Dencun upgrade goes live on Ethereum mainnetالسلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئےAJ aek kaafei achei good news hai aur good news ye hai kei
Highly awaited Dencun upgrade ne Ethereum mainnet pr successfuly se implement kiya gaya hai jeise March ki Merge ke baad ek important step ke tuur pr darust kiya geaya hai. Eska maksad
layer 2 networks ke transaction fees kuu kam karna aur scalability kuu behtar banana hai. Upgrade mein nove Ethereum Improvement Proposals (EIPs) shaamil hain. Cancun hissa execution layer par transactions ki behtar manage karnay par focus karta hai jabke Deneb hissa consensus layer ko behtar banane ki taraf rukh karta hai.
EIP 4844 ke zariye data blobs ka tanzeem proto danksharding bhi shamil hai jo layer 2 transaction fees kam karne aur Ethereum ko scalable settlement layer banane ki taraf ek ahem qadam hai James Wo, Digital Finance Group ke CEO ke mutabiq.
Magar,
Tezos ke co founder Arthur Breitman ka kehna hai ke Dencun ke data usability ke improvement sirf ek chhota kadam hain aur Ethereum par rollups ki throughput constraints aur sambhalne ke liye mumkin hai ki centralization ki mushkilaat barqarar rahain. Dencun ke chand behtareen kadam hone ke bawajood Fidelity Investments ke research analyst Max Wadington ki report ke mutabiq fee kamion ka asar foran Ethereum mainnet users par nahi hoga. Short term me users jo layer 2 solutions par fees kam karne ku pasand karte hainwoh decentralization aur security ko khatra mein daal sakte hain. Halaanki, Ethereum ki dominance application specific maqsadon ke liye khaas karke buland qeemat ki transactions ke liye ke taur par mad e muqabil rahay gi jab tak layer 2 platforms mature hone jari rahay. Iss doran Ethereum mainnet par gas fees kaafi high hain jahan ek aam swap ke liye
$86.15 aur nonfungible token sales ke liye average
$145.60 gas fees anay wala hai Etherscan data ke mutabiq.
Source