Author

Topic: Pakistan - page 123. (Read 6027824 times)

sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
April 28, 2024, 10:34:46 AM
Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bhai har jaga yahi haal hai, is mulk ka ALLAH hi malik hai kasam se. Jitna zulm o sitam gareeb awam pe ki ja rahi hai, ALLAH na kre lekin UAE se bhi bada azaab aa skta hai hamare mulk par aur unki toh phir government boht mazboot hai kaam krne wali hai unho ne jald hi sab control krliya, lekin agr hmare mulk men aesa kuch hua toh agle 10 salon tak gareeb aur affected awam tent lga k reh rahe honge aur government koi farq bhi nai parhega.

Insan ko apna mulk apni jaga boht achi lagti hai wo kabhi nai chahta k wo isey chor k jaye lekin kasam se halat aese bante ja rhe hain k aksar dil kehta hai k agar gunjaish ho toh insan family ko le k kisi aesi jaga shift hojae jahan kam se kam zulm aur nainsafi na ho aur insan bhale gareeb ho ya ameer usey aek tarha se treat kiya jaye.
Yes Mera khud ko dil krta brother kh khein bhair ki country ma move hu jayo jaha insan ka haqak hu wasy UAE wali achi ki apny wo taraqi yafta country ha osy ka pass har trah ki equipment ha Lakin osy bi os azab sy nikaly hafta say zadya timw lag gya tha or dakha jaye to ya azab mojy lagta jo mandar banaia gya tha waha kafroon ka lay is lay aya lakin waha ka loog osy qudarti affayat kah rahy

is county ma har trah ki taqrai krny ka lay mahool majod ha lakin insan ko imandar hona zori ha or is par hukmrni krny waly agr naik shakd mil jaye to is county ma bhat potential ha grow krny ka lay Ab China ko dakh lay ik waqt tha Jab hum osy quarza diya kraty thay or Aaj woo super power banay ka lay tyar betha hy
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
April 28, 2024, 10:33:22 AM
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
bhai ap ko 1kilo waat ka system he kafi ha agr apny kuch light or 3 fans chalny hu to ap sarf 2 plates 580 waat ki lahwa ly jo abi kafi sasti hu ge hai ap 22,000 ki approximately ik signla plates phary ge zadya kharcha ni ay gya agr ap ka ghr phly he UPS laga hova hai to sarf ap ko MPPT controller lagan phary gay jo kh sasta he atta hai wo 45A or 70 A ma atta hai ap ka lay 45A ka controller or 2 plates boht ha is din timw sra koad loght or fans ka free ma chlay ga or raat time battery pr bi ap use kar skaty hai

Phelay yeh kabhr aa rahi thi k sab ko tax dena hoga jo solar panel use kr raha hoga maagr ab sirf un ko tax dena hoga jo Net metering use kr rahay hein.

Netmeterin ki wajah c app ka dbill zero ho jata hy kion k app jo units wapda ko detay hien woh raat kay time use kr letay hein but agar app netmetering ni kerwatay tu app ko raat ko wapda use kerian gay aur bill kuch na kuch tu ayee ga. Puri raat battery p ni guzz sakti agar app AC wageria bhi use kertay hein.

I think humarai communty mein Syed bhai k pass sab c bara Solar setup hy but pata ni k woh netmetering use kr rahay hein k nahi. Agar netmetering use kerian gay tu government of Pakistan Tax bhi lay gi.

Quote
کل سے سولر سسٹم پر ٹیکس کے حوالے سے کچھ خبریں گردش کر رہی ہیں کہ گھریلو اور کمرشل 12 کلو واٹ سولر پینل سے دو ہزار روپے پر کلو واٹ وصول کریں گے۔
یہ بلکل حقیقت ہے یہ ان کیلئے ہے جنہوں نے گرین میٹر لگا کر نیٹ میٹرنگ کی ہوئی ہے اب نٹ میٹرنگ کا میں بتا دوں کہ یہ سولر کے ذریعے واپڈہ کو بجلی فروخت کی جاتی ہے جس سے صارف کا بل زیرو ہوجاتا ہے یہ ٹیکس صرف گرین میٹر نٹ میٹرنگ کیلئے ہے جبکہ دیگر صارف اس سے پریشان نہ ہوں یہ حکومت کا بہترین کام ہے اس سے سولر کی قیمتوں میں نمایاں کمی دیکھنے کو ملی گی
سولر پر کسی قسم کا کوئی ٹیکس نہیں لگایا جا رہا ہے۔

