Author

Topic: Pakistan - page 164. (Read 6975311 times)

sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 18, 2024, 04:57:18 AM
Kiya yeh zulm nhi ha k behisab bills or sara sara din/raat bijli gaib?? Garmi is shiddat ki par rahi ha or Ac main baithy hokumranu ko aam insan ka ahsas ha na khuda ka khof
Aam awam kiya kry? Us mulk ka kiya hoga jis main aam awam sy aitjaj ka haq b cheen liya jae?
Mulk ki bigrti halat ko daikh k shadeed tashveesh ha humari any wali naslu k pas yeh mulk hoga b k nahi.
Kaha jata ha k khuda b unki madad krta ha jo apni madad aap krn mgr maira sawal yeh ha k hum kr hi kiya skty hain??bills hum bhrty hain or light humary hokumraan+powerful bijli Chor log use krty hain.
Bhai ya mulak ab gareeb loog ka rahny ka qabil ni hai yha or sarf corrupt loog he rah skaty ha jasy ajjkal ki government ha or establishment hai jas ki wajjah sy mulak ka ya hallat hu gya hai ab amam awam ko rupees ma earning krti ha wo to apny bijli ka bill bi jama ni krwa skaty hai hallat inty kharab hu chuky hai 1 unit ki qameet 100 rs tak Jani wali hai or dollar 350 ko touch kry ga ab agy hallay or bi khrab hony waly koshish kry jitni jaldi hu skay is mulak sy nikal jaye ni to inka khlaif ik hu kar niklay jasy azad Kashmir ka loog nikly thy or inka 1 unit ki qameet 3 rs fox kr di ge hai iska inqlab he wahad hal hai
sr. member
Activity: 1288
Merit: 375
May 18, 2024, 04:55:54 AM
Kiya yeh zulm nhi ha k behisab bills or sara sara din/raat bijli gaib?? Garmi is shiddat ki par rahi ha or Ac main baithy hokumranu ko aam insan ka ahsas ha na khuda ka khof
Aam awam kiya kry? Us mulk ka kiya hoga jis main aam awam sy aitjaj ka haq b cheen liya jae?
Mulk ki bigrti halat ko daikh k shadeed tashveesh ha humari any wali naslu k pas yeh mulk hoga b k nahi.
Kaha jata ha k khuda b unki madad krta ha jo apni madad aap krn mgr maira sawal yeh ha k hum kr hi kiya skty hain??bills hum bhrty hain or light humary hokumraan+powerful bijli Chor log use krty hain.

Assaalam o alaikum.

Bilkul durust kaha hai. Is system ka kuch nai ho sakta, aur jo log is system k aage karhe hue unka bhi haal hum dekh rahe hain jo ab tak jailon men parhe hue hain. Agr aek mashoor, izzat dar, awaam ka chaheeta politician itne arse tak jail men reh sakta hai toh ham jaise aam logon ki kia auqat hai? Humen pakar k kahin phenk den toh pori zindgi kisi ko pata tak nai chalega aur hamari families rul jaengi.

Pichle kuch dinon se toh bijli ka aesa mazak chal rha hai k koi kia kahe. Har 5 mint bad bijli chali jati hai, kabi jaldi wapas ajati hai aur kabhi ghanton tak nai ati, ab is cheez ka inse puchne wala aur hisab lene wala kon hai? Koi inse puche k bill toh pore ate hain wo b tamam taxes k sath, aur jab bijli dene ki baari ati hai toh in k haath kaanpne lgte hain, aur jo complain darj krne wale phone numbers diye hote hain wo sare ya toh ghlt hain ya koi uthata nai hai.

Ab awaam is k liye kia kar skti hai? Awaam behtri aur bure hukmranon se chutkara paane k liye dua hi kr skti hai bas.
jr. member
Activity: 36
Merit: 3
May 18, 2024, 04:22:42 AM
Kiya yeh zulm nhi ha k behisab bills or sara sara din/raat bijli gaib?? Garmi is shiddat ki par rahi ha or Ac main baithy hokumranu ko aam insan ka ahsas ha na khuda ka khof
Aam awam kiya kry? Us mulk ka kiya hoga jis main aam awam sy aitjaj ka haq b cheen liya jae?
Mulk ki bigrti halat ko daikh k shadeed tashveesh ha humari any wali naslu k pas yeh mulk hoga b k nahi.
Kaha jata ha k khuda b unki madad krta ha jo apni madad aap krn mgr maira sawal yeh ha k hum kr hi kiya skty hain??bills hum bhrty hain or light humary hokumraan+powerful bijli Chor log use krty hain.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 18, 2024, 03:39:23 AM
Brother, Hum sub janty han k IMF ka main share holder USA or wohi esko control kerta ha or apni merzi k decisions kervata ha laikin yeh bat apko ajeeb nhi lugti k USA mein toh crypto ban nhi ha laikin uno ne regulate ki hoi ha or USA ki sub se bri exchange COIBASE k shares ki vehan ki stock market (NASDAQ) mein trading bi hoti ha. Mere khayal mein IMF hamein ban kerny ko nhi kahta blky eko regulate kerny ko kahta ha jis k liye Stock and Exchange Commission of Pakistan(SECP)  ko use ker k kanoon sazi ki ja sakti ha. SECP Pakistan ki stock markeet k operations ko bi monitor or control kerta ha.
Bikul Sayeds sab, Sir IMF ma Zadya hissa America ha wo ik documentary sun raha tha os ma batiya gya tha IMF ka ya saytem gareeb mulko ko qarzay dany ka nazam America ny apni power ko berqara or qarzay kany wali countires ko apny control ma rakhay ka lay bania tha or khaas maqad sarf apni mafadat ka thafaz hai is lay is sodi qarzay ka nikal ka qadad hal khud mukhtari hai jasy iran koi qarza ni laty or waha ka loog khushal hai or dosri bat IMF kasi country ka crypto ban karna ka nu kha sakat ha qkh crypto ik haqeqat hai han isko regulate krny ka kh sakta ha kasy or isko regulate krny ka lay parliament ka qunon sazi honi chaye hai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 18, 2024, 02:34:13 AM

Right bhai jab tak ham americo ka ghulam rahy gy to kabi bi mulak ma taraqi ni ay sakti hai yha america sy IMF ki zaroay sab mulko ko control krny ka lay ik jhal bania hova hai jab tak ham is jhal ma phannsy hovy hai kbi apny fasily apni marazi sy ni kar skaty ha or bad governance sab sy bra masla hai qkh jab tak bad governance hoti rahi ge establishment ki mudkhlat hoti rahi mulak ka hallat kharab hoty rahy ga inti currption itni bri najas ni hau jitni ya fouj ki madkhlat ha jas ki mulak ka bera gharak kr diya hai

Brother, Hum sub janty han k IMF ka main share holder USA or wohi esko control kerta ha or apni merzi k decisions kervata ha laikin yeh bat apko ajeeb nhi lugti k USA mein toh crypto ban nhi ha laikin uno ne regulate ki hoi ha or USA ki sub se bri crypto exchange COINBASE k shares ki vehan ki stock market (NASDAQ) mein trading bi hoti ha. Mere khayal mein IMF hamein ban kerny ko nhi kahta blky eko regulate kerny ko kahta ha jis k liye Stock and Exchange Commission of Pakistan(SECP)  ko use ker k kanoon sazi ki ja sakti ha. SECP Pakistan ki stock markeet k operations ko bi monitor or control kerta ha.
hero member
Activity: 1022
Merit: 806
I stand with Palestine.
May 18, 2024, 02:10:02 AM

Tu ab app ka account Unban kaisay hoga ? Yeh tu kafi dangerouos situation hy.
Agar app P2P mein old merchants c trade kerain aur new P2P merchants ko avoid kerian tu kia possibilities hein ?
Umer bhai my ap ko full story btata hun. Acha huwa yun ky my ny Rs.10k taa P2P kiya. To uss shaks ny mujy apny Easypaisa sy amount transfer ki. Or my ny bzarya ATM out bhi kar li thi. Lekn 2 din bad ek dost kaa account nai hai bank kaa us my kaha 2500 jazz cash karta hun ap ko to ap mjy ATM sy niklwa den. To uss ny jo mujy pesy bhejy wo out nai huwy kiu ky mera account ban ho chuka tha.

Acha uss sy pehly bhi my P2P kiya tha lekn us amount kaa koi issue nai tha. Ab my btata hun asal my huwa kaya. Wo jis ny mujy amount send ki uss kaa account yani Easypaisa account block huwa jab uss kaa block huwa sath my mera bhi ho gaya. Ap ye amount jahan sy bhi chali hy yani jahan sy suspicious tsawur ki gai hai wahan sy ly kar muj tak sary accounts ban ho chuky hen. Muj sy aagy kissi kaa ban nai huwa hoga kiu ky my ATM sy out kar li thi amount. Yani state bank ki taraf sy saary account jo jo iss my shamil hen sab ban ho gaye.

