Pages:
Author

Topic: Pakistan - page 94. (Read 6036264 times)

sr. member
Activity: 322
Merit: 260
Catalog Websites
June 04, 2024, 08:42:55 PM
parindoy ki to waiqa he is garmi ma wo thabdi jagha talish kary hai jo kah sarf is surat mil skati ha agr ham apny gahro ka bhair ma tree laggy

, G Mai teek tak ALLAH ka shukr ha.
Yeh ap ny bohout ache aur informative post ki haa yeh hum SAB ko zimidari haa

Buhat acha topic lay kar aye Hain ap yahn per es se ek awearness paida hoge yahn ke members ma aur wo koshiish karenge ke Pani waghira ka bandubast kar le

G bahiyon ham sab ka farz aur ye bhot he bara  sadqa jariya hai . Hum sab ko chahiye ke hum is nek kaam ki niyat se is paigham ko share karein aur doosron ko bhi is nek kaam mein shaamil karein.
Be zuban Allah ki Anmol makhluqat hain hamari mamooli si tawajju se apni zindagi behtar bana sakte hain. Ye ek aisa amal hai jisse na sirf humein sawab milega balkay hamare dilon ko bhi sukoon milega. Sadqa jariya woh amal hai jiska ajar humein marte dam tak milta rehta hai aur parindon ke liye pani ka bandobast karna aik azeem sadqa jariya hai. Ye chhota sa amal na sirf hamari zindagiyon mein barkat laayega balkay hamari aakhrat ke liye bhi behtareen zakheera hoga.
Lihaza is nek niyat ke saath is paigham ko zyada se zyada logon tak pohanchayein aur in masoom parindon ke liye pani ka intezam karein. Is nek kaam mein shaamil ho kar hum na sirf apne liye balkay poori insaniyat ke liye khair ka baais ban sakte hain.

Alhamdulillah..!
Ap log abhi baten Kar rahy hen. Or my already garmyan shuru hoty hi ye kaam Kar chuka Hun. Or khayal bhi rakhta Hun waqfy waqfy sy paani KO check karta rehta Hun.



Asal my Bhaio apny amaal to itny achy hen nai lekn Kaya pata iss kaam ky sadqy sy hi Allah Pak hamen bakhsh Dy. Yani Der bhi nai lagti ye kaam Karen or daily bss din 3 sy 4 dafa paani badly rahen. Or jesy jesy prindy paani peety Jaen gy dua karty Jaen gy or hmari bakshish kaa Saman hota Jaye ga. My to sab Bhaio KO mashwra dun gaa ky SAB ky SAB iss Naik Kam my pehal Karen. Q ky be zuban janwar ki dua bohat jald qubul Hoti he so ap SAB bhi apni apni chatt par esy bowl Ka ehtimam Karen or thandy paani sy us KO bharty rahen. Smiley
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
June 04, 2024, 07:50:24 PM
Garmi Mein Janwaron Aur Parindon Ki madad karien Jo ham Insaniyat Ka Farz Hai.
Walaiqumassalm bahi kaise Hain app. Buhat acha topic lay kar aye Hain ap yahn per es se ek awearness paida hoge yahn ke members ma aur wo koshiish karenge ke Pani waghira ka bandubast kar le. Ma ne ye khud experience kar leya ha sardeuyon ma even garmi ma be jab zyada garmi na ho tu ye parende apke pas se be nahe guzarte shaid es dar se ke kahen pakar na le per en months ma jab garmi buhat zyada Hoti ha tu ye bilkul apke pas akar baity jate Hain es omeed pe ke kahen na kahen ap es ko Thora Khana ya Pani dai do. hamre caliph ke time pe wo pharo per Khana dalte te ke parindo ko assani ho ye be Allah ki mahlooq ha aur Allah ke makhkoq se jetni muhabat karoge Allah apse os se zyada karega . Pas ap log Koshish keia kare ke bartan ko chat per rak Len aur os ma Rozna ke hesab se Pani change karte Rahe aur time to time Raza Pani dal deia kare qke chat per direct dhoop ki waja se Pani ka temperature zyada ho jata jes ke waja se wo pani nahe pe sakenge.
Bilkul Bhai ye to bohat zruri hy. Hamen to kahin naa kahin sy paani mil hi Jata Hy or peety BHI Thanda hen. Or ye BHI hmari tarah rooh rakhny waly janwar hen Jin ko book payas lagti hy.
Or asal bat ye hy KY ye duty thori sakht hy. Yani ap ny Agar paani rakhta Hy to is kaa MATLAB ye nai Hy KY bss rakh Diya to chor Diya... Naii... Bal KY Jo paani rakhta Hy us ko lazmi jaa kar baar baar dekhen yani Har 2 3 ghanty my KY kahin paani zyada garam to nai ho Gaya or Agar paani zyada garam paaen to USS ko thandy paani sy tabdeel Karen. Or sab sy achi bat to ye hy KY chat par Jahan paani rakhen waha chaaon kaa intzam zrur ho. Lekn PHR BHi paani ko check karty rehna bohat zruri hy. Iss kaa ajar bohat zyada Hy. Jo sirf Mera Rab hi janta hy.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
June 04, 2024, 07:35:14 PM
parindoy ki to waiqa he is garmi ma wo thabdi jagha talish kary hai jo kah sarf is surat mil skati ha agr ham apny gahro ka bhair ma tree laggy

, G Mai teek tak ALLAH ka shukr ha.
Yeh ap ny bohout ache aur informative post ki haa yeh hum SAB ko zimidari haa

Buhat acha topic lay kar aye Hain ap yahn per es se ek awearness paida hoge yahn ke members ma aur wo koshiish karenge ke Pani waghira ka bandubast kar le

G bahiyon ham sab ka farz aur ye bhot he bara  sadqa jariya hai . Hum sab ko chahiye ke hum is nek kaam ki niyat se is paigham ko share karein aur doosron ko bhi is nek kaam mein shaamil karein.
Be zuban Allah ki Anmol makhluqat hain hamari mamooli si tawajju se apni zindagi behtar bana sakte hain. Ye ek aisa amal hai jisse na sirf humein sawab milega balkay hamare dilon ko bhi sukoon milega. Sadqa jariya woh amal hai jiska ajar humein marte dam tak milta rehta hai aur parindon ke liye pani ka bandobast karna aik azeem sadqa jariya hai. Ye chhota sa amal na sirf hamari zindagiyon mein barkat laayega balkay hamari aakhrat ke liye bhi behtareen zakheera hoga.
Lihaza is nek niyat ke saath is paigham ko zyada se zyada logon tak pohanchayein aur in masoom parindon ke liye pani ka intezam karein. Is nek kaam mein shaamil ho kar hum na sirf apne liye balkay poori insaniyat ke liye khair ka baais ban sakte hain.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
June 04, 2024, 06:16:34 PM
~~~

G brother, Allah bkare k aisa ho jai k Bitcoin price ek naya ATH bnai or pori cryptocurrencies market mein zaberdast rally aa jai or phit paisa hee pisa ho jasa k k ap or hum yehi dua kerty han k hum sub crypto space meion achi earning ker k apny financial future ko transform ker sakein or Insha Allah aisa ho ga ku k ab lugta ha k aany waly dino mein ek sustained rally dikhai de rehi ha.

Bitcoin market ki update yeh ha k es waqt Bitcoin $69,214 pe trade ho reha ha, or gusehta 24 hrs mein eski price mein 1% izafa hoa ha.
Overall market is in good health, coinmarket cap 2.56 Trillion dollars, Bitcoin dominance index 53.1% or Fear and Greed Index 62% ha.
Han Sir bilkul Allah sa umeed ha kaa inshAllah bohat jald he Market APNi sentiment change kar danga or APNi new all time high banaya gaa Jo AK around 150k saa 200k taa ka level batyaa jata haa expert ka mutabik. Ab yahi umeed Laga ka Bata haa ka kab Bitcoin APNi rally strat kar gaa taka APNi profit organized kar sakta APNA investment saa.

But anyway market ke new update yaa ha ka Bitcoin na APNA 2021 ka All time high par support confirm kar kaa ka strong strength zahir ke haa  or price ko boost kar de $71,063 tak. Ab price filhal little bit hazy haa Jo sahid Kuch dino ka leya AK chopes side wise move kar sakta haa q k $68,032 support zone haa or $72,000 AK resistance haa or Dona APNA ka between price stuck haa to possibly few days hama consolidation phase ka andar dakhna ko mil saktaa but agar ko FA ke good news ayee to possibly break out kar sakta haa.

DYOR!
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
June 04, 2024, 01:58:18 PM
Garmi Mein Janwaron Aur Parindon Ki madad karien Jo ham Insaniyat Ka Farz Hai.
Walaiqumassalm bahi kaise Hain app. Buhat acha topic lay kar aye Hain ap yahn per es se ek awearness paida hoge yahn ke members ma aur wo koshiish karenge ke Pani waghira ka bandubast kar le. Ma ne ye khud experience kar leya ha sardeuyon ma even garmi ma be jab zyada garmi na ho tu ye parende apke pas se be nahe guzarte shaid es dar se ke kahen pakar na le per en months ma jab garmi buhat zyada Hoti ha tu ye bilkul apke pas akar baity jate Hain es omeed pe ke kahen na kahen ap es ko Thora Khana ya Pani dai do. hamre caliph ke time pe wo pharo per Khana dalte te ke parindo ko assani ho ye be Allah ki mahlooq ha aur Allah ke makhkoq se jetni muhabat karoge Allah apse os se zyada karega . Pas ap log Koshish keia kare ke bartan ko chat per rak Len aur os ma Rozna ke hesab se Pani change karte Rahe aur time to time Raza Pani dal deia kare qke chat per direct dhoop ki waja se Pani ka temperature zyada ho jata jes ke waja se wo pani nahe pe sakenge.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
June 04, 2024, 01:48:02 PM
Inspect and wash your vegetables before you cook them or use them.


Assalam-o-Alaikum!

Sab bhai umeed krta ho khair kheriyat sy hoongy or sahat mand hoongy. Acha ya image kuch poorani hai jo k mai ny click ki thi kafi time pehly or apni galleray sy nikali hai aj to socha yaha par share kr daita hoo apni community k sath well ap logo ko kiya lagta hai ya kia cheez hai? i mean circle area mai knci cheez hai? pehly andaza lagaiyaa ga then post agy read kriya ga jab mai ny esko dakha mujhy laga ya snake hai or mai ny esko hath nai lagaya or mai esko bahir nikala to phir mujy pata chala k ya soondi hai or mai haran haha etni bharai soondi or dosri baat es soondi ka colour b snake jasia lag rha hai that is why mai b esko dakh kr ghabra gaya tha.
WaalaikumSalam bro, iss baat Mai bilkul sachai ha ky sabzi hi SAB Sy achi ghizi ha sehat mand rehny ky liya yeh Nahi KY meat ya chicken Nahi ha but Abhi ky door Mai Jo Cheez thoore behtr aur chemicals Sy saaf ha woh sabzi ha warna chicken aur meat bhi best haa but miqdaar Mia km aur quality Mai ache hone chahiya. Toh apki post Ki taraf Barty ha ky waqi hum log iss Cheez Mai thoore kamzore daikhty haa especially fruits Mai hum without wash Issy use karty haa Jo baad Mai hamare bemare ka sabab banta haa aur kafi germ ko Janam daity haa Jo different dieses ko barhawa daity haa, aur yeh mujy samaith Har koi bs haath pair ky fruit ko saaf karty ha without water aur bs kaa laity ha.

Baki apky story Sy acha jaany ko Mila ha ab hum cheezo ko deeply analyse Karky pakaingy q ky may be yeh chooty hashrata hamary liya mout ka sabab bhi ban skata ha toh pachtavy dy behtr ha Kya pahly Sy ikhtyat kary aur apni seht lo behtr banai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
June 04, 2024, 01:33:06 PM
Solana Edge and Attracting Major Financial Institutions with Unmatched Speed and Low Costs

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Industry leaders ke mutabiq Solana ka infrastructure traditional payment systems ke sath asani se integrate ho sakta ha aur confidential transfers jaise features ka izafa institutions ke darmiyan iski adoption ko mazeed barha sakta hai. Fireblocks ke vice president Ran Goldi ne zor diya  K Solana ko payment institutions ke liye ek taqatwar tool bana deti hain. $4.7 billion se zyada TVL ke sath Solana mustaqbil mein ziada adoption dekhne ke liye tayar hai jab ke ziada se ziada institutions apne offerings ko future proof karne ke liye iske advanced blockchain technology ka faida uthate hain.

Walaikum salam, brother, Mere khayal mein Solana k network ka infrastructure abi bi itna reliable nhi ha k esko kisi major payment system ko handle ker saky kun k congestion ki soorat mein abi bi network outage ki complaints han. Laikin yeh bat itminan bhakhsh ha k Solana k network mein musalsil technological advancement ho rehi ha jis ki waja umeed ki ja sakti ha k future mein Solana mein massive growth aa sakti ha or yeh bi mumkin ha k eska ETF bi aa sakta ha, agr aisa hoa toh eski price mein significant izafa ho sakta ha. DYOR
sr. member
Activity: 616
Merit: 384
June 04, 2024, 01:19:16 PM
Blackjack.fun Free Raffle Campaign by paid2 (Round 4)

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea chaal haal hai brothers loog


paid2 brother kei tareif Sei aek bar blackjack.fun project Ka fee raffle campaign launch huu chuka hai es raffle campaign KO discuss Krnei Sei pehlei previous round 3 Ka result announce Hou chuka hai ageir keisei brother nei enka round 3 join kea tha wo winner check Keir skhta hai aur next round bei kouch dein pehlei hei start huwa hai aur abei kaafei slots bei available hai aap Seib aur Jo interested hai wou join Keir sakhta hei reward Kei baat karein tou 50 dollar btc hai aur 1 winner select kea jaeay ga aur har user 1 slot lei skhta hai (agier account banaty hai blackjack.fun mei tou w slots lei sakhta hai)

Join Here:



Join Fast !!!!!!!
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
June 04, 2024, 11:50:33 AM
Solana Edge and Attracting Major Financial Institutions with Unmatched Speed and Low Costs

Walikum Salam, kia hall haa hain apke sir.

Hmm, SOL haha, yee too ajeeb baat haa kaa is project kaaa sath meri personal grudges thii hahaa mujhe bi nai pata kuu, haan iski reason this SOL network kaa 2-time collapse, is collapse kaa baad mujhee pata nai kuin SOL kabi passand nai aya khair abii too malaat bohat different chain, or mera mindset bii kafi change howa haaa. SOL achaa project haaa abi take kaaa koi competitor itni hype wave genrte nai akr saka magar kuch keh nii saktee kuu kaaa bohat sare undervalued, potential project hain.
sr. member
Activity: 658
Merit: 283
Hire Bitcointalk Camp. Manager @ r7promotions.com
June 04, 2024, 11:11:32 AM
Monthly Activity of Re: Pakistan Local Thread - May
Hamza2424
Walaiqumassalm sir , alhumdullilah Tek taak ap sunaye din kaise guzar Rahe Hain.
Sir apne ye post summary share ki o aur daik ke waqi ma duk huwa qke mere be post buhat zyada kam ha ap se be kam ha halanke hame zyada poste Karni chahye ti. Khair mere pas es ka ek solution mojood ha jes se hamre es thread ma garmi paida ho sakti ha aur aysi garmi hoge ke pir dand ke Leye kesi AC ka entezaam karna hoga wo 2.5 tone Wala hahahahah. Aysa karte Hain ke ek reward rakte Hain es per ke Jo top 3 poster honge os ko reward melega aur ye reward on logo se Leye jaye ga Jen ke post sub se kam honge like Jo neeche ke 3 bande honge jen ke post count kam ho in se ye reward leya jaise ga pir ap daikenge ke ye thread kaise garam hota ha har koi es cheez se bacna chahe ga ke mere post count kam na ho hahhaa aur dusra Haal be ha mere pas per pehle daikte Hain agr ye work karta ha tu teek nahe tu pir kesi aur step pe jayenge.

Aur ap tu aitmenan rake apke post ko hum full read out karte Hain hhahah ap baghir hoke comentary kar sakte Hain.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
June 04, 2024, 08:51:27 AM
Solana Edge and Attracting Major Financial Institutions with Unmatched Speed and Low Costs

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Solana ke aik ashi update Solana apni scalability aur kam transaction cost ki wajah se financial institutions ke darmiyan maqbooliyat hasil kar raha hai. Aham companies jaise ke PayPal aur Visa ne apne stablecoins ko Solana ke sath integrate kiya hai jo ke everyday transactions ke liye iski utility ko barhata hai aur mustaqbil mein aur ziada institutional adoption ke imkanaat ko zahir karta hai.
Solana ka throughput 65k transactions per second tak hai aur average transaction fees sirf $0.0025 hai  jo ke Ethereum ke mukablay mein kaafi behtareen hai, jo ke speed aur cost ke lehaz se isay large scale payment processors ke liye kashish bana raha hai Info



Industry leaders ke mutabiq Solana ka infrastructure traditional payment systems ke sath asani se integrate ho sakta ha aur confidential transfers jaise features ka izafa institutions ke darmiyan iski adoption ko mazeed barha sakta hai. Fireblocks ke vice president Ran Goldi ne zor diya  K Solana ko payment institutions ke liye ek taqatwar tool bana deti hain. $4.7 billion se zyada TVL ke sath Solana mustaqbil mein ziada adoption dekhne ke liye tayar hai jab ke ziada se ziada institutions apne offerings ko future proof karne ke liye iske advanced blockchain technology ka faida uthate hain.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
June 04, 2024, 06:42:39 AM

Bilkul Right bhai Jab tak humri government independent ni hu gr lor apny fasilay parliament ma kary ge na kah fouj ka isharo pr nachy ge to mulak ma kabi isthkam ni ay skata hai mary khyal say fouj ki power ha isy limit kar dena xhaye ya humra budget kahty or humary taxo ka passa bi humry khalif he istamel karty or full azeshi karty hai is lay zrori hai kh parliament ma koi asa bill pass kiya jaye kag ya apni hadood ma rah kar kam kasy jasy baqu mulko jasy India or Bangladesh ma hota hai or dosru bat imran khan agr ay ga to mulak ma new technology ko bahawa mil skat hai qkh wo social media par update rahtay or wo crypto ko regulate krny ka bary ma soch rahy thy youth power sri inka sath is lay wo technology ko smajty hai

Brother, apka tajzia bilkul durust ha k Pakistan ko ager tezi se tarakki kerna ha to her idary ko constitution mein defined boundaries k mutabik apni domain se rehna ho ga or dosry idaron k kaam mein dakhal andazi bund kerna ho gi jis se mulk ko aaj tak bht loss ho chuka ha. Ek shakh k faisly kabi bi 100% durust nhi ho sakty, behtrin faisly wohi hoty han jo collective wisdom ko use ker k hoty han.

Bitcoin market ki update yeh k prominent analysts aany waly dino mein Bitcoin mein ek sustainable rally predict ker rehe han. DYOR


https://cointelegraph.com/news/bitcoin-futures-premium-hits-7-week-high-is-the-rally-sustainable
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
June 04, 2024, 06:28:24 AM
Coinbase Fuels Crypto PAC with $25M Ahead of US Elections

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal ha mry pyary dosto

Coinbase ne crypto-focused super PAC Fairshake ko $25 million donate kiye ha Ripple aur Andreessen ke saath mil kar jisse upcoming U.S. elections ke liye total $160 million raise ho gaya ha. Coinbase ke CEO Brian Armstrong ne pro-crypto candidates ko support karne aur anti-crypto candidates ko oppose karne ki zarurat par zor diya jo crypto industry ke liye political outcomes ko favorably influence karne ki koshish ha info



Fairshake, jo top-funded super PACs me se ek hai, candidates ko directly donate nahi kar sakti lekin unki support ke liye unlimited amounts spend kar sakti ha. PAC ne Democrats ke against lobbying ke liye $10 million spend kiye hain aur pehle California Representative Katie Porter ke khilaf attack ads fund kiye the. November elections ke qareeb aane ke sath jahan Congress ka control stake par ha crypto sector ka influence power ka balance sway kar sakta hn.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
June 04, 2024, 03:27:07 AM

Garmi Mein Janwaron Aur Parindon Ki madad karien Jo ham Insaniyat Ka Farz Hai

Assalamualaikum sabi bahi kese hai umeed hai theek Hun gy .
WaalaikumSalam, G Mai teek tak ALLAH ka shukr ha.
Yeh ap ny bohout ache aur informative post ki haa yeh hum SAB ko zimidari haa but unfortunately mujy samaith Shayad thread Mai ya community Mai koi Nahi Karta but yeh baat ha ky garmi Mai yeh janwar parindy ik tarah sy hum par dependent hojaty haa hum toh Chalo agr AC na ho toh panky ky neechy baith jaty ha ya Tandy pani Sy naha laity ha inky paas yeh bhi Nahi hota Mai especially dogs aur parendo Ki bath kar raha hu toh istarah kary Ghar ky Kisi aise jagaa pa Jo thoora bahir ho pani rakh Diya kary aur thoore bohout khuraak Jo possible ho aur Jo available ho. Q ky yeh small act of kindness may be apky shafat ka zarya bany.

Jaisy ik waqia mashoor ha ky ik gunehgaar orat Jo sari zindagi gunah Kiya bs garmi Mai ik dog ko Jo pyasa ta koowy Sy pani Nikal ky pilaya aur ALLAH NY us Cheez Sy uski bakshih karde. Toh kehny ka matlab ha yeh cheezy hote choote choote ha haamy zyada meaningful Nahi laghta but iska Asr bohout hoony wlaa ha.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
June 04, 2024, 02:11:49 AM
Kher awam bhi Kaya kary. Humkrano ny sleep hi itna Kiya huwa he ky har Banda kehta he ky kahin naa kahin sy Kuch a hi Jaye par wo apna nuqsan Kar bethy hen.
Ik baat bilkul correct ha ky Hamary government jo ky apny apko azaad samajty haa but haqeeqat Mai aisa Nahi ha woh har woh ik faisla Karta ha Jo GHQ Sy Aata haa aur waha pa white house ya pentagon Sy Aata ha toh isi wajah Sy hamary achy aur constructive faisly hamesha late aaty haa chahy ab woh ik new technology ko adopt Karna ho ya kuch aur earning source ho waghaira waghaira aur isi liya hum government pa hamesha dependent rahty ha Jo ky government ky liya khud kafi masail Kara karty haa but majal ha ky woh haamy yeh cheezy pahly Sy allow Karky poore support kary taaky hum Sy acha khaasa paisa banwai mulk dollar Lai binah government Sy paisy liya tax dy waghaira waghaira toh is Mai government ka hi faida ha but pata Nahi yeh Whitehouse waly kab Jaan choryngy hamary country ka. Ab agr government cheezy legal kary aur exchanges ko yaha kaam karny Dy un Sy moota paisa ly Bitcoin ATM banwai taaky log easily invest karsky aur khud Sy trading Karky apny paisy banwai.
Bilkul Right bhai Jab tak humri government independent ni hu gr lor apny fasilay parliament ma kary ge na kah fouj ka isharo pr nachy ge to mulak ma kabi isthkam ni ay skata hai mary khyal say fouj ki power ha isy limit kar dena xhaye ya humra budget kahty or humary taxo ka passa bi humry khalif he istamel karty or full azeshi karty hai is lay zrori hai kh parliament ma koi asa bill pass kiya jaye kag ya apni hadood ma rah kar kam kasy jasy baqu mulko jasy India or Bangladesh ma hota hai or dosru bat imran khan agr ay ga to mulak ma new technology ko bahawa mil skat hai qkh wo social media par update rahtay or wo crypto ko regulate krny ka bary ma soch rahy thy youth power sri inka sath is lay wo technology ko smajty hai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
June 03, 2024, 09:14:05 PM

Yani pasa he pas Hoga !   Grin

Baqi maa na APNi portfolio maa little bit more upgrade ke haa recently. Or muja umeed haa ka ma US saa superb profit organized kar sakongaa Bull run maa yani 2025 tak. Ya 2025 isleya kaha kaa high possibilities haa ka Bull run 2025 maa APNi peak par hosakta haa.

DYOR!

G brother, Allah bkare k aisa ho jai k Bitcoin price ek naya ATH bnai or pori cryptocurrencies market mein zaberdast rally aa jai or phit paisa hee pisa ho jasa k k ap or hum yehi dua kerty han k hum sub crypto space meion achi earning ker k apny financial future ko transform ker sakein or Insha Allah aisa ho ga ku k ab lugta ha k aany waly dino mein ek sustained rally dikhai de rehi ha.

Bitcoin market ki update yeh ha k es waqt Bitcoin $69,214 pe trade ho reha ha, or gusehta 24 hrs mein eski price mein 1% izafa hoa ha.
Overall market is in good health, coinmarket cap 2.56 Trillion dollars, Bitcoin dominance index 53.1% or Fear and Greed Index 62% ha.

sr. member
Activity: 322
Merit: 260
Catalog Websites
June 03, 2024, 09:03:00 PM
Mexican Billionaire Ricardo Salinas Urges Followers to Buy Bitcoin

Asslamoalikom!
Umeed karta Hun ap SAB kheryat sy hon gy.
Ham SAB janty hen Bitcoin ny har Jaga apna sikka manwaya he. Or log shuru sy ly kar ab tak is par tabsra karty AA rahy hen. Or Bitcoin bhi apni maqbulyiat KO barha hi Chala jaa Raha he. Or ab to daily koi naa koi achi hi news sun'ny KO milti he. My ek article parh Raha tha. Jiss kaa title to ap ny upar parh hi Kiya Hoga.
Yani ap bhi Dekh sakty hen bohat sy billionaire iss waqt Bitcoin KO but karny kaa hi mashwra Dy rahy hen.



Yani ap iss article my Dekh sakty hen ky kesy ek Mexican Billionaire jis kaa naam Ricardo Salinas he. Uss ny apny tmam followers KO Bitcoin buy karny kaa mashwra Diya he. Yad rahy ye shaks Yani Ricardo Salinas, Salinas Group kaa Malik he. Or is ki net worth taqreeban $14 billion he. Uss kaa ye bhi kehna he ky agar ap log Bitcoin KO but karty ho to ye. Ap ky liye ek hifazti shield hogi Jo ky ap ko fiat ki devaluation sy bhi bchaye gi.

Source
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
June 03, 2024, 06:12:16 PM
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kaya haal hen dosto...!
To market Ki bat Karen  to ham sab janty hen Aaj Monday Hy to UK USA Ki markets open hon gi. Or Dekha Jaye to Market KY sentiments positive hi hen. To Abhi fill haal koi prediction Karna KY Market open hony KY bad Kaya movement Hogi thora mushkil hy. Market open hony KY bad kuch andaza ho sakta hy KY mazeed market my behtri aaye gi yaa nai aye gi. Behar haal my ye samjta hun iss June KY end tak ان شاء اللہ Bitcoin 80k tak hoga. Yani ESA mujy lagta Hy. May be Meri prediction Galat ho Jaye lekn fill haal kuch ESA hi Nazar araha hy KY Bitcoin July KY mahiny my 80k sy above trade hota huwa mily Ga. Or bull season. Is year KY end yaa next year KY Shuru my ho. So apny portfolio ko manage Karen. Mid risky or risky coins kaa combination bnaen Agar koi EK adha BHI acha perform kar Jata Hy to ap iss bull run sy faida uthta Len gy. Or my ye samjta hun KY ye bull run akhri or sab sy behtreen Hogi. Iss KY bad esi bull run nai mily gi. DYOR.
Wa alaikum Salam
G brother to US market open be ho chuka haa or band b. Or parallel maa crypto market naa achi sentiment Dekhi haa. Yani Market ke impact par crypto market ma hama acha khasa strength Mila haa. Or iska  ilawa apke bad drust haa ka June ka months AK positive month hosakta haa Bitcoin ka leya yani hama Bitcoin ke price maa Kafi bullish mil sakta haa q ka Technical Analysis ka point of view saa bohat Sara asa indication haa Jo clearly signal da raha haa ka next month hama 80k sa 82k kaa between closed. Hosakta taa Jo ka nehayat hee AK umda bat hAa hamra leya.

Yani pasa he pas Hoga !   Grin

Baqi maa na APNi portfolio maa little bit more upgrade ke haa recently. Or muja umeed haa ka ma US saa superb profit organized kar sakongaa Bull run maa yani 2025 tak. Ya 2025 isleya kaha kaa high possibilities haa ka Bull run 2025 maa APNi peak par hosakta haa.

DYOR!
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
June 03, 2024, 05:06:41 PM
Bitcoin's Next Peak Could It Hit $130K by September 2025?

Walikum Salam

and

Salam to other fellows, as well kese hain appp saab.

too mere bhai jaan 130k hmm, still lower then my estimated optimistic target by the ned of the Bull market in 2025 Q3, I will be starting taking an exit from most of the holding in Q1, but still, that's my strategies phase 1 anyway, agar baat karain 130k reach out kii tooo yee baat too mere hisaab see clear haa kaa aik peak kaa bad nai peak koi predict nai kar sata but meri speculation kaaa hisaab yee market in very good momentum 150k koo easy touch karr sakti haa, as still many developments on the way and retail investment kaa major position abi bi stuck haaa due to some reasons, US election bii aik bada boost dee sakte isko, oske baad kii policies bii and as pro-crypto sentiment chal rehe 130k is not a big deal mere hisaab see.
full member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
June 03, 2024, 04:01:20 PM
Bitcoin transaction value hits yearly high with $25B moved

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

28 May ko Bitcoin transactions ki value ek saal mein sabse zyada $25 billion tak pohanch gayi jismein 367,000 BTC transfer huye. Yeh significant transaction value isliye thi kyunke Bitcoin ka price $69,374 tha. Pehle 13 June 2022 ko 519,000 BTC move hue the lekin us waqt Bitcoin ka price kam tha isliye transaction value bhi kam thi. Is high transaction value ke bawajood transactions ka number normal raha jahan YCharts ne 596,790 transactions record kiye.

source

Bitcoin ka trading volume bhi 28 May ko normal raha jahan Blockchain.com ne $200 million ka volume report kiya. Trading analyst Peter Brandt ne predict kiya hai ke Bitcoin 2025 tak $130,000 tak pohanch sakta hai pichlay post halving cycles ke patterns ko follow karte hue. Brandt ne kaha ke Bitcoin ke bull markets aam tor par halving event se 16 mahine pehle start hote hain aur 18 mahine baad peak karte hain jo ke agle kuch saalon mein price surge ka indication dete hain agar historical trends continue karte hain.
Pages:
Jump to: