Sir g Mai NY pahly bhi explain Kiya ta ky yeh Islamic point of view sy bilkul Haram Nahi haa molvi hazarat ko ghalat guide Kiya Jata haa aur woh khud karty Nahi So bs Jo ussy Bata dy toh molvi usky mutabiq faisla Karta haa, aur rahee moral view sy toh woh toh ap pa depend haa moral agr ap greed na Karo aur leverage km lo aur sath sath margin bhi km daalo toh jawaz Ki paida Nahi hosakta ky ap liquidate hosakty ho , jab ap khud greed Karky zyada leverage aur full margin lagwa toh apky liquidate hoony ky chances kafi zyada ho jaty aur agr ap just zyada lose Ki base pa Haram kehh rahy haa toh sir yeh istarah Ki liquidation wala lose haamry hath Mai hota haa agr ap samajdaar ho, Baki aise knwoledge ky liya YouTube pa two channels haa jisko Mai follow Karta Hu (Crypto Point Hindi) (Crypto India) inky sunday ko ik Meetup Sy hota ha jaha yeh kafi knwoledge provide karty haa regarding market and etc..
Brother, apki rai ka bht bht ehtram kerta houn mgr ap mujhy yeh samjha dein k Margin or Future mein jub hum leverage laty han X2-X100 tak, toh kia hum borrowed money se trading nhi kerty, jis pe hum rozana ki buniyad pe interest pay kerty han, toh kia yeh interest pay kerna jaiz ha? Mere khayal mein toh udhar k pasy pe sharakat toh theek ha mgr sood sahi nhi ha. FUTURE TRADING K bary mein Dr. Zakir Naik ki bi opinion yehi ha k yeh theek nhi ha.
https://www.youtube.com/watch?v=s5mDjPN2XqE