New Telegram Scam Targets Crypto Wallets Using ERC-2612 Tokens
السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Attention! Best way to identify and Report Cryptocurrency Scamsالسلام علیکم
Cryptocurrency scams barhte jaa rahe hain, jo ke social media platforms ko istemaal karke istemaal kar rahe hain taake istemaal karnay walay ko jhootay inaam ya fraud schemes mein paisay bhejne par dhoka de. Ye scams deepfakes ka istemaal kar ke impersonation se le kar jhooti naukri ki offers aur phishing tareeqon tak phailte hain. Ripple jaise companies industry mein mojood hain jo ke jhootay ads aur posts ko hatane mein kaam kar rahi hain, aur istemaal karnay walon ko is ke khilaf hifazati tajaweez di ja rahi hai.
Waalikun assalam, Aaj kal bahut zyada scam ho raha hai, chahe wo cryptocurrency me ho ya apke sath personal kuch. Isliye hamein in se bachne ke liye apni poori recovery karni chahiye. Scam se bachne ke liye pehle se hi sahi analysis aur decisio Lena chahiye . Jese sim swap scam hota hai ham apni personal information share kar detien hain Kabhi bhi apni financial jaankari ko anjaane logon ke sath na share karein.
Jese aj kal hamray Pakistan me hora hai Kunkown email ya phone call ati hai me jito Pakistan ke taraf Sy bol raha Hun ap ka 10 lakh ka Inaam Nikal hai mujy ye Kal he Whatsapp par message Aya , ham keye karty hain ham lalach me ajatien hain phir Bina kush chanbian k ham apnie personal information share kar ditienhai jis Sy scamer ko pora pora muka mil jata hai scam karny ka
Aur investment Jahan b karnie ho sab Sypehle thorough research karein aur sirf licensed aur reputable platforms ka istemal karein. Scam ke pehchaan karne mein active rahein aur agar koi shakhs ya scheme shady lagti hai, to turant report karein. Aur mein hamesha cautious aur vigilant rahein taake aap scam se door rahein .
Blikul sir g is haftay BTC ki price ne koi bohot zyada hamen khush nahi kiya. Price ki jo pichle do hafton se rally chali thi, woh rally jo hai usmein aur ab BTC ki price ek khaas range mein trade ho rahi hai.
Mein isko samajhne ki koshish kar raha tha pichle kuch dino se ke kya wajah hai ke pichle do hafton se BTC ki jo price hai woh pump kar rahi hai. Aakhir wajah kya hai abhi kyun price jo hai woh ek range mein trade ho rahi hai,
Yeh jaanna zaroori bhi tha kuin future ko dekhna aur samajhna investment karne mein kuch aasan hoti hai.
Toh mein ne thori c analysis ke thoda , jis ye pata chala ke BTC ki price jo hai woh range mein trade ho rahi hai aur price jo hai ye range break hogi aur hogi bhi OTCE dairies ke zariye aur retail ke hawale se bhi. Aaj ek chhoti si maloomat hai jo ye pic meny share ke hai , ek tarah ki good news hai lekin price range mein kuin trade ho rahi hai k jo OTCE deal ki wajah se jo BTC ki iss waqt current daily demand barh rahi hai woh 600 million dollar se zyada hai jabki jo BTC circulation mein ata hai mining ke zariye woh koi 4 million dollar ki range pe hai, yani supply 40 billion ki hai aur demand jo hai woh 100 billion ki hai mujy ye aik waja lagi Bitcoin ke side way price me .
https://twitter.com/woonomic/status/1760821645395341766?s=19