Author

Topic: Pakistan - page 124. (Read 6027729 times)

sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
April 27, 2024, 05:25:11 PM

Matlab ky government toh khud Sy kuch kar Nahi sakte awam ky liya asaaniya paida karny ky liya aur ab opper Sy yeh new booj daal rahe ha, ab Banda jai toh jai Kaha. Matlab ky jab Banda apko already tax pay Karky solar, inverter, battery, wires, petrol, food, lights etc ly laita haa toh already us pa uska baira ghark hochuka hota ha aur ab woh KHUDA Ki hi Bani Gai unlimited source of light and heat par kaam kar raha hota ha toh ab ap yeh show Karna chahty haa ky woh source bhi apka haa is liya use karny pa paisa do waah yeh toh bohout ache baat Ki haa matlab yar kuch bhi ab apny IMF loan ky paisy aisy utaro gy. Log samjy ky solar Sy relief mily ga toh yeh toh ap Ulta ussy depression dy rahy ha. Waisy abhi video daikhe toh yeh Manzoor Nahi Howa Abhi ghoor kar rahy ha is pa.
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
April 27, 2024, 01:28:15 PM
Crypto Lawyer Supports Coinbase Appeal Against SEC


السلام علیکم
John Deaton jo ke abhi U.S. Senate ke liye election mein hissa le rahe ha ne ek amicus brief daakhil kiya hai taake Coinbase ki SEC ke khilaf appeal ko support kiya ja sake. Ye brief jo ke 26 April ko U.S. District Court for the Southern District of New York mein daakhil kiya gay ek interlocutory appeal ke liye hai aur 4,701 Coinbase customers ki numayin dagi karta ha. Deaton ne ye document pro bono submit kiya ispar zor diya ke woh Coinbase customers ke mufaadat ke liye kaam kar rahe ha na ke khud exchange ke liye.
 or SEC ki digital asset regulation ke tareeqay ko tanqeed ka nishana banaya kehte hue ke yeh saaf guidance ka imkaan nahi rakhta aur Howey case par zyada bharosa karta hy source

Deaton ka Coinbase case mein hissa lena unke crypto space mein advocacy ka hissa hai, lekin yeh unke Senate campaign par bhi asar daal sakta hai jo ke Elizabeth Warren ke khilaf hai. Jabke Deaton ka maksad end users ke mufaadat ki hifazat karna ha unki siyasi mukhalif Senator Warren crypto par zyada sakhti ka kehna ha aur haal hi mein unhone authorities se crypto se mutaliq crimes ke khilaf kade honay ka kaha hai. Deaton ka amicus brief aur unka Senate campaign ka natija cryptocurrency regulation aur U.S. mein public rujhanat par asar daal sakta hy
sr. member
Activity: 1204
Merit: 290
April 27, 2024, 01:06:59 PM
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea chaal haal hai brothers loog[/b]

Aaj mei apni azeem Pakistan community mei aek khushei ka mouqa share krna Chahta Hou kei aaj Mei Senior Member Rank Ku achieve Kr lea hai aur yei Safar kaafei taweel tha aur mujoeay buuht mza aya es Safar ku poora Karny Mei booht Sei cheazei seekhnei ku melei aur aap SB brothers Ka Mei shukar guzaar Hou ye safeir ap SB kei peyar Sei complete Hoi paya hai aur aap SB nei moajeyy bouht he support kea aur Mei special thanks krna chahta ho @shahzadafzal sir kou aur hamary respectful moderator @Xal0lex sir ko jenhou nea na serf mojay bulkei poorei community kou support kea aur new rank kou achieve Krnei Mei bouht help kei. Allah Taala aap sb kou apnei munzaley Mei kamiyab Kren aur taraqei Ata Karen aur behr pour khuushea Ata Kren next Rustam Meraj next rank koi hassel krnei Mei buuht nazdeeq hai just 3 merit or few activities need hei aur full member rank achieve.

Special Thanks:

@shahzadafzal
@Xal0lex
@Hamza2424
@Umeridress
@Sayeds56
@ZAINmalik75
@ThemePen
@Irfan_pak10
@Gladitorcomeback
@Faisal2202
@MFahad
@Unknown Op
@compromise me
@Cheema02
@GbitG
@Publictalk792
@AnonoBitCoiner
@JunaidAzizi
@Nanga Parbat
@Farhan99
@MusaPk
@Alone055
@God bless u
@Rustam Meraj aur miss ho jay unka bei shukrea


Walikum assalam brother.

Bohat bohat mubarak ho aapko naya rank achieve karne par. Jitni aap mehnat krte hain aur jitni aapki contributions hain community men yeh kehna ghalat nai hoga k aap deserve karte hain yeh achievement, aur hamari duain hain k aap aage aur tarakki karen aur isi tarha aage barhte jain aur rank bhi achieve karen inshaALLAH.

Mera Sr. member rank achieve krne men 53 merits baqi hain aur iski aek badi waja yeh hai k main beech men forum se door hogya tha kafi arse k liye, uske bad abi kuch waqt hi hua hai wapas aye hue lekin umeed hai k kisi din main bhi isi tarha apne new rank ki announcement kar raha honga apne community men, inshaALLAH.

Congratulations once again Hafiz sahab.
sr. member
Activity: 392
Merit: 306
Enjoy the beauty of nature 😊
April 27, 2024, 10:19:56 AM
Franklin Templeton Launches Ethereum ETF and  EZET Listed on DTCC

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Sabi brother kese hain Ye ek good news b hosakti hai  kuin ki Franklin Templeton ne Ethereum exchange traded fund (ETF) launch kiya hai  Jo market mein aur bhi options aur moveup la sakta hai Aur agar dosri taraf dekhien  to ye sirf DTCC ki website par list hua hai aur SEC ki manzoori abhi tak nahi mili hai, isliye ismein kuch risk bhi ho sakta hai but agar manzoori milti hai to asha moveup mil Sakta hai .



Aur jo iski creation aur redemption ke liye dastiyab hunie ke nishandahi b kar raha hai jo maarket ke daam move upko banae rakhne ke liye maang aur khapat k mutabik supply ko samay par badalne ka pramukh achieve mechanism hai. Lekin DTCC ki website par list hone se ye nahi saabit hota ki ye satble hai aur Vadaan Commission SEC ne spot Ether ETF ke liye manzoori di hai. DTCC ki website aksar trader aur invester ke liye dastiyab Sabat Karwa raha hai hai jese k meny oper b kaha hai k jab tak SEC ke taraf Sy pass nhi hota tab tak ye risky samja jy ga par agar dekha jy to bhot saray asi crypto hai Jo SEC Sy mazoor shuda nhi hai aur trading aur investment k lahaz Sy strong b Mani jati hain Info
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
April 27, 2024, 09:52:10 AM
Thanks Brothers I have achieved Senior Rank

Special Thanks:

@shahzadafzal
@Xal0lex
@Hamza2424
@Umeridress
@Sayeds56
@ZAINmalik75
@ThemePen
@Irfan_pak10
@Gladitorcomeback
@Faisal2202
@MFahad
@Unknown Op
@compromise me
@Cheema02
@GbitG
@Publictalk792
@AnonoBitCoiner
@JunaidAzizi
@Nanga Parbat
@Farhan99
@MusaPk
@Alone055
@God bless u
@Rustam Meraj aur miss ho jay unka bei shukrea





Asslam o Alikum, Bro  first of all congrats for achieving a higher rank, hmm well main apki journey koo witness nai kar paya as from January finals thee, oske abad project, internship oske baad health issues and still facing some issue but InhsAllah I'll be here to help and guide actively now..

Bai to mention all these fellows there's a reason that I wanted to express why I was inactie from a long time.

Ye saab too chalta rehe gaa haha suna haa Zainmilk kaa Birthday haa yaa that as scanning maa pata chala isi page paa. hehe sai wala birthday haa yaa sirf account paa rakha howaa.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 27, 2024, 08:25:16 AM


Assalam-o-Alaikum! Kiya hal chal hain dear apky.... ahh haha ab bas eshee cheez ki kami thi Government awam ko kesi hal mai khush nahi dakhana chati hai as ya to awam ki personal pocket hai jis ko wo use kr k apny liya asani paida krta hai taky usko Bijli k bills na pay krna parain laikn ab hamari governments es mai b tagain phansaa rhi hai in my opion ya sahee nahi hai. As phir to comfort to phir khtm ho gaya na.

chalain hum esko dosry point of view sy dakhty hain.... chalain hum maan laity hain k yaa taxes pay krna achi baat hai laikn hamain ya taxes kesi achi jaga use hotay howay nazar b to nahi ata na har koi apni jaibain bharny mai laga howa hai ak amm banda pista chala ja rha hai or ameer ameer sy ameer hota chala ja rha hai. well i wish es mulak k halat b achy hongy Bohat jald InshaAllah. Ameen
Walikm slam bhai ap ki bat theak ha but tax banta he ni hai awam apni mahnet sy hansil.ki hovy passy say solar buy kary or apni passy sy install kary or maintenance pay bi khud kharcha karu or tax dy kas cheez ka kh Suroj sy roshni ly rahy plates ka lay wah g wah kaml ni hu gya asi government ko dhoob ka mr jana chaye mary khyal say ab awam ko.bhair nikla kae inka khalif protest krna chaye ni to ya sans lany par bi tax laga dy gay haha
full member
Activity: 462
Merit: 227
April 27, 2024, 08:13:03 AM


Assalam-o-Alaikum! Kiya hal chal hain dear apky.... ahh haha ab bas eshee cheez ki kami thi Government awam ko kesi hal mai khush nahi dakhana chati hai as ya to awam ki personal pocket hai jis ko wo use kr k apny liya asani paida krta hai taky usko Bijli k bills na pay krna parain laikn ab hamari governments es mai b tagain phansaa rhi hai in my opion ya sahee nahi hai. As phir to comfort to phir khtm ho gaya na.

chalain hum esko dosry point of view sy dakhty hain.... chalain hum maan laity hain k yaa taxes pay krna achi baat hai laikn hamain ya taxes kesi achi jaga use hotay howay nazar b to nahi ata na har koi apni jaibain bharny mai laga howa hai ak amm banda pista chala ja rha hai or ameer ameer sy ameer hota chala ja rha hai. well i wish es mulak k halat b achy hongy Bohat jald InshaAllah. Ameen
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 27, 2024, 05:00:38 AM
Assalam o Alaikum brother. Ji aapne bilkul sahi btaya hai sab kuch Meta AI k bare men, yeh Meta company jo k Facebook, WhatsApp, aur Instagram jaise social apps ka malik hai unka bnaya hua AI model hai jo k commands le k aapko sare kaam kr k de deta hai wo bhi free main. Lekin aek cheez main aapki correct karna chahonga, wo yeh k agr aapko Meta AI se koi image banwani ho toh aap "imagine" word k sath slash men lgate hain, is tarha kar k "/imagine" aaur tab jaa k yeh command qabile qabool hogi.

Walikm slam bhai phr to Meta Ai kafi kaml ki tool hony wala ha ma jab bi Facebook open kar or kuch search krny ka lay type krta to wha meta ai image or baqi option ay rahu ha sab say achi bat ya lagi ha ya bilkul free ma available ha is many zadya use to ni kiya but mojy kafi acha project lag raha hai mark ka umeed ha ya any waly dino ma mazeed upgrade hu gay or image creation or editing ka features ma mazeed taqrai dakhny ko mily ge
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 27, 2024, 04:16:49 AM

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Umer bhai, Kasy han ap? umeed ha khariyat se hon gay. Solar panels lagany walon pe taz lagay ki tajweez toh pareshan kum ha es se green energy ki trf switch hony walon ki hosla shikni ho gi, Mein ne bi apny ghar ki roof top pe takreebun 11 Kilowatts ka unit lagaya hoa ha net metering k sath, or Alhamdulilah electric bill ko kum kerny mein bht faida mund sabit hoa ha, lakin tax lagny ki soorat mein esky profitabiliy mein khasi kami ho gi.


Bitcoin market bht dull ho gai ha or trading volumes bht kum han or weekend hony ki waja se koi bra momentum matwaqo nhi ha. Charts ko dekh ker lugta ha k ek dafa phir $60,000 ki strong support test ho gi. DYOR
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 27, 2024, 12:48:50 AM
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.


Afsoos ha asy zhen ka ghum logo par phly khud kah rahy thy electricity kam use kary ab jab awam apni zaeeb say passy kharch kar solar pannel lagwa rahi takh inka zalim tax say bacha jaye to ya ghulm zhan ka government ka loog or plus ghudar establishment nay awam ka khoon niklany ka lay solar par bi taxx add krna shuru kar diya ha afsoos ja ham kasy mulak ma rah rahy hai is lay to loog ab wajood pakistan sy bi nufrat kary gy ang wali kuch sallo ma ya mari bat note kar lay loog swal uthay gy kah pakistan bana he q or ham sy bad ma bnny wal mulak Bangladesh ajj kha par punch gy kitni taqrai akh raha or humra podashi country india ki economy kitni grow kar rahi yha hummy sarf naghmo par lagia hova ha hummy dushman ka bacho ko parhana hai Allah pak he rehamn kary ab jo hallat banty ja rahy pakistan rahny ka qabil ni rahy ga
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
April 27, 2024, 12:40:06 AM
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai

Pakistan ki tu app baat hi na kero kion k yeh mulk aistha aistha rehnay k qabil hi ni rahay ga. Aik taraf hukumat expensive electricity daay rahi hy aur jab unhoo ny dekha k log dhara daar Solar laga rahay hein tu manghii bajli kkon buy keray ga, kon tax day ga tu unhoo ny soocha k Solar panel lagnay walaoon p hi tax laga detay hein. Asa mein app ko ni laghta k app k liey ais mulk mein kuch bhi ni hy. Even k agar app koisish bhi kero apnay ko surivive kernay k liey tu bhi ni kr saktay. Election mien jo hua, aus c bhi yehi sabit hy k hum sab ki koi ahmeyat ni hy and we are just useless living in this country.

full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
April 27, 2024, 12:37:15 AM
Runes Game-Changing Token System Boosts Bitcoin Activity



السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Naye token creation system Runes ka Bitcoin par intikhaab nihayat kamyab raha hai, jis ne apne pehle haftay mein arbon dollars ke transaction fees hasil kiye. Runes ka system dusron se mukhtalif hai kyunkay ye Bitcoin ki mojooda technology ko behtar tareeqay se istemal karta hai. Runes ka aghaz halving ke doran kiya gaya, jab naye Bitcoins ki tadad mein kami ka irada tha. Is ke baad se Runes ne karoron transactions ko facilitate kiya jis se Bitcoin ke daily activity ka aham hissa ban gaya aur hazaron naye users ko attract kiya. Runes ke debut ne meme coins ka izaafa kiya ha jahan $DOG sab se qeemati ban gaya hai jis ki market capitalization qareeban adha arab dollars tak pahunch chuki hn info
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 27, 2024, 12:30:43 AM

Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai

G brother, ap bilkul durust bat kah rehe han aisy kamon ka maqsad sirf apni zati image building kerna or news mein rehna hota ha. Pakistan ka asal masla uski girti hoi economy ha jis ki bri waja last 2 years se political instability ha jis ki waja se na sirf foreign blky local investment bi nhi ho rahi.
Elections kervany se akser mulk stable hota ha or economic growth boost hoti ha mgr yeh elections ko itna mess up kia gya ha k mazeed instability br gai ha. Allah Pak Pakistan k haal pe rehem kere- Aameen.

Bitcoin market ki update : Kal ETFs se 200 million dollars ka outflow ek negative development ha. kal Prident Joe Biden ne crypto currencies pe 44% capital gain tax ki proposal dee ha, yeh bi negative development ha. En sub k bawajood $60K ka important level maintain ha, or aany waly dino mein market ki liquidity mein izafa ki tawaqo jis se behtri k imkanat han. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-entering-likely-2-weeks-new-btc-price-dip-analysis
Sir marya bi yahi khyal Jab tak mulak ma potlical instability rahy ge kabi bi taraqi ni kar skaty hai ham election to ik darma tha quom ka passa zaya krnay ka bahana tha inhy apni mrzi sy ik 10 rupes wali bal point Sy results change kiya hai jo awam or koi bi is election ko manny ko tyar ni hai to sochy kasy ko investment ay ge mulak ma yah to nowjan mulak ko chor kar bahir jana chahty hai ab is mulak ma inqlab ay ga to phr he instability ay ge jab har idhara apna kam kary gy interference khtam hu jaye to government awam ka vote ki power say ay gy than he kham hu skata Pakistan ka warna koi umeed ni hai or dosri Bitcoin ki ya 2 negative news ka bawjod Bitcoin 63$k pr trade hu raha hai dakhty ha any waly dino ma market kesa behave krti hai
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
April 26, 2024, 09:13:08 PM
Thanks Brothers I have achieved Senior Rank
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Sorry bro I am late. Thora busy Tha. Behar haal bohat Khushi hui ap senior member ho Gaye ye asaan kaam nai Hy ye rank hasil Karna. Baqi ap Ki posts BHI ماشاء اللہ bohat achi Hoti hen my ny Dekha hy ap kafi detail sy bayan karty hen.
Or mery hisab sy ap is rank ko BHI deserve karty hen or aany waly sabhi ranks ko BHI deserve karty hen. Issi tarah mehnat karty rahen next level ab Hero Member ka hy. Ab Yahan break nai lgani ان شاء اللہ ab ap ny Hero Member Rank BHI jaldi sy hasil Karna Hy or PHR legendary member BHI to ban'na Hy so keep it up bro.

Bohat Mubarak ho ap ko is rank Ki. Again bohat Khushi hui Bhai.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
April 26, 2024, 09:01:34 PM

Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai

G brother, ap bilkul durust bat kah rehe han aisy kamon ka maqsad sirf apni zati image building kerna or news mein rehna hota ha. Pakistan ka asal masla uski girti hoi economy ha jis ki bri waja last 2 years se political instability ha jis ki waja se na sirf foreign blky local investment bi nhi ho rahi.
Elections kervany se akser mulk stable hota ha or economic growth boost hoti ha mgr yeh elections ko itna mess up kia gya ha k mazeed instability br gai ha. Allah Pak Pakistan k haal pe rehem kere- Aameen.

Bitcoin market ki update : Kal ETFs se 200 million dollars ka outflow ek negative development ha. kal Prident Joe Biden ne crypto currencies pe 44% capital gain tax ki proposal dee ha, yeh bi negative development ha. En sub k bawajood $60K ka important level maintain ha, or aany waly dino mein market ki liquidity mein izafa ki tawaqo jis se behtri k imkanat han. DYOR

https://cointelegraph.com/news/bitcoin-entering-likely-2-weeks-new-btc-price-dip-analysis
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
April 26, 2024, 08:30:41 PM
Assalam o Alaikum brother. Ji aapne bilkul sahi btaya hai sab kuch Meta AI k bare men, yeh Meta company jo k Facebook, WhatsApp, aur Instagram jaise social apps ka malik hai unka bnaya hua AI model hai jo k commands le k aapko sare kaam kr k de deta hai wo bhi free main. Lekin aek cheez main aapki correct karna chahonga, wo yeh k agr aapko Meta AI se koi image banwani ho toh aap "imagine" word k sath slash men lgate hain, is tarha kar k "/imagine" aaur tab jaa k yeh command qabile qabool hogi.

