phir lockdown yhani warning laga detha hian aur 400 toh to bohat masla hota hai and ab ap sub log guess krein k Lahore mai kitna hoga ? kr lia toh mai 100 percent sure hun suk guess 500 se 650 tak gye ho gein lakin Lahore mai toh 1000 se 1200 ka chal rha hai. Aur sath yeh bi bataya k agar iss ko control krna hai toh 15 years lage gein agar proper kam ho jo toh khabi hoga ni. Aur sath k sath Lahore ka ek banda din ka 15 dabi ciggerates pi rha hia smog mai.
15 ciggrates ni dabi aur e dabi mai khoi 20 hote hain as a local warna agar brand khoi bari ho toh kam ya zada o skhthe hian lakin phir bii Lahore mai abhi toh bohat zada smog. Masjid mai Isha ki namaz k time Masjid k hall k under bhi khafi zada smog hoti hai. Jahan phela jis masjid pe mai jatha hun whan pr phela 6 se 8 siftein banathien thein lakin ab wahi muskhil se 3 ban rhein hian aur sath k sath yeh bhi bata tha chalun k ek sift mai khoi 30 se 40 tak ho gyein.
Baki waisy Jo log daily cigarettes peety ty unko faida aur bachat ho chuka hoga q ky woh Kya cigarettes pa paisy zaaya karty jab saans lainy pa apko same feeling aur cheez mil Rahe ha 😂😂. Sach Mai woh jo nashai aur bagar baity hoty unki ALLAH ny Sunn le aur unki wajah Sy free Mai sabko pila rahy haa hahah Khair Mazak apni jagga but mulk nahi ik sehra Mai reh rahy ha jaga ALLAH ky Siwa koi haamy sunny wala nahi ha.