Author

Topic: Pakistan - page 415. (Read 6009633 times)

sr. member
Activity: 434
Merit: 360
August 10, 2023, 01:59:14 AM
Solana Price Up Breaking Barriers, Bullish Momentum

Assalam alikum to all my Dear community, kafi dino sy tabyt theak ni the jas waja sy active ni hu skaa latest
crypto market uodate ma  Solana ki pri r ne $24 ke paar kar imp rukawat ko tor diya aur 24 ghanton mein 6% izafa dikhaya. Jo kha boht achi news han crypto market ki jabki rozana ka chart tawanai aur Sol par mazeed izafa dikhata hai. Lekin is ki behtari is baat par depend hai ke jo ahem rukawat pehle mushkil resistance thi, usay paar karna. Bulls ko bhi yaqeeni banane ke liye zaroori hai ke qeemat or up jaye skati han one day chart dakh skatt hai


Solana ka market cap behtar hua hai jo investors mein izafa ka ishara hai. Coin ki qeemat ki harkat mein mukhtalif izafa hone ki mumkinat hai agar $25 ko paar kare, jabke nichy ki Resistance $24 aur $22 par hain. Beshak overbought ke bawajood sol buy ke signals hain takh apni research krni zrori han invest karny sy phly keep in mind Source


hero member
Activity: 812
Merit: 619
August 09, 2023, 11:53:10 PM

Aj 19 august hai aur sirf 3 logo ne participate kia hai and i hope other users will try too. update ye deni the k mai ne contest post ma alphabet ko add kia hai agar kisi k koi ghalti huwe ho tho htha sakta hai

Oo mere Honda sahib ap tho kaafi advance chale gae hai, etne ziada advance na jae abe tho 14 August b nahe aya aur ap ne 19 august la k contest end b kar dia. ha ye acha tariqa kia k esko main post mai ap ne add kia tha k sab ko pata chale k agar koi alphabet already taken ho tho koi dosra sathi usko dobara na le.

hamare saathi kaafi kam hai es contest mai aur i hope k winner ma hee honga hahaha. chalo es mai luck ka b pata chal jaega k kis ka kitna luck hai. abe thak contest start karne wale balke dono donor of $ ne  flag nahe create kia
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
Vave.com - Crypto Casino
August 09, 2023, 08:26:33 PM

ALPHABET  OF ALL USERS

Code:
A: Faisal2202
B:
C
D
E: Gladitorcomeback
F
G
H
I
J
K
L
M: Themepen
N
O
P
Q
R
S
T
U
V
W
X
Y
Z : Snowpega

Aslam o alaekum;

Aj 10 august hai aur sirf 3 logo ne participate kia hai and i hope other users will try too. update ye deni the k mai ne contest post ma alphabet ko add kia hai agar kisi k koi ghalti huwe ho tho htha sakta hai
full member
Activity: 462
Merit: 227
August 09, 2023, 03:59:46 PM

 Wesy need ky doran Allah frmata hai ky haamri rohaain jism su nikl jaty hain. Means soty howy rohh hamary jism sy nikl jaty hai or jb hm uthty hai to dobara enter kr di jaty hain.

If you looking forward to mai ayat bi share kr doo ga.

G Faisal bhai ap ny bikul sahee kaha hai k Allah S.W.T Quran Pak ya baat Surah az Zumar auat no 42 mai yahee baat farmaa rhy k jab insaan ssoo jata hai uski roo nikal li jati hai mai poori ayat ka link share kr rha ap logo sath kindly ak bar go through kr li jiyaa ga sab log

Ayat of Quran source link:

 source

JunaidAzizi bhai ap b es ayat ko ak barr zaroor par li jiyaa ga ap k knowledge mai b azafa ho jayee ga. Many thanks

hero member
Activity: 812
Merit: 619
August 09, 2023, 02:42:07 PM

Gladitorcomeback bahi be yahn per mojood ha agr unhe es bare ma koi elaam ho tu wo be share karde . Ma app dono ke reply ka intezar karunga.
Azizi Bhai muje pata nahe ye discussion kis base pe start huwe maagr ye bath belkul sahi hai k neend k waqt rooh jism se qabz kar li jathe hai aur ye Surah zumar k 42 number ayat k zahir se yahi maloom hotha hai. ab sawal ye paida hotha hai k per insan sans kaise letha ha tho bhai eska jawab ullama ne ye dia k neend k waqt mukammal rooh qabz nahe hothe bal k kuch shuae(rays) baqi rehte hai aur wo aalam misali ma jatha ha aur ye ek alag topic ha es liye deep ma nahe jaathe bas etna smj jana chaiye k rooh ka thaluq baqi rehta hai jis se sans etc letha ha magar ikhtiari his se ghafil hotha hai aur dunia k baqi kaamo se ghafil hotha hai aur Khawb ka dar omadar b es par ha.



Unknown OP bhai es bar reward 3$ thak newbie ko mil sakta hai. mai next week mai shahid kar lo review. kisi ko sell karna ho tho Lbank ya Cointiger mai kare q k official mai fee ziada hai. Faisal bahi ne apply kia hai magar 30 user i think already accepted hai.

Umeridrees bhai mere liye 10$ b important hai agar mil jae, agar ap gift dina chahte hai tho Binance uid send karta ho. ao ki creativity dekh lege. aur hame khushi hogee k ap es na participate kare
sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
August 09, 2023, 02:10:43 PM
Bhai ab ki bar reward mai kaafi farq aya hai aur sirf 100$ milege wo b stake bas par aur 30 member thak ye first week limited hai. ab agar hisaab lagaya jae sirf newbie ka tho 2.8$ per user bante hai jab k senior ko 5$ thak mil jaega jab k pehle ye reward kaafi acha tha aur senior ko 20$ mil rahe the jab k newbie ko 5$. bahar hal jo b airdrop ho es tarah tho first mai entry best hothe hai aur jab log aa jathe ha ziada tho reward kam ho jatha hai

Gg bilkul Bhai Jan Jo iska pehla round tha wo best tha quu KY us round my participate be kaam select keye thy or reward b acha khasa tha to mere hisaab Sy pichle round my Sirf 20 users he join kar sakhe aur pool b 150$+ tha aur is bar to slots b ziadha hai or Sath he Sath stake based system hai or my b calculate kar Raha tha to agar Sirf newbie to member rank he join Karen to per user ka reward 3.33$ dollar KY something banta hai or Jessy KY pata hai Sirf newbie to member rank walay to ho ni sakhte isi Leye Kuch full rank+ b ho gay isi Leye newbie walo ka reward 3$ dollar KY something mil jay ga let's see at the end of this round KY Kitna reward milta Gai bus pichle bar miss ho gia application submit kar di thi or Kal jab review kar KY submit karwny laga to form or thread lock ho Chuka tha ab dekhty h next round my participants or reward same rehta hai ya ni







My Alphabet is : Z


Quoting for visibility and also adjust image size

Mashallah Bhai Jan kaafi achi images generate ki booht khoob Bhai or apny late submission ni ki abi to kaafi time hai giveaway end honay my last date 13 August h
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
August 09, 2023, 01:57:38 PM
Wa alaikum asalam Gareebo!!!. hm to thik hai ap batao uper ki hawain kasi hain. hehehe.

TBH, article my wo khud likh rhain ky ky iski koi exact reason to maloom nhi lekin isko action ko sciendano ny hypnix jerk ka naam diya hai, Means jb bnda irregual ya phr gusa, or streess wagera ki halat my so jai jasa ky mai choty hota sota tha or hr dafa mujhy khab my cht sy grny ka khab ata tha. Hehe like hr dafa to nhi lekin 2 to 3 times aya. Wesy need ky doran Allah frmata hai ky haamri rohaain jism su nikl jaty hain. Means soty howy rohh hamary jism sy nikl jaty hai or jb hm uthty hai to dobara enter kr di jaty hain.

If you looking forward to mai ayat bi share kr doo ga. otherwise meri baat was not directly realted to your topic so. Baki, bohat su tabirain bi hoty hain khabo ki or tabir ky bary my bohat su ahadees bi hain. Bulky 1 jild of sahi albukhari my bohat sy tabirain hain. i hope un my sy asa hieght sy girny ki bi koi zaroor majood ho gi.

Yahn ki hawain tu kuch din se achi ti aaj thora sa temp zyada ta aur hawa be ruki huwi tii.
Bahi Assal ma jes ne article lekha ha wo muje lagta ha confuse ho geya ha aur ess trah keh raha ha ke es ki koi exact waja malomm nahe halanke Article ma unho ne reason deia huwa differents researchers ne .
Aur jahn tak rooh nekalne ki bat ha tu es ke bare ma maa ne aaj tak kuch essi trah nahe suna ke sone ke bad bande ka rooh nekal leya jata ha agr aysaa ha tu pir hum karwat kaise badalte hain yanpir saans kaise laite hain , Agr waqi ma aysa koi hadees ha tu p'z zarrror share kar de take hame be pata chal jaye aur kesi aur ko be essi ke bare ma batae.
Gladitorcomeback bahi be yahn per mojood ha agr unhe es bare ma koi elaam ho tu wo be share karde . Ma app dono ke reply ka intezar karunga.
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
August 09, 2023, 01:06:25 PM
Asslam-O-Alaikum Millinaro kaise ha aap sub log,

Aap me se kafi logo ne neend ma chalne ke bare ma suna hoga . Neend mma chlna kuch log es ko adat mante hain tu kuch log ess ko bemari kehte ha , ke es ko neend ma chalne ki bemari ha Grin Grin. Per hame ye nahe pata hota ke ayssa q hota ha. Essi trah kuch log soo rahe hote hain aur achank un ko aysa feel hota ha ke wo kessi unchii jagha se geer gaye hain halanke wo serf neend ma hota ha , Es se .......
Wa alaikum asalam Gareebo!!!. hm to thik hai ap batao uper ki hawain kasi hain. hehehe.

TBH, article my wo khud likh rhain ky ky iski koi exact reason to maloom nhi lekin isko action ko sciendano ny hypnix jerk ka naam diya hai, Means jb bnda irregual ya phr gusa, or streess wagera ki halat my so jai jasa ky mai choty hota sota tha or hr dafa mujhy khab my cht sy grny ka khab ata tha. Hehe like hr dafa to nhi lekin 2 to 3 times aya. Wesy need ky doran Allah frmata hai ky haamri rohaain jism su nikl jaty hain. Means soty howy rohh hamary jism sy nikl jaty hai or jb hm uthty hai to dobara enter kr di jaty hain.

If you looking forward to mai ayat bi share kr doo ga. otherwise meri baat was not directly realted to your topic so. Baki, bohat su tabirain bi hoty hain khabo ki or tabir ky bary my bohat su ahadees bi hain. Bulky 1 jild of sahi albukhari my bohat sy tabirain hain. i hope un my sy asa hieght sy girny ki bi koi zaroor majood ho gi.
member
Activity: 105
Merit: 29
Chainjoes.com
August 09, 2023, 11:35:16 AM
Why Does It Feel Like Falling Deeply During Sleep?

Asslam-O-Alaikum Millinaro kaise ha aap sub log,

Aap me se kafi logo ne neend ma chalne ke bare ma suna hoga . Neend mma chlna kuch log es ko adat mante hain tu kuch log ess ko bemari kehte ha , ke es ko neend ma chalne ki bemari ha Grin Grin. Per hame ye nahe pata hota ke ayssa q hota ha. Essi trah kuch log soo rahe hote hain aur achank un ko aysa feel hota ha ke wo kessi unchii jagha se geer gaye hain halanke wo serf neend ma hota ha , Es se bande achank bedaar hota ha aur jab khud ko tek pataa tu pir sojata ha . Ab ye kessi ko nahe pata ke aysa body ya mind ma kia activity ho jati ha.
Walikum  o Salam bhi Need ma chalnay ki bemari ni hoti ya insan ka zhen ma parshni ot depression ki wajah say assa hota han mary khyal sayy ya in loogo ma zadya trah hoti han jin k zhen ma koi khoof hota hu chay wo.bacpan ma he q na hu wo.dr insan ka damang ma jamma hota rhat han jab insan sota hu dmanag osi recation par amal kart hu jas sy nned ma chalny lgta ya khoof mehsoos krta jasy gir rhaa hu unchai say ya daboo majsoos krta hu kh kasi nay pakhra hva hu zor sy but agr insan Allah ki Yadd kar ka soyye or Quran Pak ki akhri 3 qurat ko parg kar apny oper damm kar lay to ya problem ni hu ge
hero member
Activity: 1386
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
August 09, 2023, 11:22:25 AM
Haha, isme shock kesa Moderators can delete, edit and even move your post, from moving I am referring to the Threads. Baqi orr kia kia kar sakte moderators yee too main bi nai janta kuch Ban wala scene bi haa isme I think. Autoban users ka mera aik question haa ka kabi kabi user auto ban hoo jata by mistake oska kia process ha agar osne apna account recover karna I know Alt bna kaa wo appeal kar sakta but what u think kitne percent chances hain ka auto ban user Unban ho jaye gaa.
Gee hamza2424, wo drasl mai ny kbi gor nhi ki is cheez pr ky kya moderators asa kr sktain hain. Like main ny bohat sy threads ko move krty howy dekha to hai and delet krty howy bi instead mai ny khud 10+ reports ki howi hain or almost topics delete bi ho chuky hain. Baki Delete or Move krny ka idea tha lekin i did'nt think so ky apki post ky andr ka data bi edit kr skty hain as, but its a good thing ky log mai yeh cheez save ho jaty hai like oper jo likh kr a gya ky yeh edited by fla fla bnda.

To, is waja sy thoda shock howa otherwise, i think its not a big deal. Yeh autoban wala scene my ny bi padha tha shaed. wait let me found it. Is Ban Evasion same as Proxy Ban? i think ap issue ki baat kr rhay hain. or i might be wrong.

And compromise me borther i have read your last comment to me and i am searching on it and i will provide some ahadees or ayat. Baki as i said ma koi mualm nhi hoon as jo hoty hain unhy to bohat si ahadees or ayat yaad hoty hain lekin mujhy research krni padhy gi. As, in today date i might not wear tawiz.
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
August 09, 2023, 11:10:09 AM
Pakistan announce squads for Afghanistan ODIs, Asia Cup 2023

Asslamualaikum dosto kaya hal hen.?
Bohat sy log cricket shoqeen hen or har jaga nazar bhi aaty hen. To dosto Pakistan Cricket Board ny Pakistan Squad ki announcement kar di hai. Jesa ky ap janity hen chief selector Inzmam ul Haq sahib thy. Or ye Squad tayar kiya hai. Ye Afghanistan series or Asia World Cup ky liye Squad tayar kiya gaya hai. Ye len ji mulahisa farmaen.

https://twitter.com/cricketpakcompk/status/1689245364979896320
WalikumSlaam acha squad announced kiya han new chief selector may but shan masood jo kh voice caption banay thy is 2023 ka saal ma inhy droped kar diya han wo test ko T20 bana kar khalty han or T20 ko test bana kar or Faheem Ashraf ko in kiya gay han jo kh all rounder han achi bat han lakin world cup bikal pass han jnti zadya changes theak ni han team ma krna baki Babar Azam ki captaincy berqrar han recent test series win kiya hN osant Sirlinka ma he.
full member
Activity: 168
Merit: 102
August 09, 2023, 11:04:57 AM
Assalam o alikum Sanaullah ne aik program mein yeh elaan kiya. Unhone wazahat ki ke agar mard shumary ka tehqiqat hoin to election qabil amal hain ya toh February k 3rd hafte ya March ki pehli 1st mein 2024 mein ya boht he ajeeb bat ki ha Rana sanaullah nay General Election hony chyee han jald he taakh pakistan ma hallat theak hu


News
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
August 09, 2023, 10:52:18 AM
Jo jo bhi daar rahay hien k achi posts honay k bawojood aun ko campiagn c nikal dia jata hay, woh meri kuch advices p amal kerian tu Insallah koi ni nikalay ga app logon ko.
Sir apki baat ik dam correct haa iss points ko follow karty howy ap bohout saary campaign Mai long duration ky liya rehh sakty haa, but kuch manager Mai participant shuffle ka Keera hotaa haa Jo kuch waqt ky baad participant shuffle ka kehh karr bohout saaro ko nikaal daity haa without giving and reason and new participant ko USS Ki jagga accept Karwa daity haa aur yeh ik special manager Ki baat karr raha hu, ap samaj gai hongy kis Ki taraf ishara karr raha hu,
So sir iska bhi hal Bata dy ky ussy keery sy kaisy bachy😜😂😎

Pakistan announce squads for Afghanistan ODIs, Asia Cup 2023
MashALLAH kafi tagra squad select kiyaa haa, aur sabb sy behtr baat yeh haa ky saary recent performer ko select kiyaa haa Jo ky musbat qadam haa, T20 format world cup Mai Pakistan itna acha nahi hotaa but Abhi ODI format world cup+ Asia Cup haa so mujy Poora umeed haa ky world cup hamara hogaa iss Baar, q ky ik toh MashALLAH hamare team number 1 ODI ranking team haa aur doosra hamara captain ODI number 1 batter haa for more than 700 days, so inn points ko daikhy toh Pakistan strong contender haa iss world cup kaa...
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
August 09, 2023, 10:19:22 AM
Pakistan announce squads for Afghanistan ODIs, Asia Cup 2023

Asslamualaikum dosto kaya hal hen.?
Bohat sy log cricket shoqeen hen or har jaga nazar bhi aaty hen. To dosto Pakistan Cricket Board ny Pakistan Squad ki announcement kar di hai. Jesa ky ap janity hen chief selector Inzmam ul Haq sahib thy. Or ye Squad tayar kiya hai. Ye Afghanistan series or Asia World Cup ky liye Squad tayar kiya gaya hai. Ye len ji mulahisa farmaen.

https://twitter.com/cricketpakcompk/status/1689245364979896320
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
August 09, 2023, 07:51:24 AM
Baqi Xal0lex Recently kuch months pehle hamare Moderator banee hain as Jab woo kia naam that oska Shan85 oska case bana that lagbagh osii time line maa.

Aur doorsri baat jo apne note ki ho k he is always active and always replies if there is anything worth reply, jo aik bohat achi baat hy k we always have guidance avaible 24/7.

Doorsa agar app note kero k recenlty humara sab members ki posts quality bohat imporve hoi hay aur ab app ko woh news posting wali cheeze na honay k barbar nazar ati hy. Sab log hi bohat achi aur construsctive posts ker rahay hein.

However, i still miss Syed bhai aur Shahzad bhai ko, kion k they are no more active. (jaisay phelay active hua kertay thay)  Sad
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
August 09, 2023, 03:52:42 AM
World Statistic Report about Imprison Of PM and President

Asslam-O-Alaikum



Uper pic tu aap ne daik leya ha aab es ke uper kuch bat karte hain , Ye world statistic ne ek report banye ha ke 1900 se lay kar abi tak jetne be log chahe wo PM ho ya Prisident ho un ko jail baij deya geyaa ha un ka report ha. Aur herani ki baat ye ha ke Pakistan yahn per dusre nbr per ayaa ha hahaha. Aap sub ko buhat buhat mubraak ho ke pakistan dusre nbr per aya ha warna har jagha per tu Pakistan pehle nbr per hota ha ayse ghaalt aur undevelopmental work ma aur trakii , Education, corruption aur baqi achi cheezo ma Pakistan ka last nbr fix ha. Jab be koi essi trah ka report ata ha tu hum wo 3 idiots movie wala kam karte hain ke sub se pehle last se start karte hain ke es daafa pakistan kes nbr per ha .

Ab bat ati ha ke hum 2nd nbr per q ha , Es khrab system jes ma PM or Presidents ko jailo ma band keia jata ha per dusre nbr pe essi leye ha ke pakistan 1947 ma azad huwa ha aur itly hum se buhat pehle 1861 ma huwa ha agr ayssa na hota tu pakistan abi pehle nbr per hota , Khair pareshan hone ki zaroort nahe ha ek 2wo months ma pakistan itlay ko beat kar ke pehle nbr per ayega aur wo be lumber 1 ki badaolat hogaa

source
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
August 09, 2023, 02:20:49 AM
Fawad Alam Pakistani cricketer ne 37 saal ki umr mein Pakistan se international career khatam kiya aur United States mein Chicago Kingsmen ke liye 'local' player ban gaye hain. Yeh Pakistani players ke liye United States jaane ka trend hai. 2020 mein Alam ne England tour par Pakistan team mein wapas aane ka mauka paaya. Uski 19 Test matches mein 1011 runs aur 5 centuries hain. Lakin bad ma osy chance ni diya gya
Source: https://propakistani.pk/2023/08/08/fawad-alam-leaves-pakistan-cricket-for-good-to-play-in-the-us/

Meray khayal c he did the right decision kion k waisay bhi Pakistan k playing XI mein 37 years ko jaga milna tu bohat muskil hy but wahan USA mein aik tu aus ki qadar bhi zada hogi aur income bhi bitcoin mein hogi  Smiley
Aur Pakistan mein tu ab kuch ni rakha hua

Theak kah rahay han ap 37 saal kafi age hoti han but osy kafi dar bad team ma mokka mila tha test cricket ma abi or khayel sakta tha jasy ap janty hu agy misbah ul haq jo pakistani team ka captain tha osy nay 42 saal bad retirements lii the or youns kha bi apkaa samny he ha lkain unfortunately Fawal alam ko zadya mokka ni diyaa gaya khair USA ma khayal kar wo zadya passa kama skta han
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
August 08, 2023, 11:38:32 PM
Fawad Alam Pakistani cricketer ne 37 saal ki umr mein Pakistan se international career khatam kiya aur United States mein Chicago Kingsmen ke liye 'local' player ban gaye hain. Yeh Pakistani players ke liye United States jaane ka trend hai. 2020 mein Alam ne England tour par Pakistan team mein wapas aane ka mauka paaya. Uski 19 Test matches mein 1011 runs aur 5 centuries hain. Lakin bad ma osy chance ni diya gya
Source: https://propakistani.pk/2023/08/08/fawad-alam-leaves-pakistan-cricket-for-good-to-play-in-the-us/

Meray khayal c he did the right decision kion k waisay bhi Pakistan k playing XI mein 37 years ko jaga milna tu bohat muskil hy but wahan USA mein aik tu aus ki qadar bhi zada hogi aur income bhi bitcoin mein hogi  Smiley
Aur Pakistan mein tu ab kuch ni rakha hua

Kia karo yar sust ho gia ho aur kuch ziada creativity karne ko belkul dil nahe karta. has koshish hothe hai k thora active raha karo. ye AI image k through kuch image bna lee hai esko accept kare kindly.

Sust tu app ko hona hi tha kion k ais competition p koi paisay wageria jo ni mil rahay aur AI c post banana mein apka tu koi kamal ni. App ny bus command deni hy k aisa image buna dalooo aur AI bana day ga.
Mujhee app kay images mein creativity nazar ani chayee jo k kahein bhi ni hay. Sad
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
August 08, 2023, 04:13:41 PM
But my question is, can moderators edit our posts?
They can.
Ok ok actually this information is new to me is waja sy kafi heran ho gya tha ky kya moderators members ki post edit kr skty hain to pouch liya ab yeh bi pta chl gya ky mera wehm nhi tha actually mai ny post hi ghlt mention kr di wo to pist hi snowpega ki thi jaha ap ny edit ki.

Or wo mai bi manta hoon ky us ny link kafi lmbi dy di thi, so acha kiya ap ny edit kr dim lekin mai hera is liya ho gya phly kbi kisi moderator ko itni barik ghlti thik krty howy nhi dekha. I am really impressed. Keep growing dear and thanks for having such care for all the member's content.

Haha, isme shock kesa Moderators can delete, edit and even move your post, from moving I am referring to the Threads. Baqi orr kia kia kar sakte moderators yee too main bi nai janta kuch Ban wala scene bi haa isme I think. Autoban users ka mera aik question haa ka kabi kabi user auto ban hoo jata by mistake oska kia process ha agar osne apna account recover karna I know Alt bna kaa wo appeal kar sakta but what u think kitne percent chances hain ka auto ban user Unban ho jaye gaa.

Baqi Xal0lex Recently kuch months pehle hamare Moderator banee hain as Jab woo kia naam that oska Shan85 oska case bana that lagbagh osii time line maa.
full member
Activity: 462
Merit: 227
August 08, 2023, 03:42:43 PM
Quote from: Xal0lex
I corrected a user error with a very long link in this post, and since [url=https://bitcointalk.org/index.php?topic=232519.msg62659221#msg62659221
this post[/url] was quoted, I corrected the same error in the quote

BTW i also impressed from your work i also didn't knew this thing that moderators also can edit users post. Well jab mai ny dakha post k upar kesi ka name likha howa hai like post edit yaa post kesi horr user ny Edit ki hai i was really surprised.. well anyways mera b doubt clear ho gaya hai Faisal2202 bhai k es question sy and again i really appreciate you work..
Jump to: