Unlocking Web3 Potential Entangle Omnichain Solution Simplifiedالسلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Hi Friends Entangle ek omnichain infrastructure jo blockchain ke interoperability challenges ka samna karne ke liye banaya gaya hai, jiska maqsad kayi networks ke darmiyan communication aur integration ko asaan banana hai. Jaise ke Photon Messaging Protocol, Universal Data Feeds, aur Liquid Vaults jaise components ke zariye Entangle secure data transmission efficient data processing aur enhanced liquidity Web3 space mein faraham karta hai.
Scalability aur adaptability par tawajjuh di gayi hai jis se Entangle developers ko authenticated interoperable data aur assets tak pahunchne mein madad faraham karta hai jo cross chain swaps real world asset applications,
aur yield optimization jaise mukhtalif use cases ko asaan banata hai
InfoEntangle ka mahol aik mukhtalif array of products aur services faraham karta hai jis se Web3 space ke mukhtalif stakeholders ki zarooriyat ko pura kiya jata hai jaise ke WebverseNFT e Bridge e-VRF ZeroSum Borpa Memetoken SuperCharge DApp aur Yield Lottery DApp. Ye offerings engagement, security aur utility ko badhate hain expansive blockchain ecosystem ke andar. Entangle ke strategic partnerships major blockchains aur DApps ke sath sath hi uske NGL token uski growth aur adoption mein madad karte hain. Interoperability aur data accessibility par tawajjuh ke sath Entangle innovation aur collaboration ko barhane ka maqsad rakhta hai decentralized duniya mein.
Crypto Scams Skyrocket FBI Report Reveals $12.5 Billion Losses in 2023 Cybercrime Wave
السلام علیکم
FBI ki haali mein riport ne dikhaaya hai ke United States mein internet ke zariye hone wale mali jurm mein izafa ho raha ha aur 2023 mein nuksaan
12.5 billion dollars tak pahunch gaya jo pichle saal se
22% izafa hai. Yeh data FBI ke Internet Crime Complaint Center ne compile kiya hai, jismein 2023 mein 880,418 shikayatein darj hui jo ke 2022 ke mukable mein 10% izafa hai. FBI ke mutabiq asal nuksaan ziada ho sakta hai kyun ke kai jurm go unreported rehte hain. Khaas tor par phishing scams ne sab se zyada shikayatein darj ki ha lekin sab se mehenga aur tezi se barhne wala jurm hai invest karne par dhoka, khaas kar cryptocurrency fraud jiska nuksaan 2023 mein 53% tak badh gaya
3.94 billion dollars tak
FBI tawajo dilane ke liye kehti hai ke logon ko hoshiyar rehna chahiye aur invest karne se bachne ke liye tips bhi deti hai. Ismein shamil hai ke anjaane se logon ko apni shakhsiyat ya mali malumat mat di jaaye online mashwara par bharosa na kiya jaaye invest karne ki mauka ya cryptocurrency platform ki asalgi ko tasdeeq ki jaaye aur agar kisi ne pehle hi paisa lagaya hai aur dhokha khaya hai to koi aur fees ya tax na diya jaye
info.
Riport mein yeh bhi bayan hai ke FBI apne Recovery Asset Team ke zariye cyber jurm ke khilaf muqablah mein masroof ha jo ke criminal organizations ke funds ko freeze karke victims ko sauonon million dollars wapas kar chuka ha. In tajawezon ke bawajod cyber jurmon mein izafa khaas kar cryptocurrency ke daur ma awaam ki hoshiyari aur online rawayatiyat ki ahmiyat ko isharat karti hai.