PGP Tutorial For Windows (in Broken Urdu/Hindi)
Pehle sai he bol deta hu ki ye ek basic tutorial hain. Jo advanced users hain, sayad un logo keliye ye kuch nahi hain. Ye Tutorial Windows users ke liye. Linux aur Android Tutorial bhi very soon post karunga.
PGP Kya hain?PGP ka full form hain Prett Good Privacy. Ye aisa ek technology jis se ap specific ek aur multiple person ko encrypted message send kar sakta ho. Ye encrypted message wo log bina koi decrypt nahi kar paye ga. PGP important kis liye jan ne ke liye ap
ye topic read kar sakta ho.
PGP Software DownloadHum sikhne ke liye Gpg4win software download kar lunga. Download karne ke liye ye link par jao
https://www.gpg4win.org/get-gpg4win.html yaha paypal aur $15 by default main set hain. Ap $0 main click kare aur phir Download button main click kare. Apka download start ho jaye ga.
-----BEGIN PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
mDMEZMghNBYJKwYBBAHaRw8BAQdA+IDRMqmKdzj0eiBee8MjUJ71Sl11HJDEKwuv
eONy9We0ImJpdGNvaW5naXJsIGNsdWIgPGJnY0Bub2VtYWlsLmNvbT6IkwQTFgoA
OwIbAwULCQgHAgIiAgYVCgkICwIEFgIDAQIeBwIXgBYhBFDZejW2cobfuR3fPWOx
Ut7+xyg9BQJkyCG+AAoJEGOxUt7+xyg9E5MA+wS51d5leJ0noKkZlEfAjEqBt/ca
li0mfmKfw9U5LXLrAQC3ncYEyJHrzlNXAav1myyvKZEXQ1WAGafIHeRdcleJALg4
BGTIITQSCisGAQQBl1UBBQEBB0ChNUGhTHWOLKkMNBXFG6/Rl/wWrZ4ad3ppaKtA
Cs3BLwMBCAeIeAQYFgoAIAIbDBYhBFDZejW2cobfuR3fPWOxUt7+xyg9BQJkyCHK
AAoJEGOxUt7+xyg9l9YA/RKyt4OQVeDb1coppNdMVsptCnfB+66fShrn1ij7n9XA
AP4ntoJBo0w4PDIbuCEtOPRjUAk+pC3iaaC2Dq1hU4b+Bw==
=wFDZ
-----END PGP PUBLIC KEY BLOCK-----
Zisko encrypted message send karoge, unka public key copy kare, main yaha BitcoinGirl.club ki public key copy kia hain.
phir screenshot main dekhe Tools se Clipboard aur phit Certificate Import par click kare.
Phir hum zisko message send kare, unka Public key ko certifide karna padega. Pehle add kia hua Cerificate par right click kare aur screenshot main dekhe hum Cerfify button main click kia aur phir bottom ka Certify button main click kia.
Ab hum message send karne ke liye ready. Pehle ap apna node pad open karo aur jo message send kar sakta ho, wo type karo. Phir isko Copy karo. Phir ye screenshot ki tarah Tools main click kare, phir Clipboard main click kare, then Encrypt par click kare.
Phir Add Recipient par Click karo aur abhi add kiya hua Recipient ko select kare. Phir OK button par click karke Next button par click kare.
Phir screenshot main dekhe ki mera Encyption successfull hua. Encrypted message dekhne ke liye ek naya Note pad open kare aur CTRL+V press karke paste kare. Mera Encrypted message ye tha
-----BEGIN PGP MESSAGE-----
hF4DHD+iqLgO/5wSAQdAq7qgEoJoP7rfOj+44ZYLEFrMKl/f9KIprBolHBOm8VYw
PqMupm0cvQ4Z2uGCcXdybANA667QhcvXN1qxlqhlphoq3/XAFQJ5Dpr9hjLGqng3
1GkBCQIQ8KhbbwpLONAb+Rk5LJOK+LMc6Z+f6Y47mjlpzp3CbvT1Rz/au5j7CzWq
oS4+YCtYymST4MPICZqsW3HGLB0yKobD8ohnDcFeh/n0YUHIyy2wNEAraqfvfs/K
dMRqnki4E0IdpPY=
=vbm7
-----END PGP MESSAGE-----
BitcoinGirl.Club Chahta hain to mera encrypted message decrypt kar sakta hain.
Usually main Tutorial nahi likhne ka koi experience nahi hain. Ye write kiya kyu ki ye ek Important thing hain. Agar kuch mistake hua to bataiye. Hum correction kar lenge.
Thank you.