Author

Topic: Pakistan - page 239. (Read 6454517 times)

sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 20, 2024, 08:24:40 AM
Assalamualaikum Sab bahi mery baba k Leye duwe magfirat kar dijeye ga 😭
میرے جنت مقام بابا کے نام

(باپ)

خیال کا سفر ! سوچ رہی تھی کہ اب کہ بچھڑے تو شاید

شہر خموشاں کے مکین بن گئے ہیں میرے پیارے بابا مجھ سے بچھڑئے اور افق میں گم ہوگئے ہیں

میرے پیارے باب

ہے نیندوں میں بھی اب میرے خوابوں کا ادھورا

سا سفر

لگتا ہے زمین خواب سے بھی رخصت ہوگئے ہیں

میرے پیارے باب

میں آبلہ پا سی کاسہ گدائی لئے پھرتی ہوں در

بدر
لوگو ! مجھے بھی بتاو کہاں سے ملتے ہیں" بابا
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 20, 2024, 06:48:01 AM
Ap ye smajthe ha k next jo aae ga wo Pakistan cricket team k leye behter sabit hoga? Muje nahe lagta k aisa kuch hoga. Kuch tho players ki naqis karkardgi ha jo unho ne New Zealand k khelaf dekhai . 4 matches lagatar haar gae aur etne bare tarah har gae k bowling ma enki khoob petai huwe. Aj bowling ache the start ma leken target tho dekho. Es soch k sath world cup khele ge tho pehle round ma bahir ho jaege. Afghanistan jaisa team 200+ ke sochte ha aur hamare 150 target set hotha ha.

Kaal Pakistan aur New Zealand ka match tha, khair Pakistan toh ye match haar gya phr aik bohat maza ki cheeze hui thi match k duran. Jis ki waja se PTV sports channel na foren se break le li aur wo ye tha k ab sab logon ko pata toh hoga k PTV makoomat ka channel hai aur iss aj jab match ho raha tha toh jise normal camera man audince ko dekha rahein hotai hain toh aik camera man bhi audinecnce ko dikha raha

tu ashannack se us ka camera k bandey k uper gya aur us k hath mai aik painting thi aur us painting mai aisa kia tha jis ki waja se urgent break leni perhi, mai apko batata hu k us painting k under Imran Khan ki picture thi aur us mai likhe tha The Leader of the Leaders. Aur Imran Khan ka naam lena manha hai jis ki waja se us nay foren break le li.

Hahaha kis soch ha. Aik time the k ye banda 128 din dharna de raha tha. Apne chahete baap Bajwa se personal mulaqate kar raha tha. Har taqreer ma kehta tha k Bajwa jaisa Chief of army staff koi nahe hi sakta. uske strategy bahut ache ha. Jab pehle martaba fauj election ma involved huwa khulam khula tho baqio ne mukhalifat kee aur es bande ne full support kia magar esko future ka nahe pata tha k ye us se apna faida le k laat marege magar ye apne Wazer azam k nashe ma madhosh tha. Pinki maze karte rahe aur per waqt aaya k maar kar nekala gia. Per es bechare ko zaban khulne ki ijazat huwe. Kashmir ka sauda huwa ye chup raha. aur be bahut huwa 3 saalo ma ye chup raha leken hakoomat gae tho esko hosh aaya aur sarko par nekal aaya. Jail bharo tehreek start kee aur gharerbo ko jail na daala gia leken eske bari aae tho chupta raha aur akhir ma jail daala gia tho AC ka mutalba kia. Wah re kia leader ha.

Aj aik bohat achi cheeze hui hai jo k hai k aj Pakistan k cricket team k chair man ne resign kr diya hai ha la ke decide toh 4 Feb ko hona tha but Zaka Ashraf ne abi se hi kardiya. Ab jo naya chair man hai wo abhi decide ni hua lakin PSL se phela phea ho gaye ga. Aur aik aur cheeze sun na mai ayi hai k 4 Feb ko Hafeez na resign krna hai aur jhhan tk baat rhi new chair man ki toh wo shayad se Naiam Sethi ya phr Ramiz Raja krein gain aur aik hai k Micky Archer bhi 4 Feb ko resign dena hai, aur ye aik acha coach hai but ab yeh bhi resign kr raha hai.

Ap logon ko aik cheeze bata tha chalu k aj Shoaib Malik ne apna Twitter wale account pr aik post ki hai jis mai unhon ne likha hai k Alhamdulillah aur nche unki shadi ki tasaweer hai jo unhoin ne Sana Javed se kr li hai aur ye shadi se phela dono ki divorce hui hai, aur mujhey Shoaib Malik ka toh bat tha pr iss Sana Javed ka ni pata tha k uski devorce ho chuki hai.

Post Karne ka maqsad ye ta ke hum sub ko os ke ghaam me shareek hona chahye q ke hum sub yahn per family ki trah ha aur compromise me hamara BHi ha tu ap sub members se special request ha dwa ke Leye aur 10 10 martaba durud shreef UN ke Leye phar Le aur os ko apne har nemaze ki Dua ma yaad kare.

إِنَّا لِلَّٰهِ وَإِنَّا إِلَيْهِ رَاجِعُون
Bohat ufsoos hua sun k , Allah un ko janatuul Ferdoos maay alaaa murtba atta karee aur aun ki family ko sabar ata keray, Ameen.
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 20, 2024, 06:36:49 AM
Attention

Assalamualaikum kaise Hain ap log

Aj ka ye post buhat eham ha q ke yahn hamre community ke ek brother Compromise me ke waled sahab aaj baqazahe elahi wafat pa chuke Hain Jen ka nemaze jnaza kal subha 10 baje ada keia jaye ga . Allah UN ke waled sahab ke jetne be aghmal ha UN sub ko nekeyun ma badal de aur janatul Ferdos ma ala maqam ata kare aur UN ke family members ko sabr jameeel ata kare. Ameen.

Post Karne ka maqsad ye ta ke hum sub ko os ke ghaam me shareek hona chahye q ke hum sub yahn per family ki trah ha aur compromise me hamara BHi ha tu ap sub members se special request ha dwa ke Leye aur 10 10 martaba durud shreef UN ke Leye phar Le aur os ko apne har nemaze ki Dua ma yaad kare.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
January 20, 2024, 05:55:51 AM

قیاس آرائی کے نقطہ نظر سے، یہ سمجھنا ضروری ہے کہ کرپٹو کرنسیوں کی مارکیٹ کیپٹلائزیشن کا کیسے جائزہ لیا جائے۔  کیونکہ موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن صرف اس صورت میں جزوی طور پر ظاہر کرے گی جب ایک کریپٹو کرنسی لمبے عرصے کے لیے اسے اچھی طرح اسٹور کرنے کے طور پر موزوں ہو۔
 موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن بہت فریبی ہے، خاص طور پر شٹ کوئینز کے لیے - احتیاط کریں!۔

موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن بمقابلہ متوقع مارکیٹ کیپٹلائزیشن

 مارکیٹ کیپٹلائزیشن پر غور کرتے وقت، موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن اور متوقع مارکیٹ کیپٹلائزیشن کے درمیان فرق کیا جانا چاہیے۔

 موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن میں صرف وہ تمام کوئینز شامل ہیں جو اب تک گردش کرنے والی سپلائی میں داخل ہوئے ہیں۔  اضافی طور پر جاری کردہ کوئینز کے ذریعہ ممکنہ پوٹینشل انفلیشن کو یہاں پر غور نہیں کیا گیا ہے۔

یہ جاننا بہت ضروری ہے:۔

گردشی سپلائی:۔
موجودہ گردش کرنے والی سپلائی (ناقابل رسائی کوئینز بھی شامل ہیں، جیسے کھوئی ہوئی پرائیویٹ کیز  وغیرہ)۔
کل سپلائی:۔
 تمام موجودہ کوئینز کی موجودہ تعداد، بشمول وہ کوئینز جو فی الحال پہلے سے موجود ہیں لیکن اب بھی کوئینز ڈویلپرز (مثلاً ایکس آر پی ) یا ایسے کوئینز جن کی ابھی مائننگ نہیں ہوئی ہے۔  برنڈ کوئینز اس کا حصہ نہیں ہیں، کیونکہ ایسے کوئینز (اب) موجود نہیں ہیں۔
زیادہ (سے زیادہ) سپلائی:
 کوئینز کی حتمی (کوڈڈ) زیادہ سے زیادہ تعداد جو کبھی بھی موجود ہو سکتی ہے۔  کچھ کوئینز کے لیے کل سپلائی اور زیادہ سے زیادہ سپلائی ایک جیسی ہوتی ہے۔
لامحدود سپلائی:۔
 کچھ کوئینز میں پہلے سے کیپڈ سپلائی نہیں ہوتی ہے اور وہاں مزید کوئینز مسلسل جاری کیے جائیں گے۔
 اس طرح کے کوئینز کے لیے، ہمیں مناسب طریقے سے تلاش کرنے کی ضرورت ہے کہ ان میں سے کتنے کسی وقت گردش میں ہوں گے کیونکہ ایسے کوئینز بڑے پیمانے پر انفلیشن کا خطرہ رکھتے ہیں۔

اس بات کو ذہن میں رکھیں کہ جب گردش کرنے والی مارکیٹ کیپٹلائزیشن دی جاتی ہے کیونکہ یہ بہت فریب ہے، کیونکہ یہ گردش میں کوئینز کی صرف ایک عارضی حالت کو ظاہر کرتا ہے اور ممکنہ طور پر بہت سے نئے کوئینز بعد میں وجود میں آئیں گے۔

 ایڈجسٹڈ مارکیٹ کیپٹلائزیشن پر غور کرنا زیادہ قابل اعتماد ہے، جہاں ہم مستقبل میں ہمیشہ ایک وقت کا انتخاب کریں گے اور دیکھیں گے کہ ایک مخصوص گردشی سپلائی اور اس کے نتیجے میں مارکیٹ کیپٹلائزیشن کیسی نظر آئے گی۔

 => ایڈجسٹڈ مارکیٹ کیپٹلائزیشن = مستقبل میں وقت کا انتخاب کرنا (مثال کے طور پر 2050) اور مقابلہ کرنا کہ کس طرح متوقع گردشی سپلائی اور نتیجے میں مارکیٹ کیپٹلائزیشن  دو یا زیادہ کوئینز کے درمیان نظر آئے گا۔

  بٹ کوئین کی مثال:۔

 مثال کے طور پر، ہمیں معلوم ہے کہ بٹ کوئین میں 2050 میں تقریباً 20,980,000 بٹ کوئین گردش میں ہوں گے، جس کے نتیجے میں $20,000 کی موجودہ قیمتوں پر تقریباً $420,000,000,000 کی ایڈجسٹ مارکیٹ کیپٹلائزیشن ہوگی۔  مارکیٹ کیپٹلائزیشن کی موجودہ صورتحال کے مقابلے تقریباً۔  382,800,000,000 ڈالر (19,140,000 بٹ کوئین پر)، یہ صرف 10 فیصد سے کم کا فرق ہوگا۔
 یہ نمبر 0 کے جتنا قریب جائے گا، اسٹور کرنے کی قدر اتنی ہی بہتر ہوگی۔  عملی طور پر، بٹ کوئین کے دیگر تمام حریفوں کی یہاں نمایاں تعداد زیادہ ہے۔

  پولکاڈوٹ کی مثال:۔

 پولکاڈوٹ کو این پی او ایس (جو کہ عملی طور پر ڈی پی او ایس ہے) پر مبنی ایک انتہائی انفلیشن والا آلٹ کوئین سمجھا جاتا ہے۔  موجودہ ذرائع کے مطابق، پولکاڈوٹ کی انفلیشن تقریباً 10فیصد سالانہ ہے، جو اس بات پر منحصر ہے کہ پولکاڈوٹ کا کتنا حصہ اسٹیک ہے۔  لیکن عام طور پر یہ تقریباً 10 فیصد سالانہ ہے۔
 اس کے علاوہ، انفلیشن سے اضافی پولکاڈوٹ بانی پولکاڈوٹ کی طرف واپس جا سکتے ہیں یہاں تک کہ پولکاڈوٹ کی مختلف مقدار کے ساتھ ساتھ ضبط شدہ پولکاڈوٹ، جسے پولکاڈوٹ ڈویلپرز استعمال کر سکتے ہیں یا جلا سکتے ہیں۔

تاہم، پولکاڈوٹ کی انفلیشن کے بارے میں صرف چند ذرائع ہیں، کیونکہ پولکاڈوٹ کے بیشتر سرکاری ذرائع کے بیانات پہلے سال تک محدود ہیں یا پولکاڈوٹ نے پہلے سے دستیاب ذرائع کو مکمل طور پر حذف کر دیا ہے، جیسے کہ یہاں:۔ https://w3f-research.readthedocs.io/en/latest/polkadot/economics/1-token-economics.html#inflation-model۔
 یہ اب دستیاب نہیں ہے۔  Roll Eyes
 جو یقیناً ایک بہت بڑا سرخ جھنڈا ہے!!!!۔
 کچھ معلومات اب صرف تھرڈ پارٹی کی سائٹس پر دستیاب ہیں جنہوں نے پولکاوٹ کے دستاویزات کا تجزیہ کیا جب تک وہ موجود تھے، جیسے کہ یہاں:۔ https://www.coinbase.com/de/cloud/discover/solutions/polkadot-token-economics۔

 فی الحال، پولکاڈوٹ کے پاس $7.36 فی پولکاڈوٹ کی قیمت پر تقریباً 1,150,000,000 پولکاڈوٹ کی گردشی سپلائی ہے، جس کے نتیجے میں موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن تقریباً  $8,464,000,000 ہے۔

 10فیصد سالانہ انفلیشن کو فرض کرتے ہوئے، پولکاڈوٹ کی مقدار 2050 تک تقریباً 16,500,000,000 پولکاڈوٹ تک بڑھ جائے گی، جو کہ اب کے مقابلے میں 12 گنا زیادہ ہے۔
 فی پولکاڈوٹ $7.36 کی موجودہ قیمتوں پر، اس کا مطلب ہے تقریباً $120,000,000,000 کی ایڈجسٹ مارکیٹ کیپٹلائزیشن، جو کہ آج کی مارکیٹ کیپٹلائزیشن سے تشویشناک 1400 فیصد زیادہ ہوگی۔
 ایک یاد دہانی کے طور پر: یہاں بٹ کوائن صرف 10 فیصد سے کم ہے۔
 جو کوئی بھی مارکیٹوں کے بارے میں جانتا ہے وہ صرف یہ نتیجہ اخذ کر سکتا ہے کہ 2050 تک فی پولکاڈوٹ کی قیمت میں بڑے پیمانے پر کمی واقع ہو گی۔ 2022 بمقابلہ 2050 میں اسی مارکیٹ کیپٹلائزیشن کو مدنظر رکھتے ہوئے، فی پولکاڈوٹ کی قیمت کو آج $7.36 سے کم ہونا پڑے گا۔  $0.51 (!) 2050 میں۔

 نتیجہ: پولکاڈوٹ ایک انفلیشن کا آلٹ کوئین ہے جہاں مستقبل میں گردش میں آنے والے پولکاڈوٹ کوئینز کی بڑی مقدار امیر اسٹیکرز کے پاس جائے گی...
 پولکاڈوٹ کے ایڈجسٹڈ مارکیٹ کیپٹلائزیشن (مثال کے طور پر 2050) کو دیکھتے ہوئے فی پولکاڈوٹ کوئین کی قیمت میں بڑے پیمانے پر کمی آئے گی۔

 خلاصہ

 آخر میں، یہ ٹھوس کوئینز کے لیے کہا جا سکتا ہے، جیسے کہ بٹ کوائن، موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن اور ایڈجسٹ مارکیٹ کیپٹلائزیشن بہت قریب ہیں۔  انفلیشن کے شٹ کوئینز کے لیے، موجودہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن اور ایڈجسٹ مارکیٹ کیپٹلائزیشن بہت الگ ہے۔

 متوقع مارکیٹ کیپٹلائزیشن کی پیشین گوئی

 ایڈجسٹ شدہ مارکیٹ کیپٹلائزیشن کی پیشن گوئی کا مطلب ہے کہ آیا ہمارے لیے یہ معلوم کرنا ممکن ہے کہ آیا گردش میں موجود کسی مخصوص کریپٹو کرنسی کی مقدار مستقبل میں معلوم ہوگی۔  ہمیں مستقبل میں کسی خاص مارکیٹ کیپٹلائزیشن کی درجہ بندی کرنے کے لیے کوئینز کی تعداد کی ضرورت ہوگی۔

 اگر 20 سالوں میں بھی کسی کریپٹو کرنسی کے زیر گردش کوئینز کی مقدار کا صحیح اندازہ نہیں لگایا جا سکتا تو ایسی کرپٹو کرنسی کو خطرناک یا غیر متوقع سمجھا جا سکتا ہے اور یہ اس کریپٹو کرنسی سے بچنے کی ایک اہم وجہ ہے۔  کیونکہ آلٹ کوئینز کے ڈویلپرز پہلے ہی جانتے ہیں کہ وہ اتنی اہم معلومات کا انکشاف کیوں نہیں کر رہے ہیںWink۔  
 اگر متوقع مارکیٹ کیپٹلائزیشن کی کوئی پیشین گوئی نہیں ہے، تو آپ بلی کو ایک تھیلے میں خرید رھے ھیں۔

 میرے مضمون کا سبق: قیمت کے ذخیرے کے طور پر کریپٹو کرنسی کے لونگ ٹرم جائزے کا تجزیہ کرنا – مارکیٹ کیپٹلائزیشن کا جائزہ لینا – اور اگر آلٹ کوئینز مارکیٹ لیڈر بٹ کوائن سے میل کھا سکتے ہیں۔

hero member
Activity: 1414
Merit: 670
January 20, 2024, 05:51:35 AM
Assalamualaikum brothers!

Mereko aidrop ka bare main kabhi bhi koi interest nahi tha. lekin kuch din se Muqaddas bhai ka video samne aa raha hain jaha unko kitna airdrop mila wo share krte rehta hain. Most of us paid airdrop firm nahi karta kyu ki humko pata nahi ki agar aidrop milega ya nahi. maine free aidrop bhi nahi kiya kyu ki mujhe ek Idea tha ki crypto projects kuch free main nahi deta. Success rate bahut e kam hain.

Kisi din se maine bhi kuch free aidrop firm karna start kiya hian jisme starrynift aur farcana game ka airdrop hain. Ye bina aur koi airdop accha nahi laga mujhe. Agar kisiko airdrop ka bare main accha knowledge hain, to share karte rahna aur main bhi airdrops try karunga.
WA Allaikum Salam brother. Apko paksitan thread Mai welcome.
Airdrops ko log underestimate kar rahy ha woh samajty haa yeh waste of time haa muj samaith kafi logo ka yani nazriya ta but jab logo ka profits daikhy aur Sayed Bhai Ki hum pa Jo mehnat ky badolat Mai iss field Mai ayaa. Aur 2k$+ profits Kiya ha aur agr thoora pahly enter hoota toh may be 10k+$ earn karlaita but woh Kya kehty haa jitna Naseeb mai hota haa utna milta haa. Aur profit Ki baat Ki jai toh yaha kafi members ny 2k$ to 5k$+ earn Kiya ha So agr ap bhi enter hoona chahty haa toh apko waisy different YouTube Sy mil sakta haa but agr video daikhny ka time Nahi toh ap hamary group Bitcointalk Pakistan  join karsakty haa Jaha hamary moderator kafi informative knwoledge share karty haa quick airdrops update bhi daity haa so apko Jo bhi questions ho ap waha pooch sakty ha
member
Activity: 278
Merit: 21
January 20, 2024, 05:48:02 AM
Ek new Task aya ha Galxe quest ka Taiko network ke taraf se. Koi lightly na le. Ye unka last task ha aur per es month ya next month eska bei airdrop aa sakta ha. Allayer ek project ha jo abe 25 ko Binance ma list hoga. Ye project Manta se bei best ha leken hype etne nahe the. Enho ne airdrop announced kia ha k jis ne Galxe ko join kia tha unko airdrop denge. Ab jo bei free ki opportunity miss karega tho ye unka apna qasoor ha.

Karna ye ha k bas kuch social task ,follow like aur retweet. Jitna jaldee jo sake kar le.

Quest Link: https://galxe.com/taiko/campaign/GC39ktwrgf

Es ma kuch questions ha jis k answer ye ha.
1-D
2-B
3-C
4-A
5-A

Thanks Bhaya. Bohat bohat Shukriya.
Waisay mei nai kafi arsay sai Galxe ki quests nahi kye thay. Mera metamask hack ho gaya tha aik baar is ki quest kertay howe, is waja sai. Ab pata nahi is ki waja sai howa tha ya phr meri apni koi galti ki waja sai lakin us account kai saray funds urr gye thay. lakin ab dobara sai start ker dia hai.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 20, 2024, 05:14:57 AM
Ek new Task aya ha Galxe quest ka Taiko network ke taraf se. Koi lightly na le. Ye unka last task ha aur per es month ya next month eska bei airdrop aa sakta ha. Allayer ek project ha jo abe 25 ko Binance ma list hoga. Ye project Manta se bei best ha leken hype etne nahe the. Enho ne airdrop announced kia ha k jis ne Galxe ko join kia tha unko airdrop denge. Ab jo bei free ki opportunity miss karega tho ye unka apna qasoor ha.

Karna ye ha k bas kuch social task ,follow like aur retweet. Jitna jaldee jo sake kar le.

Quest Link: https://galxe.com/taiko/campaign/GC39ktwrgf

Es ma kuch questions ha jis k answer ye ha.
1-D
2-B
3-C
4-A
5-A
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 20, 2024, 05:03:35 AM

Walikum Asalam bellkul bhai aj kal airdop pe airdop arahe he bhut maza araha he jab elegible ho abe Manta ka airdop hogta ICE ka be distribution agya abe 3 ya 4 airdop baqe he he wo be airdop de rahe abe ALT be list hone wala he 25 date ko Binance pe wo be 2 ya 3 din me airdop ka annoucment karenge baqe be abe kuch airdop reh jate he wo be jalde ane wale he jese ke Zksynce aur lyer zero aur Starknet ye 3 project abe b baqe he ye be Insha Allah jalde he denge aur sub se bara airdop Linea ka hoga Insha Allah to jetne be free airdop ho join karte jao kese ek me profit ho jayga to jetne zeyada airdop ho join karte jaye.

Brother, Bht khushi hoi k ap airdrops k rewards ko enjoy ker rehe han, Insha Allah year 2024 mein or bht sary airdrops aain jin mein yakeenun Linea bht massive reward announce ker sakta ha. Esky ilawa Starknet, Zksync, Layerzero Base or Scroll k ilawa Cosmos k net work pe bi bhat sary new projects Atom stakers ko acha reward de sakty han.

Agr apko $Manta ka acha reward mil ha toh Liquidity provide ker k mazeed Manta tokens earn kr sakty han. Link of DeFi platform is given below:

https://izumi.finance/trade/liquidity

Izumi ka project khud acha ha aur liquidity rewards k elawa es ma 22 tareekh thak jo b stone ya koi b liquidity provide karega Manta network par tho usko wo points dege. Un points ko jab Izumi khud ka token launch karege tho ek specific quantity rewards ma dege points base par. Yaha par 2 profit melege ek tho liquidity rewards aur dosra point jis se hamko Izu token mel sakta ha.

Manta token ka ek staking system aaya ha aur umeed ha k future ma es par be airdrop mel sakta ha baqi project ke janib se. Jis ko bara airdrop mela ha tho wo koshish kare k at least 100 token jo 200$ l bnate ha wo stake kare apne airdrop ko mazeed mazboot kare
hero member
Activity: 462
Merit: 767
Instant cryptocurrency exchange with own reserves!
January 20, 2024, 04:53:08 AM
Assalamualaikum brothers!

Mereko aidrop ka bare main kabhi bhi koi interest nahi tha. lekin kuch din se Muqaddas bhai ka video samne aa raha hain jaha unko kitna airdrop mila wo share krte rehta hain. Most of us paid airdrop firm nahi karta kyu ki humko pata nahi ki agar aidrop milega ya nahi. maine free aidrop bhi nahi kiya kyu ki mujhe ek Idea tha ki crypto projects kuch free main nahi deta. Success rate bahut e kam hain.

Kisi din se maine bhi kuch free aidrop firm karna start kiya hian jisme starrynift aur farcana game ka airdrop hain. Ye bina aur koi airdop accha nahi laga mujhe. Agar kisiko airdrop ka bare main accha knowledge hain, to share karte rahna aur main bhi airdrops try karunga.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 20, 2024, 03:22:08 AM

Walikum Asalam bellkul bhai aj kal airdop pe airdop arahe he bhut maza araha he jab elegible ho abe Manta ka airdop hogta ICE ka be distribution agya abe 3 ya 4 airdop baqe he he wo be airdop de rahe abe ALT be list hone wala he 25 date ko Binance pe wo be 2 ya 3 din me airdop ka annoucment karenge baqe be abe kuch airdop reh jate he wo be jalde ane wale he jese ke Zksynce aur lyer zero aur Starknet ye 3 project abe b baqe he ye be Insha Allah jalde he denge aur sub se bara airdop Linea ka hoga Insha Allah to jetne be free airdop ho join karte jao kese ek me profit ho jayga to jetne zeyada airdop ho join karte jaye.

Brother, Bht khushi hoi k ap airdrops k rewards ko enjoy ker rehe han, Insha Allah year 2024 mein or bht sary airdrops aain jin mein yakeenun Linea bht massive reward announce ker sakta ha. Esky ilawa Starknet, Zksync, Layerzero Base or Scroll k ilawa Cosmos k net work pe bi bhat sary new projects Atom stakers ko acha reward de sakty han.

Agr apko $Manta ka acha reward mil ha toh Liquidity provide ker k mazeed Manta tokens earn kr sakty han. Link of DeFi platform is given below:

https://izumi.finance/trade/liquidity

hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 20, 2024, 02:45:02 AM
Ap ye smajthe ha k next jo aae ga wo Pakistan cricket team k leye behter sabit hoga? Muje nahe lagta k aisa kuch hoga. Kuch tho players ki naqis karkardgi ha jo unho ne New Zealand k khelaf dekhai . 4 matches lagatar haar gae aur etne bare tarah har gae k bowling ma enki khoob petai huwe. Aj bowling ache the start ma leken target tho dekho. Es soch k sath world cup khele ge tho pehle round ma bahir ho jaege. Afghanistan jaisa team 200+ ke sochte ha aur hamare 150 target set hotha ha.

Kaal Pakistan aur New Zealand ka match tha, khair Pakistan toh ye match haar gya phr aik bohat maza ki cheeze hui thi match k duran. Jis ki waja se PTV sports channel na foren se break le li aur wo ye tha k ab sab logon ko pata toh hoga k PTV makoomat ka channel hai aur iss aj jab match ho raha tha toh jise normal camera man audince ko dekha rahein hotai hain toh aik camera man bhi audinecnce ko dikha raha

tu ashannack se us ka camera k bandey k uper gya aur us k hath mai aik painting thi aur us painting mai aisa kia tha jis ki waja se urgent break leni perhi, mai apko batata hu k us painting k under Imran Khan ki picture thi aur us mai likhe tha The Leader of the Leaders. Aur Imran Khan ka naam lena manha hai jis ki waja se us nay foren break le li.

Hahaha kis soch ha. Aik time the k ye banda 128 din dharna de raha tha. Apne chahete baap Bajwa se personal mulaqate kar raha tha. Har taqreer ma kehta tha k Bajwa jaisa Chief of army staff koi nahe hi sakta. uske strategy bahut ache ha. Jab pehle martaba fauj election ma involved huwa khulam khula tho baqio ne mukhalifat kee aur es bande ne full support kia magar esko future ka nahe pata tha k ye us se apna faida le k laat marege magar ye apne Wazer azam k nashe ma madhosh tha. Pinki maze karte rahe aur per waqt aaya k maar kar nekala gia. Per es bechare ko zaban khulne ki ijazat huwe. Kashmir ka sauda huwa ye chup raha. aur be bahut huwa 3 saalo ma ye chup raha leken hakoomat gae tho esko hosh aaya aur sarko par nekal aaya. Jail bharo tehreek start kee aur gharerbo ko jail na daala gia leken eske bari aae tho chupta raha aur akhir ma jail daala gia tho AC ka mutalba kia. Wah re kia leader ha.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 20, 2024, 01:50:31 AM
Ap ye smajthe ha k next jo aae ga wo Pakistan cricket team k leye behter sabit hoga? Muje nahe lagta k aisa kuch hoga. Kuch tho players ki naqis karkardgi ha jo unho ne New Zealand k khelaf dekhai . 4 matches lagatar haar gae aur etne bare tarah har gae k bowling ma enki khoob petai huwe. Aj bowling ache the start ma leken target tho dekho. Es soch k sath world cup khele ge tho pehle round ma bahir ho jaege. Afghanistan jaisa team 200+ ke sochte ha aur hamare 150 target set hotha ha.

Kaal Pakistan aur New Zealand ka match tha, khair Pakistan toh ye match haar gya phr aik bohat maza ki cheeze hui thi match k duran. Jis ki waja se PTV sports channel na foren se break le li aur wo ye tha k ab sab logon ko pata toh hoga k PTV makoomat ka channel hai aur iss aj jab match ho raha tha toh jise normal camera man audince ko dekha rahein hotai hain toh aik camera man bhi audinecnce ko dikha raha

tu ashannack se us ka camera k bandey k uper gya aur us k hath mai aik painting thi aur us painting mai aisa kia tha jis ki waja se urgent break leni perhi, mai apko batata hu k us painting k under Imran Khan ki picture thi aur us mai likhe tha The Leader of the Leaders. Aur Imran Khan ka naam lena manha hai jis ki waja se us nay foren break le li.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
January 20, 2024, 01:31:19 AM
eesee.io Testnet

Asslamualaikum! dosto kaya hal hen.

Eesee ek NFT platform hai jo ky is waqt testnet par hai. Is waqt points system open huwa or wahan ap ko kuch task karny hon gy. Or points earn karny hongy inka airdrop confirm hai. Or ap in ki announcement in ki is tweet my dekh sakty hen.

https://x.com/eesee_io/status/1748013041927520620?s=20

Ab rahi bat ky ap ko issy join kesy karna hai. To ye kuch steps hen.

1. Go to eesee.io
2. Ap ko wallet connect karna hai.
3. Ap sy Referral code mangy gaa jo ky must hai. Or kissi ko agar Referral code chahye to wo mjy PM kar sakta hai. Maximum I think 3 users my invite kar sakta hun. (Referral code must hai is ky bager registration nai hogi.) Or ap janty hen my yahan share nai kar sakta ye na ho koi allegation lag jaye.
4. Ap ko apna Twitter wagera or apni profile wagera fill karni hai. Or is sy ap ko testnet tokens milen gy jis sy ap ny testnet yask mukamal karna hai.
5. Wahan ap ko 0 Points ka tab show hoga wahan jaa kar ap ko wahan task mukamal karny hen. To ap ko points milen gy jin ky mutabiq airdrop mily ga.

Project acha lag raha hai is liye don't miss.
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 20, 2024, 01:05:41 AM
Assalam-o-alaikum brother, kasy han ap?

Airdrops toh ajkal waqi barish ki trh baras rehe han, abi kal mein ne $MATA ka airdrop claim kia ha, Alhamdulilah acha benefit hoa ha. $MANTA k network mein bht sary issues han ajkal mgr future mein yeh Arbitrum or optimism ki trh bht acha project sabit ho ga. Insha Allah.

$Meme k airdrop se hum 60-100 dollars ka faida ho sakta ha. Insha Allah ek do din mein claim ho jai ga.

Mein 2020 se apni community ko convince krny ki koshish ker reha houn k airdrops mein bht potential ha apki finacial life ko transform kerny ka mgr bht kum log han jo prticipate kerty han or unko Masha Allah bht faida hoa ha.

Mein or @Gladitorcomeback brother es telegram channel https://t.me/bitcointalkpak   pe airdrops ki updates share kerty rehtay han, sub bhai en  information use ker k various airdrops ko join ker sakty han.

Walikum Asalam bellkul bhai aj kal airdop pe airdop arahe he bhut maza araha he jab elegible ho abe Manta ka airdop hogta ICE ka be distribution agya abe 3 ya 4 airdop baqe he he wo be airdop de rahe abe ALT be list hone wala he 25 date ko Binance pe wo be 2 ya 3 din me airdop ka annoucment karenge baqe be abe kuch airdop reh jate he wo be jalde ane wale he jese ke Zksynce aur lyer zero aur Starknet ye 3 project abe b baqe he ye be Insha Allah jalde he denge aur sub se bara airdop Linea ka hoga Insha Allah to jetne be free airdop ho join karte jao kese ek me profit ho jayga to jetne zeyada airdop ho join karte jaye.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 19, 2024, 10:39:41 PM

Wasy ajkal airdrops ka season chal reha ha or log achi earning ker rehe han.
Haa soory Shayad miss type hogaya Mera dihaan hi Nahi Gaya us taraf. Baki boss ap expect Kiya ja raha haa ky reward around 60$ around hoga toh phir toh acha Nahi haa but Chal na hoony Sy toh behtr haa. Khair sir waqi Mai Har taraf paiso Ki Barsaat ha airdroper par q ky kafi ice list hooky token mil rahy ha toh Kabhi Manta toh kafi Tia staked ko reward etc. kafi paisa haa issai but agr koi bareeke Sy iss parakhny Ki Koshish kary.

Assalam-o-alaikum brother, kasy han ap?

Airdrops toh ajkal waqi barish ki trh baras rehe han, abi kal mein ne $MATA ka airdrop claim kia ha, Alhamdulilah acha benefit hoa ha. $MANTA k network mein bht sary issues han ajkal mgr future mein yeh Arbitrum or optimism ki trh bht acha project sabit ho ga. Insha Allah.

$Meme k airdrop se hum 60-100 dollars ka faida ho sakta ha. Insha Allah ek do din mein claim ho jai ga.

Mein 2020 se apni community ko convince krny ki koshish ker reha houn k airdrops mein bht potential ha apki finacial life ko transform kerny ka mgr bht kum log han jo prticipate kerty han or unko Masha Allah bht faida hoa ha.

Mein or @Gladitorcomeback brother es telegram channel https://t.me/bitcointalkpak   pe airdrops ki updates share kerty rehtay han, sub bhai en  information use ker k various airdrops ko join ker sakty han.
sr. member
Activity: 434
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
January 19, 2024, 09:42:07 PM
Google Shifts Towards AI Replacing Hundreds of Jobs

link .
السلام علیکم
Google apne global advertising team mein jobs kam kar raha hai, khaas kar large customer sales team par tawajju di ja rahi hai, jo ke ek AI par based strategic shift ka hissa hai taake kar e kam aur creativity mein behtari ho. Is qadam ka maqsad Google ke platform par advertising mein mawafiqi ke liye chhote aur darmiyana businesses ko behtar se support karna hai. Jabke kuch khas ilaqon mein jobs kam ho rahi ha. Google small business ad teams ko barha raha hai taake mukhtalif businesses ko cater kiya ja sake. Elaan mein generative AI ko explicit taur par mention nahi kia gaya h lekin Google ne is revolutionary technology mein kaafi invest kiya hua hai. Company ki ai strategy mein ye shamil hai ke online shopping ko personalize karne aur retail experiences ko behtar banane ke liye AI tools introduce kiye ja rahe hain. Pehle bhi layoffs hue h lekin Google nay innovation aur workforce ko tajaweez ke mutabiq reshape karne ka azm dikhaya h
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
January 19, 2024, 03:48:28 PM
Brother, thanks for proving detailed information about Meme coin airdrop. Thori see correction ker doun k 69 coins required han 62 nhi, shayed ap se typing mistake ho gai ha. Apki bat durust ha k es airdrop se $100 or a bit more ka faida ho sakta ha.

Wasy ajkal airdrops ka season chal reha ha or log achi earning ker rehe han.
Haa soory Shayad miss type hogaya Mera dihaan hi Nahi Gaya us taraf. Baki boss ap expect Kiya ja raha haa ky reward around 60$ around hoga toh phir toh acha Nahi haa but Chal na hoony Sy toh behtr haa. Khair sir waqi Mai Har taraf paiso Ki Barsaat ha airdroper par q ky kafi ice list hooky token mil rahy ha toh Kabhi Manta toh kafi Tia staked ko reward etc. kafi paisa haa issai but agr koi bareeke Sy iss parakhny Ki Koshish kary.

Aj Pakistan aur New Zealand ke darmiyan hone wale 4th match tha , Pakistan ne pehle 3 matches mein abar b victory nhi ke aur lagatar 4 match har Kuch hain . Aaj ka match bhi Pakistan ke liye kismet ka khel ban gaya.
Yar sach poocho toh jis din Sy Naseem Shah injury howy haa team ka good luck apny sath ly Gai haa q ky usky availability Sy pahly Ki team aur baad wali team kafi change tee aur usse ky baad bad performance World Cup Mai bhi rahe even Afghanistan Sy bhi haar gainusky baad Australian series bhi haar Gai aur ab rahe yeh T20 series jis tarah Sy paksitan Ki bowling haa aur NewZeland batting toh saaf wazih haa ky yeh series whitewash hoony wala haa aur paksitan ko koi victory Nahi milny wali aur Mairy khayal sy kafi saalo Mai pahlee baar Howa haa ky hum NewZeland Sy series white wash kaa Rahy ha aur woh bhi 5/5 wala
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 19, 2024, 02:40:57 PM
Aj Pakistan aur New Zealand ke darmiyan hone wale 4th match tha , Pakistan ne pehle 3 matches mein abar b victory nhi ke aur lagatar 4 match har Kuch hain . Aaj ka match bhi Pakistan ke liye kismet ka khel ban gaya.

Babar Azam ki batting performance bhi achi nahi rahi. Ye haar Pakistan ke liye ek challenging phase ko darust karne ka mauka tha, lekin aakhir mein luck rah jata hai Jo k Pakistan k khilaf tha. Babar Azam ki form mein kami eam ke liye ek pressure ka baie ban jati hai , jo ki future matches mein ashi prefromance ki zarurat hai. Aaj ka match ne fans ko thoda disappoint kiya, par cricket mein har aur jeet ka silsila chalta rahta hai

Pakistan match lagatar har rahe he ab koi kiya keh sakta he Pakistan ke team ne hamesha he aisa kya he aur lagatar match har rahe he ye ache bat nhi he luck alag bat he but player ko be chahie wo acha khel le baqi team ko deko jese ke Aus ki team aur india ke team magar pakistan wale alag he kesam ke khelte he kuch pata nhi chalta he kab match hare aur aisy harte he ke sare pakistan ko dil pe jalate he pakistan wale hamesha match ko akher lamhe tak le jate he kabe runs nhi banate he ya pher ek dam sare out ho jate ab match just ek player pe to nhi he ke ye acha khele to pakistan win karega to baqe kiya karenge new player dekne chahie performance wale player lena chahie.
G Bhai asa he hai me jab Sy matches dekh raha Hun Pakistan team ke performance mein hamesha ups and downs hote aye hai. Ap NY sai kaha Luck toh ek factor hai, lekin consistent performance ka bhi maamoolan koi substitute nahi hota.

Team mein achay players hote hain lekin unki consistency aur teamwork kaam aata hai. Jis k apny kaha  Aus aur India ke teams ne apni consistency se naam banaya hai. Pakistan ko bhi young and talented players ko chance dena chahiye, aur performance based selection hona chahiye. Match ke akhir lamhe tak pahunch kar haar jana dil ko chhoo jata hai aur Pakistani team aksar asa he Karti hai ekin consistency ka hona bhi zaroori hai. New players ko opportunities dena aur team ki strategy ko improve karna zaroori hai.
sr. member
Activity: 434
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
January 19, 2024, 02:34:48 PM
Manta Network Faces DDoS Attack Post $MANTA Token Launch

link
السلام علیکم
Manta Network jo ek layer-2 blockchain ne apne governance token, $MANTA, ki tadad ke baad jald baazi mein DDoS hamle ka saamna kia. Hamla network mein deri aur nikalne mein rukawat paida karta raha. Manta developers ne waqia tasleem kia aur masle ka hal karne mein masroof hain. Hamle ka asal zimmedar maamoor nahi kiya gaya hai. P0xeidon Labs co-founder Kenny Li ne 18 January ko 135 million RPC darkhwaston ka izhar kia jo network ki performance mein uljhan paida karte hain. Hamle ke bawajood, $MANTA ke daam 25% barh gaye jski wajah se Manta ka market cap $550 million se zyada ho gaya. Manta Network decentralized finance aur NFTs ke liye zero-knowledge application development par tawajju deta ha

 Governance token $MANTA holders ko protocol ki taraf rehnumai karne ka haq deta hai. Manta ka modular blockchain design zero-knowledge proofs ke zariye privacy ko pehle rakhta hai. Hamle ke bawajood, Manta ke incentives mein shiddat pasandeedgi ne iske layer-2 network ke liye karib $1 billion tak ETH deposits ko mawafiq kiya. Waqia ne dikhaya ke aglay naslon ke blockchain protocols ke liye rukawat ek bara imtehan ha
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 19, 2024, 02:29:35 PM

Jump to: