Author

Topic: Pakistan - page 250. (Read 6559896 times)

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 17, 2024, 09:21:12 AM
Bahi ye be kam hauje lagta ha q ke Jo be Nabi S.A.W.W ke Shan ma Kuch ghalat kahe ga os ka saar qalam kar daina chahye per chunke abi wo yahan ha nahe aur India es ke khelaf koi action nahe layga tu nehseyat musalaman hame chahye ke es ko na serf unfollow karde balke es ko report be karde I am sure kee Jo be Banda unsubscribe ya unfollow karta ha wo sath ma report be karte jaye Kuch he reports ma es ka accounts khtam ho jayenge . Ma es bande ko belkul be nahe janta aur na he ma ne ayse logo ko follow keia ha abi ma jaunga es ke twitter account ko report karwane aur YouTube per be Allah kare ke Mel jaye laiken pir ba ap aysa akre hame yahn os ke twitter account ka link aursath ma YouTube ka link share karde take him be es kam ma apna hessa dalde aur en ghaliz logo ko bta de ke hum Nabi Pak S.A.W.W ke muhabat ma Kuch be kar sakte hain.

Kal mai nay aik post ki thi jis me kha tha k Sushant Metha ka bataya tha aur us k uper boht se logon ne reply bhi kia hai lakin mai ab apko aik cheeze batana chata hu k Us nay iski mafi mang hai k "ye mujhey ni krna chaiye mai ap sab logon se apolochize krta hun" "us waqt mai nay jo bhi bola wo ni bolna chaiye ye wo".

Aur iss nay ye sub kuch isliye kia kiun k iss k show aur iss ko hate mil raha aur bohat se hindu bhi iss a nafrat kr rahey tha aur yahan k ye  goole pr all over the world trendng ban gya hai aur abhi bhi ye trenting hoga, aur ye hona bhi chaiye thake ainda khoi aisi galati krna ka socha bhi na, aur ye mafi us nay abhi kuch time phela mangi hai so maybe ye abhi mashhor ni hogi but ye hogi toh sai.
member
Activity: 278
Merit: 21
January 17, 2024, 08:19:31 AM


So now Iran has attacked Pakistan with missiles.
The Pakistani authorities have done nothing in retaliation. Not even make an official statement for more then 24 hours. The country is being ruled by crooks at the moment.
Civilian areas? LOL Since when terrorist hideouts in mountains are counted as "civilian areas"?
You need to change your news sources.

These attacks were in coordination with Pakistani anti-terrorism officials against an internationally designated terrorist organization known as جيش‌ العدل in a mountainous region inside Pakistani soil known as کوه سبز that is extremely difficult for Pakistani forces to reach or control therefore it has become a good hideout for these terrorists.

This is not the first time the two neighbors Iran and Pakistan fight these terrorists at their shared borders.

So you are the one who is going to declare people terrorist or civilians ? and with your own conclusion, you can bomb any other country ?

With that logic, USA can declare any part of iran full of terrorist and then Bomb the hell out ? so that would be ok for you ?
btw, its not that Pakistan can't do anything about it, but the thing is Pakistan don't want to create a rift but i don't think that this mentality can last long.
And Iran would loose one of there few remaining sympathizer

And there is no difficult part in Pakistan, we have better tech then Iran and our drones and all other machinery is perfectly capable of reaching in any part of Pakistan.
legendary
Activity: 3472
Merit: 10611
January 17, 2024, 07:56:10 AM


So now Iran has attacked Pakistan with missiles.
The Pakistani authorities have done nothing in retaliation. Not even make an official statement for more then 24 hours. The country is being ruled by crooks at the moment.
Civilian areas? LOL Since when terrorist hideouts in mountains are counted as "civilian areas"?
You need to change your news sources.

These attacks were in coordination with Pakistani anti-terrorism officials against an internationally designated terrorist organization known as جيش‌ العدل in a mountainous region inside Pakistani soil known as کوه سبز that is extremely difficult for Pakistani forces to reach or control therefore it has become a good hideout for these terrorists.

This is not the first time the two neighbors Iran and Pakistan fight these terrorists at their shared borders.
jr. member
Activity: 210
Merit: 2
Buzz App - Spin wheel, farm rewards
January 17, 2024, 07:22:57 AM
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.
Bilkul sahi bat hae bs dosray end sae koi sth denay wala ho to babar will suerly finish the match in his style lelkin idhr mashaAllah sae 1 ata hae dosraa jata hae ..bs aniiyan janiyan lagii hui hae and then some critics sara blame babar pr daal detay hae that he is selfish and apnay liyae khelta hae. someone tell them kae wo na ho to tum log less then 100/120 mae hi book ho jao.
Babar Azam ka khelna certainly ek crucial role play karta hai lekin cricket ek team sport hai. Team ka overall performance aur partnerships bhi important hote hain. Babar apne individual brilliance ke sath team ke liye bhi khelte hain. Criticism hamesha hote hain, lekin Babar consistently contribute karte hain. Kabhi kabhi team ke failure ka burden ek player par aata hai. Babar ka individual performance dekhte hoi unko blame karna unfair ho sakta hai. Cricket mein unpredictable moments hote hain aur ek player ke shoulders par pura burden nahi hota. Team effort ka bhi hissa hai.

Aj Pakistan phir har gaya Laga tar series k 3 match har Chuka hai aur gar dekha jy to Babar Azam k score point sab Sy zayada hai inho NY 3no matches me hafl century ke .
Bilkul sahi bat hae babar is a king and king stand tall yet again.
I agreed its a team sport not individual so everyone must contribute to achieve good results.
sr. member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
January 17, 2024, 07:11:19 AM


السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئ

ٹیکنالوجی سیکٹر نے اپنا ہائیسٹ منتھلی ایکسپورٹ سطح حاصل کیا ہے، جو کہ اریف حبیب لمیٹڈ کی رپورٹ کے مطابق ہے۔ آفیشل ڈیٹا میں دکھایا گیا ہے کہ ٹیکنالوجی کی ایکسپورٹس میں مہینہ بھر میں 17 فیصد کی اضافہ ہوا۔ جولائی-ڈسمبر FY24 کے دوران، ٹیکنالوجی سیکٹر نے $1.455 بلین کی ایکسپورٹ کی ہے، جو کہ سالانہ 9 فیصد بڑھ کر مکمل خدماتی ایکسپورٹس کا 39 فیصد شعبہ کر رہا ہے۔ آئی ٹی ایکسپورٹس میں اضافے کا باعث، اور ڈالر کے مخصوص خزانے میں ممکنہ ریٹینشن لمحے میں اضافے کے لئے پاکستان سٹیٹ بینک کی آسانیوں میں ہے، جو کہ 35 فیصد سے بڑھ کر 50 فیصد تک بڑھ گئی ہے۔ مضبوط PKR کرنسی بھی اس میں کردار ادا کر رہی ہے، جو آئی ٹی کمپنیوں کو اپنی غیر ملکی آمدنی کو پاکستان میں واپس لے آنے اور اسے مقامی اکاؤنٹس میں جمع کرنے کے لئے متحرک کر رہا ہے۔



ٹیک ایکسپورٹس، جو ٹیلی کمیونیکیشن، کمپیوٹر، اور انفارمیشن سروسز شامل ہیں، FY23 میں $2.597 بلین تک پہنچے، جبکہ FY22 میں $2.619 بلین تھے۔ رپورٹ کے مطابق آئی ٹی ایکسپورٹ کا گیا شمار وہ رقم ہے جو ٹیکنالوجی کمپنیز نے پاکستان واپس بھیجی ہے۔ اطلاعات کے مطابق، آئی ٹی وزیر ڈاکٹر عمر سیف کے مطابق، آئی ٹی کمپنیز نے تخمیناً $1-2 بلین کو پاکستان کے باہر رکھا ہوا ہے۔ حکومت نے حال ہی میں پاکستان اسٹارٹ اپ فنڈ شروع کیا ہے، جس کے تحت ہر سال اسٹارٹ اپس میں انویسٹمنٹ کرے گی، بغیر کسی ایکوٹی کے۔ رپورٹ نے کہا کہ حکومت کی یہ کاوشیں صنعت میں مثبت رفتار لے آئیں گی، البتہ ایک بڑے تبدیلے کے لئے وقت درکار ہو گا


sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 17, 2024, 06:39:21 AM
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.
Bilkul sahi bat hae bs dosray end sae koi sth denay wala ho to babar will suerly finish the match in his style lelkin idhr mashaAllah sae 1 ata hae dosraa jata hae ..bs aniiyan janiyan lagii hui hae and then some critics sara blame babar pr daal detay hae that he is selfish and apnay liyae khelta hae. someone tell them kae wo na ho to tum log less then 100/120 mae hi book ho jao.
Babar Azam ka khelna certainly ek crucial role play karta hai lekin cricket ek team sport hai. Team ka overall performance aur partnerships bhi important hote hain. Babar apne individual brilliance ke sath team ke liye bhi khelte hain. Criticism hamesha hote hain, lekin Babar consistently contribute karte hain. Kabhi kabhi team ke failure ka burden ek player par aata hai. Babar ka individual performance dekhte hoi unko blame karna unfair ho sakta hai. Cricket mein unpredictable moments hote hain aur ek player ke shoulders par pura burden nahi hota. Team effort ka bhi hissa hai.

Aj Pakistan phir har gaya Laga tar series k 3 match har Chuka hai aur gar dekha jy to Babar Azam k score point sab Sy zayada hai inho NY 3no matches me hafl century ke .
jr. member
Activity: 210
Merit: 2
Buzz App - Spin wheel, farm rewards
January 17, 2024, 05:25:52 AM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.
Bilkul sahi bat hae bs dosray end sae koi sth denay wala ho to babar will suerly finish the match in his style lelkin idhr mashaAllah sae 1 ata hae dosraa jata hae ..bs aniiyan janiyan lagii hui hae and then some critics sara blame babar pr daal detay hae that he is selfish and apnay liyae khelta hae. someone tell them kae wo na ho to tum log less then 100/120 mae hi book ho jao.


Pakistan ko b kuch cheezain improve karnay ke zaroorat hai. Shaheen ko chachu Iftikhar ko use karna chaieya tha. Azam spin ko sahi khelta hai apparently to usay Iftikhar say upper aana chaieya tha, but ab kia ho sakta hai, hopefully, next match main kuch acha kar lain, ye na ho k whitewash ho jain wahan per. Plus, hamain mazeed experiment ni karna chaieya apni team k sath aur unheen ko chance dena chieya jin ko hum nay next world cup khilana hai.
Azam khan is not an international material. Na us say keeping sahi hotee hai aur na e khail sak raha hai pressure main.
Jo situation jaa rahi hae whitewash confirmed hae . Experiments hi sahi ni kr rahay Haseebullah aur farhan ko add kray Nawaz match winner ko sakoon krwaien .

Azam khan ko mauqa dena chaye. kuch match play kar le tho umeed ha k Pakistan k leye ache khiladi sabit ho sakte ha. Rizwan jab start ma aya tha tho batting aur keeping ma masla tha leken waqt guzarne k sath sath us ma behteri aae. Azam khan keeping tho acha karta ha. batting ma us k pas taqat ha jis ko sahe jaga aur gap ma use karna ha thab us k shot rang laege.

Fakhar zaman Pakistan k pas ek acha hero ha. Us ka batting kuch ajeeb sa ha. Sixes ua k bahut powerful hothe ha. Babar azam bechara khelta acha ha leken jab scores ziada need ho thab usko aakhir thak Maxwell ke tarah use nahe aatha aut ghalat short khel kar wicket kho detha ha. Team kaafi ache ha bas serf performance need ha.
No doubt fakhar is a good batter lekin pta ni sb ko newzeland series mae har match mae kdr janay ki jaldi hoti hae and everyone either its a top order batter or tail-ender sb har ball ko out of the park bhejnay kae chakar mae hotay hae . i didn't understand this approach of the Pakistan team. Har ball boundary wala ni hota opposition bhi khelnay ai hae.


[moderator's note: multiple posts have been merged]
member
Activity: 278
Merit: 21
January 17, 2024, 05:10:56 AM


So now Iran has attacked Pakistan with missiles.
The Pakistani authorities have done nothing in retaliation. Not even make an official statement for more then 24 hours. The country is being ruled by crooks at the moment.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 17, 2024, 12:56:38 AM
XRP Price Faces Abrupt Decline Nearly Nullifying Recent Uptrend

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal chaal sb brothers Ka

Haal he mei Ripple XRP ne apne ek job opening mei bayan kiya ke wu aksk federal contractor hai jeiisse ke ye pta chla ke Ripple XRP nei America ki government ke sth anayati talluqat banaye hue hai. Ye malumat SEC ke sth chl rahei legal fight ke beech crypto community ku heirat mei daal rhi hai. Ripple ne regulative challenges ke khelaaf apne ittefaqat ku proof karne ke baawajood lagta hai ke wu world bhr ke hukumatoun ke sath apne ta'alluqat Ku barha raha hai khaas kar Central Bank Digital Currencies (CBDCs) ke maamle mei


Brother, XRP mein investment ki kamyabi es bat pe depend kerti ha k SEC k sath eski koi settlemnt ho jai jis ka kafi imkan ha ku k ajkal USA mein crypto k bary mein ab hakumat ka ravaya itna manfi nhi reha. Esla lawsuit resolve hony ki soorat mein XRP ki price ho sakta ha k apny previous ATH $4 ko surpass ker jai. DYOR

Market ki update yeh ha k Bitcoin sideways he move ho reha ha, mujhy aany walo dino mein koi bri move nazer nahi aa rehi albutta Ethereum k ETF ki approval,esky price ko $3K se oper lay jai gi. DYOR



https://cointelegraph.com/news/bitcoin-price-shows-strength-at-43k-despite-coinbase-gbtc-selling


hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
January 17, 2024, 12:45:22 AM
Grass Network Airdrop Earn Point and $Wynd Token

Asslamualaikum!
Dosto kaya hal hen.
Grass ek extension hai jo ky ap moblie or Laptop dono par use kar sakty jen simple ap ny is ko install karna hai. Or earning apny apny start ho jay gi. Mobile users ko mises ya kiwi browsers ki zrurat pesh aye gi. Jab ky laptop par to phr directly install ho jaye gi.
Is ki details kuch yun hen.



Grass Network Airdrop Earn Point and $Wynd Token
Rewards for all users

— Funding $123.5M

 - No Node
 - No Paid
- No VPN
🧬- Only Free mining Grass


— Follow Simple Steps :  Register with your email :
app.getgrass.io

 - Login With Same email on Grass Extension link : Here ( Check Only Once And Claim Automatic on Every Day )
- Done

Note: The faster your internet speed, the more tokens you can earn. Don't miss out on this opportunity!

Source
sr. member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
January 16, 2024, 01:23:49 PM

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

کرپٹو کرنسی کی دنیا میں، حال ہی میں دیکھے گئے بیرش ٹرینڈز نے سینئر یوراز انویسٹرز کی توجہ کو ایک نئے گیم چینجر کی طرف موجہ کیا ہے، یعنی Pushd اور اس کی پریسیل۔ AVAX نے مڈ ڈسمبر میں ایک نوٹ ورتھی اضافہ کیا، لیکن جنوری کی شروعات میں ایک ترتیب نے AVAX کی قیمت کو $34.70 (جنوری 9 تک) لے آیا۔ اب AVAX میم کوئن ٹرینڈ میں ڈالنے کا منصوبہ بنا رہا ہے، جس سے $47.94 تک 38.1٪ اضافے کا امکان ہے۔ Polkadot (DOT) جو کے کرپٹو انڈسٹری کے interoperability چیلنج کو حل کرنے کے لئے مشہور ہے، بھی اچھی پرفارمنس ظاہر کر رہا ہے، اپنے 73٪ نیوٹرل بولش سینٹیمنٹ کے ساتھ انویسٹرز کے لئے استقرار فراہم کر رہا ہے۔



AVAX کی قیمت میں گراوٹ اس کے میم کوئن ہولڈنگز کو بڑھانے کے اسٹریٹجک موو کے ساتھ ملتی ہے، جو 2024 میں مارکیٹ کی frenzy کا جواب ہے۔ میم کوئنز کو اپنی استریٹجی میں شامل کرکے AVAX نے صرف ٹرینڈ کا موازنہ کرنے کا ارادہ رکھا ہے بلکہ اپنی نیٹ ورک ایکٹویٹی کو بڑھانے کا بھی نظر ہے، جس سے یہ ایک بہترین الٹکوئن بننے میں مدد کر سکتا ہے۔ Polkadot (DOT) جو کے کرپٹو مارکیٹ میں 12th رینک پر پہنچ گیا ہے، بھی انویسٹرز کے لئے استقرار اور بڑھتی ہوئی ممکنات دکھاتا ہے۔


sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 16, 2024, 01:18:11 PM
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.
G umer Bhai ap ke is post Sy me is ko social media par search Kara aur dekha bhot back back kar raha hai zain Bhai NY sai kaha is ke report karie jy aur  unfollowing ,agar ap boraie hoty howay dakho to hath Sy roko agar hath Sy nhi rok sakty to zuban Sy agar zuban Sy b nhi to Dil me us ko Bora janao .

Dogecoin Recovery Analyst Sees Potential Surge to $0.10 with Key Support
Bhai dogecoin ka .10 tak barhne ka chance  bhot qarib hai agar ham support levels ko madde nazar rakhte huye. Prediction  karne wale analaysts aksar market ki sentiment aur takneekhi indicators jese mukhtalif factors ko ghor karte hain. Lekin cryptocurrency markets tabaiyat mein izafay ke liye mashhoor hain is liye prediction full search aur qareeb se leni chahiye aur tawajo se mutala karna aur aise havale se judi risky ko samajhna zaroori hai.
sr. member
Activity: 630
Merit: 404
January 16, 2024, 01:17:20 PM
XRP Price Faces Abrupt Decline Nearly Nullifying Recent Uptrend

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal chaal sb brothers Ka

Haal he mei Ripple XRP ne apne ek job opening mei bayan kiya ke wu aksk federal contractor hai jeiisse ke ye pta chla ke Ripple XRP nei America ki government ke sth anayati talluqat banaye hue hai. Ye malumat SEC ke sth chl rahei legal fight ke beech crypto community ku heirat mei daal rhi hai. Ripple ne regulative challenges ke khelaaf apne ittefaqat ku proof karne ke baawajood lagta hai ke wu world bhr ke hukumatoun ke sath apne ta'alluqat Ku barha raha hai khaas kar Central Bank Digital Currencies (CBDCs) ke maamle mei


XRP Price Faces Challenges Amid Ripple's Government Ties

Jab Ripple ka talluq America ki government ke saath saamne aaya XRP ki price mei dump aya hai jeis se ke week sei chal rahi uthalte hue trend ko nuksan hua hai. Altcoin ku ek important rukawat ke paas pahunchna mushkil hai ju $0.5847 par hai ju ke pichle 14 days sei tut nae rha. Price ke indicators jei se ke Relative Strength Index (RSI) aur Moving Average Convergence Divergence (MACD) mei thuda sa bearish hone ke nishaan hai jeis ki wja sei $0.560 ki taraf drop ki mumkinat barh gayi hai. Leken altcoin ki kismat abhi bhi uncertain hai kyun ke ampi market ke bullish cues ne agar asar daal diya to recovery ka imkan hai j uptrend ko qaim rakhne mein madadgar sabit ho sakti hai aur XRP ko $0.587 resistance level ku paar karne mei madadgar sabit ho sakti hai Source
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 16, 2024, 12:05:53 PM

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.

G bro main nay b video dakhee hai subha twitter per aur us ko condem karnay k leya tweet b kia.
Is nay NABI (S.A.W.W) ke shaan main gustakhi ke hai.
 
Aap logon main say jis nay b isay twitter per follow kia hai aur SportsYari k YouTube channel ko subscribe kia hai to aehtajajan unfollow kar dain.


Subha say abee tak 35k+ YouTube subscribers aur 1000s of followers nay unsubscribe kar dia hai isay.
Bahi ye be kam hauje lagta ha q ke Jo be Nabi S.A.W.W ke Shan ma Kuch ghalat kahe ga os ka saar qalam kar daina chahye per chunke abi wo yahan ha nahe aur India es ke khelaf koi action nahe layga tu nehseyat musalaman hame chahye ke es ko na serf unfollow karde balke es ko report be karde I am sure kee Jo be Banda unsubscribe ya unfollow karta ha wo sath ma report be karte jaye Kuch he reports ma es ka accounts khtam ho jayenge . Ma es bande ko belkul be nahe janta aur na he ma ne ayse logo ko follow keia ha abi ma jaunga es ke twitter account ko report karwane aur YouTube per be Allah kare ke Mel jaye laiken pir ba ap aysa akre hame yahn os ke twitter account ka link aursath ma YouTube ka link share karde take him be es kam ma apna hessa dalde aur en ghaliz logo ko bta de ke hum Nabi Pak S.A.W.W ke muhabat ma Kuch be kar sakte hain.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
January 16, 2024, 12:04:41 PM

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.
Ha Mai NY Abhi check Kiya woh mazak mazak Mai kafi kuch bool Gaya, kuch log indian side Sy defend kar rahy haa may be uska irada na ho but bola toh haa Baki Abhi trend Chal raha haa both side Sy paksitan Sy kafi log usky against aur boycott Ki tweets kar rahy ha aur indian side Sy usky support Mai posting ho rahe aha aur USS baghairat ko daikho woh iss cheez ko enjoy kar raha ha. Abhi recent post usko daikh lo kafi kuch keh raha haa.
Wasiy agr iss Cheez ko daikh jai toh munawar ko sab janty hongy Jo big boss Mai haa Abhi USS ny poetry Mai indian gods ko distrespt Kiya ta toh ussy jail Howe ab daikhty haa ky Indian government yaha Insaaf Karte aha ya apny Katar pann dikha kar kuch Nahi kahy ge Balky just Muslims ky liya woh jagga jahanum banwa daite haa.
Baki ap log bhi unfollow Karo aur agr possible ho toh usky profile ko report kardo toh suspend hony pa thoora bohout usko sabak mil jai ge
member
Activity: 120
Merit: 11
https://peachbitcoin.com/
January 16, 2024, 11:02:27 AM

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.

G bro main nay b video dakhee hai subha twitter per aur us ko condem karnay k leya tweet b kia.
Is nay NABI (S.A.W.W) ke shaan main gustakhi ke hai.
 
Aap logon main say jis nay b isay twitter per follow kia hai aur SportsYari k YouTube channel ko subscribe kia hai to aehtajajan unfollow kar dain.


Subha say abee tak 35k+ YouTube subscribers aur 1000s of followers nay unsubscribe kar dia hai isay.
member
Activity: 278
Merit: 21
January 16, 2024, 11:01:59 AM



For MERN Developers, a great opportunity, Workshop being held by NIAIS at ARFA technology park.

Topics

- Brief Introduction of MERN Stack Development
- The core concepts of Front end web development
- Basic Programming Knowledge
- Role of DB in MERN Stack Development
- How to deploy the project
- Opportunities & Roadmap to becoming a MERN-Stack developer
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 16, 2024, 09:00:36 AM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 16, 2024, 08:04:47 AM
Dogecoin Recovery Analyst Sees Potential Surge to $0.10 with Key Support

Baqi analysis ki mutabiq TD Sequential indicator DOGE ke liye aik mumkin rebound mauqa darust karta hai. But is anticipated izafay ke liye $0.074 ke aas paas aik ahem support cluster ka aasarna barqarar rakhna bhi zaroori hai.

Brother, Doge coin pump and dump coin ha or asker Elon Musk ki tweet ek ki price ko punp kerti han or eska real life mein koi use case nhi ha. Mujhy toh eska koi future nazer nhi aata jub developers eski utility establish nhi kerty. mein ne bi apny portfolio mein sirf 1000 Dogecoins hold liay hoi han jo  es umeed pe yeh apna all time high (ATH) (jo k $0.6 k around bna tha) ko next bull cycle mein break ker de. DYOR
member
Activity: 120
Merit: 11
https://peachbitcoin.com/
January 16, 2024, 05:25:07 AM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.

Bro Babar to shukar hai form main wapis aa gaya hai but poori team out of form ho gai hai, Babar nay bahut acha khila pichly matches main laken dosray end per usay koi support ni thee, agr ik aur partnership lag jati last match main jaisay Fakhar aur Babar ke lagi thee to hum match jeet sakty thy.
Kal wala match must win hai Pakistan k leya ni to series lose kar jain gay. Team selection to achi hai kal k match main but maza to tab hai na k perform b karain. Allah karay kal k match main agr Shaheed toss jeety to acha decision lay pitch ko dekh k. 
Jump to: