Author

Topic: Pakistan - page 470. (Read 6027729 times)

hero member
Activity: 1078
Merit: 566
May 19, 2023, 04:48:28 AM
Aj kafi dar bitcointalk.org down the. Ma to samjha ky government na jo ban lagana ka faisla kea hy wo implement bhe ho gya hy. Pr achi baat ya hy ky bitcointalk.org ab chal rhe hy. Kal minister of state of finance farma rhe thee ky sawal he nhi paida hota ky hum cryptocurrency ko mulk ma legal krn.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
May 19, 2023, 04:31:18 AM
Themepen bhai kh rhy mne merit manag manag kr liya mne boht zadya hard work sy post create ki information wli but koi b support ni kr rha thy to or kia krna tha baki Themepen bhai agr apko signature mry change krny k ilm the to apne mojy guide q ni kiya ir rahi bat reputation ki mojy apny sy zadya is community ki reposition pyari han ik bat yaad rakhy agr community m ik bandy ki reputation kharb hoti sari community ki kharab hoti han ya ap sb loog khud apni reputation kharab kr rahy han kasi mojy sy haqeqt pochy ki bijay mojy olta blame kr diya
Nai matlab hadd hi nai hogai bhai ap ky wali bhi. As Shahzadafzal sir mentioned your cases. Yani ap ky itny accounts hen yahan phr b ap ko hum guide karen kamaal bat nai hogai. Yani you are acting like that ky ap ko kuch pata hi nai tha. Agar ap ko itni der iss forum par ho gai hai or ap again and again galtyan kar rahy hen to kon tolerate kary gaa bhai. Apni galti kaa blame kissi or par nai daalen jnab Seniors ap ko iss waja sy support nai karty ky baad my ap un ko ye sila den. I was shocked ky jab my ny reply parha.

Xal0lex, I see you are a moderator, don't you have some educational topics on the Pakistan board about some basics and norms of behaviour here on the forum? Considering two very bad cases of breaking the rules in the last period.

Ab ap khud sochen kaya reputation reh gai hai hmari community ki.

Muafi chahta hun agar thory sakht alfaz use kar gaya hun to. Bsss gussa bhi hai ky ham apni stats ko behtar bna rahy hen or ek galti hamen kahan sy kahan ly jati hai.
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 19, 2023, 12:44:24 AM

Yeh kab ki baaat hy ? Kia recently government of Pakistan c data manga hy ya yeh app koi old baat kr rahay ho ?
Agar yeh new update hy tu can you share any link of this news ya koi official tweet wageria ?
Muje aur tho koi NEWS milli nahe magar Binance pak k official Twitter mai unho ne kaha k logo ka asset safe hai filhal aur fikar karne ki zarorat nahe hai. agar government chaahe b tho all data be Binance nahe dega q k ye un k law k khilaf hai , ha ye ho sakta k kuch particular address k baare mai detail mil jae jaha se money laundering ya scam wagira ka case ho.

Koi banda bhi kuch dino k lie koi bhi P2P transcation na keray aur ho sakay tu paid vpn laga k crypto ki sites open keray.

abe tho sirf news aai hai aur officially State bank ne banned news nahe announcement ki tho i think filhal etna khatra nahe hai. agar bad mai wo koi law bna le aur us k bad koi pakra gia tho per masla ban jaega. Start mai shahid thori sakhtii kar le magar bad mai sab normal ho jaega es liye start mai khial rakhna zaroori hai
full member
Activity: 280
Merit: 114
👉bit.ly/3QXp3oh | 🔥 Ultimate Launc
May 18, 2023, 10:25:06 PM

correct json online

online json parser validator
LEDGER UPDATE

Ledger Ek Aisi company Jo ke bahut purany arsey se cryptocurrency ke hard wallet manufacture kar rahi hai.Ham Sab Mein se bahut Sare log ladger ke hard wallet istemal kar rahe hain.ledger ki official update ai hai jismein unhone kaha hai ki Ham Ek naya product launch kar rahe hain Jiska Naam Hai ledger recover.

Kyunki Har eallet ky 12 yah 24 seed word hote hain aur agar koi un seed word ko bhul Jaaye yah Unse Gum Ho Jaaye To wo Apne wallet ko access nahin kar sakte.ledger ke is eature ke zariye aap apni KYC Karva kar apni identity ke zariye apne seed word mehfooz kar sakte hain.aur Agar kabhi aap apne seed word Bhul Jaaye to apni identity Karva kar vahan se apne seed word dobara dekh sakte hain.

yah UN Logon ke liye to Achcha ho sakta hai jo Apne seed word sambhal kar Nahin Rakh Sakte lekin kya security ke lehaz se Ham sab ke liye ek pareshan kun baat Nahin Hai.aap Jab Bhi Apne wallet ko Agali dafa update Karenge naye feature ke liye to ye wali update bhi usmein automatically a Jayegi.

kya security ke liye han se yah option Sahi rahega kya aapke  fund Yahan per mahfuz Rahenge aur kya ledger ko iske liye Apna Ek alag Sa device Nahin banana chahie Ke Jo log is feature ko istemal karna chahty hain,sirf wohi log hi is feature waly device ko kareeden.bajay isky k sub logon ko is update main daal diya jaye.
staff
Activity: 2436
Merit: 2347
May 18, 2023, 12:50:54 PM
Agar aapko koi aur mobile browser pata hai jo extensions ko support karta hai, toh zaroor share karein.
Jee sir ap ne jo extension share ki hai wo kafi had taak benificial hai aur ma sub ko ye suggest karunga ke wo ye browser use kia kare mean jo es ma sub se acha lage wo use kare .

Hum mobile browsers ki baat kar rahe hain. Mobile, aapko pata hai na? Woh jo Android ya iOS par chalte hain. Hum desktop browsers ki baat nahi kar rahe hain, jo Windows aur dusre desktop operating systems par chalte hain. Agar aapne specifically mobile browsers ki list banayi hai, toh chaliye unhe extensions ko support karne ke hisaab se dekhte hain.

I guess my Urdu is too bad if you don't understand my words. I will repeat my words in English. You should be able to understand English.

We are talking about mobile browsers. Mobile, you know? The ones that run on Android or iOS. We're not talking about desktop browsers that run on Windows and other desktop operating systems. If you've made a list specifically of mobile browsers, let's look at them in terms of support for extensions.

1-Chrome - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
2-Safari - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
3-Firefox - extensions ko support karta hai (support extensions)
4-Samsung internet Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
5-Opera Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
6-Microsoft edge Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
UC Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)

1-Brave Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
2-Ghostery Privacy Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)

1-Kiwi Browser - extensions ko support karta hai (support extensions)
2-Yandex Browser - extensions ko support karta hai (support extensions)
3-Dolphin Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
4-Maxthon Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
5-Puffin Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)
6-Vivaldi Browser - extensions ko support nahi karta (does not support extensions)

To, sirf teen brawzars poori fehrist se aftaab ko sath laa sakte hain. Mai apko yaad dilana chahta hun k mai khaas tor par browsers k mobile version ki baat kar raha hun.

In summary, of the entire list, only three browsers support extensions. I remind you that I'm talking specifically about the mobile version of the browsers.

Ye kuch browser ma ne upr deye hai jo ap ess ko extension ke zarye use kar sakte hai baqi muje paata nahe ap ko ye post acha lage ga ya nahe per i try my best
             Shukrya..

Maaf kehna, mai samajhata hun keh aapne apna behtareen kiya hai, lekin ye bilkul woh baat nahi hai jis keh bare mein mai baat kar raha tha.

I understand that you tried your best, but that's not what I was talking about at all.
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
May 18, 2023, 12:31:53 PM
Reply to illegally allegations

Shan85 bhai sab jee sano daso asi kahan support karin you ko?

Koi aik allegation hoti tu na... chlain maan lia ap ne ghalti signature aage peche kiye but phir jo iss thread main ap k khilaf jo charge sheet tiyar hoi hia iss ka jawab tu community kia ap khud justify nahi kar sakte.

Pehle ilzaam : Wearing Double signature (Shan85)
Dosra ilzaam : five connected account https://bitcointalksearch.org/topic/m.62254001
Teesara ilzaam: Here's some connections on the ETH side of things https://bitcointalksearch.org/topic/m.62254976
Chootha ilzaam : One more https://bitcointalksearch.org/topic/m.62255984

sirf 2 din main logon 3 pages bhar diye hian.... ap ap batao ye community apko kahan support karay aur kese defend karay?

Abi ap Full Member banay the...

Anyway warning to all of us please ap jinte marzi smart banain aaj nahi tu kal... بکرے کی ماں کب تک خیر منائے گی Smiley

Exactly sir g He can't say even a word about getting support I have all the proofs that he intentionally did this, So he should bother us anymore. Humm support karte agar koi zara sii bi Gunjaish hoti ispe.

Mujhe sir itna gusaa ku ka sir galttii karte then kehte Senior ne guide nai kia loo gii galat kam khud karain malbaa hum pe dalian. Jab main ne ye dekha because I was the first one who watches because you know for a long time I am working with roysee so I have followed him one each and every post to be updated, He posted that he removed shan85 + tagged him red I was shocked why then there was a case filed by the Shasan and after that I was like is he a kid he is cheating by joining two signatures and expecting nothing will happen.

Then my reaction post you all know after that main ne Zain bhai see baat ki ku ka isne khud kaha ka ye zain se kuch bat cheet kar raha, then main ne zain se poora mjra suna and all allegations are not allegations these are the facts.

Chood dain sir ispe abb kia baat karain humm Jo assal mala bana howa ospe baat akrte hain..

Crypto BAN is it Gonna Happen Really

Too sab se pehle you all know what happened now mere kuch views hain woo ap loog sun lain...

First This is currently a Hot topic and our concern Ye just Tresurry meeting ma Comments the ka Crypto ko Ban kia jye ga KAb? ye nai pata.
Second Banning a few sites cant BAn crypto.
Third, if they really want then it requires Law Imposing, and policy-making, and ye current political crisis ma Impossible haaa.
State Bank ka abi take mujhe koi official comment ya Notficiation anzar nai aya so abi malaat itne kharab nai hain.

hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 18, 2023, 12:24:30 PM
Asal my bhai hukumat ko apna faida nai nazar araha hai. Logon ko agar kuch kmai mil hi rahi thi to wo crypto Market hi thi. Or jab log khud kama rahy hen or Hukumat ko koi faida nai ho raha hai to wo ye qadam uthaye gi hi. Chalen maan lety hen ky money laundering hui to Binance sy wo addresses mang kar un bando ko pakra jaa skta hai lekn nai sari industry hi ban karni hai. Agar in ko kuch mil jata yani crypto exchanges kuch pay karny lag jaty to in ko bohat sukun hona tha.
Har hukumat kaa yehi haal hai. Jahan mily basss lapet lo.

Binance sa government of Pakistan na details mangi theen crypto users of Pakistan ke. Wo to bhala ho CZ Pakistani nhi tha varna company na uski bhe audio video leak kr ky us sa details ly lani thi. Binance na government of Pakistan ky saath cooperate krna sa inkar kea hy jis py ya log ghusa ma a gya hn. Dekhta hn government kis tarah ban krti hy crypto ko Pakistan ma. Kyunka p2p wallet transfer ko to koe bhe block nhi kr saqta.

Yeh kab ki baaat hy ? Kia recently government of Pakistan c data manga hy ya yeh app koi old baat kr rahay ho ?
Agar yeh new update hy tu can you share any link of this news ya koi official tweet wageria ?

ais baat c tu saaf lagtha hay k they are after crypto investors and think that people are converting their money in crypto and due to this the dollar is rising. Ajeeb sooch hy ain ki but hum kuch ni kr saktay.

Koi banda bhi kuch dino k lie koi bhi P2P transcation na keray aur ho sakay tu paid vpn laga k crypto ki sites open keray.
full member
Activity: 742
Merit: 201
May 18, 2023, 12:09:12 PM
Asal my bhai hukumat ko apna faida nai nazar araha hai. Logon ko agar kuch kmai mil hi rahi thi to wo crypto Market hi thi. Or jab log khud kama rahy hen or Hukumat ko koi faida nai ho raha hai to wo ye qadam uthaye gi hi. Chalen maan lety hen ky money laundering hui to Binance sy wo addresses mang kar un bando ko pakra jaa skta hai lekn nai sari industry hi ban karni hai. Agar in ko kuch mil jata yani crypto exchanges kuch pay karny lag jaty to in ko bohat sukun hona tha.
Har hukumat kaa yehi haal hai. Jahan mily basss lapet lo.

Binance sa government of Pakistan na details mangi theen crypto users of Pakistan ke. Wo to bhala ho CZ Pakistani nhi tha varna company na uski bhe audio video leak kr ky us sa details ly lani thi. Binance na government of Pakistan ky saath cooperate krna sa inkar kea hy jis py ya log ghusa ma a gya hn. Dekhta hn government kis tarah ban krti hy crypto ko Pakistan ma. Kyunka p2p wallet transfer ko to koe bhe block nhi kr saqta.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
May 18, 2023, 11:57:28 AM
Aoa sabhi bahiyon ko Is barti inflation ko dekh sabhi investor os cheese me invest Karna chah rahy hai Jan 90% believe ho profit ka to  zayad tar marketer or investor apny socour ko mange karny k Leye gold me invest kar dety hain
Ye bat to hakekat hai k jab b inflation hamri Pakistan ke bari hai gold ke price up he hoi hai or asa he chalta araha hai gold price tola 203000 hai aj ka rate or gold marketer ye Bata rahien hai k gold 300000 ko touch kar ka aye ga or jab gold price 165000 thi to tab gold marketer ny ye analysis keya tha k gold price 200000 ko touch Kary gi to asa he Howa ab gold price 300000 ko touch Kary gi or ye Hoga kuin k jab tak ye alikashan vote Wala system hamray mulk me nhi hoga to ye 300000 ko touch karye ga or mean bat ye hai k gold or Dollar ka bhot competition hota hai jab b doller barta hai gold b barta hai Yan gold up hota hai to doller b up hota hai AP to is Sy analyst keya ja sakta hai k doller price nichy nhi aye gi balky bary gi jab tak ye hamray Pakistan me ye 5 sala alickshtoin nhi hoty or ye hafra dafri khatam nhi Hojati

Kal bhot ajib Howa ka baince me doller buy price sell price Sy rate presentage Kam thi🤔 keye ye kush fault tha ye Kal 9:30 bajy k screen shot hain

image upload
hero member
Activity: 812
Merit: 619
May 18, 2023, 11:34:05 AM

Haqeeqatan mein, kafi kam mobile browsers hain jo extensions ko support karte hain. Haan, mujhe mobile Yandex browser ke bare mein bhool gaya. Ab tak, mujhe sirf 4 mobile browsers pata hain jo extensions ko support karte hain, woh hain Kiwi, Mises, Lemur aur Yandex. Agar aapko koi aur mobile browser pata hai jo extensions ko support karta hai, toh zaroor share karein.

Browser tho kaafi ziada hai jo k wallet extension support karte hai magar asal bath ye hai konsa best browser hai tha k us ko choose kar k baqio ki zrorat na rahe. Pehle tho Kiwi best tha magar Kiwi mai extension ma masle aathe the q k wo mobile friendly sahi tarah se nahe tha

ab agar dikha jae tho sab se best wo Mises browser hai aur uski bari waja ye hai k ek tho wo extension friendly ziada hai especially Metamask aur crypto related extension k liye q k Mises ko launch hee ese maqsad k liye kiya gia hai. Dosra positive point ye hai k es browser ne almost all dapps wagira se partnership kar rakhi hai aur built-in mai all dapps available hai jis se scam ka khatra nahe hotha aur aur ao direct tamam big dapps ko open kar sakte ho.

They have some free tokens for twitter old users. i have created thread on it. also if someone want to sell token, i will buy it.

https://bitcointalksearch.org/topic/m.61722176
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
May 18, 2023, 10:08:13 AM
Quote

Unfortunately, I have to announce that ItsCrafty is leaving the campaign - without pay.
The reason is a double case of plagiarism within one week (this was also reported to the moderator).

After a trustee and native speaker confirmed the verdict on this case, I decided that the user who provided information on this case would receive a reward. It also means that if someone catches a campaign participant for plagiarism or for creating text through AI, they can qualify for a cash incentive.

Kon etna bara haasid hai jis ko jalan ho rahe the k mai kuch reward yaha se le loo? es waja se k mai PTI ka supporter nahe hoo? Jis ne b kia hai , Allah tho dikh raha hai. Bahot afsos huwa , agar ap ne bthana hee tha tho muje message kar dithe k ye masla hai ap k posts k sath.

Gulti app kero aur ilzam PTI P ?  Kion  Huh
Ajeeb mentanilty hy N league walaonnn ki, k har gult baat ka ilzam PTI p

Itna ghusa honay c bethar hy k khuda ka sukar ada kero k plagiarism ki wajah sirf compaign c out huey ho aur koui negative trust wageria ni mila. Mujee ni pata k kis type ki palagrism ki thi app ny ya ki bhi k ni, but you should know k palargism is wrong aut app ka account kharab ho sakta hy ais wajah c.

Shah85 ka abhi mein case study kr raha hon aur aus ka post martam juld hi keron ga.. Cool

Aur han next time app ky bathroom k nul mein panni na ayee tu bhi kehna k yeh PTI ki wajah c hua hy  Angry Angry
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
May 18, 2023, 09:41:49 AM
Agar aapko koi aur mobile browser pata hai jo extensions ko support karta hai, toh zaroor share karein.

Jee sir ap ne jo extension share ki hai wo kafi had taak benificial hai aur ma sub ko ye suggest karunga ke wo ye browser use kia kare mean jo es ma sub se acha lage wo use kare . Per sir es ke ealawa be kaafi extension browser mojood ha technology ka dur hai modren era hai aur company apne apne browsers lunch kar rahe hai jaise ke aap ne kaha hai ke agr kesi ko aur paata hai tu wo share kare tu neecha ma kuch share kar raha hun agr aap ko tek lage tu zaroor bta dejeyega.

Ma es ko categorise karta hun take aap ko choose karne may assani ho. Tu sub se pehle hamre pas GENERAL-PURPOSE BROWSER aajata hai. Ye browser ma day to day use ajata hai aur ye browser kaafi sare featuers provide karta hai jaise ke various website tak rasaye andd web standers waghira yye browser ek option be provide karti hai ke aap apni data across different devices taak.en ma kuch browser ma ne dal rake hai wo
1-Chrome
2-Safari
3-Firefox
4-Samsung internet Browser
5-Opera Browser
6-Microsoft edge Browser
aur akhir ma 6-UC Browser

Ab es ke bad dusri category  ati hai PRIVACY-FOCUSED BROWSER . Ye browser apne usser ki privacy aur security ko priority dayti hai jaise ke es ke naam se zaahir hai. Es ma option hote hain jaise ke add blocking, anti tracking etc.Es browser ka matlab user ki malomat ko protect karna aur user ko apne privacy ka zyada controll dayna es ma ye 2 browser hai

1-Brave Browser
2-Ghostery Privacy Browser

aab last ma jo category ati ha wo SPECILLIZED BROWSER hai , Ye browser kesi khaas zaroort ke tekhtt banaye gaye hhai its mean ke ye special browser hai aur es ke features ye hai ke zyada speed ke sath kam karna , kuch khaas customization options etc en ma jo browser hai wo mai neeche dai raha hun
1-Kiwi Browser
2-Yandex Browser
3-Dolphin Browser
4-Maxthon Browser
5-Puffin Browser
6-Vivaldi Browser

Ye kuch browser ma ne upr deye hai jo ap ess ko extension ke zarye use kar sakte hai baqi muje paata nahe ap ko ye post acha lage ga ya nahe per i try my best
             Shukrya..
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
May 18, 2023, 06:53:19 AM
Asal my bhai hukumat ko apna faida nai nazar araha hai. Logon ko agar kuch kmai mil hi rahi thi to wo crypto Market hi thi. Or jab log khud kama rahy hen or Hukumat ko koi faida nai ho raha hai to wo ye qadam uthaye gi hi.
Pata nahi yeh Kya chahty haa yeh inka khud ka faisla haa ya FATF ya IMF ny inhy force kiyaa aisaa karny par.
Mujy bohout afsoos hota haa aisee ikdamaat sunn ky, ik yeh beggar nalaik siyasatdaan Kuch faida toh mulk ko dy nahi sakty toh nuqsaan q dy rahy haa, inky paas khud ki jobs toh ha hi nahi, jab 10 slots open hojai toh 10k log ajaty haa, toh phir q yeh logo ko crypto sy door karr rahy ha jab crypto ma faida yeh haa ik hum government pa dependent nahi rahyngy khud ka earn karyngy aur iss sy dollar bhi bahir sy ayngy jis sy economy behtr hogee aur jab hum inn paiso sy Jo cheez buy karyngy toh USS pa alredy GST Laga hota haa toh yeh sabb faidy toh government ko ho rahy haa aur yeh Kya chahty haa , ab apny trade ky profit ma bhi inko hissa dy
staff
Activity: 2436
Merit: 2347
May 18, 2023, 02:13:28 AM
Bai agar Metamask aur trust wallet banned kar de tho Kiwi aur Mises browser mai extension use kia ja sakta hai wo etna big issue nahe hai.

Ek aur browser Lemur bhi hai. Yeh bhi extensions ki himayat karta hai.
Ji yehi nai bhai is ky ilawa bhi hai. Yandex Browser. Or naa sirf ye balky is browser ki or bhi iqsam hen yani Yandex Alpha or Yandex Beta. Yani ye sari extensions ko support karti hen.

Haqeeqatan mein, kafi kam mobile browsers hain jo extensions ko support karte hain. Haan, mujhe mobile Yandex browser ke bare mein bhool gaya. Ab tak, mujhe sirf 4 mobile browsers pata hain jo extensions ko support karte hain, woh hain Kiwi, Mises, Lemur aur Yandex. Agar aapko koi aur mobile browser pata hai jo extensions ko support karta hai, toh zaroor share karein.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
May 18, 2023, 01:58:02 AM
I don't think state bank ko ham induvial users ki koi fikar hai ya hamaray 2 4 5 ya 10 lac se inhin koi bara faida hota hia... actually ye tu big fishes ko he target kar rahe hian... aur Pakistan main ban karne se kia hoga? jin k pass lakhon main USD hain agar us ne crypto main invest krna hia tu Pak main baith k thori karay ga us k pass kai option bhi open hon gi..

iss ban se nuksan ham jese chote users ko he hoga.... aur ham tu baqol IK k "cuntiyan" hian na Cheesy .... (han wo bhi hian jo ap samaj rahay hian)

Shahzadafzal Bhai, mera khayal ha k hamary idaron mein 70 ki dhia ki soch rekhny waly bethay hoi han jin ki hamary sisutdano ki trh na toh ajkal kis trh finance ko prudently run kia jta ha uski smajh na na hee koi vision ha. Crypto ek rapidly developing technology ha hamein us se khouf khany ki bjai aisi policies bnai chaye jis se awam or National  Exchequer ( quomi khazana) ko faida ho. India ne crypto pe taxation kr k es ko ek trh se legal ker dia hum aisa ku nhi ker sakty. Ban kerny ka koi faida hi ho ga log bht sary dosry rasty talash ker lein gay. Allah pak Pakistan ki ruling elite ko akal de jis ne pory Pakistan ko capture kia hoa ha.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
May 17, 2023, 11:29:55 PM
Bai agar Metamask aur trust wallet banned kar de tho Kiwi aur Mises browser mai extension use kia ja sakta hai wo etna big issue nahe hai.

Ek aur browser Lemur bhi hai. Yeh bhi extensions ki himayat karta hai.
Ji yehi nai bhai is ky ilawa bhi hai. Yandex Browser. Or naa sirf ye balky is browser ki or bhi iqsam hen yani Yandex Alpha or Yandex Beta. Yani ye sari extensions ko support karti hen.

Aag lagi hy basti ma government apni masti ma.
Government apna to billions ka corruption cases maaf kra rhe hy aur dosri trf logon ko cryptocurrency sa rok rhe hy ky ya fraud hy aur illegal activities ka lea use hota hy. Government ko chahya ka wo iska usage ky koe rules and regulations bnya pr itni mehnat kon kra. Asan hal hy ky cryptocurrency ko he ban kr do. Na rhya ga bans, na bajya ge Bansuri.
Asal my bhai hukumat ko apna faida nai nazar araha hai. Logon ko agar kuch kmai mil hi rahi thi to wo crypto Market hi thi. Or jab log khud kama rahy hen or Hukumat ko koi faida nai ho raha hai to wo ye qadam uthaye gi hi. Chalen maan lety hen ky money laundering hui to Binance sy wo addresses mang kar un bando ko pakra jaa skta hai lekn nai sari industry hi ban karni hai. Agar in ko kuch mil jata yani crypto exchanges kuch pay karny lag jaty to in ko bohat sukun hona tha.
Har hukumat kaa yehi haal hai. Jahan mily basss lapet lo.
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
May 17, 2023, 11:28:39 PM
Reply to illegally allegations

Shan85 bhai sab jee sano daso asi kahan support karin you ko?

Koi aik allegation hoti tu na... chlain maan lia ap ne ghalti signature aage peche kiye but phir jo iss thread main ap k khilaf jo charge sheet tiyar hoi hia iss ka jawab tu community kia ap khud justify nahi kar sakte.

Pehle ilzaam : Wearing Double signature (Shan85)
Dosra ilzaam : five connected account https://bitcointalksearch.org/topic/m.62254001
Teesara ilzaam: Here's some connections on the ETH side of things https://bitcointalksearch.org/topic/m.62254976
Chootha ilzaam : One more https://bitcointalksearch.org/topic/m.62255984

sirf 2 din main logon 3 pages bhar diye hian.... ap ap batao ye community apko kahan support karay aur kese defend karay?

Abi ap Full Member banay the...

Anyway warning to all of us please ap jinte marzi smart banain aaj nahi tu kal... بکرے کی ماں کب تک خیر منائے گی Smiley
full member
Activity: 742
Merit: 201
May 17, 2023, 11:04:00 PM
Poori daal hi kaali ha Sir g.

Ye jo conference thi isme jo figures samne aye wo sare ka sare galat the, kaha gya ka crypto scam ha total scam reason kia dete hain sir g ka 16K cryptocurrencies lunch ho chuki first point ka more then 21k ya 22k cryptocurrencies lunch ho chuki as per latest data jo data ink dia ya oska pata nai wo konse outdated media outlet ne dia inko.

Next kehte hain ye scam ha ku miss market ka total market capital $2.5T+ see $1.2T pa a gya haa in see zara poochian phir to apki stock market sabse badi scammer ha haha facts haa hii nai inke passs, or sabse badi baat inse poochain ka $16B+ ka reserves the Pakistan ka and now after PD we are in negative ratings and numbers to Haram to poora mulk hi scam howa ni phir. Also ye bi bta dain ye loog konsi Invetsment market always Bullish rehti ha mujhe to esi koi market nazar nai aii haha.

Aag lagi hy basti ma government apni masti ma.
Government apna to billions ka corruption cases maaf kra rhe hy aur dosri trf logon ko cryptocurrency sa rok rhe hy ky ya fraud hy aur illegal activities ka lea use hota hy. Government ko chahya ka wo iska usage ky koe rules and regulations bnya pr itni mehnat kon kra. Asan hal hy ky cryptocurrency ko he ban kr do. Na rhya ga bans, na bajya ge Bansuri.
full member
Activity: 280
Merit: 114
👉bit.ly/3QXp3oh | 🔥 Ultimate Launc
May 17, 2023, 10:14:44 PM

image sharing sites

pakistan main crypto Trading KO ban karny ka faisla:

Nehayat hi Afsos ke sath Kahana padta hai ki Hamari Hukumat Pakistan nein cryptocurrency ko Pakistan mein band Karne Ka Faisla Kiya Hai.aur iski wajoohat ye Baithe ke cryptocurrency  totally fraud hai.aur yah Ke Logon Ne Apne paise cryptocurrency Mein Dale hain.

pahle Baat yah ke cryptocurrency mein fraud zarur hota hai lekin aap yah koi bhi usko mukmmal fraud Nahin kah Sakte Kyunki yah Puri Duniya  main maujud hai aur log apni investment crypto main kar rahe hain.Pakistan mein aisa kaun sa Subah Hai Jahan per fraud Nahin Hota aap Jidhar bhi Jaate Hain aapke sath fraud Hota Hai Islamabad main jo hamara capital hai wahan senkron ki tahdad main  Aisi society Hai Jin ke andar rozana ki buniyad per Logon ke sath fraud Hote Hain.
 Kabi parlement main awaz uthi?

rozana State Bank ka naam Lekar logon ko phone kiya jata hai aur Unse Unka Bank ka data Lekar Loot Liya Jata Hai Kabhi unke khilaf action Hua Nahin?kabi parlement main awaz uthi?

gadiyon ke kharobar mein rozana hazaron fraud hote hain kabhi kisi ne unke khilaf action liya Nahin?Kabi parlement main awaz uthi?

lekin jo log gharon Mein baith kar aaram se apni Rozi Roti kama  rahe hain trading main (Crypto cruncy )unke khilaf action le rahe hain Taky wo bhi sadkon per Aaye Aur zaleel o kwar hon.

Question:Kabhi internet per pabandi Kabhi Twitter per pabandi  kabhi Facebook per pabandi Kabhi  YouTube per pabandii aur ab trading per pabandi ye Hamen kis Taraf le kar ja rahe hain.lagta hai yah Hamen Sari Duniya Se Kat kar bair bakriyon Ki Tarah Rakhna Chahte Hain.AP ka kia KAYAL hai.......
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
May 17, 2023, 06:42:07 PM
Ab tu Binance ne be keh dia hai they monitoring the situation... means wakai dal main kuch kala aagia hai Sad

Jump to: