Pages:
Author

Topic: Pakistan - page 11. (Read 6923959 times)

sr. member
Activity: 1008
Merit: 407
I ❤️Bitcoin
January 11, 2025, 01:52:41 PM
One of the valuable achievement, 1200 page completed
Ab chahy 1200 ho ya 12000 koi faida toh hoona nahi, haamy board milna hi nahi TOH kushi kis Baat ki. Pahly bhi kafi saary pages hum ny filled kardiya aur waqt ky Sath aur bhi kardyngy but yaha pa Baat ha Kya aisy pages barny Sy haamy koi faida mil sakta ha koi paishraft ho sakte haa haamy board milny ky Amal Mai toh jab nahi toh phir aise cheezo ko ignore kary aur apny account growth par focus kary. Q ky abhi iss local board ki missal Pakistan ki Tarah ha waha mulk sudar nahi Raha log apni life guzaar kar ja rahy ha aur yaha board nahi ban Raha bandy aty ha grow hoky chaly jaty ha but Kuch badla nahi

Baqi Jo BHI Hy boss g nuqsan bohat ho Gaya Hy. Yani bohat hi buri aagy lagi hy or mazeed tabahi macha rahi hy. Waqy hi herangi Ki bat Hy Abhi tak iss par qabu nai paya jaa saka.
I was scrolling on internet to mujy EK satellite view Mila yani EK picture Mili jis ko dekh kar my BHI heran Tha
Yeh bohout ba kabo fire ha aur iski ahm wajah yeh ha ky yeh area zyada Tara forest par mushtamil ha aur wind kafi tez chalte ha waha jis Sy Jo choote fire te woh saary jangul Mai pail gaye aur wind ny usko aur bhi blow Kiya aur kafi saara nuksan Howa waha ki a abadi ka aur isliya musalsal Hawa hi wajah Sy woh pail Raha ha aur kabo Mai nahi aaraha. Jo buj jata ha Hawa ky hony Sy phir Barak jata ha
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 11, 2025, 12:46:05 PM
G brother, aisa lugta ha k Trump ki oath taking ceremony se pehle Bitcoin side-ways hee move kerta rehe ga or es k baad hee koi direction determine ho gi. Yeh event sell the news bi sabit  ho sakta ha, dekhty han k 10 din k baad kia njew developements hoti han.

Technically speaking, $90K bht important level ha or esko nho break hona chaye verna market downtrend mein ja sakti ha. Insha Allah aisa nhi ho ga or market ko jasy hee koi trigger milta ha toh $99K cross ho jai ga or ek new upwards journey shoro ho jai ga. DYOR
Je sir jo case trump pe chal raha ta os ki rulling achuki ha aur os ma trump ko barri kar deia geya jes ki waja se bitcoin 95k tak geya ta per wahn se reject hoke 94 tak ageya wapis per bi ek achi news ki wana se bitcoin ne kaise reaction deia direct uper ki traf geya , trump ke sath masla ye ta ke wo jo edare ha intelligence ayr establishment ki un sub ki accountability karwana chahata ha apni govt ma aur shaid es waja se os per ye case be nekal leya take wo reh jaye per ye Pakistan tu nahe ha tu wo os case ma nekal chuka ha abi wo oath jab tak nahe layta bitcoinayse he sideway pe age peche hota rahe ga aur jes din os ne oath leya tu hum In sha Allah ek new ATH os ke bad daikenge pir ba mushkil hum koi dump daikenge market ma .
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 11, 2025, 12:17:16 PM

Je sir kafi experts es bare ma bat kar rahe te ke bitcoin agr 99k$ ke resistance ko break karega tu pur es ke chances ha ke ye uper he chala jaye aur unki pridiction tek be nekli bitcoin 102k$ tak chala be geya ta per oir hum ne daike ke bitcoin neeche aya , kaye wajuhat ma ek reason ye be ha ke trump per ek case file huwa ha aur os ka faisla 10 January ko hone wala ha  per because of speculation ke Trump ko es case ma saza hogi aur bitcoin neeche jayega , so i think this may be the reason , hame pata ha ke trum 18 of January ko oath layga aur arrest hone ka koi chance nahe ha, ham apne jo reason btaya ha wo be ek emerging issues bna huwa ha jo waqi ma COVID-19 ki trah botcoin ko effect kar sakta ha , let see ke kaal kia hota ha os ke bad pir pata chale ga agal scene.

G brother, aisa lugta ha k Trump ki oath taking ceremony se pehle Bitcoin side-ways hee move kerta rehe ga or es k baad hee koi direction determine ho gi. Yeh event sell the news bi sabit  ho sakta ha, dekhty han k 10 din k baad kia njew developements hoti han.

Technically speaking, $90K bht important level ha or esko nho break hona chaye verna market downtrend mein ja sakti ha. Insha Allah aisa nhi ho ga or market ko jasy hee koi trigger milta ha toh $99K cross ho jai ga or ek new upwards journey shoro ho jai ga. DYOR
sr. member
Activity: 504
Merit: 377
Trade Big, Win Bigger!
January 11, 2025, 12:10:27 PM
Good News for Everyone Starklink started service in Pakistan

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Sab brothers ka acahi khabe ha kah Pakistani IT companies ne Starlink jo ke Elon Musk ki satellite internet service ha ka istemal shuru kar diya ha halan ke yeh mulk mein ghair qanuni ha. bahar sar companies Starlink ka sahara le rahi hain take be rukawat internet connectivity hasil ho aur apne international clients ke sath seamless communication barqarar rakh sakein. Equipment UK se mangaya ja raha hai aur business package ka monthly kharcha Euro 750 tak pohanch raha ha jo ke local internet rates se kafi zyada ha. Lekin companies reliable service ke liye yeh extra cost dene ko tayar ha Link

Starlink jo ke Low Earth Orbit LEO satellites ke zariye kaam karta ha ab Pakistan ki Securities and Exchange Commission SECP mein register ho chuka hai. Jab ke traditional ISPs high-orbit satellites ka sahara lete ha hukumat LEO satellites ke liye regulatory framework par kaam kar rahi hai taake internet connectivity behtareen ho sake. Pakistan Telecommunication Authority PTA ka kehna hai ke bina regulatory approval ke Starlink ka istemal ghair panini hai aur iske khilaf action liya ja sakta hai. Minister IT aur Starlink ke darmiyan licensing aur regulatory standards par baat cheet jaari hai taake mulk mein LEO satellite services ko rasta diya ja sake.
member
Activity: 109
Merit: 7
Have trust on Bitcoin
January 11, 2025, 11:55:56 AM
Good Morning Friends. kese ho sab yar log?

new year, same goals

Hahaha. Q bhai. kya last years k goals abi tk poore nai howe ya phir wo buht lame goals hain k saalon lag jana hai un par? waisay batao kya scene hai apki taraf? koi ahic project aa rahi hai ya nai? koi achi airdrop ya bounty program hi lao is new year hum logon k liye.
Bhai ap to hud is field kai barai khelary hai ap bee thory koshish karai aur kuch bounties or signature campaigns lai jo sab ko kuch na kuch dai.
@irfan_pak10 to ab bohut busy ho gai hai ap hee thora time dai aur kuch hil jul karai kiunkai purana jo hai 100 din kai baad bee nai sai kafi acha hota hai.
member
Activity: 126
Merit: 41
January 11, 2025, 11:45:56 AM
CFPB proposes crypto firms refund users for funds lost to hacks

Assalamualaikum...!
kesy hain AP sab umeed krta hu sab thk hon gye...!
AJ aik CHOTI SE news share krni ha Jo KY crypto hacks KY bary me krni ha
US me CFPB NY crypto KY istamal wali KY Liye aik service qaim ki ha jiss ko istamal krny SE in KY account SE cryptocurrency hacking nai ki jaye gi jiss SE apny Millions of dollar bacha sakty ha. Kr ye kam US of police (CFPB) walo NY kia ha Jo KY cryptocurrency ki police ha. Or is SE aik or faida inko mil sakta ha Jo KY agar hacking ho bi jati ha tu uska funds inko pori pori kimat me mil jaye ga Jo KY in KY Liye Golden chance ha Jo KY cryptocurrency KY user ko nai gunwana chaiye. Magar is ki research krny SE pehly hi apna wallet is me add nai krna chaiye. Jo KY sab SE bari galti ho gi.

KEY POINTS :

*           Ye rule Sirf world KY EFTA KY tahaht kry ga Jo KY Fiat currency KY uper apply hota ha jiss ki waja SE ye ab cryptocurrency per bi apply krna chaity ha.is rule me bohat SE coins hoty ha Jo KY Stable coins, digital assets, medium or exchange KY zariye apply hota ha Jo KY EFTA ka rule ha Jo KY ab cryptocurrency per bi apply krna chaity ha.

*           Yani KY Jo EFTA or CFPB ha vo funds ko replace krny KY Liye hota ha jiss ko short form me bataya gia ha. Or uper Jo bat batai Gai ha vo EFTA ko full form me bataya gia ha KY iska rule hota kia ha.

*            Agar isko apply nai kia jata tu jitni bi hacking Hoti ha us SE crypto ka etabar uth jaye ga Jo KY Kafi salo tak rakna chaity ha is Liye Roz ba Roz koi na koi new cheez launch hoi Hoti ha jiss SE ye cryptocurrency ko save rakna chaity ha or ha bi magar Kuch in SE hacking krta ha or Billions of dollar years me Nikal lety ha.

*            Ye Sara 2024 ki hacking report KY bad kia gia ha kuin KY choro NY Sirf or Sirf US me nai balqy dusron muklo SE bi alag se chori ha jiss ka hisab APNA APNA ha agar me US ki bat karon tu 2024 ki report me 2B dollar chori kiye gye ha. Is KY bad hi ye report or summary tiyar ki Gai ha jiss SE ye tarika apply kia jaye. Jiss me sab SE pehly Phishing ha jiss ka me NY Kal zikar kia thaus me bi iski price ko bataya gia tha. Ye asi scheme hain jino NY cryptocurrency me hacking ka Zaria peda kia ha.

is tariky ko 31 March, 2025 ko jari kr dia jaye ga or us waqat Jo is ko acha samj kr apna wallet add kry ga tu apny funds bi wapis lye sakta ha or apny dollar bi save rak Sakta ha.
Is policy ko kehny ka hukam Donald Trump ka ha Jo KY bilkul Sahi kia gia ha jiss SE Sara Blockchain save rahy ga.
link
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 11, 2025, 11:34:07 AM
Good Morning Friends. kese ho sab yar log?

new year, same goals

Hahaha. Q bhai. kya last years k goals abi tk poore nai howe ya phir wo buht lame goals hain k saalon lag jana hai un par? waisay batao kya scene hai apki taraf? koi ahic project aa rahi hai ya nai? koi achi airdrop ya bounty program hi lao is new year hum logon k liye.
Bahi jan yahn per tu abi good evening chal raha ha tua apko good evening keh daita hun . Alhumdullilah ma be tel tak hun aur omeed ha ke community ke baqi log be khairyat se honge ,
Aap.btawo sir apka kia scene ha kafi time bad ap local community ma nazar aye hain waise kafi time tak offline te 2021 ma aap offline huwe ti pir January 2024 ma ap ate aur pir ghaib huwe aur pir December ma nazar aye ap aur abo 2025 ma be ha Ma Sha Allah see . Ap es community ke kafi purane member lagte hain irfan pak aur abdussamad ke time ke hain aur es waja se apke paas kafi knowledge hoga In Sha Allah hum apke experience se kafi kuch seeknge aur hamre knowledge ma ezafa be hoga per ye sub tab hoga jab ap online rahe hahhah joke ta , kafi acha laga ke hamre old members pir se yahan per community ko chaar Chand lagane agaye ha welcome back sir , hope ke apke sath discussion kar ke maza ayega, welcome again.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
January 11, 2025, 10:59:10 AM
Is waqt pori dunya ke nazran America ka riasat California ma lagi aag pr hy jo bhujna ka naam nhi la rhi balka barhti he ja rhi hn. Ab ya aag kyun lagi hy iski main reason barish ka na hona aur teez hawain hn. BBC ka mutabiq is area ma october sa ab tk sirf 0.16 inches (0.4cm) barish hue hy jiski wajha sa area ma kafi dryness hy aur kyunka ya state sahil-e-samandar ko bhe touch krti hy to yahan kafi teez hawain bhe chalti hn. Kaha ja rha hy ka teez winds jinki spped 160km/h hy wo is area ma chal rhi hn. America jaisa mulk apni pori qowat laga rha hy ka kisis trh is aag pr qabo pa lea jya pr abhi bhe mukamil toor pr aag pr qabo nhi paya ja saqa.

Is aag ke wajha sa taqrabin 180,000 logo ko mehfooz maqam pr muntaqil kea ja chuka hy aur 10,000 ka lag bhaj ghar aur imeratan jal chuki hn.  Climate change bhe eik factor hy is aag ka lagna ka aur Climate change pori dunya ka masla hy. Jo log Rawalpindi region sa belong krta hn wo ya mehsoos kr rhya hn gy ka is bar sardi boht kam shidat sa ayi hy aur abhi bahir niklan to dhoop ma garmi lagti hy. Zarorat is baat ke hy ka pori dunya mil betha aur Climate change ka sadbad ka lea kuch amli efforts krya.

Asal my Musa Bhai agar ap muj sy puchen gy naa to I will say ky ye sab jo hai naa ye sirf or sirf in ki apni kartuton kaa hi natija hai.
Ab dekhen naa ye qudrat ky saath thora khilwodd karty hen. Like ye barish kaa naa hona wo bhi sahil smandri ilaqon my herat ki bat nai hai? Ye sab naa in ka apna kiya dharra hai. Like ye global warming kiss waja sy barh rahi hai. Ye roz nit naye to tjarby karty hen. Orat mard ban rahi hai apny uzu tabdeel karwa ky mard orton my tabdeel ho rahy hen LGBTQ kiss ki ijaad karda hai.? Ye sab inhi kaa apna kiya dharra hai.
Well JunaidAzizi ki bat ky itny latest technology hony ky bawajud itny equipment hony bawajud ye in sy nai tham rahi. To my yehi kahun gaa jab qudrat intiqam leti hai naa to wo phr esy hi intiqam leti hai.
Baqi Jo BHI Hy boss g nuqsan bohat ho Gaya Hy. Yani bohat hi buri aagy lagi hy or mazeed tabahi macha rahi hy. Waqy hi herangi Ki bat Hy Abhi tak iss par qabu nai paya jaa saka.
I was scrolling on internet to mujy EK satellite view Mila yani EK picture Mili jis ko dekh kar my BHI heran Tha. Yani EK taraf to pathrily pahar Nazar arahy thy dusri taraf samandar Hy or still aag bohat zyada bharki hui Hy.
Nuqsan bohat ho Gaya Hy. Ab Dekhna ye hy KY kab tak is par qabu paya Jata Hy. Dekh Len ye wohi milk Hy Jo Puri dunya my aag lagta Tha or mery Rab Ki Hikmat sy Aaj khud jall raha hy.

Ye raha wo satellite view. Jiss Ki my ny upar bat Ki.

sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 11, 2025, 09:12:05 AM
Assalamu alaikum tmam bhaio KO umeed karta ho sab khariyat sy ho gay Happy new Year sab dosto KO.

Chalo G 2024 B akhir khaar khatam ho Gia or new Year January month ki aj 10 date h or Cheema02 Bhai Jan ny booht he zabardast andaaz sy khubsuraat manner sy yearly Report community my share Kar Di Thi Mene usko 1 2 din pehly he read Kiya asal my my functions my masroof tha or ap dekh he sakhtay h monthly table my month ky shoro my he update Kar deta ho is bar 10 din guzar chukay h or Abi December ki activity report or Merit ki summary report rehti h wo B insha'Allah my 2 4 Dino my cover Kar lo GA. Community table my kaafi change ai h is bar kaafi new members ny apny new rank KO hassil Kiya h or qurbanshah02 Bhai Jan ki profile ABI check ki to mashallah sy inki progress kaafi achi ja rahi h or aisy he chalti rahi to is month ky last par inka naam full member ki list my shamil ho GA or kaafi hamary old members B new rank KY kaafi qareeb h mujy to Lagta h February my to table update Karny my kaafi time lagny wala h  Cheesy. Chalo dekhtay h next February month my.

Ab hamary paas total 3 legendary h, 12 hero members h, 14 Senior Members h, 4 full members h, 4 members rank h, 6 junior members h
Woa, ap ke effort kamal ke hai ap ka table dekh k bhot khushi hoi, hamri community me bhot changing aye hai hamray pass hero members ke tadad bhot kami thi aur ap dekhien mashallah hero members ke lanie to pakri nhi ja rahi bass Allah pak ase he hamri community par apna fazal rakhy aur Sr member sy kafi member Jo hero member ke taraf bhot jaldi rajo kar jaye gay agar ase he mehnat karty rahien, qurbanshah02 ashi activty kar rahien hai har page me 5, sy 6 post in ke he mil rahien hain aur postien b ashi kar rahien hain aur ase he lagy rahien to ye b bhot jaldi full member rank achieve kar lien gy.

One of the valuable achievement, 1200 page completed
Ye kafi ashi achievement hai hamray leye, abi sy agar ham 4 mouth phely ke prefromance dekhien to zayad sy zayad 2, 3 din me page cover hota tha aur ab dekhien Daliy new page ab to itna fast chal rahi hai hamri community k kush post to read he nhi ke jati aur miss ho jati hain par koshish puri karty hai k kis ke b post miss na ho aur ap ny to community ke ronkay bara dien hain har page pay ap ke postien he zayad mil ti hain aur is bar mujy asa b laga raha hai k post summary me ap top poster me anie waly hain bass ase he apnie lead ko continues rakhi ye ga aur community ko ashi ashi postien sy char chand lagien rakhieye ga good luck.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
January 11, 2025, 08:32:14 AM
Assalamu alaikum tmam bhaio KO umeed karta ho sab khariyat sy ho gay Happy new Year sab dosto KO.

Chalo G 2024 B akhir khaar khatam ho Gia or new Year January month ki aj 10 date h or Cheema02 Bhai Jan ny booht he zabardast andaaz sy khubsuraat manner sy yearly Report community my share Kar Di Thi Mene usko 1 2 din pehly he read Kiya asal my my functions my masroof tha or ap dekh he sakhtay h monthly table my month ky shoro my he update Kar deta ho is bar 10 din guzar chukay h or Abi December ki activity report or Merit ki summary report rehti h wo B insha'Allah my 2 4 Dino my cover Kar lo GA. Community table my kaafi change ai h is bar kaafi new members ny apny new rank KO hassil Kiya h or qurbanshah02 Bhai Jan ki profile ABI check ki to mashallah sy inki progress kaafi achi ja rahi h or aisy he chalti rahi to is month ky last par inka naam full member ki list my shamil ho GA or kaafi hamary old members B new rank KY kaafi qareeb h mujy to Lagta h February my to table update Karny my kaafi time lagny wala h  Cheesy. Chalo dekhtay h next February month my.

Ab hamary paas total 3 legendary h, 12 hero members h, 14 Senior Members h, 4 full members h, 4 members rank h, 6 junior members h

Pakistan Board Members(table updated! 10 Jan 2025)
Walikum Salaam Unknown Op bhai boht Shakira apny Pakistan community ka a table ko January ki Update kiya Bhat he zabrdast bhai Or total active members ki list upadte ki hai jo 40 plus active members ban rahy hai Sahe kah members ka ranks ma azifa hu raha hai baqi humri community ma zadya trah full member rank say senior member par promote hu gay hai abi kuch new members Mashallah Sr members ban gay hai ab agr sr members bi tadad dakhi jaye to sab ranks say zadya hai 14 ka qareeb senior members hai jo kah sab say zadya hai ranks hai but ik problem yabi kah din b din full members ki list kam hu ge hai abi sarf 4 memebrs rah gay hai or new full member ki lost ma ik member ka azifa hu gya ha qurbanshah02 bi close hai to full members ki tadad 5 hu jaye ge our 4 he member or Jr members ka rank ma azafia hu raha hai inka tadad 6 hu ge hai baqi jab bi ranks ma azifa hu ga doary ranks ma kami to dakhny ko mily he baqi umeed ha any waly dino ma humri community ka active members ma azifa hu ga qkh new year ka start hai
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
January 11, 2025, 08:18:10 AM
Aik aur kahbar about Baber Azam. Babar Azam ne apna bat ko change kr lia hai from Gray-Nicolls to CA company. Phela jo b Bbaar Azam ko related to cricket kit chaiye hoti thi wo hamesha Gray-Nicolls suponser ktrti thi since 2021 or agr hum past mai jayeinh toh 2021 se phela Babar Azam SH ka bat use kia kr te tha lakin ab CA ki bari hai or Babar Azam ne yeh apne Insta ki stroy pr hoto lagai thi or ab toh maybe post b krdi ho mai itna dekhtha ni hun. Or jub Babar Azam ne CA ka ek bat ka version le lia hai tab se us bat ki sari sells khatam hogyein hain or all sold pout hogye hain. Ab hum Fakhar Zaman or Babar Azam ko same bat se kheltha hua dekhe gein. 021 k baad Babar Azam ne 2025 mai apna bat finally change kr lia.
Yeh bohout ache Baat ha hum Issy appreciate karty ha aur Mai smajata hu baber Azam ko yeh bohout pahly karna chahiya ta forner brand ko advertise karna choor daina chahiya ta jaisy legendary Kohli kar Raha ha bahir ky brand ko ignore karky apny MRF ko advertise kar rahy ha.

Baki CA Apna brand ha Sialkot ka agr apny star Issy promote na kary toh auro Sy hum Kya gila kar skaty ha Baki CA walo ko Apna budget barhana chahiya achy player ko grab karny ky Liya aur apni quality ko behtr kary taaky ik behtr brand ban ky Market ky Baki competitor brand ko peechy chor dy aur new upcoming star player ki first choice ban jai.

Baki sunny Mai ayaa ky 6cr around pay karyngy per year Jo kafi huge amount haa, logo ny market Mai ik afwah palai te ky baber ki bad form ki wajah Sy us Sy yeh sponsor gaya but Mai yeh nahi smajta q ky still kafi achy player Sy woh behtr kar Raha ha. Hope fakhar ki Tarah power hitting bhi ajai ge babar Mai q ky ab same brand pa Jo agai ha😜🤣
hero member
Activity: 1260
Merit: 683
Popkitty.io - Blockchain Social Media
January 11, 2025, 07:53:09 AM
Good Morning Friends. kese ho sab yar log?

new year, same goals

Hahaha. Q bhai. kya last years k goals abi tk poore nai howe ya phir wo buht lame goals hain k saalon lag jana hai un par? waisay batao kya scene hai apki taraf? koi ahic project aa rahi hai ya nai? koi achi airdrop ya bounty program hi lao is new year hum logon k liye.
member
Activity: 126
Merit: 41
January 11, 2025, 07:48:11 AM
Malaysia becomes World first country To Accept Zakat payments Via cryptocurrency

Assalamualaikum....!
Kesy hain AP sab umeed krta hu all community member thk hon gye..!
Aik good news mery samny SE guzri me Socha apny community KY Bhaio SE bi share kr don.

Malaysia Jo KY cryptocurrency ka pehla mulak ban gia ha ko KY cryptocurrency SE Zakat leny ko kabool kr gia ha. Or ye kam bohat hi acha kia ha. Or ye pehla Islamic mulak ban gia ha or ye hamary Muslim KY Liye fakar ki bat ha or ye hamary Liye good news ha kuin KY bary bary mulak bi isko accept nai kr rahy ty. Or Islamic mulak bi cryptocurrency me pwhly nbr per count ho ga.

Ye is Liye kia gia h is KY pichy ki waja apny Mulak me cryptocurrency KY Sath Zakat pay krny ko bohat hi advance krna ha kuin KY Kuch log bohat hi cryptocurrency ka istamal krty ha or Malaysia me bi bohat SE log cryptocurrency ko accept krty ha or work krty ha is Liye. Or ye Kafi hi fakar krny wali bat ha kuin KY cryptocurrency koi aam SE cheez nai ha is Liye KY bohat SE senior county jesa KY america, Korea, Hong Kong jesi country ko takar deni Hoti ha. Magar Malaysia NY ye kam kr KY hamara sar fake SE buland kr dia ha.

Ye kam Muslim logon KY Liye ha or is KY Sath cryptocurrency or Blockchain KY Sath connect krny ka bi aik Rasta ha Jo KY Kafi acha ha or is takiqy SE logon ki Zakat pori emandari KY Sath pay hon gi or is me koi tax, fee nai ho gi jiss SE logon ko azadi pasy deny paren gye. Or ye cheez bary logon SE poch kr kia gia ha mtlb KY ye apply bi hota ha KY nai magar Ono ny kaha ha KY ye apply hota ha or ye Malaysia KY logon KY Liye bohat fakar ki bat ha jiss KY zariye vo is sal ki Zakat cryptocurrency KY apny account SE Karen gye. Or us ko check Karen gye KY ye waqai hi me hamary Liye saveavle ha KY nai.Link
hero member
Activity: 1008
Merit: 798
I stand with Palestine.
January 11, 2025, 07:21:06 AM
Is waqt pori dunya ke nazran America ka riasat California ma lagi aag pr hy jo bhujna ka naam nhi la rhi balka barhti he ja rhi hn. Ab ya aag kyun lagi hy iski main reason barish ka na hona aur teez hawain hn. BBC ka mutabiq is area ma october sa ab tk sirf 0.16 inches (0.4cm) barish hue hy jiski wajha sa area ma kafi dryness hy aur kyunka ya state sahil-e-samandar ko bhe touch krti hy to yahan kafi teez hawain bhe chalti hn. Kaha ja rha hy ka teez winds jinki spped 160km/h hy wo is area ma chal rhi hn. America jaisa mulk apni pori qowat laga rha hy ka kisis trh is aag pr qabo pa lea jya pr abhi bhe mukamil toor pr aag pr qabo nhi paya ja saqa.

Is aag ke wajha sa taqrabin 180,000 logo ko mehfooz maqam pr muntaqil kea ja chuka hy aur 10,000 ka lag bhaj ghar aur imeratan jal chuki hn.  Climate change bhe eik factor hy is aag ka lagna ka aur Climate change pori dunya ka masla hy. Jo log Rawalpindi region sa belong krta hn wo ya mehsoos kr rhya hn gy ka is bar sardi boht kam shidat sa ayi hy aur abhi bahir niklan to dhoop ma garmi lagti hy. Zarorat is baat ke hy ka pori dunya mil betha aur Climate change ka sadbad ka lea kuch amli efforts krya.

Asal my Musa Bhai agar ap muj sy puchen gy naa to I will say ky ye sab jo hai naa ye sirf or sirf in ki apni kartuton kaa hi natija hai.
Ab dekhen naa ye qudrat ky saath thora khilwodd karty hen. Like ye barish kaa naa hona wo bhi sahil smandri ilaqon my herat ki bat nai hai? Ye sab naa in ka apna kiya dharra hai. Like ye global warming kiss waja sy barh rahi hai. Ye roz nit naye to tjarby karty hen. Orat mard ban rahi hai apny uzu tabdeel karwa ky mard orton my tabdeel ho rahy hen LGBTQ kiss ki ijaad karda hai.? Ye sab inhi kaa apna kiya dharra hai.
Well JunaidAzizi ki bat ky itny latest technology hony ky bawajud itny equipment hony bawajud ye in sy nai tham rahi. To my yehi kahun gaa jab qudrat intiqam leti hai naa to wo phr esy hi intiqam leti hai.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 11, 2025, 07:04:34 AM

Is waqt pori dunya ke nazran America ka riasat California ma lagi aag pr hy jo bhujna ka naam nhi la rhi balka barhti he ja rhi hn. Ab ya aag kyun lagi hy iski main reason barish ka na hona aur teez hawain hn. BBC ka mutabiq is area ma october sa ab tk sirf 0.16 inches (0.4cm) barish hue hy jiski wajha sa area ma kafi dryness hy aur kyunka ya state sahil-e-samandar ko bhe touch krti hy to yahan kafi teez hawain bhe chalti hn. Kaha ja rha hy ka teez winds jinki spped 160km/h hy wo is area ma chal rhi hn. America jaisa mulk apni pori qowat laga rha hy ka kisis trh is aag pr qabo pa lea jya pr abhi bhe mukamil toor pr aag pr qabo nhi paya ja saqa.

Is aag ke wajha sa taqrabin 180,000 logo ko mehfooz maqam pr muntaqil kea ja chuka hy aur 10,000 ka lag bhaj ghar aur imeratan jal chuki hn.  Climate change bhe eik factor hy is aag ka lagna ka aur Climate change pori dunya ka masla hy. Jo log Rawalpindi region sa belong krta hn wo ya mehsoos kr rhya hn gy ka is bar sardi boht kam shidat sa ayi hy aur abhi bahir niklan to dhoop ma garmi lagti hy. Zarorat is baat ke hy ka pori dunya mil betha aur Climate change ka sadbad ka lea kuch amli efforts krya.

Brother es aaag ka lagna kuch aur he  mamla lagta ha warna ye state sahel samadar ke qareeb ha tu yahn per barish tu hona chaye , ye jo states shil samandar ke qareeb hote hain wahn per barish buhat zyada hoti ha per chalo maan laayte hain ke barish na hone ki waja se haar jagha khush ho gaye ha aur yahi waja ha ke aag har cheex ko lapaait ma la rahe  ha per oir enke paas ketna fire extinguishers moojod ha aur es ke elawa ketna airtanker ha en ke pas pir be ye log aag ko contain karne ma nakam ho gaye hain es ko haam Allah ka azab be keh sakte hain q ke haar cheez climate per nahe dal sakte ye log na serf apne bure aghmal ha balke dusro ko be os ma supprit kar rahe hain . Khair ye tu mera ek islamic perspective ke sath bat kar raha hun q ke etne sare equipment ke bawajud be ye log aag ko bhuja e ma naqam huwe tu es ka kuch tu matlab nekalta ha.
full member
Activity: 840
Merit: 213
January 11, 2025, 06:16:27 AM

Is waqt pori dunya ke nazran America ka riasat California ma lagi aag pr hy jo bhujna ka naam nhi la rhi balka barhti he ja rhi hn. Ab ya aag kyun lagi hy iski main reason barish ka na hona aur teez hawain hn. BBC ka mutabiq is area ma october sa ab tk sirf 0.16 inches (0.4cm) barish hue hy jiski wajha sa area ma kafi dryness hy aur kyunka ya state sahil-e-samandar ko bhe touch krti hy to yahan kafi teez hawain bhe chalti hn. Kaha ja rha hy ka teez winds jinki spped 160km/h hy wo is area ma chal rhi hn. America jaisa mulk apni pori qowat laga rha hy ka kisis trh is aag pr qabo pa lea jya pr abhi bhe mukamil toor pr aag pr qabo nhi paya ja saqa.

Is aag ke wajha sa taqrabin 180,000 logo ko mehfooz maqam pr muntaqil kea ja chuka hy aur 10,000 ka lag bhaj ghar aur imeratan jal chuki hn.  Climate change bhe eik factor hy is aag ka lagna ka aur Climate change pori dunya ka masla hy. Jo log Rawalpindi region sa belong krta hn wo ya mehsoos kr rhya hn gy ka is bar sardi boht kam shidat sa ayi hy aur abhi bahir niklan to dhoop ma garmi lagti hy. Zarorat is baat ke hy ka pori dunya mil betha aur Climate change ka sadbad ka lea kuch amli efforts krya.
full member
Activity: 434
Merit: 215
Addicted to HoDLing!
January 11, 2025, 04:20:50 AM
One of the valuable achievement, 1200 page completed

Congratulations sab community walo ko AJ KY din 1200 pages ki achievement completely ho Gai ha aj KY din hum NY 1200 page change kiye ha or in sab me hamari mehnat ha jiss me hum sab my mehnat kr KY post ki data share kia ha. Or hamari mehnat KY pichy @Xal0lex, shahzadaafazal bsir ka hath ha jino NY hamay support or motivation dia jiss SE hum sab NY 1200 pages ki family complete ki.
 
Agar hum sab pehly page ko dekain tu vo 2013 ko start hoa tha or AJ 2025 ha jiss me 12 years me hum NY 1200 pages change kr KY bohat SE bataen share ki hain. Ye sab hamary senior sirs ki mehnat ha jiss NY hamay support de jiss ki waja SE hum interested ho kr is community me kam kr rahy hain.
ji brother Muabrak hu Sad community ko Ya value able achievement humne 1200 pages complete kar lenge is community mein Jo ek bahut badi achievement hai hamare liye 12 sal mein 1200 pages ko achieve karna ek chhoti baat Nahin hai per sal Ham agar 100 pages ko cross kar rahe hain to 12 salo ma 1200 pages hovy gay
12 salon ka ek bahut bada Arsa hota hai Shuru ke salon mein hamari performance thori low down the laakin any waqt ke hamari performance acchi hoti hai aur abhi agar Ham ISI sal ki baat ki jaaye to jaise ab do manth mein kah rahe hain 60 page is complete ki hai to sal mein takriban 365 pages ko bu cross kar sakte hain to ek bahut shandar qism ki achievement Hogi aane wale sal mein Ham 2026 tak 1500 pages ka target ko fix kary gay
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 11, 2025, 03:39:39 AM
PIA par ya padabdi Europe union nay lagi thae jab june 2020 ma PTI ki government the our ik wazeer nay PiA ka pilots ki. licence ko galt kah diya jas ki wajjah say europe union nay PIA ki Europe ma padabi lagi di the ab 4 saal say zadya time ka bad ya pabandi hati ge Jo kah PIA ko khasay say nikaly ma helpful hu ga Abi PiA par 800 arab say zadya ka qaraza ha Is ka pichy Kas ka Hath inti profitable company ka Ya hall kas ki wajjah say hova?
Je brother ye 2020 ma ban huwa ta Europe ma because of the incident held in 2020 may. Ek air bus A320 jo ke lahour se karachi ki traf ja raha ta aur wahe airport ke qareeb ek populated area ma crash ho geya aur 97 casualties huwi ti os ki waja se aur dusra ek aur aur bus ta jo ke landing ma Kuch piolet ki waja se gear ma much huwa ta i think jes per UN na acyion leye ta ke aya Pakistani ke paas kes qesam ka license ha aur es waja per os ko Europe per ban kar deia geya.

Es ke destruction ma ek factor nahe ha jes ke uper hum keh sake ke es ki waja se huwa ha balke dozens of factors ha jes ki waja se asia ke biggest airlines ko es trah decline ka samna karna phar raha ha . En ka sub se pehle debt ha jo ke 2000s se start huw aha aur 2012 ma sub se zyada ho geya ha ayr dosra bara factor political ha har govt apne time pe os bande ko PIA ka menister lagwa daite hain jes ko ABC nahe pata hota Airlines ka jes ki waja se sara management ulta pulta ha. Tieesra jo ha wo old planes aur corruption ha, political bande jab ate ha wo serf apna heessa nekal kar chale jate ha aur wo paisa jo plans ke maintenance per lagna ta wo lay kar chle jate hain aur sath ma koi be long term strategies ya planing nahe ha.

Es ke elawa aur be kaye aysi factors ha jes ki waja se PIA aj aarbo rupy ka qaarzdar ha aur PIA ke airlines jagha jagha per ban ho rahe hain .
Ap es article ma read kar sakte hain.
member
Activity: 109
Merit: 7
Have trust on Bitcoin
January 11, 2025, 03:20:16 AM
Kenya To Legalize Bitcoin and Other Crypto

Well har taraf Bitcoin ky against decision ho rahy ha jo Bitcoin ki current price ko kafi damage kar Rahe ha like jo Biden intizamia ha woh apny seized Bitcoin ko sell kar Rahe ha a trump ky aany so pahly toh make things worse for him aur due to pro Bitcoin policies of trump woh isky iss aim ko difficult bana rahy ha aur abhi just news ha agr amli jama pehnaya gaya toh phir halaaat thoory aur bhi difficult ho skaty ha.

But isse beech Mai yeh Ik positive news agai, no doubt negativity ky muqabla kafi choote ha but cheezo ko sudharny Mai thoore bohout madadgaar sabit ho skate haa, hope so trump ky aany Sy aur bhi country Bitcoin ki ahmiyat ko jaan kar Issy legalize karny ki poore koshih karyngy.

Baki sunny Mai ayaa ky around 69k+ btc sold karny ka sooch Rahe ha Biden Intizamia toh Kya Kya rai rakhty ha ky iss qadar big selling Sy Kiya huge effect aur dump haamy daikhny ko mil skata ha aur phir ap Bitcoin ko kaha pa support Pai daikhty haa apni rai share kary
Bhai yai jo kuch ho raha hai yai in ki ahlaqi shakast hai bitcoin to control nahi ker saktai to us kai hilaf laws or regulations la rahai hai laikin yai bee nakam ho jai gai abee to kuch struggling countries hai jo openly is ko adopt ker rahai hai kiunkai El-Salvador kai baad kuch countries ko andaza ho gia hai is mai kia faida aur bahtry hai Biden to shuru sai hee is kai hilaf hai. Abee aur bee bohut sarai countries is taraf jai gai mai samajta ho Pakistan ko bee jana chahia per yai zahni mareez hai yai nahi jai gai kiunkai jis cheez sai Pakistan ka faida ho wo in ko pasan hee nahi hai.
lo ji mari is post ka saath he hmarya 1200 pages bhe mukamil ho gya. sub ko 1200 pages pora hona ke bhe mubarakbad.
Thanks Brother Ham nay 1200 pages ka milestone archive kar liaya hai ya humari local baord ka banay ma helpfull sabit hu ga our second PIA ka urooj ka bad zawal ka bad abi phr kuch urooj sharu hony wala ha Europe ki tarf PIA ki pheli flight 4 years ka bad paris ge ha ya ik seat back tha PiA ka lay Europe nay inpae restrictions lagai hovi the avi UK nay PiA par pabandi hati ni ha umeed ha jald he is saal ma March ya phar April ma Uk ka lay flight operation resumes kiya jaye ga
@Farhan99 abee apnai board ki baatai chor dai abee ham bohut door hai is sai pahlai apni community thory establish ker lai phir shaid is taraf ka sochai abee yaha apnai board kai liai kuch bee nahi hai Nigerian board bana aur bohut hee acha kaam ker raha hai hum to abee is thread per bee kuch acha nahi ker sakai laikin positive mind or creativity sai karai gai to umeed hai acha ho ga.

Lo meri bee 100 posts pury ho gai is kai sath hee Smiley Wink Cheesy
sr. member
Activity: 504
Merit: 377
Trade Big, Win Bigger!
January 11, 2025, 02:40:05 AM

Lyn ji qahar toota khuda khuda kr ky. Aj char saal ka baad akhir kar PIA na Europe ka lea direct flights start kr dee hn. Ap sub ko mubarak ho. Ya kafi sharmandgi ke baat the ka hmari National Airline ko Europe na Ban kea hua tha. Khair aj pahli flight na Islamabad sa Paris (France) jana tha jo ka Allah ka fazal sa Paris Land kr chuki hy. Ab agr koe dost Europe jana chahta hy to usko direct flight ke sehalot available hy. Allah kra ka Europe ka route open hona sa PIA ka losses bhe kam hn aur ya phr eik profitable idara bun kr mulk ka asset bnya.

Jump to: