Author

Topic: Pakistan - page 309. (Read 6469362 times)

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 28, 2023, 07:26:55 AM
Or ap ko to sab ny mil kar Financial Advisor kaa khitab bhi diya tha.


Thanks brother for the nice compliments. Yeh ap logo ka piar tha jo mujhy Financial Advisor ka khitab dia tha. Mera aisa koi khas finance ka background nhi lakin meri Saudi Arabia mein job k douran mein ne finance k bary mein bht seminars attend kia thay or mujhy Fianance for Non-financial Managers ka certificate bi mila tha. Esi liay mujhy Asset/laibalities, Blalnce sheet , cash flow charts and Profit and Loss reports bnany ka thora bht experince ha. Esi liay stocks or crypto ko thora bht analysis ker leta houn. Baki khair LEARING IS A LIFE LONG JOURNEY insan sari zindigi seekhta rehta ha or phir bi mesoos hota ha WHAT WE DON'T KNOW IS MUCH MORE THAN WHAT WE KNOW.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
November 28, 2023, 06:49:01 AM
Cricket Update:

Shakib Al Hasan dunya ke mashoor aur bhatareen cricketers mai inka naam ata hai. Or ye aik all rounder hain. Maza ki baat ye hai k ab Shakib ne politics join kr ly hhai aur maybe hum inko Bangladesh ke 2024 ke election mai dekha. Asal mai Bangladesh ki mojoca hakumat ne Shakib ko election mai kharay onne ki offer di hai.

Shakib ki achi hasi Bangladesh mai fan following hai toh inke election jeetna ke chances bohat zada hain. Lakin mai aik aur batana chata hu k khafi time phela Nwaz Sharif ne hi Imran Khan ko politics mai anay ka kha tha aur Imran Khan ne ake Nawaz Sharif ke sare raaz khol deya toh maybe yehi situation ab Bangladesh mai hogi.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
November 28, 2023, 04:24:41 AM
G brother, zarur koshish keren k ap November-23 k month mein most active member hon. Mein Insha Allah koshish keroun ga k her month most active member ko kuch na kuch reward doun. Year 2020 se 2022 tak Umber bhai or mein hee akser most active members hoty thay or us k baad kuch perosnnel masrofiat ki waja se 2023 mein itna active nhi reha ab Insha Allah dobra es thread pe kuch na kuch contribte kerta rehoun ga. Pakistani community ne hamein bht kuch dia ha hamein bi es k liye kuch na kuch kerna chaye.
Ayee hayee @Sayeds56 wo bhi kaya din thy. 2020 sy 2021 or 2022 half tak ka to mujy nai pata han. Uss sy onward mujy yad hai ap hi active thy or saal 2022 my winner bhi shayad ap hi thy kuch mera naam bhi top posters my aya tha ab 2023 ka nai pata ky kaya hoga. Or kon top posters my aye ga.
Lekn samaj ye nai achanak sy ap kahan ghaib ho gaye thy or ham ny ap ko bohat miss bhi kiya tha. Ap ki guidelines or ap ka analysis bhi bohat miss kiya tha par hamen theak sy guide karny wala nai tha.

Or ap ko to sab ny mil kar Financial Advisor kaa khitab bhi diya tha.




Sb bhaio sy request ha Column mein jo Israeli products ki list hai woh asal mein un mulkon ki products ki list hai jo Israel ko support kar rahay hain. Is liye inko boycott karen. Our 2nd column mein jo Pakistani products hain unko istemal karen or isko he promote kart

Han yahan kuch asani ho gai hai. Sath my Pakistani brands ko bui likh diya gaya hai ye kuch asani ho jaye gi. Mukamal Boycott kiya jaye in ki products ka.
@Musapk bhai ap ko appreciate bhi karta hun ky ap ny kar ky dikhaya bhi ky ham ny mukamal tor par boycott kar diya hai.
Wo aaj kal ek bohat Mashoor Waqya bhi Ulama bayan kar rahy hen ky Kesy Huzur Alehe Salatu Wasslam ny Yahudyon ky Baghat ko katwa kar un ki Maeeshat ko Tabah kiya tha.
Koi behtar tariqy sy mukamat Waqya bayan kar dy to sab ka bhala ho jaye ga.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
November 28, 2023, 04:14:34 AM
Are wah sir ye hui naa bat. Chalen PHR انشاء اللہ Puri Koshish Hogi KY first par Aya Jaye taa KY ye reward KY Liya Jaye bass Koshish Karen gy baqi PHR koi or huwa muj sy upar to us Ki kherr nai. Hahah!
Chalen g Khushi Hogi Jo BHI aye Ga. My Aya to double Khushi Hogi EK reward Ki dusra top par aany Ki.


G brother, zarur koshish keren k ap November-23 k month mein most active member hon. Mein Insha Allah koshish keroun ga k her month most active member ko kuch na kuch reward doun. Year 2020 se 2022 tak Umber bhai or mein hee akser most active members hoty thay or us k baad kuch perosnnel masrofiat ki waja se 2023 mein itna active nhi reha ab Insha Allah dobra es thread pe kuch na kuch contribte kerta rehoun ga. Pakistani community ne hamein bht kuch dia ha hamein bi es k liye kuch na kuch kerna chaye.

G Sayed bhai ap aur Umer bhai tho en 2 saalo ma soraj ki tarah chamakte the aur ap he ke mehnat ka nateeja ha k ab community etne grow huwe aur hame ache ache piare piare nanne munne members mele. Halat ek jaise nahe rehte. Insan k sath hazar ha majboori hothe ha ese liye tho shair ne kaha ha k "" Aur b earning way (Ye learning way) ha zamane ma Bitcointalk k sewa"". Es year ma Shukar ha k ma b active raha hoo ab pata nahe k number of post k lehaz se konse number par hoo magar mere sath jo new the un ma Faisal aur Unknown op bhai mere  sath the baqi jo the wo ghaltio ya kuch masroofiat ki waja se active na reh sake



Apki advice se mein mukammal itefak kerta houn k Solana mein DCA stretegy ko implement kr k accumulate kerna chaye ku k esky developers bht active han or es mein smart contracts k ilwa NFT mein bi bht developemnt ho rehi ha or Solana network pe Ethereum k mukably mein transaction fee bi bht kum ha. SOLANA next bull run ka ek Prime coin ho sakta ha. DYOR

Ye jo etna famous huwa tha usko bare waja b yahi NFTS the magar jab bear aaya tho sath ma solona b down huwa aur kai issue ke waja se ye project belkul down hee jatha gia. 100$ ko tho es ne ksii b time cross karna ha jaisa k 50$ ketne asani se kar lia
sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
November 28, 2023, 03:39:39 AM
G bilkul bhai. Hamein Pakistani brands ko hi promote and use karna chahie.. Balke mein to ye suggestion hai k hamare shop keepers bhaion ko apni Shop par Pakistani brands Sab se aage hi rakhna chahie.. and customers ko batae k agar aap ye (isreali brand) le rahe hain to is sey acha hai k aap ye wala (Pakistani brand) k items lein.. q k aksar logo ko pata hi nai hota k wo ks country ka brand le rahe hain.
Brother Main search kr rha tha k kya kya Pakistan products me israel k hain to pta chala k sb e products 90% Pakistan mai israel k use hoty. Ese e to nahi aids miltien. inki cheezy he buy krty hain hum log Our Inko strong bnane mai hmara bhi hath hai.
Humny Pakistani chezain use kr skty hain Pakistani brand jo israel ki ni hain. Hum aam awam ka yehi jihad hai israel k hilaf sb ko mil ake ismka shanil hona chaya

Sb bhaio sy request ha Column mein jo Israeli products ki list hai woh asal mein un mulkon ki products ki list hai jo Israel ko support kar rahay hain. Is liye inko boycott karen. Our 2nd column mein jo Pakistani products hain unko istemal karen or isko he promote kart


copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 28, 2023, 03:27:09 AM
Are wah sir ye hui naa bat. Chalen PHR انشاء اللہ Puri Koshish Hogi KY first par Aya Jaye taa KY ye reward KY Liya Jaye bass Koshish Karen gy baqi PHR koi or huwa muj sy upar to us Ki kherr nai. Hahah!
Chalen g Khushi Hogi Jo BHI aye Ga. My Aya to double Khushi Hogi EK reward Ki dusra top par aany Ki.


G brother, zarur koshish keren k ap November-23 k month mein most active member hon. Mein Insha Allah koshish keroun ga k her month most active member ko kuch na kuch reward doun. Year 2020 se 2022 tak Umber bhai or mein hee akser most active members hoty thay or us k baad kuch perosnnel masrofiat ki waja se 2023 mein itna active nhi reha ab Insha Allah dobra es thread pe kuch na kuch contribte kerta rehoun ga. Pakistani community ne hamein bht kuch dia ha hamein bi es k liye kuch na kuch kerna chaye.


Exactly sir ye acha coin hy or is Ki hype BHI bohat Hy or is my development BHI bohat zyada ho rahi hen or ham dekh sakty hen is par airdrop BHI kafi aa rahy hen.
Pichly saal is par bohat attack huwe thy or bohat C news is KY khilaf BHI aai Thi. Lekn ye datta raha. Or is Ki team ny mazeed is my behtri laany Ki Koshish Ki.
Is par Agar DCA apply Kiya Jaye to I think this is the best option. Or mujy BHI lagta hy KY ye coin APNA ATH cross kar sakta hy. DYOR
So dekhty hen KY Kaya Karta hy. Fill hal I am applying DCA method on it.

Apki advice se mein mukammal itefak kerta houn k Solana mein DCA stretegy ko implement kr k accumulate kerna chaye ku k esky developers bht active han or es mein smart contracts k ilwa NFT mein bi bht developemnt ho rehi ha or Solana network pe Ethereum k mukably mein transaction fee bi bht kum ha. SOLANA next bull run ka ek Prime coin ho sakta ha. DYOR
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 28, 2023, 03:12:05 AM
G bilkul bhai. Hamein Pakistani brands ko hi promote and use karna chahie.. Balke mein to ye suggestion hai k hamare shop keepers bhaion ko apni Shop par Pakistani brands Sab se aage hi rakhna chahie.. and customers ko batae k agar aap ye (isreali brand) le rahe hain to is sey acha hai k aap ye wala (Pakistani brand) k items lein.. q k aksar logo ko pata hi nai hota k wo ks country ka brand le rahe hain.
Bhai use common sense. Agar EK shop keeper Israeli Brands LY Aya hy to Kaya wo Kabhi chahye Ga KY ye Cheez us Ki naa bikky. Wo Hargiz ESA nai chahy Ga.
Han ussy ye chahye KY Pakistani brands hi rakhy apni shop par us KY ilawa Agar koi leny aye to USS kahy KY Bhai wo Israel Ki product Hy so ham ny wo nai Rakhi. Agar ap ko ye Pakistani brand Ki Cheez Leni Hy to my hazir hun.

Or rahi bat logon ko naa pata hony Ki to Bhai Social media dor Hy or Har jaga pegham pohnch raha hy or Agar kahin Social Media nai Hy to hmary Ulama bohat acha kirdar Ada kar rahy hen. So ye kehna KY logon ko pata nai Hy to ESA nai ho sakta KY logon ko pata naa ho.
So ye kehna KY logon ko brand ka pata nai KY ye Israel ka hy KY nai ye durust nai.
Yani Har Ghar my Kissi naa Kissi ko pata zrur hota hy iss Bary my. Ab ap mery Ghar Ki hi misaal LY Len الحمدللہ Ghar my mujy hi pata hy KY ye brand Kis ka Hy to Ghar my sy pehly muj sy puchty hen KY ye brand Israel ka to nai. PHR hi us ko kharida Jata Hy. الحمدللہ
newbie
Activity: 64
Merit: 0
November 28, 2023, 02:52:01 AM
Bus hum na ghr ma faisla kr lea hy ka ab room mara istamal ke cheezan Pakistani use krn gy. Is mah Oil aur Tea ko replace kea hy next month sa Inshallah toothpaste and soap ko bhe replace krn gy forever. Ya hmara eik chota sa qadm ho ga apna mazloom bhai ke madad ka lea. Baqi is boycott sa companies kafi pershan hn khas tor pr Mcdonald. Pr ya baat zaroor zehan ma rekhan ka sirf Mcdonald ka boycott kr ka ya na ho ap kfc aur pizza hut enjoy kr rhya hn.
Assalam o alikum kasy han bhai ya to waqia ha boht achi bat han made in Pakistan products ko promote krna chyaee han hummy but issue ya han kah Pakistani products is qabil hu kh international brands ka muqabla kar sakty baqii ham khud cock ki jigha next cola use kar rahy hai ik to Palestine ki wajjah ap janaty he hai Our dosra inki ki costs zadya hoti han but firkh tab phary ga jab ham bilkul boycott kar day gay asi products jin ka amdan humry bhaio ko shaheed karny ma lagy or being a Pakistani ham apni products ko support krni chaye takh mulak ma khushli bi ay skaty or sb ko sasta cheszy bi mil skay.


G bilkul bhai. Hamein Pakistani brands ko hi promote and use karna chahie.. Balke mein to ye suggestion hai k hamare shop keepers bhaion ko apni Shop par Pakistani brands Sab se aage hi rakhna chahie.. and customers ko batae k agar aap ye (isreali brand) le rahe hain to is sey acha hai k aap ye wala (Pakistani brand) k items lein.. q k aksar logo ko pata hi nai hota k wo ks country ka brand le rahe hain.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
November 28, 2023, 02:45:00 AM
XRP Market Current Trends, Analyst Predictions and Future Potential

Assalamalikum to all my community, XRP ka market is saal investors ke liye aik interesting safar raha hai jahan small izafay se lekar barhi izafay tak ka saamna hua. Haalankay XRP ki qeemat nedari se $0.59 tak gir gai hai jo kay uski urooj qeemat $0.95 se intehai girawat han but XRP ne mahinon se chal rahi mazboot consolidation ki nishandahi ki hai, jis se patient investors ko amlay khushkhabri milti hai.

Is ke ilawa kuch analysts yeh tawaja dete hain ke agar XRP resistance levels ko paar kar le toh isme izafa ho sakta hai jisse kuch lambay arsay ke liye faida ho sakta hai. Baqi kuch analytics aur Twitter users jaise Egrar nay kha kha ya mehaz $3 se lekar takheer tak $27 tak kay potential targets ka zikr kar rahe hain, hal mein mandi se umeedon ki behtari se jo raha hai aur ETF launch ki tawaji se talluq rakhte hain.


Baqii CoinShares ki report mein digital assests mein bari raftar se mohrafein horahi hain, jo ke is bullish market sentiment ko barhane wale ahem maqamat hain. Is optimism ki bunyad XRP ke relisting Ripple ke central banks se talluqat aur SEC ke khilaf muqadmaat mein bari kamyabiyn ha baqi ap investment kanry say phly project ko achy say analysis zror kr liay kary for more details

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 28, 2023, 02:21:12 AM
Brother, thanks for your compliments. Mein apny ap ko koi ameer aadmi nhi samjhta bus Allah pak ne jo kuch bi dia ha uska shuker guzar houn or dua kerta houn k Allah Pak hum sub ki zindigi mein aasanian paida fermai. Aameen.

Meri trf se ek Valid offer ha k November k month mein jo member Top position pe ho ga usko 10 Matic reward keroun ga, ager mein khud top pe hoa toh 2nd position ko yeh reward milay ga. Good luck bros.
Are wah sir ye hui naa bat. Chalen PHR انشاء اللہ Puri Koshish Hogi KY first par Aya Jaye taa KY ye reward KY Liya Jaye bass Koshish Karen gy baqi PHR koi or huwa muj sy upar to us Ki kherr nai. Hahah!
Chalen g Khushi Hogi Jo BHI aye Ga. My Aya to double Khushi Hogi EK reward Ki dusra top par aany Ki.



Walaikum salam brother, Solana pe apny short term profit k liye acha analysis kia ha. Solana pe market mein bht hype ha or guzeshta 3 month se yeh mera most favorite coin reha ha trading k liye or Alhamdulilah bht acha profit dia ha solana ne, mein sideways ya bullish trend mein swing trading ka concept zayadeh use kerta houn ji mein position ko zayadeh waqt tak hold kerna perta ha mgr profit acha hota ha.. Solana k bary mein bht sary prominent market analysts ka khayal hamk eski price apny previous all time high (ATH) $260 ko break ker sakti ha. DYOR

https://www.youtube.com/watch?v=elRxP5m0-Ks
Exactly sir ye acha coin hy or is Ki hype BHI bohat Hy or is my development BHI bohat zyada ho rahi hen or ham dekh sakty hen is par airdrop BHI kafi aa rahy hen.
Pichly saal is par bohat attack huwe thy or bohat C news is KY khilaf BHI aai Thi. Lekn ye datta raha. Or is Ki team ny mazeed is my behtri laany Ki Koshish Ki.
Is par Agar DCA apply Kiya Jaye to I think this is the best option. Or mujy BHI lagta hy KY ye coin APNA ATH cross kar sakta hy. DYOR
So dekhty hen KY Kaya Karta hy. Fill hal I am applying DCA method on it.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
November 28, 2023, 01:18:27 AM
Bus hum na ghr ma faisla kr lea hy ka ab room mara istamal ke cheezan Pakistani use krn gy. Is mah Oil aur Tea ko replace kea hy next month sa Inshallah toothpaste and soap ko bhe replace krn gy forever. Ya hmara eik chota sa qadm ho ga apna mazloom bhai ke madad ka lea. Baqi is boycott sa companies kafi pershan hn khas tor pr Mcdonald. Pr ya baat zaroor zehan ma rekhan ka sirf Mcdonald ka boycott kr ka ya na ho ap kfc aur pizza hut enjoy kr rhya hn.
Assalam o alikum kasy han bhai ya to waqia ha boht achi bat han made in Pakistan products ko promote krna chyaee han hummy but issue ya han kah Pakistani products is qabil hu kh international brands ka muqabla kar sakty baqii ham khud cock ki jigha next cola use kar rahy hai ik to Palestine ki wajjah ap janaty he hai Our dosra inki ki costs zadya hoti han but firkh tab phary ga jab ham bilkul boycott kar day gay asi products jin ka amdan humry bhaio ko shaheed karny ma lagy or being a Pakistani ham apni products ko support krni chaye takh mulak ma khushli bi ay skaty or sb ko sasta cheszy bi mil skay.
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
November 27, 2023, 11:27:31 PM
Locked Tokens Release Update


Yaqeenan ye aik achi information hai,kiyonky hum main se aksar log aisy token main investment karty rehty hain.jab is tarah unlocking ka event aata hai to aksar aisy coins ki qeemat girny ka zyada khatra hota hai,es leye aksar log unlocking se pehly apny token sell bhi kar dety hain.aur unlocking ke event main qeemat agar dump ho jaati hai,to yahan kareedny ka acha mauqa hota hai.

DYDX bhi bahot zyada miqdar main unlock ho raha hai, 150M DYDX unlock ho raha hai,aur yaqeenan price kam ho sakti hai,aur yahan agar price mazeed kam hoti hai to buy karny ka acha mauqa ho ga.iis ke elawa sui ke token (8%) bhi agly maheeny unlock hon gy.bahar haal asy events per hum sub ko nazar rakhni chahyee ,taky nuqsaan se bhi bach saken aur aik acha munafa bhi le saken.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 27, 2023, 10:24:30 PM
SOLONA SHORTS PROFIT


Walaikum salam brother, Solana pe apny short term profit k liye acha analysis kia ha. Solana pe market mein bht hype ha or guzeshta 3 month se yeh mera most favorite coin reha ha trading k liye or Alhamdulilah bht acha profit dia ha solana ne, mein sideways ya bullish trend mein swing trading ka concept zayadeh use kerta houn ji mein position ko zayadeh waqt tak hold kerna perta ha mgr profit acha hota ha.. Solana k bary mein bht sary prominent market analysts ka khayal hamk eski price apny previous all time high (ATH) $260 ko break ker sakti ha. DYOR

https://www.youtube.com/watch?v=elRxP5m0-Ks
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
November 27, 2023, 08:49:48 PM
GSMA Report 4.3 Billion Smartphone Owners.
Dehatho ma es kee taraf tawaja kam ha jes ke waja se smart phone kee kame ha aur kai elaqo ma tho internet available nahe ha air online earning ka tho wo smjthe nahe ha.
Yar for GOD sake yar, come on ap ny previous newbies ky mukably yaha kafi time guzara haa aur unhhy Baar Baar samjany KY baad bhi ap usse Cheez ko Carrey on kar rahy haa, yar oper Bando ko Mai ny samjaya ky Kindly jab bhi Kisi ka post quote Karo toh uss Sy image ko remove kardo agr apki baat image par na ho just us topic par ho aur agr bohout zarori ho toh kafi choota kardy image size ko, but unko samjany KY baad ap phir kar rahy haa aur majbooran mujy apko alag Sy dobara guide Karna par raha haa, so Kindly in cheezo ko mind Mai rakh kar chaly aur yeh cheezy dobara continue ya repeat na kary

Lagta ha ap kisi ka peecha nahe chorege jab thak k wo apne image ki width ko teek na kar de.  Smiley Ap se bahot kuch seekha ha start na aur ab b.
Bs Mai unhy samjany Ki Koshish Karta rehta hu taaky cheezy usky liya behtr ho future Mai ma Kay Mairy liya, aur yeh choote choote mistakes hoote haa Jo haamy big rules violation aur mistake Ki taraf ly jate haa, Baki the community ky new Bando Mai kafi Common problem haa q ky woh aware Nahi iss baat par ky wide aue high bhi customised hote rehte haa, Baki the maire kushqismati haa Jo ap log muj sy seeekh rahy ha👍
hero member
Activity: 1428
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
November 27, 2023, 02:11:13 PM
Well ap ny achy sy explained Kiya but bohout ulmaah isse reason Sy ussy Haram Nahi keh rahy ha Balky sab ky different reasons haa but at the end jis Cheez Mai apko clarity na ho filhaal us Sy door rehna behtr hoga. Baki community ky aur members Hamza2424 , faisal2202, sayed56, themepen etc apki Kya Rai haa inn future aur Forex trading ky baary Mai . As kuch log issy Isliya Haram kehh rahy haa ky ap ko uss pa trade kuch waqt ky baad kuch fees daine parte haa but apko batata chalu ky woh exchange Nahi laita Balky woh short long walo mai distribute hota haa toh yaha paisy pa interest wala scene bhi faigh hota ha, so Baki ap log apni suggestions dy
Hmm, Mujhe lagta isspe main nee reply kia howa haa, stillmain clear kardon Future trading ya levrage trading maa mujhe problem Funding rate and Intrest see haa.
Thanks for mentioning, may bhool gya tha iska jawab dena. wesy mai ny yeh mention dekhny ky baad kafi research krny ki koshish ki thi lekin 5 6 videos dekhny ky baad hi mai sure ho gya tha ky future trading haram hai, forex ka to kuch nhi kh skta lekin future to for sure haram hai, as is my 3 cheezain ati hain. like

  • Qabza---- Jo cheez apny qabzy my nhi hai hm uski deal nhi kr skty or yeh cheez hadees sy proof hai, qabzy sy murad ky hm future ky ky jo token ly lety hain (jo ky in reality lety nhi hain) wo hm kisi dosry wallet my transfer nhi kr skrty.
  • Interest jo ky kai log kahain ky gy interest nhi hai lekin as jo funding rate hota hai wo short or long krny walo my distribute kiya jata hai or exhcnage wo paisy nhi rkhti.
  • Gambling wala factor --- jo ky mai nhi souchta ky ik factor hai bi because gambling means ap speculation kr rhy ho lekin hm sspeculation nhi blky analysis kr ky hedging  krty hain to yeh gambing my nhi ati.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
November 27, 2023, 01:37:18 PM
Bus hum na ghr ma faisla kr lea hy ka ab room mara istamal ke cheezan Pakistani use krn gy. Is mah Oil aur Tea ko replace kea hy next month sa Inshallah toothpaste and soap ko bhe replace krn gy forever. Ya hmara eik chota sa qadm ho ga apna mazloom bhai ke madad ka lea. Baqi is boycott sa companies kafi pershan hn khas tor pr Mcdonald. Pr ya baat zaroor zehan ma rekhan ka sirf Mcdonald ka boycott kr ka ya na ho ap kfc aur pizza hut enjoy kr rhya hn.
Bahi kese hain bhot asha Laga son kar by the way hamray ghar me b Lipton ko boycott kar diya gay hai hamray Ghar me Kafi arsay Sy Lipton tea k Leye chalrhi thi par is ka taste aur Kash bu abi b yaad ati hai par hamny b ye qadam uth he Leye boycott ka ,Baki ap NY bilkul sai kaha asta asta kar k in ke products Sy boycott karien aik dam nhi aur na asa ho Sakta hin kuin ye b aik kisam ka nasha he hai aur agar nashi ka nasha chuddwan ho to us ko b asta asta chuddwaya jata hai agar aik dam wo churay wo mot k karib chalye jata hai asy he in ke products Jo hamray Roz Mari k Kafi mamalat me istamal ho Rahi hai ham NY in ko asta asta kar k he boycott Karna hai .
Aur sab products Jo in ke hai sab Sy boycott karna hai warn aik adi products Sy boycott ke ya keye faida agar Karna hai to sab Sy Karna hai aur Karna b asta asta inshallah.
full member
Activity: 784
Merit: 204
November 27, 2023, 12:22:47 PM
MusaPk bahi sub se pehle tu ma ap ko buhat zyada appreciate karta hun es step pe. Bahi massla ye ha ke hum log dusro ko to buhat zyada mashwara daite ha ke ye Israel's product ha na khredo per jab bat khud pe ati ha tu hum pir ye nahe daikte . Ap ne wo wali cheex ko durust kar deia , pehle ap ne use keia Ghar ma aur pir hame btaya ke UN ke products ko boycott karo. Hum agr zyada Kuch nahe kar sakte tu Etna tu kar sakte Hain ke in ke product ko khredne ki bajaye apna product le es sse tu hamari economy Tek ho jaye ge aur dusra Israel ko ek dachka lage ga . War do qessam ki Hoti ha ek artillery aur dusri economically.. pehla wale tu hum nahe kar sakte per Chalo economically tu hum kar sakte Hain na UN ke economy ko essi trah he hum exploide karenge .

Bus hum na ghr ma faisla kr lea hy ka ab room mara istamal ke cheezan Pakistani use krn gy. Is mah Oil aur Tea ko replace kea hy next month sa Inshallah toothpaste and soap ko bhe replace krn gy forever. Ya hmara eik chota sa qadm ho ga apna mazloom bhai ke madad ka lea. Baqi is boycott sa companies kafi pershan hn khas tor pr Mcdonald. Pr ya baat zaroor zehan ma rekhan ka sirf Mcdonald ka boycott kr ka ya na ho ap kfc aur pizza hut enjoy kr rhya hn.
sr. member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
November 27, 2023, 12:19:19 PM
E-Passport Facility Now Available Nationwide

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے۔

  ڈائریکٹوریٹ جنرل آف امیگریشن اینڈ پاسپورٹ (ڈی جی آئی اینڈ پی) نے اسلام آباد میں شروع ہونے کے بعد ای-پاسپورٹ سہولت کو پورے ملک میں پھیلا دیا ہے۔ اسلام آباد، لاہور، اور کراچی جیسے بڑے بین الاقوامی ہوائی اڈے پر ای-پاسپورٹ ہولڈرز کے لیے سریع ہوائی کرنسی میں امیگریشن پروسیجر کو تیز کرنے کے لیے ایکسپریمنٹ ہونے والے گیٹس لگائے جائیں گے۔ مختلف دورانیے کے ای-پاسپورٹس کی لاگتوں کا اعلان ہوا ہے، جو Rs. 9,000 سے Rs. 40,500 تک ہے، اور فوری پروسیسنگ کے لیے اختیارات شامل ہیں۔ اس میں چپ بیس ڈیٹا اسٹوریج، لیزر اینگریونگ، آئی آر اینڈ یو وی سیکیورٹی، اور ICAO کے مطابق معیارات شامل ہیں۔ ای-پاسپورٹ امیگریشن کے لیے ای-گیٹ سہولت اور ہوائی اڈوں پر شخصی ڈیٹا کا حقیقی وقت میچ ہونے کی سہولت دیتا ہے۔ اہم عہدگوئی کے مطابق، ای-پاسپورٹ سہولت قومی پاسپورٹ آفسز میں دستیاب ہے، اور اگلے مرحلے میں، حکومت دنیا بھر میں پاکستانی سفارت خانوں میں، جیسے کے یورپ اور امریکہ، میں یہ سہولت متعارف کرانے کا ارادہ کر رہی ہے۔

https://propakistani.pk/2023/11/27/e-passport-facility-now-available-nationwide/
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 27, 2023, 12:18:15 PM
SOLONA SHORTS PROFIT

aslamoalaiikum dosto btc es waqt side ways trade ho raha ha jes ke waja se ache coins ma small se correction dekhne ko mele ha.. Surprisingly USTC jo k ab meme coin ban chuka ha wo 250% pump howa jis kee taraf kesi ka dhehan he nahe gia tha aur yahe hotha ha crypto ma k jo coin ap k soch ma nahii hothaa wo etna opar jaatha k ap hairan teh jaege.. Whales ka paisa USDT ma hotha ha tho wo aise coins ma short profit lethe ha. Ab es correction ma hamare nazar best coin par hone chiye jo k Solona hai. Aaj Solona ka trading plan janthe ha




Es waqt Binance ma Solona 55$ par trade ho raha ha jo k kuch hee deno pehle 68$ se mulaqat kar k wapas aaya.. Solona k reshtedar ka gar 80$ k sath ha tho yaha se yahee hope lagaya ja sakta k ek bar per Solona apne 68$ se mel k seedha 80$ se mulaqat karega. Ye safar uska opar neeche hotha jaega q k thakawat aur rukawat hothe ha aur safar bei paidal ha. I think k agar yaha entry le le tho 70$ tho next month thak chala ja sakta ha. Research kar k comment karna Detail
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
November 27, 2023, 11:59:35 AM
Locked Tokens Release Update

Assalamualaikum mery bahiyon jisa k ap sab janty hain k jab token locked aur unlocked hony jata hai to wo Event hota hai us project ka Jo meny soch koi Baki is Sy mahroom na rah jaye aur is ke kush na kush benefit utha ly to December mein event araha locked token  release ka aur is event me Jo token  add hain wo DYdX, Optimism, 1inch, aur Aptos taqreeban $750 million ke qeemat mein locked crypto tokens release karne ka imkan hai, Token Unlocks ke mutabiq. DYdX ne socha hai ke sab se zyada quantity unlock ki jaye gi, jisme investors, founders, aur employees ke liye qeemat ke lagbhag $500 million ke 150 million tokens shaamil hain. detail


Jise pehle February ke liye taqseem karne ka mansoobah tha, lekin DYdX ke token release ko December 1, 2023 tak barha diya gaya hai. Dosre projects, jese ke Optimism aur 1inch Network, bhi token releases ke liye schedule hain, jo ke market mein vested digital assets ke total expected release mein shaamil honge.
Jump to: