Brother ye kaam hum pakistanio ka aam hai ke apny paas bahot saary sim rakhy hoty hain.aik daalty hain os ka free package istemal karty hain aur pir doosra dalty hain to os ka free minutes aur net istemal kiya.maqsad free main saara kaam chalaty rehty hain.aur aksar awqaat pata nahin hota ke os ke pass konsi sim hai.
kiyonky sim badalty rehty hain aur istra baqi logon ko aksar pareshani ka samna karna parta hai.ye bara acha howa hai .ke ab in ko qanooni dahery main laaya jaye.waisy sim leny ke to paisy hoty te ,magar ab band karny ke paisy lagy ge,ye bhee ajeeb baat hai,lekin ye sirf aisy logon ke leye special kiya gaya hai jo sim badalty rehty hain.
Kher PHR BHi in logon Ki himmat hy Jo 2 sy zyada Sims rakhty hen. Muj sy to ye nai hota.
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
WhatsApp jo ke Meta ki malikana company ha ne apni Android beta version mein AI chatbot ka aghaz kia hai. Pehle hi Meta ne bataya tha ke WhatsApp mein AI chatbot ko shaamil karne ka irada hai jiska maqsad users ko mukhtalif topics par durust maloomat faraham karna hai. Yeh naya feature beta users ko AI chatbot se baat karne ke liye ek shortcut deta ha jese ke Chat gpt jisse ke asaan tareeqay se durust maloomat hasil ki ja sakti ha
Bhai Artificial Intelligence ny to Samaj Len Anni daali hui hy. Browser Kaya. Applications Kaya Chatting Kaya. Hmara APNA ye Bitcointalk kaa forum Kaya. Har jaga hi iss kaa charcha hy. Pehly my ny Dekha Opera browser ny APNA chatbot Shuru Kiya issi tarah or BHI applications Ki Italia Mili or ab. WhatsApp BHI iss Medan my mood Parra Hy. Wo kehty hen naa Abhi to muhabbat kaa aghaz hy. Abhi to muhabbat kaa anjaam hoga. yani Abhi to Bhai ye aghaz hy aagy aagy dekhen hota Hy Kaya.?