Ab mera uss bhai sy rabta huwa jis sy my ny P2P kiya tha binance par hi rabta huwa us ny whatsapp diya. Phr uss ny ID ki copy bhi di or written transit bhi diya. Or wohi my ny bank my diya or yehi likha ky meri welding ki shop hai jo ky mery bhai ki hai. To ye jis ny mujy pesy bhejy hen iss ny mujy mery kiye gaye kam ky iwaz pesy bhejen hen. Yani yahan my clear ho gaya hun.

Ab issue ye araha hai jab tak pichy jahan sy masla chala hai wahan sy investigate hota muj tak pohnchy gaa or mera bank mery liye muqadma larry gaa to mera account open hoga. Abhi tak to 1.5 mah ho gaya hai abhi tak muamla hall nai huwa hai. Ab dekhen kab tak hota hai. Yaa hota bhi hai ky nai.

Quote
Aur app ny USDT buy kiey thay ya sell ?
Bhai my ny USDT sell kiye thy.


Quote
Muslan Dubai mein hum apny kisi relative to usdt send kerian, aur woh wahan c USDT ko PKR mein convert keray ga lekin hume kaisay transfer kerray ga woh money in Pakistan ?
Ji ji ap ussy USDT my ussy us ky binance yaa kissi or exchange yaa trust wallet yaa kahin or jo source USDT support karta hai wahan ussy send karen or wo ap ko exchange kar ky withdraw kar ky ap ko amount bhej dy ga. Or rahi bat wo ap ko kesy send kary gaa to wo kaya apny ghar pesy nai bhejta hoga? Yani directly dirham Pakistan bhejy jaaty hen. Us my bhi fee kat'ti hai. Bss wo apni fee rakhy gaa or ap ko amount send kar dy ga.

Quote
Ya phir P2P c bitcoin /USDT ko skrill mein mangwaein aur skrill c Paksitan bank account mein trasnfer kr lein ?
Han ye bhi ek acha tariqa hai ky ap skrill my P2P sy skrill my out kar len lekn wahan fee Thori zyada katt jati hai.
Behar haal my abhi tak apna Easypaisa use kar raha hun or filhaal koi issue nai hai. Bss my amount ab apny account my nai rakhta ussi waqt out karta hun. Taa ky meri amount naa phass jaye.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 18, 2024, 01:08:18 AM
Zahir C baat Hy ye sab ho hi IMF Ki waja sy raha hy. Yani in back yehi to hen. Ham ny is qarza Liya Hy yani inhon ny hamen khareed Liya hy. Har muamly my yee taang array array hen. Khany penny Ki ashya sy LY kar EK government employee Ki salary tak my Kitna tax lgana Hy yehi to tek karty hen. Or ab ye Cryptocurrency users KY khilaf ye Amal na qabile bardasht hy. Yani itna Ghulam ho Gaya Pakistan KY ye apny fesly BHi theak sy nai kar sakta or beruni taqten hi iss my involve Hoti hen. Or un KY get hmara chalna band ho Jaye Ga or ESA hmary hukmran sochty hen. Lekn wo ye bhuly huwe hen KY haqiqi Malik Allah hi Hy or Rizwan Dena BHI ussi KY hath my hy.

Or Market Ki bat Karen to ye week to ye week to acha Gaya hy or next ab jab UK USA Ki markets open hon gi to hi Bitcoin Ki move kaa pata lagy Ga. Fill haal market positive hi Hai. Smiley
Right bhai jab tak ham americo ka ghulam rahy gy to kabi bi mulak ma taraqi ni ay sakti hai yha america sy IMF ki zaroay sab mulko ko control krny ka lay ik jhal bania hova hai jab tak ham is jhal ma phannsy hovy hai kbi apny fasily apni marazi sy ni kar skaty ha or bad governance sab sy bra masla hai qkh jab tak bad governance hoti rahi ge establishment ki mudkhlat hoti rahi mulak ka hallat kharab hoty rahy ga inti currption itni bri najas ni hau jitni ya fouj ki madkhlat ha jas ki mulak ka bera gharak kr diya hai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 17, 2024, 09:18:10 PM
Gold ETF vs Bitcoin ETF

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kaya haal hen dosto?
Acha internet scrolling karty huwe EK interesting picture hath lagi. Jiss sy hamen EK bohat hi achi malumat BHI milti Hy or ye BHI pata chalta hy KY Bitcoin jitni ehmiyat ka haamil hy. Or is waqt barri firms is ko bohat zyada grab Karny Ki Koshish my hen. Han is kaa muqsan zyada hen KY faida Abhi iss Bary my to kuch nai Kaha jaa sakta. Fill haal ESA Hona Abhi tak nuqsan kaa basis hi hy.
Jo picture internet sy Mili wo ye hy.


Acha dekh sakty hen Gold Jo KY EK bohat purani market Hy or barri firms is my kafi involve BHI hen or log aksar Bitcoin kaa muqabla Gold sy karty hen or mujy lagta Hy KY Gold kaa muqabla Bitcoin sy karwana bewqufi C hy. Bitcoin APNA EK muqami rakhta Hy jab Gold APNA. Or Dekha Jaye to gold sy zyada qeemti is waqt Bitcoin hy. Acha ye to ho Gaya Bitcoin ba muqabla Gold.

Lekn ab Yahan Dekha Jaye to Bitcoin ny EK or Cheez my Gold ko maat di hy. Or wo ye hy KY Jo recently Bitcoin Ky ETFs Approve huwe or Jo Gold KY ETFs Approve huwe un Dono ka first Q1 ka analysis dekhen to Bitcoin ny bohat acha jump Liya huwa hy. Yani ham chart my dekh sakty hen jab Gold ka ETF kaa approval huwa to only 95 firms hi is my in hui lekn jab ham Bitcoin ka ETF approve hota Hy to 937 firms is my involve Hoti hen. Yani Gold KY ETF KY muqably 10x. Yani ye EK shocking C Cheez hy. Or waqy hi Bitcoin ny apni 14 15 saal Ki life my bohat hi zyada maqbulyat hasil Ki Hy.  Smiley

Walaikum salam brother, ap ne Bitcoin or Gold k ETFs ka bht acha comparative analysis share kia ha, shukria. Ab toh yeh bat bht obvious hotin ja rehi ha k small, medium or big investors sub ki hee dilchispi Bitcoin mein bht zayadeh or Gold jasi traditional asset bi uska mukabla nhi ker pa rehi, kal friday ko bi Bitcoin mein takreebun 250 Million dollars ka inflow hoa ha.

Bitcoin market ki update yeh ha k es waqt Bitcoin $67,000 k kareeb trade ho reha ha, price mazeed br sakty ha ku k market mein liquidity mein behtri aai ha. Ek prominent trader Titan of crypto ka kahna ha k BTC ki price yehan se 60% tak br sakti ha. Dekhty han aany waly dino mein kia kia new records bnati ha. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-golden-cross-last-sparked-170-btc-price-gains
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
May 17, 2024, 08:33:06 PM
Thanks brother for sharing this important news item. Mere khyal mein yeh sub kuch IMF k pressure ki waja se ho ga. Sub se pehle toh Pakistan ko ek regulatory authority establish kerna pry gi jo cryptocurrencies ki trading or es se related dosry mamlat k liye kanoon sazi kere gi or shayd usy parliament se manzroori bi kervana pry gi. India ki trh Pakistan mein bi crypto currencies ki trading pe tax bi implement ho sakta ha. Dekhty han government es silsaly mein kia kanoon sazi kerti ha. DYOR
Bilkul Sahi Kaha sir. Or Zahir C baat Hy ye sab ho hi IMF Ki waja sy raha hy. Yani in back yehi to hen. Ham ny is qarza Liya Hy yani inhon ny hamen khareed Liya hy. Har muamly my yee taang array array hen. Khany penny Ki ashya sy LY kar EK government employee Ki salary tak my Kitna tax lgana Hy yehi to tek karty hen. Or ab ye Cryptocurrency users KY khilaf ye Amal na qabile bardasht hy. Yani itna Ghulam ho Gaya Pakistan KY ye apny fesly BHi theak sy nai kar sakta or beruni taqten hi iss my involve Hoti hen. Or un KY get hmara chalna band ho Jaye Ga or ESA hmary hukmran sochty hen. Lekn wo ye bhuly huwe hen KY haqiqi Malik Allah hi Hy or Rizwan Dena BHI ussi KY hath my hy.

Or Market Ki bat Karen to ye week to ye week to acha Gaya hy or next ab jab UK USA Ki markets open hon gi to hi Bitcoin Ki move kaa pata lagy Ga. Fill haal market positive hi Hai. Smiley
sr. member
Activity: 1008
Merit: 407
May 17, 2024, 01:39:40 PM
Pakistan govt Stricter punishment for Crypto trader or use Huh


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal ha mry dosto

WaalaikumSalam brother, shukr ha Mai teek taak hu umeed ha ap bhi achy hongy.
Waisy yeh ache baat Nahi haa government seedha seedha Bata q Nahi daite ky hum toh apky halaat behtr kar hi Nahi sakty but apko bhi apny halaat badalny Nahi dyngy. Jaisa apko maloom ha country ky halaat kaisy Chal rahy haa ghurbat NY SABka bura haal Kiya Howa ha bohout mushkil Sy log apny zaroorat poore kar rahy ha toh agr apny inn difficult halaat ko koi apny liya behtr karny Ki koshih kary raha haa toh uska rawasta q rook rahy haa apky paas khud ky government job ha Nahi agr ik seat ayai toh laakho log ajaty haa aur waha bhi jiska paisa aur safarish zyada ho woh select hota toh isliya toh log phir kudkushi kar laity haa apny halaat Sy tang aakr Sy government ko yeh step wapis laina chahiya q ky iss Sy kafi logo Ki rozi roto Chal rahe ha aur isko stop Kiya toh ap unki rozi tang kar rahy haa Jo sirf apky liya faida na Balky sarasarr nuksaan ha
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
May 17, 2024, 09:45:31 AM
Sir door naa jaen. Mera apna account block huwa hai. Faysal bank my mera account tha jo ky P2P karny ki waja sy block huwa hai.
Or ab my gladiatorcomeback bhai ky mashwart ky mutabiq secondary account use karta hun yani easypaisa jazzcash wgera.
Han phr bhi ek or ehtyat my btata chalun agar ap ny koi bhi amount P2P karni hai us ko within 1 hour withdraw karen apny account sy. Agar wo ap out nai karen gy to agar ap kaa account block hota hai to ap ki amount phass jaye gi. So be careful phr baad my preshani hoti hai. Meri bhi amount phassi hui hai. Allah ka shukar hai igni zyada nai thi amount. So sab sab ky iss sy bachen.

Tu ab app ka account Unban kaisay hoga ? Yeh tu kafi dangerouos situation hy.
Agar app P2P mein old merchants c trade kerain aur new P2P merchants ko avoid kerian tu kia possibilities hein ?

Aur app ny USDT buy kiey thay ya sell ?


Or iss sy bhi behtreen tariqa ye hai jis country my ap crypto regulation hai or wahan tax kam hai or ap kaa koi esa relative wahan par hai jiss par ap aitbar kar sakty hen to ap ko uss sy rabta karna chahye or wo ap ko withdraw kar ky ap ky account my send kar dy ga. Phr koi issue nai hota.

Muslan Dubai mein hum apny kisi relative to usdt send kerian, aur woh wahan c USDT ko PKR mein convert keray ga lekin hume kaisay transfer kerray ga woh money in Pakistan ?

Ya phr humein hum khud dubai jein aur wahan c exchnage kr lein. Ya phir P2P c bitcoin /USDT ko skrill mein mangwaein aur skrill c Paksitan bank account mein trasnfer kr lein ?
sr. member
Activity: 504
Merit: 377
Trade Big, Win Bigger!
May 17, 2024, 08:51:03 AM
XLink's Comeback $10M Hack Recovery and Resilience in Crypto Security


السلام علیکم
XLink ek Bitcoin blockchain bridge aik $10 million hack ke baad dobara operations shuru kar raha ha. Ye hack 15 May ko hua tha. Is breach mein compromised private keys ka uses hua jisse attacker ne Ethereum aur BNB Smart Chain BSC endpoints ko control kar liya aur $4.3 million chura liya. Khush kismati se ek white hat hacker ne BSC par chori hui raseed wapas kar di. Jabke $5 million zyada tar LunarCrush token Ethereum par ab bhi locked ha in funds ko secure karne ki koshishain jaari ha aur zyadatar paisa wapas mil gaya ya secure ho gaya hy source


Hack ke jawab m XLink ne operations temporarily rok diye aur thorough investigation ki security partners jaise Ancilia aur Binance team ke saath mil kar. XLink ne users ko kaha ke woh compromised contracts par approved spending limits ko revoke karein taake mazeed risk se bach sakein.
Xlink Team ne detailed instructions di hain taake users ke wallets secure ho jaayein pehle ke bridge dobara khul jaye. Isi tarah ka aik aur exploit pump.fun ko bhi hit kiya jo ek Solana memecoin tool ha jahan aik former employee ne approximately $2 million chura liye bonding curve attack ke zariye magar affected users ko unki liquidity wapas mil jaayegi.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 17, 2024, 06:59:53 AM

Ye Bhai meny video ka link post kar diya hai bilkul same to same ye cheeze Hogi aur ap dekh sakty hain Kitna comfortable aur easy hai kis kisam ke koi diqat nhi Hogi game lagnie me ap ye video dekh lien aur ap ko idea hojy ga k ye Kitna ka Hoga itna costly b nhi hai aur na itna sasta ye video dekhien aur agar Sahi lagy to mujy bataye ga me ap ko aik aur idea don ga .

https://youtu.be/MbxlxORnBu4?si=hu-e0m4UZYiXp--T
Thanks bhai ya waqia he Bri helpful video the all games is ma bati ge ge but problems ya ha mojy ni lagta ya Pakistan ma mily ge qkh ha mojy imported machine lag rahi hai or dakhny ko kafi heavy or price bi zadya lag rahu ga baqi ma search keta hu isy OLX pr agr koi used ma mil jaye to bhter hu jaye ga baqi ap ik dsory idea ki bat kar rahy thy wo bi sahre kar dy Bhai takh idea hu skaty kn option easy rahy ga mary liay qkh budget inta zadya ni ha mra baqi Shukria ap ka bhai jas trah guide kar rahy hai
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
May 17, 2024, 06:44:17 AM
Sir door naa jaen. Mera apna account block huwa hai. Faysal bank my mera account tha jo ky P2P karny ki waja sy block huwa hai.
Or ab my gladiatorcomeback bhai ky mashwart ky mutabiq secondary account use karta hun yani easypaisa jazzcash wgera.
Han phr bhi ek or ehtyat my btata chalun agar ap ny koi bhi amount P2P karni hai us ko within 1 hour withdraw karen apny account sy. Agar wo ap out nai karen gy to agar ap kaa account block hota hai to ap ki amount phass jaye gi. So be careful phr baad my preshani hoti hai. Meri bhi amount phassi hui hai. Allah ka shukar hai igni zyada nai thi amount. So sab sab ky iss sy bachen.

Or iss sy bhi behtreen tariqa ye hai jis country my ap crypto regulation hai or wahan tax kam hai or ap kaa koi esa relative wahan par hai jiss par ap aitbar kar sakty hen to ap ko uss sy rabta karna chahye or wo ap ko withdraw kar ky ap ky account my send kar dy ga. Phr koi issue nai hota.
Same issues ho bahi mere Sath b aur meny to seraf aik p2p keya tha bank me aik transaction par issue ban gaya par mera ATM chal raha hai par kis b other wallet sy amount send nhi Hoti chahy wo jazzcash aur easypaisa ho yan other kis b bank k app sy karien send nhi Hoti error a jata hai aur bank walon ko complain b ke hai us ne kaha ap k account me black money aye hai is ke report ke gi hai aur is bat ko ab 2 mounth honie ko jarahien hai complain diye ko b koi respon nhi jab Jo agay same word sonie ko Milty hain black money .


Koi bat ni bhai biht Shukria apka inti details sy guide kiya apny mojy ma gaym ka ardia bania tha but ab garmy he boht zadya ay ge hai khair dakhty ha garmi ma bi loog gym kary hai baqi bhai jo bech ki ap bat kar rahu thy kah mukti function ap sari games laga skaty ha ma YouTube sy video dakhi the wo to kafi costly lag rahy thy mojy shyed wo branded thy is lay but dakhny ko pyary lag rahy tgy agr yahi bench apki btai hovu range ma mil jaye to kia he bat ha ap koi pics send kar skty jas m fark wazua hy knsa best hai
Ye Bhai meny video ka link post kar diya hai bilkul same to same ye cheeze Hogi aur ap dekh sakty hain Kitna comfortable aur easy hai kis kisam ke koi diqat nhi Hogi game lagnie me ap ye video dekh lien aur ap ko idea hojy ga k ye Kitna ka Hoga itna costly b nhi hai aur na itna sasta ye video dekhien aur agar Sahi lagy to mujy bataye ga me ap ko aik aur idea don ga .

https://youtu.be/MbxlxORnBu4?si=hu-e0m4UZYiXp--T
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
May 17, 2024, 03:09:58 AM
Sir door naa jaen. Mera apna account block huwa hai. Faysal bank my mera account tha jo ky P2P karny ki waja sy block huwa hai.
Or ab my gladiatorcomeback bhai ky mashwart ky mutabiq secondary account use karta hun yani easypaisa jazzcash wgera.
Han phr bhi ek or ehtyat my btata chalun agar ap ny koi bhi amount P2P karni hai us ko within 1 hour withdraw karen apny account sy. Agar wo ap out nai karen gy to agar ap kaa account block hota hai to ap ki amount phass jaye gi. So be careful phr baad my preshani hoti hai. Meri bhi amount phassi hui hai. Allah ka shukar hai igni zyada nai thi amount. So sab sab ky iss sy bachen.

