Bitcoin price is ‘stuck’ at $30K — Here are 3 reasons why
Assalaem o aleakum to all my Brothers!
Hum jante hai ke Bitcoin ke price taqreeben aek month se $30,000 ke nazdeek he ghuume ja Rahe hai aur ziadha pump and down daikhne ku nai Mel Raha recently Xrp security law win hone ke wja se $31,000 ke above chle Gai thi but pher SE 17th July ku on chain analytics platform
CryptoQuant ne aek market update dete huwe bataya hai ke Bitcoin ke price ku yahe 3 reasons roak Rahi hai
- Sab pehle reason ye ke short term holders hai aur Sath he miners ke sell krne se price par dabao create ho raha hai
- Dusra reason ye ke price mein volatility hai es se price ku still stuck krne ke wja hai
- Last one reason ye ke analysis ke mutabik 17 July ku price $30,000 se below hu he Jani thi Kuch ye b reason thi.
Ab en sab reasons ku thura SA briefly SE check karte hai
1) Bitcoin speculators in the driving seatBitcoin ke price mei pump ke surat mei trading ku kaafi attract kR Rahi hai specially short terms holders ju KY April se sell kr Rahe jes se $30,000 ke upar sell pressure bahr gea. Glassnode ke data analysis se pata Chala ke masalsal price mei dumping ke wja se STH ne kaafi support ke Bitcoin ke price mei JB $26,400 tha.
2) Miner selling preempts Bitcoin halvingBTC ke price pump hone ke waja se es quarter mei Bitcoin miners Bitcoin selling hai. Miners apni BTC reserves ko halving period ke qareeb hone wale tareekay se kholne ke liye sell kr rahe hai jes se mazeed dumping se safe rahe. Mining pool Poolin ne hilchul machai hai jab uska fund Binance mein bheje gaye hain.
Real BTC price volatility absentBitcoin ke price ka volatility level ju ab tk sb SE low hai. April se trading ki activity ki wja se es mei izafa ruka hai jabke profit taker karne walay users mazeed bara tajarba karte hai. 18 July ko Bitcoin ke votalilty index ke wja Sy 2023 mei 14.77 ki meqdar Se Kam thi. Traders aur investors ko market mei changes ke liye on-chain metrics check krte Rahe ta ke market ke changing ke wja se loss na Hu jae.
Ap sb ka is reasons ke hawaly se kea kheayla hai 2023 ke end tk keya price hu sakhti hai
En 3 reasons ku ap carefully SE read out kR sakhte hai:
https://cointelegraph.com/news/bitcoin-price-stuck-30k-3-reasons-why