Are Bhai clear mujy Karna Hy ap ny. Or ap iss swal KY pichy mery swal ka jwab nai dy rahy hen.?
Kaya ap ye nai kehty KY ye dawat Hy.? Yani ham ny Jo signature wear Kiya hy ye dawat Hy Jo ham kar rahy hen.
Or ye dawat Hy to ham barri ho jaty hen Agar ham sadqa dy dety hen to. Or ye Mery AQA O MOLA صل اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وسلم ka Irshad E Mubaraka hy.
Post lambi Thi to ap ny apny MATLAB kaa hissa Nikal Liya or muj par charhai kar di.
Ab bss ap mujy Yahan radd Karen KY ap Yahan iss tarah Galat hen. PHR next bat Hogi. Koi lambi post nai hy. Bss mujy is kaa jwab den.
Bhai Allah ka khauf kare, Quran ki ayat aur ahadees Nabwi ﷺ ka baghair ilm k es tarah mafhoom nahe lethe. Ye hadees tho Bukhari Shareef ma maujud ha. Ap se pehle b kaha tha k kuch research kar lia kare. Jo hadees Ullama Juwe ki hurmat ma bayan karte ha us se Allah maf kare ap juwe ki advertising ko halal k leye daleel bna rahe ho. Ab eska sahee mafhoom smjo ya khud internet par search karo, apne elaqe k ullama se eska mafhoom pooche.
Hadee ye hai.
حديث عن أبي هريرة رضي الله عنه عن النبي صلى الله عليه وسلم قال: ( من حلف فقال في حلفه: باللات والعزى، فليقل: لا إله إلا الله، ومن قال لصاحبه: تعال أقامرك فليتصدق
source Jis ne qasam khai laat aur uzza(2 but k naam) ki pas wo kalma pare aur jis ne kaha apne dost se k aao juwa khele tho usko sadqa karna chaiye.
ed hadees ma 2 ghalat bathe kehne walo ki muzammat byan huwe ha. Laat aur uzza ki qasam khana Shirk ha tho usko foran kalma parna chahea es liye k yahee kalma es shirk ka zid ha. dosre taraf aao juwa khele ye lafz kehna haram ha tho usko chaheye k jetne bath par bet huwe ha utni muqdar ya jitney b ho us dost ko sadqe de aur wo b foran. yaha hadees k thashreeh ullama kar rahe k ye lafz kehna haram ha aur ap k nazdeek ye advertising k jaez ke daleel ha. ap eske mukammal thashreeh Yaha read kare.
https://www.alathar.net/home/esound/index.php?op=codevi&coid=214916( ومن قال تعال أقامرك فليتصدق ) : هذا أيضا من دواء الشيء بضده ، المقامرة : المغالبة على عوض التي يسمونها الناس الرهن ، أراهنك أن هذا كذا وكذا ، ويتراهنون على ذبح شاة أو على دراهم أو ما أشبه ذلك ، الذي يقول هذا فقد قال قولا حراما ، فعليه أن يتوب ، ومن توبته أن يتصدق بدل ما يتوقعوا أن يأخذه بهذه المقامرة
Full saf saf keh rahe k haram ha aur tauba karna chahea aur tuba ye k jus cheez ki wo tawaqo kar raha tha k muje juwe ma ye melega us cheez ko sadqa kare k huwe ka khial he na ae.
ye neeche sirf samjane k leye
es tarah Quran ko read karo tho aese haram kaam ha k us par sadqa ka hukam farmaya. haj ma wahib chorne par dam, zihar karne par Ghulam, roze ya meskeeno ko khana khelana, qasam torne par khana khelana aur ye saare kam haram ha.