ke mukhtalif investors ke darmiyan barhti hui dilchaspi ko darust karta hai. Whale activity bhi mazeed barh gayi hai jisme kai arab dollars ki transactions shamil hain jo addresses ke darmiyan ki gayi hai
Bitcoin ke mojooda qeemat jo ke $69,000 ke aas paas fluctuate ho rahi hai aur $70,000 ke upar stable nahi ho saki, aise indicators jese ke whales aur sharks mein izafa, barhti hui institutional interesting aur qareeb aanay wala halving event $100,000 ki taraf ek hosakti bullish raah ka ishara dete hai
details
Guys @Cheema02
SNIP
Zainmalik Bhai Ma alt coin talk par active ni kafi time say ajj dakha to wo shyed old bounties ma apply kar par diya gya hai admin say bat hovi hai umeed ha jald he wo remove kar dy gay ga baqi dosry bhio ka pta ni kia issue bs post quality improve kanry ka kha ha isnay shuru shuru ma ap ko pta to ha activity complete kanry ka lay ma old bounties ma apply kiya tha or baqi wha signature Compgain bi boht kam ay rahi hai or comptetion ap pta je ha kitna high ha waha is lay wha kou chances bi ni ha is lay active ni hova humra moderator thempen bhai abi tak Kasi compgain ma select ni to mary chances kha hony bhai is lay kahir ab active hova ha post krny ka time nu milta mojy apni yah 60 sy zadya posts krni hoti wohi ni pori hoti hai