Short-term predictions mix hy kuch analysts kehte hain ke price $60,000 ya us se bhi neeche ja sakta ha lekin broader outlook optimistic hai. Analysts yeh highlight karte hain ke Bitcoin apne strongest rallies tab dekhta hai jab RSI overbought zone mein hota ha jo ke extended period tak reh sakta hai pehle ke correction ke. Market ke halat jisme liquidity Bitcoin se Ether mein shift ho rahi hai ETF launch ke around yeh suggest karte hain ke Bitcoin ka consolidation phase shayad continue rahe lekin significant upside ke potential ab bhi strong hy
Wa alaikum asalam dear, I hope you are doing fine, ap ny yeh badhi achi analysis share ki hain, RSI ik badha behtreen indicator hai market ka andaza lganay ky liya, mery nazdeek yeh hamai yeh btata hai ky hamain market my paisa kb lgana chahiya, agr RSI km hai to lgain, agr high hai to na lagain ku ky market already overbought hai. RSI ky indicator ky ilawa bi, mujhy bi yehi lgta tha ky agr BTC $80k tk jata hai to yeh is sy agy baag ky hi $100k pory kr ly ga.
Lekin is analysis ny mera beleif or bi mazboot kr diya, umeed hai ky bohat jald hamain BTC $100k tk dekhny ko mily, apko kya lgta hai kya BTC $100k tk ja skta hai, ya bs iski ty ty phish yehi pr ho gai, agr yeh ja skta bi hain to kb tk, like bohat sy log khty in the first quarter of 2025, or in ky sath mujhy bi asa hi lgta hai. To phr yeh 7 mahiny kya ho ga ab.
Alts season start ho ga shaed, log BTC sy nikal kr alts my lagain gy paisy, rhi baat ky eth my zayda paisa lg rha hai, wo to stats dekh ky comparison kr ky hi pta chly ga ky paisa kya waqai eth my ja rha hai, hope so uski bbi news ay ho gi koi.