full member
Activity: 742
Merit: 201
April 28, 2024, 07:39:15 AM
Thanks Brothers I have achieved Senior Rank

Special Thanks:

@MusaPk

Hafiz Talha bhai boht boht mubarak ho apko senior rank ke. Boht kushi hue ka ap na is moqa pr mujh na cheez ko bhe yaad rakha. Dua hy ka ap ko is tarah ke mazeed kamyabi milan aur baqi members bhe jald az jald new Ranks pr ayn. Pakistani community kafi tarqi kr gai hy Bitcointalk.org pr.

What happened here? Ye main kia dekh raha hon ye Umer bhai kahan hain?

Rikafip just posted March 2024 sats and look at top ten list of posters for Pakistan.

Not in the top 10 for the first time I guess??? Sab kheriat hai?

Wo kehta ha na ka hr **Urooj ko eik zawal hota hy. Umer bhai ka urooj bhe finally down ho gya. Pr umeed hy ka sub khariat ho ge aur wo boht jald apna khoya hua urooj wapsi pa lyn gy.

** Urooj sa murad Bulandi hy. kuch aur mut samjhya ga  Cheesy
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 06:50:27 AM
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
bhai ap ko 1kilo waat ka system he kafi ha agr apny kuch light or 3 fans chalny hu to ap sarf 2 plates 580 waat ki lahwa ly jo abi kafi sasti hu ge hai ap 22,000 ki approximately ik signla plates phary ge zadya kharcha ni ay gya agr ap ka ghr phly he UPS laga hova hai to sarf ap ko MPPT controller lagan phary gay jo kh sasta he atta hai wo 45A or 70 A ma atta hai ap ka lay 45A ka controller or 2 plates boht ha is din timw sra koad loght or fans ka free ma chlay ga or raat time battery pr bi ap use kar skaty hai
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
Vave.com - Crypto Casino
April 28, 2024, 06:38:08 AM
Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bhai har jaga yahi haal hai, is mulk ka ALLAH hi malik hai kasam se. Jitna zulm o sitam gareeb awam pe ki ja rahi hai, ALLAH na kre lekin UAE se bhi bada azaab aa skta hai hamare mulk par aur unki toh phir government boht mazboot hai kaam krne wali hai unho ne jald hi sab control krliya, lekin agr hmare mulk men aesa kuch hua toh agle 10 salon tak gareeb aur affected awam tent lga k reh rahe honge aur government koi farq bhi nai parhega.

Insan ko apna mulk apni jaga boht achi lagti hai wo kabhi nai chahta k wo isey chor k jaye lekin kasam se halat aese bante ja rhe hain k aksar dil kehta hai k agar gunjaish ho toh insan family ko le k kisi aesi jaga shift hojae jahan kam se kam zulm aur nainsafi na ho aur insan bhale gareeb ho ya ameer usey aek tarha se treat kiya jaye.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 06:31:02 AM
Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
bhai Gareeb awam ha koi hall ni hai Agr apka pass wasawel ha to solar pay jitni jaldi shift hu jaye utna he nhter hu ga any waly dino ka bijli ka 1 unit awma ko 100rs ka hisaab sy lagy gy jas trah ka fuel price adusjments karty hai ya loog inka koi pochny wali ni hai solar ki
G bahi asa he hai biji to Jo mangi Karni Karni hai ap NY sheyed Sona Hoga ab biji ka demand notice 30k ka kahray hain ye mujy tab PATA chal jab meter ke dorkhas di bahi jab government asa karie gi to awan NY soler systems ke tafa Jana hai is ke ab government ko ye bat chobi hai.

Quote
Btype ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
Asha bahi bat ASI thi 3 pankhay hai aur 6'7 light hai in par kitni plates Sy guzra jojy ga hamray hamsay log in PATA keya hai unko mechanic NE bajatt bhot Bata diya is Leye me idea ley raha Hun kuin k jes ko tajaeb Yan jis my phely solar lagwaya ho wo Sahi guide kar deta hai .
Bahi batien ga k kitni plates Sy Kam gyzara hojy ga aur bajatt Kitna hona chahiye .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 06:17:37 AM
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga

Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
bhai Gareeb awam ha koi hall ni hai Agr apka pass wasawel ha to solar pay jitni jaldi shift hu jaye utna he nhter hu ga any waly dino ka bijli ka 1 unit awma ko 100rs ka hisaab sy lagy gy jas trah ka fuel price adusjments karty hai ya loog inka koi pochny wali ni hai solar ki information bhai asy he market visit kar kar prta chal he jati hai ajj kal B type ot N tupe solar ay rahy hak market ma or biafacial or monofiacal bi ay ragy hai insk say biafacial N type solar sab sy best hai chay wo kasi bi company ka hu jinko hu ya himo ya koi or baqi kasi bat ka smaj na lagy to poch skaty hai
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 06:10:36 AM
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga

Me dor ke bat nhi Karon ga hamray Sath waly Ghar new bijli ka meter Laga hai ap Mano gy k kharay meter matlb aik unit b nhi Chala meter par us ka 10 unit ka bil baj diya Jo sahba hasiyat hai wo to jel jaty hain magar Marty aur pesty becharay garib awam .

Bar Hal Jo b hai Bhaiap ye batien ap ke baton Sy  lagta hai ap ko soler panels ke Kafi I information hai wo bat ASI hai k meny oper apnie Sath waly Ghar hamsayon ke bat ke hai  wo b bachray biji k biles ke waja Sy solar system  Karna chahraien hai ap Sy kush information mil jy gi k UN ka gahr me itna zaya load Wala Kam nhi hai kitni plates koi information dien .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 05:47:14 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.

Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
Bhai apny Sona Hoga ye bat bhot famous hai k jaga Mariya botta dy thaly 9 maan reeta pej gy , wa jaga Gujjar ye dialogue jaga k Leye bola gaya , aur Pakistani flim b hai jaga Tex ye tab bani gi thi jab jaga Gujjar Allah ko payaray hogaya tha aur abi tak us jesa maa NY Lal bada nhi keya .Bat karny ka matlb ye tha k jaga Tex leta tha Lahore me aur us ko kis NY roka government ni ap government khud Tex lay Rahi hai us in ko Kon rokay ga ye jaga Tex he hai aur keye hai jab hakumat awam ko aram sakon na mohaya kar paye aur oppr Sy b sakoni bany phir ye waqat dor nhi k har Ghar me aik jaga banie ga aur mulak me danga aur wesad .
Bhai jab asy bekowaf tax lagy gay jin ka na mouh na mata hu ga to fadad to hu ga awam ma gussa bhara hova hai bs niklay ka ik changri cahye hai jasy he niklay gay phr ya aag hr jagah ma lagy ge or koi rukhny waly ni hu ga is lay inka hosh ka nakhsan lany cahye asy bilwajah ka tax lany ka tookh hr ni banta dosa pakistan government ko support krni cahye talh awam khud engry free bijli bana skay but ya to awam ka kasi surat khud kafeel hota ni dakh dkaty hai baqi solar plates ma rate boht zadya kam hu gya 37 rupees ler waat ay gya hai is lay har ik apna ghr ka bejli ka solar buy krnay cahye or manghi bijli sy jan chorni cahyw ik din dakh lena wapda ka hall PTCL walo jasy hu jaye ga
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
April 28, 2024, 05:37:20 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.

Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
Bhai apny Sona Hoga ye bat bhot famous hai k jaga Mariya botta dy thaly 9 maan reeta pej gy , wa jaga Gujjar ye dialogue jaga k Leye bola gaya , aur Pakistani flim b hai jaga Tex ye tab bani gi thi jab jaga Gujjar Allah ko payaray hogaya tha aur abi tak us jesa maa NY Lal bada nhi keya .Bat karny ka matlb ye tha k jaga Tex leta tha Lahore me aur us ko kis NY roka government ni ap government khud Tex lay Rahi hai us in ko Kon rokay ga ye jaga Tex he hai aur keye hai jab hakumat awam ko aram sakon na mohaya kar paye aur oppr Sy b sakoni bany phir ye waqat dor nhi k har Ghar me aik jaga banie ga aur mulak me danga aur wesad .
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 04:44:12 AM
G brother sunny main tou yahi aya hain key jinho ney solar panel lagaye hain ab wo text bhi dengy , but ye to zulam hain na un logo pa q k unho ney atny kharchy aur expenses karky apney lei saholat banayi hain aur inko text q k dy ye kon sa awam ko bijli faraham karrahy hain. Awam becharey bhi to tang achukay hain. Hakomat ney to wesy bhi har taraf sey awam ko atna pareshan kiya hain
bhai ya boht bra zulam ha humry sath waly mulak india ma government my factory laga kar di apni awam ka lau jha say sasty solar pannel dy raha qkh souraj ki roshni ha free ha or niklta bi pory 12 ghanty ka lay hai humry hai jabkh agr bat ki jaye Europe ki kuch asi county ha jh oar wo awam ko free solar laga kar dty qkh ya asi engry ha jas ma kasi qasim ki popultion ni padia hoti jab yha ki government solar par tax lag rahy qkh souraj inka piyo da haha
newbie
Activity: 3
Merit: 0
April 28, 2024, 03:08:11 AM
Matlab ky government toh khud Sy kuch kar Nahi sakte awam ky liya asaaniya paida karny ky liya aur ab opper Sy yeh new booj daal rahe ha, ab Banda jai toh jai Kaha. Matlab ky jab Banda apko already tax pay Karky solar, inverter, battery, wires, petrol, food, lights etc ly laita haa toh already us pa uska baira ghark hochuka hota ha aur ab woh KHUDA Ki hi Bani Gai unlimited source of light and heat par kaam kar raha hota ha toh ab ap yeh show Karna chahty haa ky woh source bhi apka haa is liya use karny pa paisa do waah yeh toh bohout ache baat Ki haa matlab yar kuch bhi ab apny IMF loan ky paisy aisy utaro gy. Log samjy ky solar Sy relief mily ga toh yeh toh ap Ulta ussy depression dy rahy ha. Waisy abhi video daikhe toh yeh Manzoor Nahi Howa Abhi ghoor kar rahy ha is pa.
Ye khabar my ny BHI suni. MATLAB ye huwa KY bijli kaa bill BHI Ada Karo or tax BHI. Ab logon ny bijli KY bill sy bachmy KY liye ye solar panels WALA kaam Shuru  Kiya KY kahin sy kuch bachat ho Jaye gi. Lekn hazam nai huwa KY ghareeb Aadmi ny ESA Kiya kiu. Yani hukumat ny Kaha Jo tax bijli KY bills sy ata hy wo ab nai aye Ga to ye to nuqsan ho Jaye Ga. Yani AAP kahin BHI chain kaa sans nai LY sakty hen.
Behar koi bat nai Zulm jab hadd sy barhta Hy to mit Jata Hy. Koi nai acha waqt BHI aye Ga hi jab Pakistan my Khush haami Hogi. Or Har Cheez wafar miqdaar my Hogi. PHR Allah ny chahta to sab kuch theak ho Jaye Ga. ان شاء اللہ
Are bhai ye hukumat to bss is waqt dono haatho sy loot rahi hai. Or my ny ye bhi dekha hai jab ye N league hukumat aati hai ye badmaash tabqa bohat hi zyada mutharrik ho jata hai. Especially ye jagga tax waly. Yani ghareeb aadmi mazeed piss ky reh jata hai in ky ye be tukky taxes ki yay aja sy. Yani ap hisaab laga len yahi sy ky. Logon ny khud ko easy karny ky liye baa mushkil pesy jor ky solar system lgaya hona hai taa ky mazeed ye bijli ky billon sy khud ko chutkara dy saken. Par nai ab us kaa tax pura nai ho raha to unhon ny kaha ab ye solar walo par apna panja kass len. Or wohi huwa hai yaa hony jaa raha hai. Allah hi reham kary hmary Pakistan par. Embarrassed
G brother sunny main tou yahi aya hain key jinho ney solar panel lagaye hain ab wo text bhi dengy , but ye to zulam hain na un logo pa q k unho ney atny kharchy aur expenses karky apney lei saholat banayi hain aur inko text q k dy ye kon sa awam ko bijli faraham karrahy hain. Awam becharey bhi to tang achukay hain. Hakomat ney to wesy bhi har taraf sey awam ko atna pareshan kiya hain
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 02:37:11 AM
Brother agar Hakumat ke wase chalne  awam ko har cheez par tax laga de. Ab imagine karo chahe toothpaste lo ya hawa bharo  har qadam par tax ka khauf hai .Ek jeb mein paisay doosri jeb mein tax ab yehe .Jese ke awan wase hukmaran ab yehe naray lagy ga na phir  Dar dar ke awam ab tax k naam ab to TikTok par trend diaglue b chal gaya hai Tax se bacho aur  khush raho ab awan ko Sote waqt bhi tax ka khauf Hoga aur uth te waqt bhi tax ka darr  bass brother yahi dekhna baaki reh gaya tha.
Ap ke peshli post me ap ke bat thik thi hakumat ka was chaly to  san lenie  par b  Tex Laga dy brother mujy to darr hai k kahien hansne par bhi tax na lag jaye.
hahah well bhai phr bi government ki bhook nu metty ge ap amdaza lagy is bat say kh agr ham 1000rs ka note ka lay bazar ma kuch keny jaye to 400 plus ka tax he cut hota ha or suhlayat hummy kia de jati hai ya ap soch lay kah hummy ks traf lay kar jana chah rahy hai ab awam full khalif hu jaye ge or protest bi kary to koi faida hu skaty ab dakho kassan ny kitni mahnet sy phasl tayr ki or DPA ka bolra 15,000 ka mil raha tha or Sona uria to black ma.bi available ni the or jab ghundam pakk ka tyar he ge to oski qameet inhy 3600 fe man maqurar ki the ab wo bi lany ka lay tayr ni hai asy mulak sy ap kia except kar sakty hai mojy to koi umeed ni ha is choor hukmat say
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 28, 2024, 02:28:59 AM
Bitcoin Deep Learning Model Predicts Price Surge to $77,000

Assalam alikum to all of the community,
Hal hi mein aik gehri learning model ne cryptocurrency dunya ko apni himmat afzai karne wali raqam ka ittefaq nazar aaya hai jo Bitcoin ke price mein aham izafa ke liye sannad deta hai jisay agle mahine mein $77,000 ke paar guzarne ka tajwez deta hai. Jabke yeh tajwez investors ka tawajju ko apni taraf moohr leta hai mali asaas jat ko etminan ke sath ghor karne ka hukm diya gaya hai AI se chalayi gayi tajweezon ko ghor se samajhne ka ahmiyat par zor diya gaya hai. Bitcoin ke mojooda rukawat ke bawajood model CryptoQuant dwara tayar kiya gaya hai jis ne wasee tareekhi data aur on-chain falaiyat ka istemal kiya hai apni bullish nazar dekhne ke liye.

Walaikum Salam Brother, Fear and greed index 70% abi bi zayadeh lugta ha jis ko dekh ker lugta ha ek bri buying k momentum ko piada kerny k liye eska neechy aana zaruri ha. May k month mein Bitcoin ho sakta ha k ek naya all time high (ATH) bna lay mgr yeh sirf esi soorat mein mumkin ha agr market mein liquidity supply mein izafa ho.

FOMC ki meeting 30th April ko schedule ha or interest rate k bary mein decision 1st May ko announce ho ga, jis ka matalab k Bitcoin mein next week bht volatility dekhny ko mili gi. Mere khayal mein interest rate k decision k announcement k baad Bitcoin k price mein izafa mumkin ha. DYOR

https://www.investing.com/economic-calendar/
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 28, 2024, 01:25:30 AM
Bitcoin Deep Learning Model Predicts Price Surge to $77,000

Assalam alikum to all of the community,
Hal hi mein aik gehri learning model ne cryptocurrency dunya ko apni himmat afzai karne wali raqam ka ittefaq nazar aaya hai jo Bitcoin ke price mein aham izafa ke liye sannad deta hai jisay agle mahine mein $77,000 ke paar guzarne ka tajwez deta hai. Jabke yeh tajwez investors ka tawajju ko apni taraf moohr leta hai mali asaas jat ko etminan ke sath ghor karne ka hukm diya gaya hai AI se chalayi gayi tajweezon ko ghor se samajhne ka ahmiyat par zor diya gaya hai. Bitcoin ke mojooda rukawat ke bawajood model CryptoQuant dwara tayar kiya gaya hai jis ne wasee tareekhi data aur on-chain falaiyat ka istemal kiya hai apni bullish nazar dekhne ke liye.

baqii ahtiyaat bhari tehqiqat apna raay ada kar rahe hain, dono support karne wale factors aur mumkinah khatron par roshni daal rahe hain. Bullish metrics jaise ke girte hue network-to-value NVT ratio aur kam ho rahe exchange reserves AI ke tajweez ke sath milte julte hai Bitcoin ki qeemat ke liye ek possible umeed afroz rahnumai ki taraf ishara dete hue. Magr Fikar aur Laalach Index ke mutaliq pareshaniyaan mojood hai jo ab laalach ka ehsaas dikhate hai jo tareekh se pehle market ki sudhar par jata hai jisse investors ko ehtiyaat se kaam lena chahiye.

Bitcoin ke daily chart ki technical analysis masla ko mazeed pechida bana deti hai. Baar baar 20-day Simple Moving Average ko paar karne mein nakam hone ke bawajod ahem momentum indicators jaise ke Chaikin Money Flow aur RSI ek saaf raasta ki kami ko darust karte hai jo aik numaya tor par sust qeemat ke harkat ke mawafiq sath rakhne ka ishara deta hai. Gehri learning model bullish investors ke liye umeed faraham karta hai lekin cryptocurrency market mein AI tajweezon ke sath juri hui ghair yaqeeniatain aur khatron ka imtezaar karna zaroori hai  details
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
April 28, 2024, 01:12:51 AM
Matlab ky government toh khud Sy kuch kar Nahi sakte awam ky liya asaaniya paida karny ky liya aur ab opper Sy yeh new booj daal rahe ha, ab Banda jai toh jai Kaha. Matlab ky jab Banda apko already tax pay Karky solar, inverter, battery, wires, petrol, food, lights etc ly laita haa toh already us pa uska baira ghark hochuka hota ha aur ab woh KHUDA Ki hi Bani Gai unlimited source of light and heat par kaam kar raha hota ha toh ab ap yeh show Karna chahty haa ky woh source bhi apka haa is liya use karny pa paisa do waah yeh toh bohout ache baat Ki haa matlab yar kuch bhi ab apny IMF loan ky paisy aisy utaro gy. Log samjy ky solar Sy relief mily ga toh yeh toh ap Ulta ussy depression dy rahy ha. Waisy abhi video daikhe toh yeh Manzoor Nahi Howa Abhi ghoor kar rahy ha is pa.
bhai mojy ni lagta hai awam tax pay kry ge solar par jo kh per kilo waat 2 rs lagny ka summary prime minister ko send ki hai ya boht he galt faisala ha pta nu asy ajeeb fasily in say kn krwa raha hai smaja sy bhair asi naliq hukmoot jo koi khud faisla ni kar skta hai jasy he oper sy GHQ zsy oder atty ha wsy he krty hai inka kia banay ga awam ka bijli ka billo sy parshan to is tarf ay rahi hai oper sy ab in par tax takho or sans lany par bi tax laga dy takh ap pait bhair jaye koi hall ni ha ab yha niklo jitni jaldi yha say nikal skaty hai
Brother agar Hakumat ke wase chalne  awam ko har cheez par tax laga de. Ab imagine karo chahe toothpaste lo ya hawa bharo  har qadam par tax ka khauf hai .Ek jeb mein paisay doosri jeb mein tax ab yehe .Jese ke awan wase hukmaran ab yehe naray lagy ga na phir  Dar dar ke awam ab tax k naam ab to TikTok par trend diaglue b chal gaya hai Tax se bacho aur  khush raho ab awan ko Sote waqt bhi tax ka khauf Hoga aur uth te waqt bhi tax ka darr  bass brother yahi dekhna baaki reh gaya tha.
Ap ke peshli post me ap ke bat thik thi hakumat ka was chaly to  san lenie  par b  Tex Laga dy brother mujy to darr hai k kahien hansne par bhi tax na lag jaye.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 27, 2024, 10:50:06 PM
Matlab ky government toh khud Sy kuch kar Nahi sakte awam ky liya asaaniya paida karny ky liya aur ab opper Sy yeh new booj daal rahe ha, ab Banda jai toh jai Kaha. Matlab ky jab Banda apko already tax pay Karky solar, inverter, battery, wires, petrol, food, lights etc ly laita haa toh already us pa uska baira ghark hochuka hota ha aur ab woh KHUDA Ki hi Bani Gai unlimited source of light and heat par kaam kar raha hota ha toh ab ap yeh show Karna chahty haa ky woh source bhi apka haa is liya use karny pa paisa do waah yeh toh bohout ache baat Ki haa matlab yar kuch bhi ab apny IMF loan ky paisy aisy utaro gy. Log samjy ky solar Sy relief mily ga toh yeh toh ap Ulta ussy depression dy rahy ha. Waisy abhi video daikhe toh yeh Manzoor Nahi Howa Abhi ghoor kar rahy ha is pa.
bhai mojy ni lagta hai awam tax pay kry ge solar par jo kh per kilo waat 2 rs lagny ka summary prime minister ko send ki hai ya boht he galt faisala ha pta nu asy ajeeb fasily in say kn krwa raha hai smaja sy bhair asi naliq hukmoot jo koi khud faisla ni kar skta hai jasy he oper sy GHQ zsy oder atty ha wsy he krty hai inka kia banay ga awam ka bijli ka billo sy parshan to is tarf ay rahi hai oper sy ab in par tax takho or sans lany par bi tax laga dy takh ap pait bhair jaye koi hall ni ha ab yha niklo jitni jaldi yha say nikal skaty hai
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 27, 2024, 09:11:08 PM
Franklin Templeton Launches Ethereum ETF and  EZET Listed on DTCC

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Sabi brother kese hain Ye ek good news b hosakti hai  kuin ki Franklin Templeton ne Ethereum exchange traded fund (ETF) launch kiya hai  Jo market mein aur bhi options aur moveup la sakta hai Aur agar dosri taraf dekhien  to ye sirf DTCC ki website par list hua hai aur SEC ki manzoori abhi tak nahi mili hai, isliye ismein kuch risk bhi ho sakta hai but agar manzoori milti hai to asha moveup mil Sakta hai .

Aur jo iski creation aur redemption ke liye dastiyab hunie ke nishandahi b kar raha hai jo maarket ke daam move upko banae rakhne ke liye maang aur khapat k mutabik supply ko samay par badalne ka pramukh achieve mechanism hai. Lekin DTCC ki website par list hone se ye nahi saabit hota ki ye satble hai aur Vadaan Commission SEC ne spot Ether ETF ke liye manzoori di hai. DTCC ki website aksar trader aur invester ke liye dastiyab Sabat Karwa raha hai hai jese k meny oper b kaha hai k jab tak SEC ke taraf Sy pass nhi hota tab tak ye risky samja jy ga par agar dekha jy to bhot saray asi crypto hai Jo SEC Sy mazoor shuda nhi hai aur trading aur investment k lahaz Sy strong b Mani jati hain Info

Walaikum salam brother, abi ETH k ETF ki approval toh BlackRock ko bi nhi mili ha or kuch news aa rehi han shayed yeh ETF reject ho jai esliye eski trading toh extremely risky ha. Wasy mujhy kafi hud tak myakeen k Ethereum ka ETF finally approve ho jai ga, mgr es process mein bht time lug sakta ha. Let's watch and wait.

Bitcoin market aaj sub se green nazer aa rehi ha or guzeshta 24 hrs mein price mein 1.43% izafa hoa ha or es waqt $63,590 mpe trade ho reha ha. Aaj rat ko agr weekly candle green close hoti ha toh next week kuch behtri ki umeed ker sakty han. DYOR

hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 27, 2024, 08:23:34 PM

Matlab ky government toh khud Sy kuch kar Nahi sakte awam ky liya asaaniya paida karny ky liya aur ab opper Sy yeh new booj daal rahe ha, ab Banda jai toh jai Kaha. Matlab ky jab Banda apko already tax pay Karky solar, inverter, battery, wires, petrol, food, lights etc ly laita haa toh already us pa uska baira ghark hochuka hota ha aur ab woh KHUDA Ki hi Bani Gai unlimited source of light and heat par kaam kar raha hota ha toh ab ap yeh show Karna chahty haa ky woh source bhi apka haa is liya use karny pa paisa do waah yeh toh bohout ache baat Ki haa matlab yar kuch bhi ab apny IMF loan ky paisy aisy utaro gy. Log samjy ky solar Sy relief mily ga toh yeh toh ap Ulta ussy depression dy rahy ha. Waisy abhi video daikhe toh yeh Manzoor Nahi Howa Abhi ghoor kar rahy ha is pa.
Ye khabar my ny BHI suni. MATLAB ye huwa KY bijli kaa bill BHI Ada Karo or tax BHI. Ab logon ny bijli KY bill sy bachmy KY liye ye solar panels WALA kaam Shuru  Kiya KY kahin sy kuch bachat ho Jaye gi. Lekn hazam nai huwa KY ghareeb Aadmi ny ESA Kiya kiu. Yani hukumat ny Kaha Jo tax bijli KY bills sy ata hy wo ab nai aye Ga to ye to nuqsan ho Jaye Ga. Yani AAP kahin BHI chain kaa sans nai LY sakty hen.
Behar koi bat nai Zulm jab hadd sy barhta Hy to mit Jata Hy. Koi nai acha waqt BHI aye Ga hi jab Pakistan my Khush haami Hogi. Or Har Cheez wafar miqdaar my Hogi. PHR Allah ny chahta to sab kuch theak ho Jaye Ga. ان شاء اللہ
Are bhai ye hukumat to bss is waqt dono haatho sy loot rahi hai. Or my ny ye bhi dekha hai jab ye N league hukumat aati hai ye badmaash tabqa bohat hi zyada mutharrik ho jata hai. Especially ye jagga tax waly. Yani ghareeb aadmi mazeed piss ky reh jata hai in ky ye be tukky taxes ki yay aja sy. Yani ap hisaab laga len yahi sy ky. Logon ny khud ko easy karny ky liye baa mushkil pesy jor ky solar system lgaya hona hai taa ky mazeed ye bijli ky billon sy khud ko chutkara dy saken. Par nai ab us kaa tax pura nai ho raha to unhon ny kaha ab ye solar walo par apna panja kass len. Or wohi huwa hai yaa hony jaa raha hai. Allah hi reham kary hmary Pakistan par. Embarrassed
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
April 27, 2024, 08:01:20 PM

Jump to: