Author

Topic: Pakistan - page 237. (Read 5999420 times)

sr. member
Activity: 602
Merit: 376
January 01, 2024, 05:30:47 AM
Utopia P2P - Android Official Review Campaign

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Keise hai tmam brothers

Utopia Ecosystem kei Baray Mei Tu SB Ku pta he Hu GA quu kei es kei kaafi campaigns ate rehte hai like review campaign, signature campaign, android reveiw, bounty campaign etc android Tu hum SB nei join keaya tha kes play store pr ja Kar unky app lo install Kar ky review submit Kar Wana tha ab unky official app mei kuch new feature add Kar deaya ge hai ab unki testing kei leiye ye review campaign start ke gae shaed ye limited time kei leiye aur FCFS basw par Hu to jo koi join krma chahta hai jaldi sy jaldi join kar len Issy pehly ke late hu jaeay aur apki entry miss hu jaeay

Campaign: [OPEN] Utopia P2P - Official Android Review Campaign (Newbie - Legendary) 💎

Reward:

- 6 dollar approved entry

Rank:

- Newbie to Legendary
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
January 01, 2024, 05:08:42 AM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔


Ameen tamam bhaio ko Naya saal bohout bohout mubarak ho, choonky zindagi haa up and down aaty rehty haa kuch logo ky liya yeh previous year kafi saare kushiya Laya ho aur kuch logo ky liya bohout bad qismat Laya hoga bohout saare mushibat aur takleef. So maire un SAB ky liya dua ha ky ALLAH unky liya iss saal ko kushio , tarakki aur kamyabio ka saal banwa dy.

Ik advice haa tamam bhaio Sy ky apny liya iss new year Mai kuch goal rakho like ap yeh yeh Karo phir usko Poora karny ky liya time table banawo aur USS pa mehnat Karo agr possible ho toh chooty chooty goal raky aur phir aagy Barty jai like ladder steps aur kamyabi Ki taraf jaty haa. Jab ap discipline aur consistency ky sath life Ki journey jaari rahyngy tab ap ko kamyaabi mil sakty ge.

Khair yeh ik nasihat te jisko ap log follow kary Mai khud bar poor tareeky Sy follow karunga aur last Mai dua haa ky iss election Mai hammy aisa leader mily jiske wajah Sy poore Duniya Mai hamare izzat ho aur hamary mulk ky tarakki ko chaar Chand lag jai.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
January 01, 2024, 04:31:14 AM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔


Asslamalaikum Shahzad Sir apko bi boht boht Mubarak hu Naya saal Umaid krta hu ya saal apki zindagi ma hr trah ki khushien naseeb kary apki zimdgai ma chay wo sehat ka hawaly sy ya kam ka sislasy say Allah pak apko boht pyari or khushio wali Zindagi day or lambi zindagi dy Ameen bs yahi duya ha meri apk liay

Baqii Sb membes jo is community ma bi inka lay bi yahi duya kh Allah pak ap sab ko bi khush rakhy or mulak Pakistan ki khair farny qkh jasy hallat bany hvay hai ya pakistan ka lay boht khofnak lag rahy ha mojy jis trah Election ma chal rha ha or sari qoam ka itbar in logo or Establishment sy uth gya hai kitny mafad parsat ya loog hai apny faiday or international Establishment ka ishary par nishaty ha ya loog Allah ki punnah in logo say.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 01, 2024, 03:11:40 AM
Bitcoin ETF launch may be a ‘let down’ but could attract trillions over time

Brothers, New year ka pehla din ha or BTC ki price $42,470 k aas pass trade ho rehi ha 0.02% ka mamooli izafa hoa ha. Wasy bi yeh takreebun pora week Europe or USA mein holidays han esliye koi bra price momentum expected nhi ha or market aisy hee side ways chalti rehe gi.

Next 2 weeks bht important han ku k Botcoin k ETF ki ap[proval ka decision announce ho ga. Let's watch and wait. Mera khayal k approval k baad ek correction aa sakti ha.

https://cointelegraph.com/news/spot-bitcoin-etf-launch-let-down-but-attract-trillions-vaneck
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
January 01, 2024, 02:34:29 AM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔


Asslamualaikum sir!

Ap ko bhi naya saal bohat bohat mubarak ho. Ye to har Pakistani ki dua hai ky ye Saal or baqi aany waly saary saal ab Mulk e Pakistan ky liye behtar sabit ho jaen. Koi behtar sy behtreen hukmran aaye or iss ko traqqi ki rah par gamzan kary. Or wesy dekha jaye to jitna gand Hukmrano ny macha rakha hai itna jaldi sfai bhi nai hogi. Kuch years lagen gy. Par Naa mumkin nai hai. Matlab sfai ho jaye gi.

Kher Allah hmary Mulk e Pakistan ko Naik Hukmran ata kary. Wesy bhi Elections ki amad amad hai to Allah is chunao my hi koi bhtreen leader ata kar dy. Aammeennn.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
January 01, 2024, 02:18:30 AM
Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?
Yeh apki baat bilkul correct haa start Mai Mera mindset bhi aisa ta q ky hum mostly woh social media ky task waly airdrops Karky talk chuky Ty aur us Sy jab haamy kuch na Mila toh haamy Laga SAB aisa haa aur time waste ha. But jab recently profit daikhy logo ky toh thoora bohout hum NY bhi APNA dikhan iss taraf kardiya haa, agr apko maloom ho toh arbitrum NY jitne big amount Mai supply nikalee te for airdroper USS Mai still big amount unclaimable haa q ky kafi saary log eligible howy ty aur kisi ko idea Nahi even Mera Kzn khud usko Mai NY bataya aur 1200$ ky token claim karwaya.
Khair Abhi kafi token unclaimable ty isliya so arbitrum NY round 2 in shape of arbitrum oddesy start karwaya ta so agr kisis my round 1 miss Kiya ta toh round 2 ka mooka unhy mil Chuka hoga. Isky ilawa dmail, base etc ky airdrops upcoming ka bs thoore bohout activity karde toh scene on hojai ga apka
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
December 31, 2023, 10:49:04 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔




Happy New Year sb bhaio or Shahzadafzal Sir ko Welcome to 2024
Assalam o alikum! Ya naya saal 2024
Mojy umeed ha it will be happy for Palestine and bsqi sb muslim ummah ka liay bi Naya Saal Mubarak ho sabko or Allah sb ki zindagi ka maqsad ko pora krny wala khusio wala saal bany ham.sb ka lay Ameen


copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 09:46:27 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔


Aameen. Ya Allah year-2024 ko sub k liye aman or salamti ka saal bna de or Pakistan jin siasi, maali or security k masail se guzer reha ha us pe apna khas kerm ferma or ek mumlikate khudadad ko sub mushkilat se nikalny mein maded ferma. Aameen.

Insha Allah Allah Pak se umeed ha 2024 mein Bitcointalk k forum pe Pakistani community ka apna borad achieve ho jai ga. Aameen


hero member
Activity: 812
Merit: 619
December 31, 2023, 09:36:01 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔
Aameen!
Allah Pak es shamsi saal ko Tamam muslamano k leye ezaat,nusrat aur muhabbat ka peekar bnae aur gher muslimo k dil Islam k leye naram kar de. Umaat muslima ko Iteehad aur ittehad naseeb farmae aur unki hefazat farmae khusoosan Pakistan ko har qisam k shar se mahfooz farmae. Aisa hukamran ko na sirf khud sacha ho balke us ko amlo pajama b pehna sakte ho es leye k aage jo opar bete ha wo sahee kam karne nahe dethe aur bahut hekmat baseerat se kam lene parta ha
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
December 31, 2023, 03:40:09 PM

Khair Jab Psl end hua us ke kuch harse baad Pakistan team ki Afghanistan se series agye joo 23 march se 27 march ki thi. Aur ye series Pakistan haar gya because is series mai PCB ne new telent ko moqa diya tha jo ke aik dam se team ko sabalne mai nakam hogye but kuch na kuch krke aik match toh jeet pr series ni jeet skhay.

Phlea match  Afghanistan 6 wickets se jeeta dusra 7 wickets aur third match Pakistan jeet gya boht achi tarah. ISS sab ke bad Pakistan ki New Zealand k sath dubara series ayein aur Pakistan in series ko jeet gya aur New Zealand bhi matlab ye series drawn ho gyien do match Pakistan jeeta phir aik match drawn hua and agle 2 matches Pakistan ne apna naam krlye.

Phir ODI series start huien aur Pakistan team easily ye series jeet gyi aur iss series ke RT20 matches mai Babar Azam ne centur bhi banai thi. Aur iss ke baad Pakistan team ke do test matches aye Sri Lanka ke sth aur Pakistan ne dono ke dono matches jeet liye.

Lagta ha cricket ka shoq obar aya ha. Ye apki second post ha jo cricket k mutaliq ha. Muje etna shoq nahe ha k cricket ka warna mai ap k sath es baare ma kaafe discussion karta. Muje old players pasand the jis ma shahid afridi,Abdur Razzaq, Shoaib akhter jaise khilari maujood the. Ab har series ma new players dekhne ko melte ha jes se wo onus aur shauq baqi nahe rehta. dosre taraf siasat aur corruption be bahut start ha aur ache players ko mauqa nahe dea jatha. Ek time ma ma koi match dekhna nahe chorta tha, har matche ma ma tv k samne beta hotha tha.

Cricket ka shook tu hy hi bohat , abi bus puri 2023 ki journey share kr raha hon Paksitan cricket ki.  Smiley

Phir Pakistan ki aik aur series aye Afghanist se jise Pakistan ne asani se jeet liya aur iss series k dusra mai Naseem Shah ne phir se wo kiya jo wo hamesha krta hai matlab Afghnaistan walon ka qatal matlab khatam. Phir se apna passand nida bowler Fazal Al Farooqi ko out boundry mari auur match jeet liya aur phir khatarnak celebration.

Iss series ke sare ke sare matches ko Pakistan ne ba asani jeet liya. Phir Asia Cup start hua jo ke Pakistan host  kr raha tha phr India Pakistan na ya jis ki waja se saraa tournament ka bera ghark hogya hr match mai barish ho rhi thi aur ye Sri Laka mai shift ho gya.

sr. member
Activity: 560
Merit: 365
Pakistan Local Board Request
December 31, 2023, 01:48:16 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔



https://talkimg.com/images/2023/12/31/Ie5Fw.jpeg
https://talkimg.com/images/2023/12/31/Ieg6a.jpeg
https://talkimg.com/images/2023/12/31/IeiVo.jpeg
https://talkimg.com/images/2023/12/31/Ie9lN.jpeg

Ggg Ameen Shahzad sir Allah hamary mulkay Pakistan KO booht saria khushia Ata farmay or Pakistan mulak ky Jo dushmen h unka khatam Kar is mulak KO khushaal Bana dy or hum sab KO b khushia Ata Kar hamari Pareshani b nae saal ki Khushi my khatam kar or sab Bhai KO apni family KY sath Khush rakhay or nea saal sab bhaio KO aisy he sath rakhay or aisy he mehnat karty rahay or apny khawab pooray karty rahay or mushkalat door ho Ameen 🤲

Happy New Year 2024

member
Activity: 71
Merit: 32
December 31, 2023, 01:15:34 PM
Asalamualikum mere pyare bhaio umeed karta ho sub kheriyat se honge may kafi dino se offline ta asal may ma busy ta to INSHA ALLAH ab active honga to aj may ap logo ky sat 1 free wala airdop share karne ja raha ho.



Mere pyare bhaio ye ek airdop hai jo ky free hai jese NFP wesy same hai pehle mukamal read kar lo pher agar koi join karna chahe to ka sakta hai Binance ne investment kia hai to ap sub ko pata hai jab Binance jes cheez may investment kary uska chance hota hai ky Binance may list ho jata hai wesy bs daily task karna hota hai aur 20 rupre ya 40 rupes ka fees kat chahata hai to ap may se pehle deko aur agar passand aya to join kar lo shyed koi faida de jaye aj kal kesi airdop ka pata nhi chalta hai konsa airdop kes time faida de jaye.

Source:   https://t.me/feature_earning/12556

Source: https://t.me/sonucryptoyoutube/3958
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
December 31, 2023, 01:14:34 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔
Ap ko b Mubarak sir g!  Is naye saal me ,main dua karta hoon ki aapko zindagi ka har kona mehsoos ho, khushiyan aapke kadam chumein aur aapke dil mein nayi ashaayein jagmagayein. Yeh saal aapke liye nayi shuruaat ka waqt ho, jisme aap apne sapno ko haqeeqat banane ka kamaal dikhaayein. Aapko acchi sehat, pyar, aur khushitan  milien, aur aap apne iradon ki oonchaiyon tak pahunchen. Is naye safar me aapka hausla hamesha buland rahe aur aap har mushkil ko asaanai se paar karein. Naye Saal ki aapko bahut saari khushiyan milein!




Sab bahiyon ko happy new year!
full member
Activity: 742
Merit: 201
December 31, 2023, 01:04:05 PM
میری طرف تمام دوستوں کو دل کی گہرائیوں سے نیا سال مبارک ہو۔ اللہ تعالٰی ہم سب کیلئے یہ سال باعث رحمت کرے آمین۔

2023 kuch dar ma khatm ho kr mazi ka hisa bun jya ga. Is tarah hmari zindagi ma sa na jana kitna saal guzr gya hn. Eik naya saal hmari zindagi ma dakhil hona ko hy. Kshish krn ky is sa bhar por tareqa sa guzaran.

ایک بہت ہی پیاری بات آپ دوستوں کی نظر۔
وقت کی قدر کریں کیونکہ وقت کے پاس اتنا وقت نہیں کہ وہ ہمیں دوبارہ وقت دے سکے۔
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
December 31, 2023, 12:23:54 PM


تمام پاکستانی بہن بھائیوں کو نئے سال کی مبارک باد-
دعا ہے یہ نیا سال اس ملکِ خداد کے لیے خوشیوں کا سال ہو۔ ہمیں ایسا حکمران عطا فرما جو سچا اور ایماندار ہو- آمین۔








hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 12:10:19 PM
Bhai mai ap ki baat sai itfaq kerta hu asal waja hai ziada ter log bilkul hee free mall chahtai hai aur wo bee kissi mahnat kai bagair un logo ko airdropes aor yai bounties faol lagte hai halankai mai nai dekha hai bohut sarai log jo hai kafi achi income hasal ker rahai hai bas aik baat hai shuru mai time lagta hai aur thory see investment per is ka reward bohut hee acha hai yaha per logo ki soch badalnai ki zarurat hai jo asan nahi hai aur dosry baat ab waisa hee bohut ziada log is crypto related kamo ana nahi chahtai jis ki waja hai media per chalnai wali news jo kai ziada ter negative hoti hai.
Ab India mai governement nai 9 exchanges ki bandish ka order kia hai jis sai bohut ziada mayusi ho rahi hai logo ko halankai jo ker rahai hai wo mayus nahi hai laikin is ki waja sai Pakistan mai bee log thorai upset hai jis ki waja sai airdops or bounties ka ruhan hatam ho raha hai.

Yahi to me kehna chahata ho ke koi be cheez fazul nhi hote agar koi cheez free ho be pher be log nhi karte he ye free he konsa faida dega to bad me jab wo faida dete he to sub kehte ohh kash kar lete magar pher us time faida nahi hota he kash ka s trah bounty be he kuch log karte he kuch log nhi karte he to airdop aur bounte dono karne chahie q ke kese cheez pe leka nhi hota he ke ye profit dega ya ye nhi dega aur profit sirf ek se ho jata he wo be sahi ho jata he to ye airdop ko fazul na samje balke jetna mehnat kar sakte he kya kare faida hoga kesi na kesi din.

Ye PI network jab start ma aya tha tho ma ne be join kia tha. ma rozana usko mining karta. kam asan tha bas ek button rozana dabana tha jes se token melthe the. us waqt chinke start tha es leye tokens ziada melte the. Per bad ma logo ne kaha k scam ha aur just naam bna raha ha aur waqi ma kuch listing ka pata nhe tha. Ma ne usko chor dia. bad ma KYC aae par logo ne kaha k scam ha tho ma ne nhe keya. Aakhir jab token Mainet ma aaae thab trend bna aur logo be hazar dollar ma profit leya es se aur ma reh gia. kabe be ye smj kar project na chorna chahea k ye muje free ma paisa q dega. kabe ek small se kam se ek bara profit melta ha
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 06:55:58 AM
Bhai mai ap ki baat sai itfaq kerta hu asal waja hai ziada ter log bilkul hee free mall chahtai hai aur wo bee kissi mahnat kai bagair un logo ko airdropes aor yai bounties faol lagte hai halankai mai nai dekha hai bohut sarai log jo hai kafi achi income hasal ker rahai hai bas aik baat hai shuru mai time lagta hai aur thory see investment per is ka reward bohut hee acha hai yaha per logo ki soch badalnai ki zarurat hai jo asan nahi hai aur dosry baat ab waisa hee bohut ziada log is crypto related kamo ana nahi chahtai jis ki waja hai media per chalnai wali news jo kai ziada ter negative hoti hai.
Ab India mai governement nai 9 exchanges ki bandish ka order kia hai jis sai bohut ziada mayusi ho rahi hai logo ko halankai jo ker rahai hai wo mayus nahi hai laikin is ki waja sai Pakistan mai bee log thorai upset hai jis ki waja sai airdops or bounties ka ruhan hatam ho raha hai.

Yahi to me kehna chahata ho ke koi be cheez fazul nhi hote agar koi cheez free ho be pher be log nhi karte he ye free he konsa faida dega to bad me jab wo faida dete he to sub kehte ohh kash kar lete magar pher us time faida nahi hota he kash ka s trah bounty be he kuch log karte he kuch log nhi karte he to airdop aur bounte dono karne chahie q ke kese cheez pe leka nhi hota he ke ye profit dega ya ye nhi dega aur profit sirf ek se ho jata he wo be sahi ho jata he to ye airdop ko fazul na samje balke jetna mehnat kar sakte he kya kare faida hoga kesi na kesi din.
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 06:29:54 AM

Khair Jab Psl end hua us ke kuch harse baad Pakistan team ki Afghanistan se series agye joo 23 march se 27 march ki thi. Aur ye series Pakistan haar gya because is series mai PCB ne new telent ko moqa diya tha jo ke aik dam se team ko sabalne mai nakam hogye but kuch na kuch krke aik match toh jeet pr series ni jeet skhay.

Phlea match  Afghanistan 6 wickets se jeeta dusra 7 wickets aur third match Pakistan jeet gya boht achi tarah. ISS sab ke bad Pakistan ki New Zealand k sath dubara series ayein aur Pakistan in series ko jeet gya aur New Zealand bhi matlab ye series drawn ho gyien do match Pakistan jeeta phir aik match drawn hua and agle 2 matches Pakistan ne apna naam krlye.

Phir ODI series start huien aur Pakistan team easily ye series jeet gyi aur iss series ke RT20 matches mai Babar Azam ne centur bhi banai thi. Aur iss ke baad Pakistan team ke do test matches aye Sri Lanka ke sth aur Pakistan ne dono ke dono matches jeet liye.

Lagta ha cricket ka shoq obar aya ha. Ye apki second post ha jo cricket k mutaliq ha. Muje etna shoq nahe ha k cricket ka warna mai ap k sath es baare ma kaafe discussion karta. Muje old players pasand the jis ma shahid afridi,Abdur Razzaq, Shoaib akhter jaise khilari maujood the. Ab har series ma new players dekhne ko melte ha jes se wo onus aur shauq baqi nahe rehta. dosre taraf siasat aur corruption be bahut start ha aur ache players ko mauqa nahe dea jatha. Ek time ma ma koi match dekhna nahe chorta tha, har matche ma ma tv k samne beta hotha tha.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
December 31, 2023, 06:06:46 AM

Khair Jab Psl end hua us ke kuch harse baad Pakistan team ki Afghanistan se series agye joo 23 march se 27 march ki thi. Aur ye series Pakistan haar gya because is series mai PCB ne new telent ko moqa diya tha jo ke aik dam se team ko sabalne mai nakam hogye but kuch na kuch krke aik match toh jeet pr series ni jeet skhay.

Phlea match  Afghanistan 6 wickets se jeeta dusra 7 wickets aur third match Pakistan jeet gya boht achi tarah. ISS sab ke bad Pakistan ki New Zealand k sath dubara series ayein aur Pakistan in series ko jeet gya aur New Zealand bhi matlab ye series drawn ho gyien do match Pakistan jeeta phir aik match drawn hua and agle 2 matches Pakistan ne apna naam krlye.

Phir ODI series start huien aur Pakistan team easily ye series jeet gyi aur iss series ke RT20 matches mai Babar Azam ne centur bhi banai thi. Aur iss ke baad Pakistan team ke do test matches aye Sri Lanka ke sth aur Pakistan ne dono ke dono matches jeet liye.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:23:52 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge


Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye


Zksync ma mere strategy ko follow kare thi Inshaa Allah omeed ha k sab ko airdrop melega. Mfahad bhai apke bath teek ha k aj last date ha aur Airdrop Hunters ye kar rahe k aj hee volume bna raha ha k koi mauqa miss ba kare.

Zksync Strategy
Use official bridge (Must to Must)
Bridge minimum= 0.1 Eth (0.5 Eth recommended)
Mint one NFT at least
volume must be greater than 1000$
transaction should be more than 10
Jump to: