Ais waqat saray social media aur youtube channels p yehi aik cheese under discussion hy k "This time is different" aur sab log kah rahay hien k bitcoin ETF ki wajah c sab log long term investors hein aur market mein dump ni ayee ga,..mutlab k bear market ni aye gi. Yeh narrative ias liey bunya ja raaha hy takay log sell p focus ne kerian aur bbus buy hi buy kertay jein.
Haqeqat yeh hy k ETF ki wajah c abhi tu market pump ho rahi hy aur retailers jab aine gay tu aur bhi bara pump ayee ga jo k bitcoin ko bohat big price p lay ja sakta hy lekin aik baat jo koi ni bata raha k yeh jo investors ETF mein aa rahay hien ain ko bhi pata hay bitcoin 4 years cycle ka. So ab ki bar, whales bitcoin dump kerian gay aur ETF walay bitcoin k shares dump keray ga, Tu jahan p bitcoin ka bull run bohat bara hogaa...unthi hi teezei c bitcoin ka dump( bear market) bhi bohat khofnak hoga
To matlab ye he ke market me ek bar phefrrf dump ayega bara sa q ke already market me dump agya he abe BTC ke price 66000$ aas pas he to 73000$ se btc dump agya neeche 66k$ pe to sare coins be sath sath dump hogye to agar btc 60k$ ya pher neeche ajata he to bhut zeyada dumping ayega coins me q ke abe sara presure dobara selling pe agya he ye ache bat nahe yaha pe agar btc ruk jata he to sahe nahe to sare altcoins dobara apni jaga pe ajange yaha pe dobara long term logo ko nouqsan otana parega. BTC ko up jana chahaie.
Mein short term ki baat ni kr raha, i am talknig about long term kion k social media p influcencers yeh ka rahay hien k bear market ni ayee gi kion k insistutes ny buy kia hay aur woh dump ni keray gay. Tu kehna ka multab hy k unhooo ny bhi profit taking kerni hy at top of bull market aur woh asa ni hein k humesa k liey bitcoin ko buy kernay ayee hien. Remember Micheal saylor ny itnay bitcoin buy kiey phir bhi bitcoin 16000$ p aa gia...History ni bholni chayee.
So bear market mein whales bitcoin sell kerian gay aur insistutions bhi bitcoin share sell kerian gay, tu bitcoin 250,000$ c seedha 50,000$ p dump kr saktha hy. In short, k be ready for a big brutal bear market but abhi 1.5 years bull market k hien, khob paisa buana loo.