Author

Topic: Pakistan - page 379. (Read 5999408 times)

sr. member
Activity: 462
Merit: 328
September 18, 2023, 10:39:11 AM
Bhai upar mentioned hai bhai ny btaya hai ky kon si company hai. Upar bold kiya hai my ny.
Baqi waqy hi my ye bohat achi news hai. Or I was reading the Article to dekha ky Drug Regulatory Authority of Pakistan (DRAG) ky CEO ny bhi tweet kar ky appreciate kiya hai. Ye waqy hi my ek bohat achi news hai. Agar UAE approval dy sakta hai to yaqeenan European countries bhi iss ko approval dy den gi. Or ye full international company ban jaye gi.
Ggg mentioned  hai meny bahi ke post jaldi Sy read ke thi Baki ye Searle pharam to phely he ,5 ,6 number par hai Pakistan ke top pharma me, keye bat hai ab ye maltinational banjie gi aur  out of country ke maltinational companies ko takar dy gi is Sy hamien he fiada Hoga .

ab agar yahi pharmaceutical company pakistan main reh kar kaam karti to kis ka fahida hota,kin logon ko achi dawaheeyan
Nhi nhi bahi ye seraf register hoi hai aur ye apni products export karie gi UAE ko ,Baki ye apni products  Pakistan he banie gi aur Pakistan he rahy gi ye company to  phely he bhot famous brand hai is ke keye  medicine har Ghar me lazmi  pari Hoti hain ( Nuberol forte)  is pharma ke sale one mouth ke Kam Sy Kam  million me hai Pakistan  me ye apni million ke sale ko chor kar out of country to nhi na ja sakti ,is k register hony  Sy is ko aik to ye fiade howa k is ke products out for country jy gi Dosra  Pakistan me ab is value aur sale aur keye PATA ab ye  Pakistan me Top 1 me ajien .
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
September 18, 2023, 10:14:03 AM
Waisy mujy Nahi laghta ky USS waqt kisi ny liya hogaa q ky iPhone 4s Ki release date 2011 haa Jo ky woh door ta jab Bitcoin pa logo ka zyada atimad Nahi taa aur log Issy like normal coin smaj rahy, aur choonky logo ka believe Bitcoin pa Nahi ta Bitcoin community Mai Inka Amal aur dakhal km taa, jis ky result daily needs ky liya Bitcoin ka use km hota taa USS waqt dollar ko hi atimad ky kabil samja jaata haa aur haqeeqat haa jab koi new Cheez ajai toh uspy aisy blindly koi trust Nahi karsakty. Haa albata baat Mai use zyada hogaya hoga but USS waqt nahi ta
Baat to apki thik hai ky new cheez pr km log aitimad krty hain or prefer nhi krty us cheez my lain dain ki lekin jis laszlo ny Pizaa buy kiya tha itny sary BTC dy kr wo bi to early stage pr hi trade ki thi. Khair, mera nhi khiyal ky yeh cheez itni matter krti hai, as jis ny pizza buy kiya wo bi konsa directly buy kiya as us ny bi to idr BTT community pr ad lgaya tha or yaha sy hi usy ik buyer mil gya tha BTC ka and us ky bdly usy Pizza receive ho gya tha.

Point is, agr asi koi trade howi bi hoti to shaed is platform kiwaja sy hi hoti hai early adopters mostly isi platform pr hain. Or search krny ky baad mujhy koi asi news nhi mili so bach bacha ho gya haha.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
September 18, 2023, 09:41:02 AM
Ap tho kaafi ghusa hogae, Bhai ab hackers b tho kuch khaega, agar ye etna safety karega tho ye hackers bechare kia khaege. ap tho unka rizq band karne par thule huwe hai.
Yar yeh bechary Kaha haa inho NY toh loot macha rakhe haa Har waqt Nat nayai tareeky doond ky logo ky paisy churaty rehty haa bandy sy thoore ghalat click lagg jai toh bss iss sahibo ko Rasta mil jaata ha, yeh toh phir bhi billionaire taa afford karsaky gaa but jab kuch mehnat kashh logo Ki payment Chalee jai toh phir inn hackers pa gussa hoona parta haa😂, Baki same scene Karachi Mai ho raha haa bas jaha mooka mily haath daal ky nikaal daity haa.

Baki mujhy nhi lgta ky kisi ny waqai hi my 162 BTC sell kr ky Iphone 4s liya hoga. Ya kisi ny BTC sell kr ky koi or phone liya hoga. As mai ny kafi doondha lekin mujy koi asi news nhi mili so I think log bach gy. As jis ny agr us time my itny sary BTC sell kr ky Iphone 4s hi kharida ho ga uska to dimag hi kharab ho chuka ho ga.
Waisy mujy Nahi laghta ky USS waqt kisi ny liya hogaa q ky iPhone 4s Ki release date 2011 haa Jo ky woh door ta jab Bitcoin pa logo ka zyada atimad Nahi taa aur log Issy like normal coin smaj rahy, aur choonky logo ka believe Bitcoin pa Nahi ta Bitcoin community Mai Inka Amal aur dakhal km taa, jis ky result daily needs ky liya Bitcoin ka use km hota taa USS waqt dollar ko hi atimad ky kabil samja jaata haa aur haqeeqat haa jab koi new Cheez ajai toh uspy aisy blindly koi trust Nahi karsakty. Haa albata baat Mai use zyada hogaya hoga but USS waqt nahi ta
hero member
Activity: 812
Merit: 619
September 18, 2023, 08:22:48 AM
CWC 2023 Contest

Tamam bhaio k liey ek good news hai k jo cricket k shoqeen ha k ham ne cricket world cup 2023 k liye free contest start kia hai aur I think es bar bahot hee dilchasp system hai. wese tho Idea Umeridrees bhai ka hai so uska Thanks. Umeridrees bhai k jo IPL contest tha us ma ek website ma prediction karne parte the aur yaha par saara sab kuch Bitcointalk ma prediction karna hoga...

Es contest k liye mai Irfan Sir k shukria ada karta hoo k us k baghair ye contest chalana bahot ziada mushkil tha, Sir ne har qadam par  Meri rehnumai farmae jis ki waja se ye contest bila aakhir thread ban gia. ab ap logo k support ki zarorat hai tha k Pakistani board b kahi nazar aa jae .

https://bitcointalksearch.org/topic/banned-mixer-contest-icc-mens-wc-2023-and-discussion-free-entry-5467211

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
September 18, 2023, 08:17:09 AM
MARK CUBAN KA 870k$ hacked
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Bhai Jahan crypto mojud hy wahan cyberattacks Ki news aksar dekhny ko milti hen jesa KY pichly Dino CoinEx exchange par BHI cyberattack huwa or us exchange KY BHI 70 Millions dollars hackers LY Urry. Or ye zyada tar Korean Ki taraf sy hi sar anjam Diya Jata Hy or Korean Hackers is muamly my kaafi aagy hen.
To is mutabiq Jb cyberattack huwa us KY bad Exchange ny apny withdrawal suspend kar Diya thy or Aaj un ko resume Kiya Gaya hy.


Source
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
September 18, 2023, 08:09:56 AM
First Pakistani pharma firm to register in UAE

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
This is a good news. UAE ny EK Pakistani pharmaceutical company ko register kar Liya hy. Searle Company Limited. UAE Health ministery ki taraf sy Kissi company ko allowance Milani EK bohat barri bat hy q keh ham sab janty hen KY bahir Ki countries health par koi compromise nai Karti hen to Pakistani company ka register Hona EK aizaaz Ki bat hy. Or iss sy iss company ka product value ka BHI pata lagta hy.

https://tribune.com.pk/story/2436256/first-pakistani-pharma-firm-to-register-in-uae
Baki bahi Kon c pharam hai  matlb name keye  hai os pharma ka Jo maltinational brand banie ja rahie hai .
Bhai upar mentioned hai bhai ny btaya hai ky kon si company hai. Upar bold kiya hai my ny.
Baqi waqy hi my ye bohat achi news hai. Or I was reading the Article to dekha ky Drug Regulatory Authority of Pakistan (DRAG) ky CEO ny bhi tweet kar ky appreciate kiya hai. Ye waqy hi my ek bohat achi news hai. Agar UAE approval dy sakta hai to yaqeenan European countries bhi iss ko approval dy den gi. Or ye full international company ban jaye gi.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
September 18, 2023, 06:45:22 AM
First Pakistani pharma firm to register in UAE

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
This is a good news. UAE ny EK Pakistani pharmaceutical company ko register kar Liya hy. Searle Company Limited. UAE Health ministery ki taraf sy Kissi company ko allowance Milani EK bohat barri bat hy q keh ham sab janty hen KY bahir Ki countries health par koi compromise nai Karti hen to Pakistani company ka register Hona EK aizaaz Ki bat hy. Or iss sy iss company ka product value ka BHI pata lagta hy.



https://tribune.com.pk/story/2436256/first-pakistani-pharma-firm-to-register-in-uae

Yaqeenan ye bahot achi baat hai aur aik ahzaaz ki baat hai,khe pakistani company main itna telent hai khe dosry mumalik main pir UAE main jahan kisi bhi shoby main qabliyat aur ahliyat ko bahot ahmiyat di jati hai.aur khabi bhi sehat ka muhamla ho ya koi aur muhamla ho khbi compromise nai hota.pakistani company ka ragister hona is baat ki dallil hai khe compny behtareen
Ye to bhot ashi news hai yakin nhi hota hamray Pakistan ke koi  pharam company matinational company ban gay ,Nhi to 1000+ Sy oder pharmaceutical ho gien hain hamray Pakistan ma Jin me Chand  aik 30 pharam hain Jin ke medicine approval hai par wo companies sari Bahar ke hain matlb matinational companies hain Jase k GSK number one Brande hai Pakistan me ye bahir ke company hai in matinational company Sy hamien fiad b hai aur nukas ye hota hai k ye kabi kabi market me shoot ho jati hain jese k penadol ye b GSK ka brand hai to ye aksar shoot hoi rahti hain , Ab hamray Pakistan me b  pharma matinational brand ban gy hai is Sy fiad ye ho ga hamien k ye thori low price me Mily gy kuin k in par tex nhi Hoga jise matinational company ke medicine par lagta hai ab penadol ke real price 10 rupees hai.
 Baki Sara tex hai .
Baki bahi Kon c pharam hai  matlb name keye  hai os pharma ka Jo maltinational brand banie ja rahie hai .
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
Vave.com - Crypto Casino
September 18, 2023, 05:45:59 AM
First Pakistani pharma firm to register in UAE

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
This is a good news. UAE ny EK Pakistani pharmaceutical company ko register kar Liya hy. Searle Company Limited. UAE Health ministery ki taraf sy Kissi company ko allowance Milani EK bohat barri bat hy q keh ham sab janty hen KY bahir Ki countries health par koi compromise nai Karti hen to Pakistani company ka register Hona EK aizaaz Ki bat hy. Or iss sy iss company ka product value ka BHI pata lagta hy.



https://tribune.com.pk/story/2436256/first-pakistani-pharma-firm-to-register-in-uae

Yaqeenan ye bahot achi baat hai aur aik ahzaaz ki baat hai,khe pakistani company main itna telent hai khe dosry mumalik main pir UAE main jahan kisi bhi shoby main qabliyat aur ahliyat ko bahot ahmiyat di jati hai.aur khabi bhi sehat ka muhamla ho ya koi aur muhamla ho khbi compromise nai hota.pakistani company ka ragister hona is baat ki dallil hai khe compny behtareen hai.


pakistan main talent bahot hai.aur pakistani bary zaheen hain,magar is mulk pakistan main imaandar aur achey aur mulk ke leye faida mand logon ki na qadar hai aur na jaga hai.isleye talented log bahir ke mulkuon main ja rahe hain.aur hamara wazir e azam kakar kehta hai log pakistan chor kar ja rahy hain to kia howa.ab is bewaqoof ko koi poochy ke koi aam pakistani mulk chor kar nain ja rahe hain balky doctors,engineers,phd,karobari log,hunarmand log mulk chor kar ja rahy hain.

ab agar yahi pharmaceutical company pakistan main reh kar kaam karti to kis ka fahida hota,kin logon ko achi dawaheeyan melti.yaqeen karen khabi khabi lagta hai ke jaisy hamara mulk naho balkey koi jungle ho jahan insano ki koi qadar hi nahin hai,kiyonkh her taraf khoonkhwaar darendy hain .insaan kaisy yahan reh sakty hain.
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
September 18, 2023, 05:36:27 AM
Baki middle east ky ik pasmanda country Lebanon Mai different cafe NY Bitcoin payment accept karne start karde haa Jo ky ik postive sign haa for crypto community, isky ilawa Asian country like Malaysia NY bhi same Cheez ko follow Kiya haa aur waha bhi different cafe, hotels ny Bitcoin payment accept Karna start kardiya, waisy iss Bitcoin adoption Ki race Mai Jo country sabb sy aagy Nikal gaya uski future chamakti Howe nazr ayi ge, q ky due to unlimited printing fiat din ba din de-value ho raha haa chahy woh dollar ho pound ho euro ho ya pkr ho, so agr ap iss Mai holding rakhy lyngy toh apko 4 to 5 year baad Jo Abhi jis rate pa mil rahe haa woh ap ko aur bhi expensive mily gee, aur uske mukably Mai ap Bitcoin ko daikhy toh woh musalsal apni value increase Karky ap ko pahly sy km amount Mai same Cheez provide kary ga,
let take an example of  Bitcoin with price of iPhone:
Ap ny jo example share ki hai wo bohat achi hai to show the real difference between the fiat and BTC. As it proves that BTC is a great hedge against inflation. Baki mujhy nhi lgta ky kisi ny waqai hi my 162 BTC sell kr ky Iphone 4s liya hoga. Ya kisi ny BTC sell kr ky koi or phone liya hoga. As mai ny kafi doondha lekin mujy koi asi news nhi mili so I think log bach gy. As jis ny agr us time my itny sary BTC sell kr ky Iphone 4s hi kharida ho ga uska to dimag hi kharab ho chuka ho ga.

as ham sbko idea hai ky iphone 4 aj ky door my nhi aty or jo milty hain wo second hand hai or aroud 5k pkr tk asani sy mil jaty hain or 5k pkr bi zayda qeemat bta di hai wesy milta km ka hi hai. Khair point is, BTC is really a great hedge against inflation.

baki rhi baat ky different countries ky merchants and vendors ny BTC ko as a payment method accept kr liya hai and that's a good thing. the only hurdle in achieving that point is ky logo ko BTC ky bary my agahi di jai lekin pakistan my asa krna mushkil hai as BTC and all other stuffs are ban but still, if unban hota to shaed my khud 2 3 bndo ko BTC as payment method accept krny py lga deta jo mery zone my hain. But no promise just hope to ky wo maan jaity agr BTC unban hota.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
September 18, 2023, 05:26:30 AM
Ethereum's Price Potential for Upside but Risks Remain

Assalamalikum to all my community, Ethereum ki price ne $1,650 ke qareeb mushkilat ka samna kia, lekin yeh ab bhi $1.6k ke qareeb hai jis se mazeed oper jany ki umeed hai. Baqii 100-hourly Simple Moving Average ke oopar trade ho rahi hai hilne ke baad $1,625 ke qareeb mojud bearish trend line ke sath. Agar yeh $1670 ke qareeb band hoti hai to bullish momentum hasil kar sakti hai. Agar yeh hua to Ethereum $1.7k aur shayad hi $1.8k ki taraf ja sakti hai.


But agar Ethereum $1,650 ko paar na kar paye to ek giravat shuru ho sakti hai to $1,585 ke neeche giravat ek bearish trend ko shuru kar sakti hai jiska maqsad qareebi doran $1,520 ho sakta hai. To Ethereum ki keemat ki tasawwur abhi bhi uncertain hai jahan urooj aur giravat dono ki sambhavnaen hain. Source
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
September 18, 2023, 01:02:21 AM
First Pakistani pharma firm to register in UAE

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
This is a good news. UAE ny EK Pakistani pharmaceutical company ko register kar Liya hy. Searle Company Limited. UAE Health ministery ki taraf sy Kissi company ko allowance Milani EK bohat barri bat hy q keh ham sab janty hen KY bahir Ki countries health par koi compromise nai Karti hen to Pakistani company ka register Hona EK aizaaz Ki bat hy. Or iss sy iss company ka product value ka BHI pata lagta hy.



https://tribune.com.pk/story/2436256/first-pakistani-pharma-firm-to-register-in-uae
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
September 17, 2023, 09:21:14 PM
ham tho lage rahe Funcoin karobar ma poore Pakistan community mushkil se 100$ thak le k gae wo market k neeche aane se 50$ thak aa gia hoga

Jitna mujhee yaad perta hy Funcoin karobar ka maqsaad paisa bunana bilkul ni tha aur na hi 100$ c app koi significiant amount buna saktay ho. Funcoin karobar ka maqsaad (jasa k name c zahir hy) aik tarah ka fun kerna tha k app log aksar ais ko discuss kero gay, price ko aur investments ko bhi but dekhaa gia hy k koi bhi aik ki baat ni kertha, mutlab k Funcoin karobar c paisa buna tu duur ki baat, koi fun aur entertainment bhi ni ho ri.


Es ne sirf Metamask ma hold kie the magar lagta ha malware already installed tha esliye hath dho beta. es liye tho Umeridrees bhai kehta hoo k waqt pe hardware le le nahe tho ap k 5 btc ghaib ho jaenge per ap b screen par aa jaige.

Hardware wallet pakistan mein hotay huey milna muskil hy aur agar app kisi c bahir c mangwoo tu maghna bhi perta hy kion dilvery charges alag c denay pertay hein  Cry
wallet jahan kahin wahan puncha dein ge... aur delivery k charges alag hon ge...
Mutlab k Trezor walay Pakistan mein free shipping kr detaity hien but idher dilvery charges denay pertein gay...

but i think aus c bethar hy k app cold wallet buna lo, yeh zada safe bhi hy aur cold wallet hardware wallet wali sari securities deta hy.


Aur app ko tu 5 rs megna petrol mil rha hy, app asa kero k jab petrol barhana ho, islamabad aa jaya kero aur petrol behrawa k wapis, 5 rs sasta milay ga petrol,  kafi bachat hogi apki asay.

Chalo ap aisa kare k muje btc network k through send kia kare, tha k fee b kam lage aur time ki b bachat ho aur sath sath secure b ho.

Woh jo BTC network p send kerna hy, Woh Petrol hy  Cheesy
hero member
Activity: 812
Merit: 619
September 17, 2023, 08:00:23 PM
Yar iske itny maal pa lanat jab woh itny paiso Mai apny paiso Ki safety Ky liya kuch behtr ikdamaat na karsaka, wasiy Jo transaction ap metamask sy karsakty ho woh same Cheez ap ledger sy bhi karsakty woh sare coins holding,NFT holding sabb apko waha available ha toh phir metamask ka risk lainy Ki Kya zaroorat, khair ab Jo hoona ta woh toh already hogaya but mujy laghta haa ab yeh hoshyaar hochuka hoga aur itne High amount Kisi small wallet like trust, metamask Mai rakhny Ki jurat Nahi kary ga.

Ap tho kaafi ghusa hogae, Bhai ab hackers b tho kuch khaega, agar ye etna safety karega tho ye hackers bechare kia khaege. ap tho unka rizq band karne par thule huwe hai. G bhai ap ki bath sahee hai, agr koi aise currency hothe jo k hardware wallet ma available na hothe tho banda keh sakta k chalo aur koi option nahe tha magar es ne shahid etna deep jaane ko behter na smja . Ha ab b agar hoshiar na ho tho per tho kia kehna.

wo ek admi tha wo keh raha tha k mai ne ek hazar ma ek bath seekhi, kisi ne poocha k konsi bath ha aur ek hazar ma kaise tho kehne laga k ma ne 1k apne side jaib ma rakhe the , kisi ne chura liye tho ma ne ye bath seekhi k side jaib apna nahe hotha.  Tho es sahib ne 870k$ ma ye bath seekhi k Metamask apna nahe hotha  Grin
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
September 17, 2023, 04:17:03 PM
waisy iss Bitcoin adoption Ki race Mai Jo country sabb sy aagy Nikal gaya uski future chamakti Howe nazr ayi ge,
Mai apki baat sy itifaq Karta hu q ky iss baat Mai bilkul sachai haa ky bohout jald world economy dollar sy shift hooky Bitcoin Ki taraf Aya ge q ky yeh ik future currency haa Jo fiat Ki devaluation Ki wajah sy most adoptable currency Bann jai ge in near future, Asal Mai hamare government Balky mostly government iss Cheez iss coin iss technology Sy achi toor par wakif Nahi haa woh iske negative side ko daikh ky decision Karte haa bajai yeh ky isky postive side ko samjy aur Issy apny faidy ky liya istimal kary, q ky ik toh yeh completely safe haa MATLAB transaction Baki yeh anti inflation haa aur sath Mai limited supply Ki wajah sy apki assets Ki value ko na sirf barkarr rakhta ha Balky waqt sy sath increase bhi Karta ha, so AJ Nahi toh Kal inko apki ghalti Ki regret hogee ky q iss ko pahly adopt Nahi kiya
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
Vave.com - Crypto Casino
September 17, 2023, 03:12:18 PM
isleye to india aaj hum se kitna aage nekal gaya.aur hum tabhi ki taraf gay

Bahi India ke sath ab hamar koi muqabala nahe ho sakta wo kete hain na pushto ma (che saal kala bemalge roty okhure nu bia ba hum ye rateng na ke). Wo log buhat dur chale gaye hain hum se un ke sath muqakabila nahe ho sakta ab hamara agr hum ye ba krenge tu ke hum un ke sath muqabela kar rahe hain tū ye hamri bezati hogi hum agr zyada se zyada nuqabila kare tu i think sri lanka ke sath kar lenge.


haha bai aapki baat belkul teek hai kh ab hamara muqabla india ke saat naih ho sakta balkey srilanka ke saat hi ho sakta hai,kuch din pehly aik khabar pe nazar pari thi kh pakistan ne doller ki smuggling rok li jiski waja se afghnistan ki currency crash kar gai,aur bary fakar se ye baat batai ja rahi ti kh jaisy pakistan ne koi bahot bara karnama anjam diya ho.ab afghnistan ke saat muqabla shuru kar diya hai.jin becharon ke pass kuch nahin hai.



pakistan her jaga burahi hi kar sakta hai achahi ki koi umeed nain.balky modi ka bahot ahim bayan ayaa ta jis main os ne kaha ta khe pakistan se hamara muqabla nai hai ye apni maut kud mar jaye ga,hamara muqabla amrica ke saat hai ab.lekin hamary ooper baity zalim hukumrano ko aisi baton se koi sharam aati to kuch hota na.hamary pass sirf dialog hain gar main gus ke maren ge.mulk ki security pe koi samjhota nain ho ga.agar kisi ne pakistan ki taraf maili ankh se dekha to os ka anjam acha nain ho ga,kisi bhi jarehiyat ka bahrpoor jawab diya jaye ga.bus yahi daramy baziyan hain.mulk kaisy taraqi karty hain is ke baary main kak nai pata.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
September 17, 2023, 02:42:57 PM
UAE Recognizes Gilgit-Baltistan and Kashmir as Part of India in a G20 Summit

Assalam o alikum

WalaiqumAssalam
Es ma tu ab Cheif sahab direct involve hain haha as wo he chahate hain he ke es jagha se hath khali kare q ke hum os ko apne sat nahe rakskte aur. Bandladesh ke time pe be tu yahe keia ta ke hum wo agr nahe chorenge tu es mulk paksitan se be hath do baitenge aur ab shaid khasmir ma wohe bat duhra rahe hain . Edhar Afghanistan ne kaha ha ke attock tak ka elaqa un ka ha agr ap un ke offical map ko daike tū os ma unho ne attock tk ke elaqe ko apne map ye keh kar dekaya ha ke ye elaqa hamara ha . haha
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
September 17, 2023, 02:20:16 PM
Ab ye new jatka laga ha ek sahib ko, wese tho billionaire ha etna farq nahe para hoga magar ye hack kam nahe hai. Es ne sirf Metamask ma hold kie the magar lagta ha malware already installed tha esliye hath dho beta.
Yar iske itny maal pa lanat jab woh itny paiso Mai apny paiso Ki safety Ky liya kuch behtr ikdamaat na karsaka, wasiy Jo transaction ap metamask sy karsakty ho woh same Cheez ap ledger sy bhi karsakty woh sare coins holding,NFT holding sabb apko waha available ha toh phir metamask ka risk lainy Ki Kya zaroorat, khair ab Jo hoona ta woh toh already hogaya but mujy laghta haa ab yeh hoshyaar hochuka hoga aur itne High amount Kisi small wallet like trust, metamask Mai rakhny Ki jurat Nahi kary ga.

Baki middle east ky ik pasmanda country Lebanon Mai different cafe NY Bitcoin payment accept karne start karde haa Jo ky ik postive sign haa for crypto community, isky ilawa Asian country like Malaysia NY bhi same Cheez ko follow Kiya haa aur waha bhi different cafe, hotels ny Bitcoin payment accept Karna start kardiya, waisy iss Bitcoin adoption Ki race Mai Jo country sabb sy aagy Nikal gaya uski future chamakti Howe nazr ayi ge, q ky due to unlimited printing fiat din ba din de-value ho raha haa chahy woh dollar ho pound ho euro ho ya pkr ho, so agr ap iss Mai holding rakhy lyngy toh apko 4 to 5 year baad Jo Abhi jis rate pa mil rahe haa woh apko aur bhi expensive mily gee, aur uske mukably Mai ap Bitcoin ko daikhy toh woh musalsal apni value increase Karky ap ko pahly sy km amount Mai same Cheez provide kary ga,
let take an example of  Bitcoin with price of iPhone:
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
September 17, 2023, 01:00:45 PM
isleye to india aaj hum se kitna aage nekal gaya.aur hum tabhi ki taraf gay

Bahi India ke sath ab hamar koi muqabala nahe ho sakta wo kete hain na pushto ma (che saal kala bemalge roty okhure nu bia ba hum ye rateng na ke). Wo log buhat dur chale gaye hain hum se un ke sath muqakabila nahe ho sakta ab hamara agr hum ye ba krenge tu ke hum un ke sath muqabela kar rahe hain tū ye hamri bezati hogi hum agr zyada se zyada nuqabila kare tu i think sri lanka ke sath kar lenge.
hero member
Activity: 812
Merit: 619
September 17, 2023, 12:07:37 PM
MARK CUBAN KA 870k$ hacked

Ye 2023 tho crypto k dunya ma hackers ne sahee mazee kie. ham tho lage rahe Funcoin karobar ma poore Pakistan community mushkil se 100$ thak le k gae wo market k neeche aane se 50$ thak aa gia hoga aur jab news dekhte hai thi kisi se 15 million tho kisi se etne k$ hacked huwe, scam huwa wagira.

Ab ye new jatka laga ha ek sahib ko, wese tho billionaire ha etna farq nahe para hoga magar ye hack kam nahe hai. Es ne sirf Metamask ma hold kie the magar lagta ha malware already installed tha esliye hath dho beta. es liye tho Umeridrees bhai kehta hoo k waqt pe hardware le le nahe tho ap k 5 btc ghaib ho jaenge per ap b screen par aa jaige.

Mukamal thread Albon legendary bhai ne bnaya hai ap esko yaha check kar sakte hai, abe lock ha magar detail full maujood hai .

https://bitcointalksearch.org/topic/870k-hacked-from-mark-cuban-on-metamask-5467042


Aur app ko tu 5 rs megna petrol mil rha hy, app asa kero k jab petrol barhana ho, islamabad aa jaya kero aur petrol behrawa k wapis, 5 rs sasta milay ga petrol,  kafi bachat hogi apki asay.

Chalo ap aisa kare k muje btc network k through send kia kare, tha k fee b kam lage aur time ki b bachat ho aur sath sath secure b ho.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
September 17, 2023, 11:53:17 AM
Ye tho prank ho gia , $ neeche aa raha tha tho hona tho ye chaeya tha k price neeche jatha aur yaha 1-2 rupe k bajae seedha 16 rupe. wah kia kamal ki siasat kii ha hamare sath. chalo ab charge bike lena parega majboran magar wo b etne mehnge ha. hamare elaqe ma tho Petrol 331$ ma mil raha hai lagta ha 5 rupe hamare pumps ka commission hai. Ghareeb kho tabah wo kho os erna sama sarman obosee

Mein thein din gair hazar raha bitcointalk ki ais community c, mutlab k koi post idher ni ki, so umeed hy app kay din achay guzaray hon gay  Cheesy

Bagi petrol ki price ny tu 400 p jana hy aur Dollar nay 500 p jana hy, but yeh dollar 330 c wapis kion aa raha hy ? Ab yeh kehna k chor hukamat ny currency exchnagers ko pakrnay k liey chor betha deiy hein, tu ais c bara mazak ni. I think yeh pehlay petrol maghna kr lein, phir dollar ki taraf aien gay.

Aur app ko tu 5 rs megna petrol mil rha hy, app asa kero k jab petrol barhana ho, islamabad aa jaya kero aur petrol behrawa k wapis, 5 rs sasta milay ga petrol,  kafi bachat hogi apki asay.
Jump to: