Baqi Abi Plmn dakhna kia hashar krti ha ap loogo ka hath laga laga ka dakhy gy mulak ko bech dy gy ya curroput tola 17 seetio wli jamat punjab ny reject kr diya baqi ap smajdar hai bhai
Brother, Yeh bat bilkul durust ha k Pakistan mein massive rigging hoi ha or es k natteejay mein bun nay wali regimes bilkul illegitimate han ore pori duniya ka media bi ab es bat ko tasleem ker chuka ha or en se najat hasil kerny ki liye musalsil struggle kerna pry gi.
Mein thora bht Economy or Finance ko bi samjhta houn meri nazer mein Pakistan mein economic revival k liye sub se pehle bht bry paimany pe privatization ki zarurat ha jis mein PIA, Steel Mill or wo sub sub idary jo hakumat k under chalty han or musalsil loss mein han eski vaja se Fiscal deficit, circular debt bht br jata ha jis k nateejy mein Bijli, Gas k price increase ker k hakumat en losses ko kum kerti ha.
Dosri bat apki bikul theak ha privatilaztion boht zori ha un sb udhary ki jo losses ma chal rahy hai then he economy ma reform ay skata hai jab hu udhraa profit ma hu to awam ko azfia charges bursdhat ni krny pry gy but IMF ka jhaal jb tak clay gy Kabi awam ko relief ni mil skata hai sarmyakri boht zrori ha mulak ma agr financial stability chyee hu jo sarf tab ay he jab awam ki munthkib government ay ge