Baqi ismen aur ChatGPT men sabse bada farq filhal k liye yeh hai k yeh without any charges usable hai jab k ChatGPT ka full version yaani k GPT4 ko access krne k liye aapko subscription buy krni hoti hai. Umeed hai k yeh cheez future men bhi hogi, aesa na ho k aage jaa k is k liye b subscription ki zrort parhe kyunke aakhir kar yeh aek business ka hi hissa hai.
Walaikumuslam!

Wesy mujy Meta AI kaa feature acha laga or smooth bhi hai. Or sab ki access my bhi. Or my is ko ChatGPT sy behtar samjta hun or us ki waja yehi hai ky ye free bhi hai. Or sab sy achi bat ye hai ky ye ap ky template ky mutabiq images bhi create kar ky deta hai. Han images abhi kuch thk nai hoti lekn kuch behtar hoti hen. Haan in future is my mazeed behtari aany ky chances hen.
Or ye ChatGPT sy acha or thora details my jwab deta hai. Baqi ap sab kaa experience kaya hai is ko use karny my.. my nai janta par personally ye mujy thk laga. Or mazy ki bat ye hai is ky liye ap ko koi web wagera search karny ki zrurat nai hai. Built in app hai or easy sy rsai hai is par.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
April 26, 2024, 07:44:03 PM
Mairy khayal sy hum ik ghareeb mulk ha aur bajai iksy agr logo ko free wifi Ki jagaa free floor aur ashyaee kurdonoosh Diya Jata ya Jo daily routine ky istimal Ki cheezy haa usky rate ko km sy km karty toh zyada faida hota awam ka q ky ajkal internet kafi sasta hogaya haa Har Kisi ny internet connection lagwaya haa agr woh middle class haa aur Jo ghareeb haa main focused un pa chahiya q ky yeh internet unky kaam ka Nahi aur unko zaroorat haa unko chahiya khuraak toh jab Kisi ko chahiya hi Nahi toh itne big investment aise cheezo pa na kary. Country ky infrastructure pa lagwai like jaisy Peshawar Mai army NY Saddar pa lagwai aur London jaisy look dy Diya.
Bilkul Right brother ya scems sarf apni mahsoori krny ka lay hoti hai kah CM maryam bra kam kae rahi hai jasy abi 20,000 bike deni students ko pury Punjab ma pta ni ya jokers ko eqal kab ayyi ge kh is trah ki currpotion wali schemes ma intny may maall akhta krna hota hai is lay or apni advertisment krmy ka lay establishment inhy ya sab awam ko topico kenwy ka lay khti ha qkh is ko la kar any waly yahi loog ha jo ab ghanda hu rahy hai inty zadya exposed hu chuky ha ab bajwa qasmy khta hai or loog batanny ko tyar ni.hai Imran khan he wajad umeed ha is mulak ki agr osny taraqi krni hai warna sari omar ham ghulam rahy gay iran itna sasta oil or gas deny ko tyar hai but ghulam quom apny fasily khud kab krti hai
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
April 26, 2024, 06:20:54 PM
Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative

Mairy khayal sy hum ik ghareeb mulk ha aur bajai iksy agr logo ko free wifi Ki jagaa free floor aur ashyaee kurdonoosh Diya Jata ya Jo daily routine ky istimal Ki cheezy haa usky rate ko km sy km karty toh zyada faida hota awam ka q ky ajkal internet kafi sasta hogaya haa Har Kisi ny internet connection lagwaya haa agr woh middle class haa aur Jo ghareeb haa main focused un pa chahiya q ky yeh internet unky kaam ka Nahi aur unko zaroorat haa unko chahiya khuraak toh jab Kisi ko chahiya hi Nahi toh itne big investment aise cheezo pa na kary. Country ky infrastructure pa lagwai like jaisy Peshawar Mai army NY Saddar pa lagwai aur London jaisy look dy Diya.

Kia ap jantein hain ye jo aik Whasapp k under upper run barangay sa circle agya hai us se kia hota hai toh apko batau k sab se phela apne ne us Meta AI ki chat khol leni hai phir us ke under ap jo bhi liko ge wo banade ga, yeh aik tarah se ChatGpt hi hai but is mai aur Chatgpt k under fark ye hai k Chatgpt photo include ni kr ta aur dusra fark ye hai k Chatgpt aur Whatsapp dono k naam ka difference hai bhkai same hai.
Ha Mai NY yeh daikha ta Issy toh kafi din hogai ayai howy, so Mai NY check Nahi Kiya q ky same woh chat gpt wala scene ta so isliya Baki achi baat haa jitne development ho behtr haa logo ko asaan tareeky Sy behtr knwoledge mil raha haa yahi behtr haa Baki Abhi Facebook ky Baki apps yani Instagram pa Nahi ayaa may be waha zaroorat na ho
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
April 26, 2024, 05:29:04 PM
Digital Lahore CM Launches Citywide Free WiFi Initiative

Waisy yeh qasam kuch nukto NY teek lag raha haa like normal haa but agr thoora thoora kary toh yeh just waste of time haa q ky ik ky hamary bohout saary logo ky paas knwoledge Nahi internet Sahi use karny ka woh agr use bhi kary toh just social media Mai tiktok, Facebook etc scroll karyngy Baki unko knwoledge Nahi ky inko kaisy properly utilize karna ha taaky is Sy earning karsky. Aur doosre taraf yeh Har bandy ky poonch Mai Nahi hongy like Kon isky liya Ghar Sy itne door ayai ga aur phir Poora din guzary ga jab 100pkr pa ussy Ghar Mai khud ka data internet mil raha haa yani mobile packages. Isky ilawa yeh kafi slow hoga aur iski aara Mai yeh saaly kafi ura dyngy. Iss Sy behtr yeh hota ky deserving Bando ko select Karky America study ky liya full government Karchy par baij daity taaky woh proper study Karky yaha acha doctor ya engineer ban jai toh mulk aur us bandy dono Ki madad hojate
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
April 26, 2024, 03:11:52 PM
BNB Chain's Liquid Staking and Stuck Funds for DeFi's Latest Challenges


السلام علیکم
Is haftay mein decentralized finance DeFi mein kaafi ahem taraqqi hui. BNB Chain ne apni BNB Smart Chain par native liquid staking ka aelan kiya, jo ecosystem ke hissa daar ko network ko mehfooz rakhne ka mauqa deta hai jabkay assets ki liquidity bhi barqarar rehti hai. Ye BNB Chain ka hissa hai, jo apni BNB Beacon Chain ki functions ko BSC par shift kar raha hn isse pehle ke woh June 2024 tak mukammal tor par band ho jaye. Chainlink ne bhi aik cross-chain CCIP launch kiya jo nau blockchain networks mein cross-chain token transfers aur smart contract messaging ko barhawa dene ke liye ha is se DeFi ecosystem mein zyada rabta asaan hoga.   source

Lekin, har khabar achi nahi thi. EigenLayer jo Ethereum par sab se bara restaking protocol hai total value locked TVL ke hawalay se, aik bari yield crisis ka samna kar sakta hai rapid growth ki wajah se. Uske AVS ko utna zyada staked Ether ki zaroorat nahi ho sakti jo users ke liye reduced yields ka sabab ban sakta hai. Iske ilawa Arkham Research ne kai DeFi wallets ko flag kiya hai jahan bridge contracts mein millions of dollars phase hue ha
Jimmie Ethereum ke co-founder Vitalik Buterin aur Coinbase ke linked wallets bhi shamil hain. Ye funds manual tor par wapas le jate hain, lekin kai users ne inhe bhool diya hai, jis ki wajah se kuch assets do saal se zyada se unclaimed rahe gaye hain. In rukawat ke bawajood, DeFi ecosystem nayi cross-chain innovations aur asset management challenges ke sath taraqqi kar raha hy
Jump to: