TBH, article my wo khud likh rhain ky ky iski koi exact reason to maloom nhi lekin isko action ko sciendano ny hypnix jerk ka naam diya hai, Means jb bnda irregual ya phr gusa, or streess wagera ki halat my so jai jasa ky mai choty hota sota tha or hr dafa mujhy khab my cht sy grny ka khab ata tha. Hehe like hr dafa to nhi lekin 2 to 3 times aya. Wesy need ky doran Allah frmata hai ky haamri rohaain jism su nikl jaty hain. Means soty howy rohh hamary jism sy nikl jaty hai or jb hm uthty hai to dobara enter kr di jaty hain.
If you looking forward to mai ayat bi share kr doo ga. otherwise meri baat was not directly realted to your topic so. Baki, bohat su tabirain bi hoty hain khabo ki or tabir ky bary my bohat su ahadees bi hain. Bulky 1 jild of sahi albukhari my bohat sy tabirain hain. i hope un my sy asa hieght sy girny ki bi koi zaroor majood ho gi.
Yahn ki hawain tu kuch din se achi ti aaj thora sa temp zyada ta aur hawa be ruki huwi tii.
Bahi Assal ma jes ne article lekha ha wo muje lagta ha confuse ho geya ha aur ess trah keh raha ha ke es ki koi exact waja malomm nahe halanke Article ma unho ne reason deia huwa differents researchers ne .
Aur jahn tak rooh nekalne ki bat ha tu es ke bare ma maa ne aaj tak kuch essi trah nahe suna ke sone ke bad bande ka rooh nekal leya jata ha agr aysaa ha tu pir hum karwat kaise badalte hain yanpir saans kaise laite hain , Agr waqi ma aysa koi hadees ha tu p'z zarrror share kar de take hame be pata chal jaye aur kesi aur ko be essi ke bare ma batae.
Gladitorcomeback bahi be yahn per mojood ha agr unhe es bare ma koi elaam ho tu wo be share karde . Ma app dono ke reply ka intezar karunga.