aur aisa koi zikar bhi nahin hai ke hakoomat aisy logon ke khelaf koi karawai kary gi.ho sakta hai ye fraud se logon ko kabardar karny ke leye kiya ho,kiyonky aisy bahot se app aate hain jo logon ko aik acha munafa ki lalach dety hain,aur aksar log onky fraud main pans jaaty hain,aur apna saara sarmaya lalach main zaya kar dety hain.baharhal pakistan main legal to koi bhi trading nahin hai,chaye koi crypto currency ho sub illegal hain.is leye aisa aksar bankon ki taraf se bhi msg aaty rehty hain.pir bhi ignor nahin karna chaeyee.kiyonky safety first.
Muje be abi tak aisa koi message waghera nahi aya hai na khayi aisy koi news deki hai yaha per deka mene shyed kuch logo ko masool ho chuke ho. belkul ap ne jo kaha sahi kaha ky sirf ek cheez ky bary ma kaha baqi be bhut exchange hai uske bary may koi bat nahi ki matlab ky zarore koi bat hogi ya kuch na kuch hoga tabhi s ky bary may jaldi hi information mel jaygi. agar kesi ko koi information mel be jaye to share kary tab tak saf rehna sub se achi bat hai.
Belkul apne sahi kaha aj kal bahut hi fraud ho rahe ha aur bahut kesam ky app arahe ha jo 1st time logo ko bhut profit de jate hai pher wo aqy ye cheez phela dete hai ky itna profit deta ha ye ha wo hai log lalach ma akar investment kar lete pher 3 month ya 6 month bad bhag jate hai. aisy cheezo se bachna chahie aur na aisy cheezo may investment karna chahie jes ky peeche koi ho na ya kuch na ho ky s ky peeche hai kiya to mera khyal hai sub ko safe rehna bahut zarori hai