Pages:
Author

Topic: Pakistan - page 6. (Read 3907841 times)

full member
Activity: 322
Merit: 178
April 27, 2024, 09:13:03 AM


Assalam-o-Alaikum! Kiya hal chal hain dear apky.... ahh haha ab bas eshee cheez ki kami thi Government awam ko kesi hal mai khush nahi dakhana chati hai as ya to awam ki personal pocket hai jis ko wo use kr k apny liya asani paida krta hai taky usko Bijli k bills na pay krna parain laikn ab hamari governments es mai b tagain phansaa rhi hai in my opion ya sahee nahi hai. As phir to comfort to phir khtm ho gaya na.

chalain hum esko dosry point of view sy dakhty hain.... chalain hum maan laity hain k yaa taxes pay krna achi baat hai laikn hamain ya taxes kesi achi jaga use hotay howay nazar b to nahi ata na har koi apni jaibain bharny mai laga howa hai ak amm banda pista chala ja rha hai or ameer ameer sy ameer hota chala ja rha hai. well i wish es mulak k halat b achy hongy Bohat jald InshaAllah. Ameen
sr. member
Activity: 392
Merit: 330
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 27, 2024, 06:00:38 AM
Assalam o Alaikum brother. Ji aapne bilkul sahi btaya hai sab kuch Meta AI k bare men, yeh Meta company jo k Facebook, WhatsApp, aur Instagram jaise social apps ka malik hai unka bnaya hua AI model hai jo k commands le k aapko sare kaam kr k de deta hai wo bhi free main. Lekin aek cheez main aapki correct karna chahonga, wo yeh k agr aapko Meta AI se koi image banwani ho toh aap "imagine" word k sath slash men lgate hain, is tarha kar k "/imagine" aaur tab jaa k yeh command qabile qabool hogi.

Walikm slam bhai phr to Meta Ai kafi kaml ki tool hony wala ha ma jab bi Facebook open kar or kuch search krny ka lay type krta to wha meta ai image or baqi option ay rahu ha sab say achi bat ya lagi ha ya bilkul free ma available ha is many zadya use to ni kiya but mojy kafi acha project lag raha hai mark ka umeed ha ya any waly dino ma mazeed upgrade hu gay or image creation or editing ka features ma mazeed taqrai dakhny ko mily ge
copper member
Activity: 1260
Merit: 698
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 27, 2024, 05:16:49 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Umer bhai, Kasy han ap? umeed ha khariyat se hon gay. Solar panels lagany walon pe taz lagay ki tajweez toh pareshan kum ha es se green energy ki trf switch hony walon ki hosla shikni ho gi, Mein ne bi apny ghar ki roof top pe takreebun 11 Kilowatts ka unit lagaya hoa ha net metering k sath, or Alhamdulilah electric bill ko kum kerny mein bht faida mund sabit hoa ha, lakin tax lagny ki soorat mein esky profitabiliy mein khasi kami ho gi.


Bitcoin market bht dull ho gai ha or trading volumes bht kum han or weekend hony ki waja se koi bra momentum matwaqo nhi ha. Charts ko dekh ker lugta ha k ek dafa phir $60,000 ki strong support test ho gi. DYOR
sr. member
Activity: 392
Merit: 330
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 27, 2024, 01:48:50 AM
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
hero member
Activity: 2226
Merit: 834
April 27, 2024, 01:40:06 AM
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.

member
Activity: 76
Merit: 13
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 27, 2024, 01:37:15 AM
Runes Game-Changing Token System Boosts Bitcoin Activity



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Naye token creation system Runes ka Bitcoin par intikhaab nihayat kamyab raha hai, jis ne apne pehle haftay mein arbon dollars ke transaction fees hasil kiye. Runes ka system dusron se mukhtalif hai kyunkay ye Bitcoin ki mojooda technology ko behtar tareeqay se istemal karta hai. Runes ka aghaz halving ke doran kiya gaya, jab naye Bitcoins ki tadad mein kami ka irada tha. Is ke baad se Runes ne karoron transactions ko facilitate kiya jis se Bitcoin ke daily activity ka aham hissa ban gaya aur hazaron naye users ko attract kiya. Runes ke debut ne meme coins ka izaafa kiya ha jahan $DOG sab se qeemati ban gaya hai jis ki market capitalization qareeban adha arab dollars tak pahunch chuki hn info
sr. member
Activity: 392
Merit: 330
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 27, 2024, 01:30:43 AM

Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai

G brother, ap bilkul durust bat kah rehe han aisy kamon ka maqsad sirf apni zati image building kerna or news mein rehna hota ha. Pakistan ka asal masla uski girti hoi economy ha jis ki bri waja last 2 years se political instability ha jis ki waja se na sirf foreign blky local investment bi nhi ho rahi.
Elections kervany se akser mulk stable hota ha or economic growth boost hoti ha mgr yeh elections ko itna mess up kia gya ha k mazeed instability br gai ha. Allah Pak Pakistan k haal pe rehem kere- Aameen.

Bitcoin market ki update : Kal ETFs se 200 million dollars ka outflow ek negative development ha. kal Prident Joe Biden ne crypto currencies pe 44% capital gain tax ki proposal dee ha, yeh bi negative development ha. En sub k bawajood $60K ka important level maintain ha, or aany waly dino mein market ki liquidity mein izafa ki tawaqo jis se behtri k imkanat han. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-entering-likely-2-weeks-new-btc-price-dip-analysis
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai
sr. member
Activity: 280
Merit: 272
April 26, 2024, 10:13:08 PM
Thanks Brothers I have achieved Senior Rank
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sorry bro I am late. Thora busy Tha. Behar haal bohat Khushi hui ap senior member ho Gaye ye asaan kaam nai Hy ye rank hasil Karna. Baqi ap Ki posts BHI ماشاء اللہ bohat achi Hoti hen my ny Dekha hy ap kafi detail sy bayan karty hen.
Or mery hisab sy ap is rank ko BHI deserve karty hen or aany waly sabhi ranks ko BHI deserve karty hen. Issi tarah mehnat karty rahen next level ab Hero Member ka hy. Ab Yahan break nai lgani ان شاء اللہ ab ap ny Hero Member Rank BHI jaldi sy hasil Karna Hy or PHR legendary member BHI to ban'na Hy so keep it up bro.

Bohat Mubarak ho ap ko is rank Ki. Again bohat Khushi hui Bhai.
copper member
Activity: 1260
Merit: 698
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 26, 2024, 10:01:34 PM

Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai

G brother, ap bilkul durust bat kah rehe han aisy kamon ka maqsad sirf apni zati image building kerna or news mein rehna hota ha. Pakistan ka asal masla uski girti hoi economy ha jis ki bri waja last 2 years se political instability ha jis ki waja se na sirf foreign blky local investment bi nhi ho rahi.
Elections kervany se akser mulk stable hota ha or economic growth boost hoti ha mgr yeh elections ko itna mess up kia gya ha k mazeed instability br gai ha. Allah Pak Pakistan k haal pe rehem kere- Aameen.

Bitcoin market ki update : Kal ETFs se 200 million dollars ka outflow ek negative development ha. kal Prident Joe Biden ne crypto currencies pe 44% capital gain tax ki proposal dee ha, yeh bi negative development ha. En sub k bawajood $60K ka important level maintain ha, or aany waly dino mein market ki liquidity mein izafa ki tawaqo jis se behtri k imkanat han. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-entering-likely-2-weeks-new-btc-price-dip-analysis
hero member
Activity: 728
Merit: 660
I stand with Palestine.
April 26, 2024, 09:30:41 PM
Assalam o Alaikum brother. Ji aapne bilkul sahi btaya hai sab kuch Meta AI k bare men, yeh Meta company jo k Facebook, WhatsApp, aur Instagram jaise social apps ka malik hai unka bnaya hua AI model hai jo k commands le k aapko sare kaam kr k de deta hai wo bhi free main. Lekin aek cheez main aapki correct karna chahonga, wo yeh k agr aapko Meta AI se koi image banwani ho toh aap "imagine" word k sath slash men lgate hain, is tarha kar k "/imagine" aaur tab jaa k yeh command qabile qabool hogi.

Baqi ismen aur ChatGPT men sabse bada farq filhal k liye yeh hai k yeh without any charges usable hai jab k ChatGPT ka full version yaani k GPT4 ko access krne k liye aapko subscription buy krni hoti hai. Umeed hai k yeh cheez future men bhi hogi, aesa na ho k aage jaa k is k liye b subscription ki zrort parhe kyunke aakhir kar yeh aek business ka hi hissa hai.
Walaikumuslam!

Wesy mujy Meta AI kaa feature acha laga or smooth bhi hai. Or sab ki access my bhi. Or my is ko ChatGPT sy behtar samjta hun or us ki waja yehi hai ky ye free bhi hai. Or sab sy achi bat ye hai ky ye ap ky template ky mutabiq images bhi create kar ky deta hai. Han images abhi kuch thk nai hoti lekn kuch behtar hoti hen. Haan in future is my mazeed behtari aany ky chances hen.
Or ye ChatGPT sy acha or thora details my jwab deta hai. Baqi ap sab kaa experience kaya hai is ko use karny my.. my nai janta par personally ye mujy thk laga. Or mazy ki bat ye hai is ky liye ap ko koi web wagera search karny ki zrurat nai hai. Built in app hai or easy sy rsai hai is par.
sr. member
Activity: 392
Merit: 330
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 26, 2024, 08:44:03 PM
Mairy khayal sy hum ik ghareeb mulk ha aur bajai iksy agr logo ko free wifi Ki jagaa free floor aur ashyaee kurdonoosh Diya Jata ya Jo daily routine ky istimal Ki cheezy haa usky rate ko km sy km karty toh zyada faida hota awam ka q ky ajkal internet kafi sasta hogaya haa Har Kisi ny internet connection lagwaya haa agr woh middle class haa aur Jo ghareeb haa main focused un pa chahiya q ky yeh internet unky kaam ka Nahi aur unko zaroorat haa unko chahiya khuraak toh jab Kisi ko chahiya hi Nahi toh itne big investment aise cheezo pa na kary. Country ky infrastructure pa lagwai like jaisy Peshawar Mai army NY Saddar pa lagwai aur London jaisy look dy Diya.
Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai
hero member
Activity: 1218
Merit: 595
April 26, 2024, 07:20:54 PM
Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative

Mairy khayal sy hum ik ghareeb mulk ha aur bajai iksy agr logo ko free wifi Ki jagaa free floor aur ashyaee kurdonoosh Diya Jata ya Jo daily routine ky istimal Ki cheezy haa usky rate ko km sy km karty toh zyada faida hota awam ka q ky ajkal internet kafi sasta hogaya haa Har Kisi ny internet connection lagwaya haa agr woh middle class haa aur Jo ghareeb haa main focused un pa chahiya q ky yeh internet unky kaam ka Nahi aur unko zaroorat haa unko chahiya khuraak toh jab Kisi ko chahiya hi Nahi toh itne big investment aise cheezo pa na kary. Country ky infrastructure pa lagwai like jaisy Peshawar Mai army NY Saddar pa lagwai aur London jaisy look dy Diya.

Kia ap jantein hain ye jo aik Whasapp k under upper run barangay sa circle agya hai us se kia hota hai toh apko batau k sab se phela apne ne us Meta AI ki chat khol leni hai phir us ke under ap jo bhi liko ge wo banade ga, yeh aik tarah se ChatGpt hi hai but is mai aur Chatgpt k under fark ye hai k Chatgpt photo include ni kr ta aur dusra fark ye hai k Chatgpt aur Whatsapp dono k naam ka difference hai bhkai same hai.
Ha Mai NY yeh daikha ta Issy toh kafi din hogai ayai howy, so Mai NY check Nahi Kiya q ky same woh chat gpt wala scene ta so isliya Baki achi baat haa jitne development ho behtr haa logo ko asaan tareeky Sy behtr knwoledge mil raha haa yahi behtr haa Baki Abhi Facebook ky Baki apps yani Instagram pa Nahi ayaa may be waha zaroorat na ho
sr. member
Activity: 714
Merit: 288
April 26, 2024, 06:29:04 PM
Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative

Waisy yeh qasam kuch nukto NY teek lag raha haa like normal haa but agr thoora thoora kary toh yeh just waste of time haa q ky ik ky hamary bohout saary logo ky paas knwoledge Nahi internet Sahi use karny ka woh agr use bhi kary toh just social media Mai tiktok, Facebook etc scroll karyngy Baki unko knwoledge Nahi ky inko kaisy properly utilize karna ha taaky is Sy earning karsky. Aur doosre taraf yeh Har bandy ky poonch Mai Nahi hongy like Kon isky liya Ghar Sy itne door ayai ga aur phir Poora din guzary ga jab 100pkr pa ussy Ghar Mai khud ka data internet mil raha haa yani mobile packages. Isky ilawa yeh kafi slow hoga aur iski aara Mai yeh saaly kafi ura dyngy. Iss Sy behtr yeh hota ky deserving Bando ko select Karky America study ky liya full government Karchy par baij daity taaky woh proper study Karky yaha acha doctor ya engineer ban jai toh mulk aur us bandy dono Ki madad hojate
full member
Activity: 168
Merit: 88
Trade Big, Win Bigger!
April 26, 2024, 04:11:52 PM
BNB Chain's Liquid Staking and Stuck Funds for DeFi's Latest Challenges


السلام علیکم
Is haftay mein decentralized finance DeFi mein kaafi ahem taraqqi hui. BNB Chain ne apni BNB Smart Chain par native liquid staking ka aelan kiya, jo ecosystem ke hissa daar ko network ko mehfooz rakhne ka mauqa deta hai jabkay assets ki liquidity bhi barqarar rehti hai. Ye BNB Chain ka hissa hai, jo apni BNB Beacon Chain ki functions ko BSC par shift kar raha hn isse pehle ke woh June 2024 tak mukammal tor par band ho jaye. Chainlink ne bhi aik cross-chain CCIP launch kiya jo nau blockchain networks mein cross-chain token transfers aur smart contract messaging ko barhawa dene ke liye ha is se DeFi ecosystem mein zyada rabta asaan hoga.   source

Lekin, har khabar achi nahi thi. EigenLayer jo Ethereum par sab se bara restaking protocol hai total value locked TVL ke hawalay se, aik bari yield crisis ka samna kar sakta hai rapid growth ki wajah se. Uske AVS ko utna zyada staked Ether ki zaroorat nahi ho sakti jo users ke liye reduced yields ka sabab ban sakta hai. Iske ilawa Arkham Research ne kai DeFi wallets ko flag kiya hai jahan bridge contracts mein millions of dollars phase hue ha
Jimmie Ethereum ke co-founder Vitalik Buterin aur Coinbase ke linked wallets bhi shamil hain. Ye funds manual tor par wapas le jate hain, lekin kai users ne inhe bhool diya hai, jis ki wajah se kuch assets do saal se zyada se unclaimed rahe gaye hain. In rukawat ke bawajood, DeFi ecosystem nayi cross-chain innovations aur asset management challenges ke sath taraqqi kar raha hy
sr. member
Activity: 392
Merit: 330
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 26, 2024, 04:00:27 PM
Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative


Just a head up tha do NOT use these free public Wifi becasue hackers can hack into your phone if you connected with them. So if you are having crypto wallets in your phone, never use a public open Wifi.
wah Umar bhai ya bat hackers ko achi trah pata hota hai kah jah par free ya kasi kalch ma awam ay rahi hoti hai wha inka kam zadya chalta hai is lay mara khud ka bi yahi khyal ha free wifi ka lalch ma apni qameeti funds ki zaya na kar lena qkh agr ik dfa funds zaya hu gya to hacker ka pass apka sara ka sra data chaala jaya ga oper sy humra Fia walo ka system ma bi kamzor he hai kasi hacker ko inti jaldi yrack ni kad skaty han is lay asi chezo or lalch ma ay kar apna phone ko.secure rakhy or kasi bi scam sy bachy umeed ha acha he hu ga
member
Activity: 126
Merit: 47
April 26, 2024, 03:07:47 PM
Samourai Wallet seized by U.S authorities




السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

Keonne Rodriguez aur William Lonergan Hill jooi hei Samourai Wallet kea co founder hei aur enkay opeir charge lageay gea hei inhou nei kou unlicensed paisay ke barah ka business chalane ka ilzam hai jo zyadatar $2 billion ki gheir qanooni transactions ko asani se karta tha aur zyadatar $100 million ki jurmana hasil kiya tha. Unho ne 2015 se le kar 2024 tak Samourai ko tayar kiya aur becha cryptocurrency mixing service jis se unhe kai lakhon dollars ki fees mil rahi thi. Samourai ke features jaise "Whirlpool" aur "Ricochet" criminals ko unke activities ko chhupane mein madad karne ka maqsad rakhte the jahan Rodriguez aur Hill jaan boojh kar money laundering ko facilitate kar rahe thei.

detail

Law enforcement ne Samourai ke web servers aur domain ko seize kiya uske operations ko band kar diya aur Google Play Store par uske mobile application ke liye ek seizure warrant jaari kiya. Rodriguez aur Hill ne Twitter ke zariye criminals ke paisay ko Samourai ke zariye laundering ko encourage kiya jahan saboot unka criminal clientele ko dekhne ka tha. Unhe samet kar paisay laundering karne ka saazish aur gair munasib paisay ka karobar chalane ka ilzam hai har aik mein qaid ho jane ke imkanat hoti hain. Ye mamla dikhata hai k kanoon nafaz ke qudrat ke tehat woh aqwam ko khatam karne ki koshish kar raha hai jo cryptocurrency ko ghair qanooni shughalat ke liye istemal kar rahe hain.
full member
Activity: 196
Merit: 127
April 26, 2024, 02:54:10 PM
Rising Crypto Scams : Regulators' Bitcoin Blinders

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Sabi Brother kese hai cryptocurrency ki mainstream tawajjo barhne ke sath scams ka numaya hona barhta ja raha hai FTX co-founder Sam Bankman-Fried jese ahem shakhsiyaton ko qanooni consequences ka samna karte hue aur apple co-founder Steve wozniak jo apne likeness ke ghair-ijazati istemal ke khilaf kamyabi se lar rahe hain. Scammers aur platforms ko zimmedar thaharane ke liye koshishat ke bawajood jaise ke Wozniak ki qanooni kamyabi nigrani k marke regulatory focus aksar Bitcoin ko tanqeed ka markaz bana leti hai jo ke ghaflat se ziada afrad ko gunahgaron ke hatho me le jata hai. Social media par apni shakhsiyat ki naqliat ka shakhsana hone ke bawajood bhi in mujrimo ko pakarne ki koshishat aksar kam nateejay deti hai. Cryptocurrency daira me darust shakayat to maujood hain magar regulatory authorities ka Bitcoin ko ek khudai le jate hue zyada markaz mein dekhna zyada tafseelat se mehroom aur karagar halat ko rukawat dene ki taraf le jata hai Info
member
Activity: 76
Merit: 13
★Bitvest.io★ Play Plinko or Invest!
April 26, 2024, 02:33:26 PM
Controversy, Biden Administration Proposes 44% Tax on Crypto Transactions



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Joe Biden ki hukoomat ne cryptocurrency transactions par 44% ka tax lagane ka ehkaam diya hai taake sarkari maaliyat ko barhawa diya ja sake. yeh kadam industry leaders lawmakers, aur crypto investors se tez mukhaalifat ka samna kar raha hai. Mutasir log ye kehte hain ke itne zyada taxes innovation, investment aur US crypto sector ki muqablayat ko nuqsan pohancha sakte hain. Shorishat mein ye bhi shamil hai ke crypto mining companies mukhtalif tax policies wale mumalik mein shift ho sakti hn jis se America ki crypto duniya mein leader position ko khatra ho sakta hai. Hukoomat ki koshishon ke bawajod baray crypto players is plan ka mukhalif hn jinhe innovation aur investment par is ka bure asar dikh raha hn Maujooda mubahisat ke doran ehkaam ke mustaqbil ka andaza mushkil hn jo innovation ko barhawa dene ke saath saath insaaf pasand aur waziha regulations ka shorakh karay. info
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
April 26, 2024, 01:37:12 PM
Kia ap jantein hain ye jo aik Whasapp k under upper run barangay sa circle agya hai us se kia hota hai toh apko batau k sab se phela apne ne us Meta AI ki chat khol leni hai phir us ke under ap jo bhi liko ge wo banade ga, yeh aik tarah se ChatGpt hi hai but is mai aur Chatgpt k under fark ye hai k Chatgpt photo include ni kr ta aur dusra fark ye hai k Chatgpt aur Whatsapp dono k naam ka difference hai bhkai same hai.

Agar apne khoi poem likha wani hai toh wo bhi ye likh de ga. Ap bat krtein hain phoito ki toh apko sab se phela ja kr ‘Imagine’ ka word likhna ha. For example, ‘Imagine a car without windows and doors.’ Ab sirf inta hi ni ap inko chala bhi skte ho is k nece likho bas Animate then ye photo chalna bhi start hojaye g aur aik cheeze yaad rkhna k ye biolkul bhi paid ni hai.



Assalam o Alaikum brother. Ji aapne bilkul sahi btaya hai sab kuch Meta AI k bare men, yeh Meta company jo k Facebook, WhatsApp, aur Instagram jaise social apps ka malik hai unka bnaya hua AI model hai jo k commands le k aapko sare kaam kr k de deta hai wo bhi free main. Lekin aek cheez main aapki correct karna chahonga, wo yeh k agr aapko Meta AI se koi image banwani ho toh aap "imagine" word k sath slash men lgate hain, is tarha kar k "/imagine" aaur tab jaa k yeh command qabile qabool hogi.

Baqi ismen aur ChatGPT men sabse bada farq filhal k liye yeh hai k yeh without any charges usable hai jab k ChatGPT ka full version yaani k GPT4 ko access krne k liye aapko subscription buy krni hoti hai. Umeed hai k yeh cheez future men bhi hogi, aesa na ho k aage jaa k is k liye b subscription ki zrort parhe kyunke aakhir kar yeh aek business ka hi hissa hai.
full member
Activity: 322
Merit: 178
April 26, 2024, 12:45:54 PM


Hmm apko kia lagta hai wifi ki speed kafi hogi jo ya log muft mai daina start krny lagy hain well agar ap goor karain to hum Jo Zong 4G use krty hain wo paid hota hai wo he sahee sy nai chlta to kia jo ya log start krny lagy hain us net ki speed ka andaza es baat sy he laga skty hain Baki bhai mai na he Enky khlaaf bol raha hoo or na he tareef kr rha hoon just netual reaction dy rha hoo As ya mulak hum sabka mulak hai Thats is why sab bhaiyoo ko had hai k apni rayee ka inzahar karain.

Or rhi baat Imran khan k bahir anay ki.... yaha kuch b hoo skta hai as ya Pakistan hai so ya enky liya koi bhara matter nai hai k ya log kuch time k liya social media ko control kr lain gy As we already know that k Twitter to Pakistan mai already blocked hai even k imran khan abji ander he hai haha well i hope k anay wala waqt hamry payary mulak k liya acha he sabit hoga (Ameen) InshaAllah! 
Pages:
Jump to: