It was the Bitcointalk forum that inspired us to create Bitcointalksearch.org - Bitcointalk is an excellent site that should be the default page for anybody dealing in cryptocurrency, since it is a virtual gold-mine of data. However, our experience and user feedback led us create our site; Bitcointalk's search is slow, and difficult to get the results you need, because you need to log in first to find anything useful - furthermore, there are rate limiters for their search functionality.
The aim of our project is to create a faster website that yields more results and faster without having to create an account and eliminate the need to log in - your personal data, therefore, will never be in jeopardy since we are not asking for any of your data and you don't need to provide them to use our site with all of its capabilities.
We created this website with the sole purpose of users being able to search quickly and efficiently in the field of cryptocurrency so they will have access to the latest and most accurate information and thereby assisting the crypto-community at large.
Users | | | Merit Send | | | Merit Received | | |
─────────────── | | | ─────────────── | | | ─────────────── | | |
1miau | | | 15
Crypto Crime Declines in 2023 Shift to Stablecoins Raises Concerns
Assalamalaikum to all community, ik achi khabr ya hai kh Crypto market ne 2023 mein behtareen tabdeeli dekhi jise ke natijay mein crypto scams aur ghair qanooni falat mein kami ayi jo ke pichle saal ke mawafiq naye data se zahir hai. American blockchain analysis firm Chainalysis ne apne 2024 Crypto Crime Report mein 2023 mein crypto se judi ghair qanooni falat ki trends aur figures ko bayan kiya. Firm ke data ke mutabiq illicit activities ke liye istemal hone wale cryptocurrency addresses mein mawjud raqam mein farak aya, jo ke 2022 mein $39.6 billion thi but 2023 mein yeh $24.2 billion tak gir gayi. Baqii illicit activity ke saath jorrela ek aur kami darust hui, jo ke 2022 mein 0.42% thi but 2023 mein 0.34% tak pohanch gayi. Stablecoins ki overall market share mein izafay ke bawajod darknet market sales aur ransomware extortion jese activities mein Bitcoin ka istemal aaj bhi aham hai. Report ke mutabiq scamming aur hacking revenues mein 2023 mein khaas farq mehsoos hua jahan scamming mein 29.2% aur hacking revenue mein 54.3% kami darust hui. but ransomware aur darknet markets ne is doran apne revenues mein izafay ko dekha. Sanctioned entities aur jurisdictions ke saath hone wale transactions mein stablecoins ka istemal barh gaya jise ke ismein shamil $14.9 billion transaction volume ka 61.5% hissa tha jis se yeh samajh aata hai ke crypto space mein nazar rakhne aur tanzeemati tadabeerat ki zarurat hai. More information Thanks brother for your sincere prayers for my welfare. Mein es bat pe pukhta yakeen rekhta houn k apko jo khaloos k sath duaain dee jati han woh apki duniya bi sanwarti han or akhrat bi. Hum sub ko zindigi mein aisy kaam kerty rehna chaye. Allah (SWT) hum subko towfeek ata fermai k hum insano ki bhalai k liye kuch na kuch contribute kerty rehen. Aameen Apky wallet mein 10 Matic coins bhaj diay han, Please acknowledge receipt. https://polygonscan.com/tx/0x24d95bb458593a3ca5a7146057f3bbc08b0d617e6076a6a30197426fa1dbad91 Beshak bhai jan sahe kaha apne jo be dua insan dil saf aur ache neeyat se koi de yaqeenan us me taqat hote he aur ap waqia ache insan ho jo ap gift dete ho warna aj kal ke time me koi kese ko 1 matic be na de aur is me koi shak nahe he ke hume aur har kese ko chahie wo ache aur naik kam kare take uske bd usko dua dene wale koi ho aur har kese ko chahie wo ache kam karey ye zindagi to ek din khatam ho jayege aur take hamafre sat ache kam be ho to ap jo be kar rahe Allah pak apko is ke badle zarore ajar denge Insha Allah. Or Hamza2424 sir ap ny BHI kuch reward deny ka Kaha Tha. Waiting for your reply too. Hmm g bro mujhe yaad haa magar mere kuch personal issue chal rehe.. I don't know ka apko pata haa yaa nai but jesse hii ye issues much solve hootee hain main InsshAllah apni commitment paa stick kartee howee zaror distribute karon gaa.. Just for fews cents I really appreciate my reputation more. Baqi yee kuch monthly reward yaa see much rewars choote choote is not started now, yee almost 2023 aa start see main karr raha.. app meri reputation koo face te howee mujh paar fully trust karr sakte ho . Baqi I would love kaa app yaa koi orr bii user joo kaa meri kisi commitment ka baree maa jantee hoo please meri oss post koo quote karoo take mujhe clearly pata hoo ku kaaa ye pre-decided too nai hotaa harr dafa stats baantee waqat naturally mere zehan maa jo aataa haa woo main likh deeta haha.. Baqi distribute karne maa maybe much time jayee as main nee mention kia kaa kuch issue haa abi main zayada posts bii nahi likh sakta I'm trying my best orr yee kaam thoodi recovery kaa baad karoongaaa.. No doubt fakhar is a good batter lekin pta ni sb ko newzeland series mae har match mae kdr janay ki jaldi hoti hae and everyone either its a top order batter or tail-ender sb har ball ko out of the park bhejnay kae chakar mae hotay hae . i didn't understand this approach of the Pakistan team. Har ball boundary wala ni hota opposition bhi khelnay ai hae. Ab sirf kuch hi din rahe gye hain phir aik boht achi cheeze ho jjani hai Pakistan cricket team k liye aur wo ye hai k 4 Febuary ko Zaka Ashraf resign de raha hai, agar ap Zaka Ashraf ko ni jantey toh mai apko batata hu, toh ye wohi shakaas hai jis k khaney phr Pakistan ki team zabardasti India se haari thi 2011 k World Cup k Semi-final mai. Is nay India k coach muq muqa kr lia tha, aur sirf yehi match ni jo abhi World Cup ghuzra hai 2023 ka us mai bhi is ki waja se Pakistan India se itni buri tarah hara hai. Darasal ye Pakistan team ka head coach hai but now ab ye resign kr raaha hai. Ap ye smajthe ha k next jo aae ga wo Pakistan cricket team k leye behter sabit hoga? Muje nahe lagta k aisa kuch hoga. Kuch tho players ki naqis karkardgi ha jo unho ne New Zealand k khelaf dekhai . 4 matches lagatar haar gae aur etne bare tarah har gae k bowling ma enki khoob petai huwe. Aj bowling ache the start ma leken target tho dekho. Es soch k sath world cup khele ge tho pehle round ma bahir ho jaege. Afghanistan jaisa team 200+ ke sochte ha aur hamare 150 target set hotha ha. Thanks brother for your sincere prayers for my welfare. Mein es bat pe pukhta yakeen rekhta houn k apko jo khaloos k sath duaain dee jati han woh apki duniya bi sanwarti han or akhrat bi. Hum sub ko zindigi mein aisy kaam kerty rehna chaye. Allah (SWT) hum subko towfeek ata fermai k hum insano ki bhalai k liye kuch na kuch contribute kerty rehen. Aameen Apky wallet mein 10 Matic coins bhaj diay han, Please acknowledge receipt. https://polygonscan.com/tx/0x24d95bb458593a3ca5a7146057f3bbc08b0d617e6076a6a30197426fa1dbad91 Byshak Sayed Bhai hum sab Ku chahiye ky duniya my Kuch na Kuch Naik Kam karty rahay or is naik Kam KO apni Zindagi Ka aik hisaa Bana Len or isko chutney na day or es ki waja sy hum duniya my b Achi Hoti h or akhat B asan Hoti h or baqi merit ki summary insha'Allah Kuch der tak a jay ge 2 3 ghantay Kay bad Abi us pae work ho raha h data collect kar liya h ab manage or chary tiyar krny wala reu gia h wo b hu jay ga insha'Allah ot ao sb ky stah publish kar do ga or wo b ap sab dekh sakhya gay Or my confirm Kar Raha ho KY mujy 10 matic received ho gay h Thanks Sayed Bhai jann Allak Pak apko booht ziada Ata farmay or is month B apko 1 rank pr dekhnay na moqa milay GA No doubt fakhar is a good batter lekin pta ni sb ko newzeland series mae har match mae kdr janay ki jaldi hoti hae and everyone either its a top order batter or tail-ender sb har ball ko out of the park bhejnay kae chakar mae hotay hae . i didn't understand this approach of the Pakistan team. Har ball boundary wala ni hota opposition bhi khelnay ai hae. Ab sirf kuch hi din rahe gye hain phir aik boht achi cheeze ho jjani hai Pakistan cricket team k liye aur wo ye hai k 4 Febuary ko Zaka Ashraf resign de raha hai, agar ap Zaka Ashraf ko ni jantey toh mai apko batata hu, toh ye wohi shakaas hai jis k khaney phr Pakistan ki team zabardasti India se haari thi 2011 k World Cup k Semi-final mai. Is nay India k coach muq muqa kr lia tha, aur sirf yehi match ni jo abhi World Cup ghuzra hai 2023 ka us mai bhi is ki waja se Pakistan India se itni buri tarah hara hai. Darasal ye Pakistan team ka head coach hai but now ab ye resign kr raaha hai.
Assalam-o-Alaikum
umeed krta ho sab khair kheriyat sy hoongy. Well, ice list ho chuka ha (haha) or eski listing kafi disappoint kiya hai i mean es sy acha to avive tha wo abi b 0.04 par trade ho raha hai after two months b or eski listing price he etni low hai... apko lagy ga k ice ki supply b to zayda hai agar hum avive k mukably dakhy to which is right point but on the other hand agar hum dakhain avive sirf abi tak ak he exchange par list howa and perfoming well than that of ice. ice currently two exchnages par trade ho raha hai uniswap or OKX and many other exchanges are planning to list it on their exchange. means ice zayda good news dy rha hai so ap logo ko kiya lagta hai esko hold krna worth it hai k nai i mean abi sell kr daina chaheya or eski second payment ko hold krna chaheya? Dear Ap late ho gye hain acha ap ya batye ap ny waha par ICE-BSC address diya tha apna jo k ap ko OKX exchange sy laina tha or Ice application mai submit krna tha. abi to distribute wala system complete ho gaya hai aj. agar to apky pass 1000+ points thy or ap ny ICE application ko 2no KYC ki howie thi to apko points apky OKX exchange par mil jany thy. Agar ap ny en mai sy koi b task complete nai kiya to phir apko token nai milain g. Baki ap ice ki taraf sy Future update ka intazar karain. Thanks Brother, meray pass so far balance show ho raha hai wo 1,049.78 Ice hai. ab i don't know kai points and the ICE are different ya ye same hi hai. but ye 1k balance ICE bi aaj hi cross howa hai, subha tak ye 900+ thay. secondly, OKZ exchange sai BSC wallet address add kia howa hai but ICE address to wahan pai nahi hai. ICE app ma ek new update aae ha. Ap App ko update kare sab se pehle. Us k bad aisa kare k jaise hee app ko open karege tho belkul top par apko twitter wale ek notification nazar aaege. Us par click kare tho twitter ka ek task ha k ap ne en k tweet ko like aur quote tweet karna ha. Quotes tweet ma same wahe copy paste karna ha jo app ma apko post de. Es k bad Quotes tweet link ko copy kare aur App ma continue par click kare. ap se link mange ga ,ap link do tho 120 second mq verify kar lega. Es se apka distribution khul jaega. Dosre jo Okx par bsc network ha wahi apka ICE network ha. Ice token bsc network par hai. agar ap ne bsc address dia ha tho fikar ba akre apko payment mel jaege. Abe price 0.015$ ha. 1000 token k 15$ ban rahe ha jo k acha profit ha. Sayed Bhai apka booth booht shukria ap community my kaafi gift distribute karty h previous B kaafi ziada Keye hai or fun karubaar my B apka share sab sy ziada Allah Pak apko mazeed taraqqe Ata farmay or ap KO pehly sy or ziada Ata farmay Ameen 🤲 Sayed Bhai ye Raha Mera matic address: 0xf353c733a1b1a24fd5fdadc66518f61e475bbc15 Thanks brother for your sincere prayers for my welfare. Mein es bat pe pukhta yakeen rekhta houn k apko jo khaloos k sath duaain dee jati han woh apki duniya bi sanwarti han or akhrat bi. Hum sub ko zindigi mein aisy kaam kerty rehna chaye. Allah (SWT) hum subko towfeek ata fermai k hum insano ki bhalai k liye kuch na kuch contribute kerty rehen. Aameen Apky wallet mein 10 Matic coins bhaj diay han, Please acknowledge receipt. https://polygonscan.com/tx/0x24d95bb458593a3ca5a7146057f3bbc08b0d617e6076a6a30197426fa1dbad91 Code: [img width=450 height=400]https://pbs.twimg.com/media/GECRUAGbwAACERg?format=jpg&name=large[/img] Baki yar agr hum firko ky chungal Sy bahir Nikal kar daity toh yeh Iran hi only country haa Jo na America ky Samny juka na Israel Sy Dara aur na hi like Saudi Arabia Kisi Muslim ummah pa horahy zulm pa kamoosh raha Balky Har zulm pa dat ky Kara raha aur hamary Paksitan aur doosre Duniya toh just muzammat karny tak mahdood rahte ha agr koi Amlee karwaye Karta haa toh woh just Iran haa. Aisa Nahi ha ky Mai Shia hu ya Iran ka hu aisa kuch Nahi just haqeeqat Bata raha haa. So point Ki taraf aaty haa ky Chalo unho NY kar bhi Diya toh paksitan NY bhi jawab Diya aur in sabky bawajood woh Pakistan ko APNA Bhai mulk manaty haa aur yeh Jo American NY sazish palai haa usko nakaam bana rahy haa q ky Israel inn two country Sy darta ha aur jab inhy aapas Mai larwaya jai toh phir toh unky liya raasta saaf ha. So bs yeh debate khatam kary Jo ho acha ho aur bs. Thanks bhai, resize kernay ka pata nahi tha, ab ker dia hai. Baki mei kisi firkay bazi mei nai parta, bus Musalman hon aik simple sa. aur na hi mei nai kisi firqay kai baray mei koi baat ki hai. Aik mulk ata hai aur aa kai missile maar kai chala jata hai, ab iska jawab to banta hai hai. is mei firqay ka zikar to koi bi nahi hai. Dosra reh gaya kai Iran nai Israel aur America kai agay nahi jhuka, to bhai wo to India bi nahi jhuka. Russia bi nahi jhuka, aur bohat saray mulk hain jo Israel aur America kai agay nahi jhutkay to matlab ab sab mulk aa kai hum pai bomb barsa saktay hain ? Aur jo point ki taraf aap aa rahay hain, kai Missile mar kai hamain bhai mantay hain to phr hum bi missile barsa kai unko bhai maan rahay hain. Aur ye jo sazish ki aap baat ker hain kai America nai sazish ki hai, to bhai, Iran to amrica kai agay nahi jhutka to phr ab ye sazish ? kuch samaj nai aaye, jis kai agay jhukta nahi hai, us kai sath mil kai sazish ? aik hi waqt me 2 baatein ? Anyway jab Israel, Iran ko Pakistan sai laranay ki sazzish keray to Iran ko chahiye kai Israel ki iss sazish ka hissa na banay. Warna phr kafi problem ho gi. Aur ye bhai bhai keh kai missle marnay wala silsila bi band keray. Code: [img width=450 height=400]https://pbs.twimg.com/media/GECRUAGbwAACERg?format=jpg&name=large[/img] Baki yar agr hum firko ky chungal Sy bahir Nikal kar daity toh yeh Iran hi only country haa Jo na America ky Samny juka na Israel Sy Dara aur na hi like Saudi Arabia Kisi Muslim ummah pa horahy zulm pa kamoosh raha Balky Har zulm pa dat ky Kara raha aur hamary Paksitan aur doosre Duniya toh just muzammat karny tak mahdood rahte ha agr koi Amlee karwaye Karta haa toh woh just Iran haa. Aisa Nahi ha ky Mai Shia hu ya Iran ka hu aisa kuch Nahi just haqeeqat Bata raha haa. So point Ki taraf aaty haa ky Chalo unho NY kar bhi Diya toh paksitan NY bhi jawab Diya aur in sabky bawajood woh Pakistan ko APNA Bhai mulk manaty haa aur yeh Jo American NY sazish palai haa usko nakaam bana rahy haa q ky Israel inn two country Sy darta ha aur jab inhy aapas Mai larwaya jai toh phir toh unky liya raasta saaf ha. So bs yeh debate khatam kary Jo ho acha ho aur bs. Thanks brother for compiling data and preparing this valued report. Yeh dekh kr bht khushi ho rahi ha k mein ne phir se Top position regain ker lee ha, laikin es zayadeh khushi es bat ki ha ab hamari community Masha Allah bht grow ker gain, number of posts bi bht zayadeh han when we comapre it with previous years. or quality of posts bi bht behter ha. Umeed ha k trend aany waly dino mein bi continue kere ga. Sab sy pehly to Congrats Bhai ap byshak pehli position deserved karty h quu ky ap Pakistan KY main members my sy 1 h or apki posts to mashallah sy boooht unique or valuable Hoti h har mamlay my analysis, earning, airdrops waigera my Baray my previous match November my B apki position top 3 my thi I think 1st position se apki posts 1 2 Kam thi or umeed h ky January KY month b ap 1st pa len gay jo ky kaafi qareeb h jist 11 days reh gay h or community ki baat karen to wo laafi grow ho rahai h per month kaafi posts ho rahi h jaha tak mujy yad h kuch months pehky 2023 my he 400 sy 500 posts hoyi thi per month lekin ye ni samagh a rahi ky hum my kon c kami reh gai h jis ke waja sy humy loval board quu ni dy rahay ab to hum deserve karty h ap kia kheyal h Sayed Bhai or baqi other member KO b congrats Bhai Jaan insha'Allah next B aisy he work karty rahay gay or community KO grow karty rahay gay insha'Allah Quote Apne bht mehnat se report bnai ha, apko kuch toh inaam milna chaye. Ap apna Matic coin ka polygon chain ka wallet address bhajain apko 10 matic coins gift kerta houn. Sayed Bhai apka booth booht shukria ap community my kaafi gift distribute karty h previous B kaafi ziada Keye hai or fun karubaar my B apka share sab sy ziada Allah Pak apko mazeed taraqqe Ata farmay or ap KO pehly sy or ziada Ata farmay Ameen 🤲Sayed Bhai ye Raha Mera matic address: 0xf353c733a1b1a24fd5fdadc66518f61e475bbc15 Wa- Alaikum Asalam Alhumdulila ap sunao ap kaisy ho. Acha apko kiya lagta hai eski price kitni ja sakti hai. well, agar hum dakhain Avive k intial unlocking tokens 100 millions thy with the 4 million market capital or wo 0.1 par list howa tha OKX par. or dosri taraf ICE ky initial Unlocking token 300 million hain jo k avive sy zayada hai but esky sath kuch good news b hain k ice or b kafi exchanges par list hota howa nazar aa rha hai jiska matlb k esmai volume b zayda aa skta hai so, in my predictions eski price 0.01 sy 0.06 and zayada sy zayada 0.1 tak ja skti hai apko kiya lagta hai? kaha tak jayee ga ya. Or Dusra is Ki khasusyat Hy KY is ny future my apni blockchain BHI launch Karny ka fesla Kiya huwa hy. Yani development kafi ho Sakti hy. Kher kuch Kaha nai jaa sakta Abhi to. Thanks brother for compiling data and preparing this valued report. Yeh dekh kr bht khushi ho rahi ha k mein ne phir se Top position regain ker lee ha, laikin es zayadeh khushi es bat ki ha ab hamari community Masha Allah bht grow ker gain, number of posts bi bht zayadeh han when we comapre it with previous years. or quality of posts bi bht behter ha. Umeed ha k trend aany waly dino mein bi continue kere ga. Sir ham BHI to second par aye hen hamen koi Inaam nai mily Ga? Apne bht mehnat se report bnai ha, apko kuch toh inaam milna chaye. Ap apna Matic coin ka polygon chain ka wallet address bhajain apko 10 matic coins gift kerta houn. Brother mein ne 10 Matic coins apky wallet address pe bhaj diay han Transaction ka link neechy share ker dia ha. Please confirm receipt. Umeed ha ap ainda bi itni hee mehnat se kaam keren or mazeed reward k liye eligible hon gay. Mein Insha Allah her month reward distribute keroun ga. Or Hamza2424 sir ap ny BHI kuch reward deny ka Kaha Tha. Waiting for your reply too. Baqi DEC kaa mentions ka reply main dena shoro karta hun last month bii akfi masla hogya tha jo ka abi tak solve nai howa mentios wala, boss app log itni muhabat see humain mention karte reply nai dia jata too bura lagta haa. baqi iss month main InshAllah top poseter koo 100 TRX dunga. Magar mujhe nai pata kaa main top poser rahonga yaa nai hehe, so agar main raha to joo mere niche hoga osko dunga, Top poser means top 3 maa see. ICE Listed on OKX Asslamualaikum! Kal kafi is token ky bary my bary my bat ho rahi thi or aaj finally ye list ho chuka hai OKX exchange par or is waqt taqreeban 0.01$ par trade ho raha hai. 300+ million tokens ki supply thi bhai itni value bhi gain karna ek bohat barri achievement hai wo bui new coin ky liye jis ka use case bhi koi nai hai. Matlab ye huwa jis ho 2000 token mily hen matlab us ko mily $20 bss. Kher free ky pesy hen moj karo. Or mery pas to 1289 token hen jin ki value taqreeban $13 banti hai. Congratulations to those who received this airdrop. Bitcoin Spot ETFs Mark $10 Billion Surge in First 3 Days of Trading Assalamalaikum to my community, Bitcoin Spot Exchange-Traded Funds ETF ne apne pehle teen dinon mein aham asar dikhaya aur kul trading volume mein hairat angez $10 billion jama kiya. Bloomberg Intelligence analyst James Seyffart ne is tajaweez ko social media platform X par share kiya, jise ne digital assets ki exposure ke liye reguleted maali markets ke liye mazboot maang ka aks dikhaya. Grayscale Bitcoin Trust ne $5 billion se zyada trading volume ke saath safar kiya jise iShares Bitcoin Trust IBIT aur Fidelity Wise Origin Bitcoin Fund ne mazid izhar kia jo ke BTC trading mein istemaal hone wale rastay mein izafa dikha raha hai. Jabke Grayscale ka Bitcoin fund kul trading volume mein sab se aage hai, lekin is ne tajwez kiya hai ke is ne January 11 se launch hone ke baad investors ke exposure ko kam karne ke liye aham nikase kiye hain. Is ke bawajood, Grayscale Bitcoin spot ETFs ka Liquidity King bana hua hai. Bloomberg analyst Eric Balchunas ka kehna hai ke Blackrock ka IBIT mukhtalif mahol mein GBTC ko Liquidity King banane ke liye age barh sakta hai baqii jo ETF market ki dinamikiyat ko wazeh karta hai. Pehle teen dinon mein dikhaye gaye hairat angez $10 billion trading volume ne Bitcoin ETFs ke behtareen karname ko saamne laaya jo ke 2023 mein launch hone wale 500 ETFs ke muqablay mein Blackrock ke IBIT ke akele mein zyada hai. Balchunas ne ETF ki mojoodgi ke liye asli marketplace volume ki zarurat ko zor diya hai jo ETF ko mustaqil quwwat dene mein ek mushkil asool hai. for more details Walaikum salam brother, ETF ka trading volume $10 Billion ko hit kerna achi developemnt ha mgr eska Bitcoin ki price pe koi positive impact shayed es liye nhi ho raha k Institutions OTC deals k through buying ker rehe ho yeh mera khayal ha jo k ghalat bi ho sakta ha. Howver, yeh sub developments long term holders k liye future mein bht faida mund ho sakti han. DYOR Mein neechy airdrop claim kerny k liye ( cosmos or EVM networks) share ker reha houn. Yehan pe time to time check kerty rehen shayed ap kisi airdrop k liye eligible hon. https://cosmos.leapwallet.io/explore/airdrops
Bitcoin Spot ETFs Mark $10 Billion Surge in First 3 Days of Trading
Assalamalaikum to my community, Bitcoin Spot Exchange-Traded Funds ETF ne apne pehle teen dinon mein aham asar dikhaya aur kul trading volume mein hairat angez $10 billion jama kiya. Bloomberg Intelligence analyst James Seyffart ne is tajaweez ko social media platform X par share kiya, jise ne digital assets ki exposure ke liye reguleted maali markets ke liye mazboot maang ka aks dikhaya. Grayscale Bitcoin Trust ne $5 billion se zyada trading volume ke saath safar kiya jise iShares Bitcoin Trust IBIT aur Fidelity Wise Origin Bitcoin Fund ne mazid izhar kia jo ke BTC trading mein istemaal hone wale rastay mein izafa dikha raha hai. Jabke Grayscale ka Bitcoin fund kul trading volume mein sab se aage hai, lekin is ne tajwez kiya hai ke is ne January 11 se launch hone ke baad investors ke exposure ko kam karne ke liye aham nikase kiye hain. Is ke bawajood, Grayscale Bitcoin spot ETFs ka Liquidity King bana hua hai. Bloomberg analyst Eric Balchunas ka kehna hai ke Blackrock ka IBIT mukhtalif mahol mein GBTC ko Liquidity King banane ke liye age barh sakta hai baqii jo ETF market ki dinamikiyat ko wazeh karta hai. Pehle teen dinon mein dikhaye gaye hairat angez $10 billion trading volume ne Bitcoin ETFs ke behtareen karname ko saamne laaya jo ke 2023 mein launch hone wale 500 ETFs ke muqablay mein Blackrock ke IBIT ke akele mein zyada hai. Balchunas ne ETF ki mojoodgi ke liye asli marketplace volume ki zarurat ko zor diya hai jo ETF ko mustaqil quwwat dene mein ek mushkil asool hai. for more details Asslam o Alikum community, kia hall ha guys, too kia chal raha haa ajkal market maa orr community maa. as main kuch zar inactive tha zyaa rabta nahii hoo saka. Mujhe omeed haa main nee zyada kuch miss nai kia hoga, baqi I'll be happy agar koi bana mujhe kuch interesting iscussions koo highlight kardee. Baqi agar dekhaa jayee too market too kuch khaas behave nai karr rahii ku kaa as expected ETF over-hyped news nee koi bada commotion create nai kia.. Haan meri correction preiction zaroor poori hotii nazar aa rhii haa. Walaikum salam brother, umeed ha ab ap ab bilkul theek han. Wish you fast and complete recovery. Market toh bikul side-ways ha or kisi aisi news k intezar mein ha jo Bitcoin k price ko trigger kr saky. ETFs approval k baad Bitcoin ka behavious kuc kuch USA ki stock market ki trh hota ja reha ha, jis mein daily basis pe koi bri movement nhi aati blky akser economic news se hee trigger hoti han. Es waqt Bitcoin $41,247 pe trade ho reha ha, investors ki majprity $38k ka intezar ker rehi ha jahan se bri buying aa sakti ha. DYOR Jump to:
|