Assalamualaikum sand token ka ye bhot major event hai 133.52 m Token ke unlocking ho gi agar ab sand ke price dekhien to 0.4 hai peshly saal is ke price 8 dollar k Karib thi .Is unlocking Sy market me cell pressure to ho ga he ho ga Jo is ke price ko dobar pump Karie ga he Kary ga To dosto bahiyon AP ke keye rahy hai is my is ka oder khichana chahiye Yan nhi .
Is k event ke bhot pokar par Rahi hai rahy Leni chahiye sab ke AP ka keye khayal hai keye sand metaversa ka future ho ga Yan nhi .
Sandbox aik acha token hy lekin ajj kaal ais bear market mein MEta verse project ki hype katim hoi perti hy but jab dobara hype aa gayee tu yeh acha perform keray ga. Waisay tu har project ki hype katim ho jati hy in bear market
Meray khayal c yeh token dump keray ga jab itni quantity mein unluck hoga, so i think k we should buy it and place orders in the range of 0.17-0.22 $ price. Yeh aik promising project hy but still do your own research too.
Badhi achi baat ki ap ny dear. As hafiz bhai ko shaed is cheez ka ilm na ho because online earning ko sb halal hi janty hain. Mujhy ab yeh to nhi pta ky hafiz bhai ki kya mentality hai wo kya souch rkhty hain is mozo pr. Lekin jb mai ny online earning ki trf socuhna shuruh kiya tha tb mujhy lga ky jis cheez my hm apni efforts lga rhain hain wo halal hai but efforts to knjri bi lgati hai nachny ky liya so efforts sy rizq halal nhi hota.
Ab ny bohat sahi baat kahi. Online field mein gambling aur Interest c bachna chayee kion k gambling is so easily accesible through crypto (bus account banoo aur betting start kr do..no need for middleman / bookie jo offline world mein hota hy) aur trading mein sab log future kr rahay hein without thinking k yeh gult hy. Even k humee offline world mein bhi bachna chayee k hum sirf current account hi open kerian bank mein jis mein sood na ho , credit cards (jo har aik k pass hy) ko use na kerian, interest p cheizin buy na kerian etc etc.
So hume both Online and Offline world mein ain sab cheizon c duur rehna hy kion sab kcuh online field mein gult ni hy, biklay offliine world mein bhi bohat kuch gult ho raha hy.