Or iss sy bhi behtreen tariqa ye hai jis country my ap crypto regulation hai or wahan tax kam hai or ap kaa koi esa relative wahan par hai jiss par ap aitbar kar sakty hen to ap ko uss sy rabta karna chahye or wo ap ko withdraw kar ky ap ky account my send kar dy ga. Phr koi issue nai hota.
Thanks bhai both achai advised di apny hai ma bi apna secondy account create krta hu phly ma bank ka through he p2p kar raha tha but account ko block to ni krna chaye qkh ham knsa dollars ki buying or salling kar rahy ha bs ik choti c amount ko sell katy ha asy krny pr account block krna bank ka boht nainsafi hai user ka sath.
bhai kia ham 2 bank account open krwa skaty hai jani ik account agr ham p2p ka lay use karty to iska fund forn withdrawl krwa ka dsory bank account ma send kr skty takh agr koi issue bi hu to payment save rahy asa krna theak rahy ga bhai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 16, 2024, 11:51:03 PM

Or iss sy bhi behtreen tariqa ye hai jis country my ap crypto regulation hai or wahan tax kam hai or ap kaa koi esa relative wahan par hai jiss par ap aitbar kar sakty hen to ap ko uss sy rabta karna chahye or wo ap ko withdraw kar ky ap ky account my send kar dy ga. Phr koi issue nai hota.

G brother, apki yeh tajweez behtreen ha or hum subko jina koi relative ha to unky through hee cash out kerna hee safe tareeka ha. Baki, pori duniya mein crypto ko regulate kia ja reha ha, USA mein bi ho chuki ha or Bitcoin k ETFs approve ho gai han or hamary neighboring country India mein bi exchanges operate ho rehi han mgr vehan pe taxation bht high ha mere khyal mein Pakistan mein bi eventually India ka model hee follow kia jai ga.

https://triple-a.io/cryptocurrency-ownership-data/#:~:text=Global%20cryptocurrency%20adoption&text=As%20of%202023%2C%20we%20estimated,420%20million%20cryptocurrencies%20users%20worldwide.
hero member
Activity: 1022
Merit: 806
I stand with Palestine.
May 16, 2024, 10:58:51 PM

Umer bhai, hum yeh toh ker sakty han k Binance ya phir kisi or exchange k through P2P ko use kerny se avoid keren ku k usy use kerny pe bht sary logon k account block ho rehe han. Baki dekhty han k es silslay mein kia legislations propose hoti ha or parliament mein es pe kia debate hoti ha.
Sir door naa jaen. Mera apna account block huwa hai. Faysal bank my mera account tha jo ky P2P karny ki waja sy block huwa hai.
Or ab my gladiatorcomeback bhai ky mashwart ky mutabiq secondary account use karta hun yani easypaisa jazzcash wgera.
Han phr bhi ek or ehtyat my btata chalun agar ap ny koi bhi amount P2P karni hai us ko within 1 hour withdraw karen apny account sy. Agar wo ap out nai karen gy to agar ap kaa account block hota hai to ap ki amount phass jaye gi. So be careful phr baad my preshani hoti hai. Meri bhi amount phassi hui hai. Allah ka shukar hai igni zyada nai thi amount. So sab sab ky iss sy bachen.

Or iss sy bhi behtreen tariqa ye hai jis country my ap crypto regulation hai or wahan tax kam hai or ap kaa koi esa relative wahan par hai jiss par ap aitbar kar sakty hen to ap ko uss sy rabta karna chahye or wo ap ko withdraw kar ky ap ky account my send kar dy ga. Phr koi issue nai hota.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 16, 2024, 09:45:45 PM

Tu ab kia kerian ? Crypto trader = Crypto investors = Bitcointalk posters, sab aisi ka part hein  Roll Eyes
If this proposal becomes a law, then if you are involved in crypto, then you can go to jail and it is very easy to track who is accessing crypto sites and wallets.


Umer bhai, hum yeh toh ker sakty han k Binance ya phir kisi or exchange k through P2P ko use kerny se avoid keren ku k usy use kerny pe bht sary logon k account block ho rehe han. Baki dekhty han k es silslay mein kia legislations propose hoti ha or parliament mein es pe kia debate hoti ha.

Bitcoin market update yeh k kal USA market open hony k baad Bitcoin ki price mein $1000 se zayadeh kami hoi lakin bht sary analysts ki opinion ha k recently Bitcoin ne $56,000 pe bottom out ho chuka ha or ab danger zone se baher ha or aany waly dino mein hum esko ek naya ATH bnaty hoi dekhin gay, Insha Allah. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-56k-bottom-price-chart-btc-breakout
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
May 16, 2024, 07:46:15 PM
Gold ETF vs Bitcoin ETF

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kaya haal hen dosto?
Acha internet scrolling karty huwe EK interesting picture hath lagi. Jiss sy hamen EK bohat hi achi malumat BHI milti Hy or ye BHI pata chalta hy KY Bitcoin jitni ehmiyat ka haamil hy. Or is waqt barri firms is ko bohat zyada grab Karny Ki Koshish my hen. Han is kaa muqsan zyada hen KY faida Abhi iss Bary my to kuch nai Kaha jaa sakta. Fill haal ESA Hona Abhi tak nuqsan kaa basis hi hy.
Jo picture internet sy Mili wo ye hy.


Source: Twitter


Acha dekh sakty hen Gold Jo KY EK bohat purani market Hy or barri firms is my kafi involve BHI hen or log aksar Bitcoin kaa muqabla Gold sy karty hen or mujy lagta Hy KY Gold kaa muqabla Bitcoin sy karwana bewqufi C hy. Bitcoin APNA EK muqami rakhta Hy jab Gold APNA. Or Dekha Jaye to gold sy zyada qeemti is waqt Bitcoin hy. Acha ye to ho Gaya Bitcoin ba muqabla Gold.

Lekn ab Yahan Dekha Jaye to Bitcoin ny EK or Cheez my Gold ko maat di hy. Or wo ye hy KY Jo recently Bitcoin Ky ETFs Approve huwe or Jo Gold KY ETFs Approve huwe un Dono ka first Q1 ka analysis dekhen to Bitcoin ny bohat acha jump Liya huwa hy. Yani ham chart my dekh sakty hen jab Gold ka ETF kaa approval huwa to only 95 firms hi is my in hui lekn jab ham Bitcoin ka ETF approve hota Hy to 937 firms is my involve Hoti hen. Yani Gold KY ETF KY muqably 10x. Yani ye EK shocking C Cheez hy. Or waqy hi Bitcoin ny apni 14 15 saal Ki life my bohat hi zyada maqbulyat hasil Ki Hy.  Smiley
hero member
Activity: 1484
Merit: 699
May 16, 2024, 03:09:15 PM
Graphical Activity And Achievment Of Our Local Board Members  

Assalamualaikum
WA Allaikum Salam MashALLAH MashALLAH ALLAH buree Nazar Sy bachai bohout khoobsoratee Sy banwaya haa aur bohout achi knwoledge paishh Ki haa Mai ny poore par li haa aur thank for compliment. Baki ap Maire Rai par poore tarah Amal kar rahy haa Jo ky Mairy liya kafi kushi Ki baat haa bohout saary legends ky achievement aur graphs daikhny ko mil Gai aur apun top 5 local contributer Mai at least haa Jo ky kafi proud Ki baat haa. Baki jistarah Mai NY apko suggestion de te ky rank ko alag alag Karky category vice banwa dy yeh upcoming stats toh bohout umda dikyngy

Walikm slam bhai ya to boht achai activity report bani apny waqia he boht achi lagi but buri bi lagi moj Jesa most active senior member ko list ma add he ni kiya haha just kidding bhai no issue ham asy he theak hai ya report achi ha Shahzadafzal Sab MashAllah most merit wala community ki leader hai ya community inki wajjah sy he chal rahi or jas trah sir koshsih krty ha sab ko united krny ki great hai Allah pak humri community ki roniq ko humeaha khush rakhy or zindgai ma har madan ma kamyab kary Ameen
Brother ap tension q ky rahy haa yeh Mai NY Junaid bro ko suggestion de te ky pahly hero aur legendary ko Mila ky ik post banwa ly phir Sr Member aur full member ko Mila ky aur phir neechy wali awaam Ki toh InshALLAH Dil taam ky baity thoory hi Dino Mai apko apka amaal nama mil jai ga😁. Aur apko special Sy mentioned Kiya jai Maire junaidazizi Sy request ho ge as ap ny itny pyar Sy shikwa Kiya.
Jump to: