Author

Topic: Pakistan - page 238. (Read 5999346 times)

sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:23:51 AM
Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye


Mene Zksynce use to bhut kya he magr just 2 cheeze muj se reh gai he ek to mene main brigde nhi kya he ek to ye bt he dosra mene volume bhut he kam kya he sirf 1200 banaya he mere khyal se ye bhut he kam he kam se kam se 5000 se 10000 tak volume banana lazmi he agar hum elegible be honge to reward bhut kam hoga q ke volume bhut he kam he transaction mene bhut ke 100 se up kiya he but volume bhut he kam he Zksynce ke ek NFT ti wo be mere pas he bs just volume banana he uske liye $ zeyada ho to volume banana asan he bs kuch swaping waghera koi kar le take ban sake chalo kushish karenge kuch dino me ke volume bana lo baqi pher dekenge.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:14:52 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge

Lekin is inscription ki popularity ke saath aayi transaction ka izafa network congestion mein badal gayq jis se temporary shutdowns aur gas fee spikes aaye. Ek jaisi situations anyay other leading chains jaise Arbitrum, Polygon aur The Open Network ton ne bhi zyada activity ke doran face ki ha


Brother, thanks for sharing this useful information. Yeh congestion ek temporary issue ha kuch din mein fix ho jai ga. Wasy mere khyal mein jasy hee zksync ka apna native token launch hota ha toh yeh chain bht popular ho jai gi. Esky test net pe community k bht sary logon ne task kiay thay or main net launch hony k baad bi logon ne es umeed pe esy bht use ki ha k enka apna token launch ho ga toj ek acha reward milay ga. Insha Allah


https://boxmining.com/zksync-token/
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 05:08:30 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge


Eske sab se bare waja Airdrop ha. saal end hone ko ha aur logo ke ye soch ha k eska criteria ye ho sakta ha k saal k end thak kisi ne jetna b  volume bnaya ho tho es ka snapshot le. Aisa pehle Arbitrum ma tha k jab eska airdrop aaya nahe tha tho eska volume be Ethereum ko cross kia tha. Hamare community na agar kisi ne ZKsync use nahe kia tho bridge kar le aur kuch volume bnae aj aur per Allah par tawakkul rakhe. Ma ne 3 month pehle esko use kia ha aur kuch meme free token b leye ha free ma. Layer 2 k chains ma ache taraqi ho rahe ha hame new chain ko use karna chaiye
sr. member
Activity: 420
Merit: 325
Trade Big, Win Bigger!
December 31, 2023, 04:12:53 AM
zkSync Surpasses Ethereum in Transaction Volume due to Inscriptions Surge


twitter
Assalam o alikum! zkSync Ethereum ki Transaction Volume Ko Pechay Chor Raha Hai Inscriptions Ki Wajah Se zkSync, ek Ethereum layer 2 scaling protocol ne pichle maah mein transaction volume mein izafa dekh jis mein Ethereum aur Arbitrum One ko peechay chhod diya. zkSync ne is doran 35 million se zyada transactions ko process kiya, jo Ethereum ke 34.2 million se zyada tha.
Yeh kamyabi zkSync ko sab se pehle bana deti hai jo ek maah mein Ethereum se zyada transactions handle kar raha hai. zkSync ki transaction activity ka izafa unke inscriptions ki barhti hui popularity se joda jata h jo December 16 ko 4.6 million tak pohanch gayi jis se 5.3 million transactions ki record bani.

info
Lekin is inscription ki popularity ke saath aayi transaction ka izafa network congestion mein badal gayq jis se temporary shutdowns aur gas fee spikes aaye. Ek jaisi situations anyay other leading chains jaise Arbitrum, Polygon aur The Open Network ton ne bhi zyada activity ke doran face ki ha
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 02:32:35 AM
Brother apki bat bilkul durust ha k airdrops koi fazol cheez nhi ha, mein khud bht sary airdrops ka beneficiary houn jis mein PARASWAP, BLUR,OPTIMISUM, ARBITRUM, TIA or bht sary choty choty shamil han jo mujhy ab yaad nhi han. Ek achy airdrop se apki earnings bht significant hoti han, in particular Arbitrum ka airdrop mujhy 2 wallets mein mila tha, Alhamdulilah or bht achi amount thi.

Year-2024 jo k ap ab takreebun 15 Hrs dour ha, Insha Allah starknet, zksync, Linea Base or layer zero k airdrops milein gay jo k substantial hon gay. DYOR

Bahut ache bat he airdop karna chahie jetna be ho karna chahie aur jetna bas chale ek to ye bat he abe belkul airdop ke trend chal raha he lagatar airdops arahe he har ko kam se kam 500$ se 1000$ profit le raha he bs tora time dena parhta he baqe pher naseeb ke bat hai aur jes project me binance ke investment ho wo to lazmi karna chahie agar us me ek be airdop de jaye to maze he aur kuch me bs investment he aur kuch free he to jo free airdop he wo lazmi karna chahie koi be cheez miss na kary aur ZKSYNCE aur Linea ka chance he 2024 me airdop de jaye aur Startknet ka belkul confirm he shyed january me annoucment kar jaye.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 31, 2023, 12:35:48 AM
Airdrop karne ma ek xheez ka khual rakhna ha k kabhe be over smart na bane. Asal thi airdrop ma ye ha k ye free ho aur apko early community k based par airdrop de de par chonke es sorrar ma multiple accounts se log ziada aathe ha tho unko safe rakhna k leye kuch aise events lathe ha jes ma proof of humanity, KYC hotha ha ya kabe kabe investment etne laathe ha k har koi esko afford na kar sake tho bas utna he investment kia jae jitna afford kar sako. Agar lalach aae k ma ziada karoga tho ziada profit hoga tho ye lalach insan ko kabe kabe khatre ma dal dethe ha agar project ko kuch hogia tho ap chale the free paisa kamane aur ab qarzo k boj k neeche aagae.

Brother, shoro mein jub Optimism or Arbitrum k airdrops milay thay us waqt tak KYC/Human face verification ki requirement nhi thi mgr ab yeh essential ho gai ha or es verification k beghir ap eligible nhi hoty. Es liye sirf ek wallet se tasks complete kerny chate taaky apki eligibility mein koi issue na ho.

Ek zaruri bat yeh k agr ap airdrops tasks pe kaam kerty han toh ap apna Gitcoin passport score minimum 20 Tak bra lein yeh bi future mein helpful ho ga. Details are explained in attached video.


https://www.youtube.com/watch?v=p9C5yHrQCS4
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
December 30, 2023, 11:54:32 PM
2023 aur Humari Cricket (Part 1)

Saal khatam hone wala hai, Ajj 2023 ka last day hai aur ab mai apko batahu k iss year ma Pakistan team ki performance kisy rhi. Sab se phela saal k shuru mai new Zealand Pakistan ke tour pr thi aur iss mai chand test match khela jana the aur ye test series New Zealand ne apna naam krli.

 Aur iss series ke baad PSL agya aur iss Psl ko Lahore ne bari achi tarah se apna naam ke lia, iss ka jo final match tha wo Lahotre aur Mulatan ke darmian khela gya jis ko Lahore ne jeet liya but iss ka final bohat interesting tha, Lahore k captain Shaheen Shah Afridi ne last over Zaman Khan se krwaaya aur us nay bohat acha but last bal pr 3 runs chaiye tha aur Mulatan ke batsmen jo us waqt battng kr rhe tha us  nay balll ko cover pr mara but fielder na safe kr liya aur batsmen dusra run ki talash mai the pr wo run out ho gye aur phir Lahore Qalanders ne ye PSL ki trophy dusri bar apna naam krli, and iss PSL mai aik bohat bari trade hui thi jo k Babar Azam ki thi. Babar Azam Karachi se Peshawar Zalmi pr gye tha.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 11:44:33 PM
Vitalik Buterin Releases Updated Roadmap for Ethereum.

Asslamualaikum dosto kaya haal hen?
Jesa ky ham sab janty hen ky Vitalik jo ky Ethereum ka founder hai or Cryptocurrency ki dunya my kafi maqbuliyat rakhta hai. Uss ny kal apny Twitter par Ethereum ka updated road map share kiya hai. Or ham sab janty hen ky Ethereum Bitcoin ky bad dusri barri crypto currency hai jis ko kafi maqbuliyat hasil hai. Or kafi had tak secure bhi smja jata hai issy. Ab ye road map Ethereum ki price par kaya asar kary ga koi nai janta. Par lagta hai kuch behtar hi development hogi. Or mazeee network ko behtar bnaya jaye ga. To ye raha updatee road map.


Waalaikum salam themepen teek ha aur acha haal ha. Ethereum tho altcoins ka baap ha jaesa aur us k baghair tho altcoins be zaeqa ha jaesa k hamara Shahzadafzal k baghair forum bezaiqa ha(makhan ziada huwabm tha tho socha k kuch baant loo,). Ek best opportunity the jab 1500$ k neeche aaya tha leken Market ki aese situation the k buy na kar sake

Bhai ap ne jo roadmap share kia ha agar eski explanation karte tho kuch smj aa jatha nahe tho muje tho sar se le kar per thak parne k bad  bei kuch smaj nahe aaya. Ye task koi aur kar le ya ap kare tho behter hoga
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
December 30, 2023, 10:41:42 PM
Vitalik Buterin Releases Updated Roadmap for Ethereum.

Asslamualaikum dosto kaya haal hen?
Jesa ky ham sab janty hen ky Vitalik jo ky Ethereum ka founder hai or Cryptocurrency ki dunya my kafi maqbuliyat rakhta hai. Uss ny kal apny Twitter par Ethereum ka updated road map share kiya hai. Or ham sab janty hen ky Ethereum Bitcoin ky bad dusri barri crypto currency hai jis ko kafi maqbuliyat hasil hai. Or kafi had tak secure bhi smja jata hai issy. Ab ye road map Ethereum ki price par kaya asar kary ga koi nai janta. Par lagta hai kuch behtar hi development hogi. Or mazeee network ko behtar bnaya jaye ga. To ye raha updatee road map.



https://twitter.com/VitalikButerin/status/1741190491578810445
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 10:35:43 PM

Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?

Brother apki bat bilkul durust ha k airdrops koi fazol cheez nhi ha, mein khud bht sary airdrops ka beneficiary houn jis mein PARASWAP, BLUR,OPTIMISUM, ARBITRUM, TIA or bht sary choty choty shamil han jo mujhy ab yaad nhi han. Ek achy airdrop se apki earnings bht significant hoti han, in particular Arbitrum ka airdrop mujhy 2 wallets mein mila tha, Alhamdulilah or bht achi amount thi.

Year-2024 jo k ap ab takreebun 15 Hrs dour ha, Insha Allah starknet, zksync, Linea Base or layer zero k airdrops milein gay jo k substantial hon gay. DYOR
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 10:34:04 PM
Yaar yeh solona waly airdrops are really booming abhi tk na jany kitny a gay like INJ, etc. khair sol bi in airdrops ki waja sy 120$ ko cross kr chuka hai, or acha ja rha hai, lekin this is really awesome yaar ky 62$ sy 2 million ka target achieve krna is a big thing. Is ky pichy main reason yeh bi hoskti ky abhi airdrops ka trend chl rha hai or log dadha dadha paisa lga rhain hain ku ky ab to ik yeh bi mentality bn chuki hai ky paisy ky bagair airdrop join nhi hoty phly to yeh bi ho jaty thy.

Abhi jb tk ap liquidity nhi do gy tb tk kuch nhi hoga. is mentality ki waja sy airdrop walo ki mojain lgi hoai hain bs koi airdrop rug pull na kr jain.

G fasial bahi  airdrops ke trend mein tezi se izafa ho raha hai aur log is opportunity ko barabar se istemal kar rahe hain. Solana aur dusre projects ke airdrops ne market ko buhat tezi se active kiya howa hai. Lekin, hamesha yaad rakhein ke investments mein cautious rehna zaroori hai, taaki aap rug pulls aur anyay se bach sakein.

 Airdrops ka trend tez hai hemain ekin hamesha apne investments par dhyan rakhein.

Airdrop karne ma ek xheez ka khual rakhna ha k kabhe be over smart na bane. Asal thi airdrop ma ye ha k ye free ho aur apko early community k based par airdrop de de par chonke es sorrar ma multiple accounts se log ziada aathe ha tho unko safe rakhna k leye kuch aise events lathe ha jes ma proof of humanity, KYC hotha ha ya kabe kabe investment etne laathe ha k har koi esko afford na kar sake tho bas utna he investment kia jae jitna afford kar sako. Agar lalach aae k ma ziada karoga tho ziada profit hoga tho ye lalach insan ko kabe kabe khatre ma dal dethe ha agar project ko kuch hogia tho ap chale the free paisa kamane aur ab qarzo k boj k neeche aagae.
member
Activity: 994
Merit: 46
December 30, 2023, 05:30:38 PM
Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?

Jo log be airdop ko fazul samjte he wo muje sub se zeyada bewaquf lagta he ya pher une mehnat nhi hogi ya wo chahata ho 1 din me usko free me 50000$ ajaye jo ke na mumkin he bhut se airdop jes ne logo ko hazaro $ faidy de he abe abe jo airdop te belkul free ty Jese ke deko JITO just Solana ko stake karna ta just 100 ya 200 rupes ka fees lagna ta bs baqi profit kese ne 5000$ kese ne 7000$ aur ek ne to 18000$ profit liya ta aur abe jo Binance pe list hoa NFP ta shyed jes ne 1000$ se le kar 2000$ kamaye ek ne pata nhi 20000$ se zeyada kamaya kam kiya daily checking karne te aur 30 se 40 rupes ka fees dena ta. Ab rahi 2024 ke airdop to sub se bare airdop ke ane ka chance he jo ke MANTA, STARTKNET, ZKSYNCE, LINEA, LYERZERO ye bare project bhut zeyada chance he ye 2024 me de dy. ye MANTA aur STARTKNET to confirm he.
Bhai mai ap ki baat sai itfaq kerta hu asal waja hai ziada ter log bilkul hee free mall chahtai hai aur wo bee kissi mahnat kai bagair un logo ko airdropes aor yai bounties faol lagte hai halankai mai nai dekha hai bohut sarai log jo hai kafi achi income hasal ker rahai hai bas aik baat hai shuru mai time lagta hai aur thory see investment per is ka reward bohut hee acha hai yaha per logo ki soch badalnai ki zarurat hai jo asan nahi hai aur dosry baat ab waisa hee bohut ziada log is crypto related kamo ana nahi chahtai jis ki waja hai media per chalnai wali news jo kai ziada ter negative hoti hai.
Ab India mai governement nai 9 exchanges ki bandish ka order kia hai jis sai bohut ziada mayusi ho rahi hai logo ko halankai jo ker rahai hai wo mayus nahi hai laikin is ki waja sai Pakistan mai bee log thorai upset hai jis ki waja sai airdops or bounties ka ruhan hatam ho raha hai.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
December 30, 2023, 12:45:23 PM
Yaar yeh solona waly airdrops are really booming abhi tk na jany kitny a gay like INJ, etc. khair sol bi in airdrops ki waja sy 120$ ko cross kr chuka hai, or acha ja rha hai, lekin this is really awesome yaar ky 62$ sy 2 million ka target achieve krna is a big thing. Is ky pichy main reason yeh bi hoskti ky abhi airdrops ka trend chl rha hai or log dadha dadha paisa lga rhain hain ku ky ab to ik yeh bi mentality bn chuki hai ky paisy ky bagair airdrop join nhi hoty phly to yeh bi ho jaty thy.

Abhi jb tk ap liquidity nhi do gy tb tk kuch nhi hoga. is mentality ki waja sy airdrop walo ki mojain lgi hoai hain bs koi airdrop rug pull na kr jain.

G fasial bahi  airdrops ke trend mein tezi se izafa ho raha hai aur log is opportunity ko barabar se istemal kar rahe hain. Solana aur dusre projects ke airdrops ne market ko buhat tezi se active kiya howa hai. Lekin, hamesha yaad rakhein ke investments mein cautious rehna zaroori hai, taaki aap rug pulls aur anyay se bach sakein.

 Airdrops ka trend tez hai hemain ekin hamesha apne investments par dhyan rakhein.
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 12:15:22 PM
Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?

Jo log be airdop ko fazul samjte he wo muje sub se zeyada bewaquf lagta he ya pher une mehnat nhi hogi ya wo chahata ho 1 din me usko free me 50000$ ajaye jo ke na mumkin he bhut se airdop jes ne logo ko hazaro $ faidy de he abe abe jo airdop te belkul free ty Jese ke deko JITO just Solana ko stake karna ta just 100 ya 200 rupes ka fees lagna ta bs baqi profit kese ne 5000$ kese ne 7000$ aur ek ne to 18000$ profit liya ta aur abe jo Binance pe list hoa NFP ta shyed jes ne 1000$ se le kar 2000$ kamaye ek ne pata nhi 20000$ se zeyada kamaya kam kiya daily checking karne te aur 30 se 40 rupes ka fees dena ta. Ab rahi 2024 ke airdop to sub se bare airdop ke ane ka chance he jo ke MANTA, STARTKNET, ZKSYNCE, LINEA, LYERZERO ye bare project bhut zeyada chance he ye 2024 me de dy. ye MANTA aur STARTKNET to confirm he.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 12:06:53 PM


Jo log airdrop ko fazool smajthe ha ya bas time waste kehta ha tho wo dekh le k kitne big projects ne apne community ko kes qadar shandar airdrop deya k ek trader bei us se etna profit na le sake. Sab se top ma Arbitrum ha jes ke 11 feesed supply serf airdrop k leye apne community ko. Yaha jes be thore b transaction key the wo bei eligible tha. kuch ko 10k be mele the token aur price 1$ se opar the. bkur ka airdrop miss huwa aur wo b 7k$ thak logo ko Mela. Calestia thi abe guzra mgr logo ne 2$ ma sell kia per wi 14$ ko pump huwa. baqi etna shandar nhe tha. 2024 ma kom kon se airdrop possible ha?
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 11:46:36 AM
Brother, Solana or Atom mein uni logo ko airdrops milty han jino ne ek reasoable amount mein ATOM or es network k dosry coins such as OSMOSIS k vliaditors k though staking ki hoti ha or Sokan mein bi uni ogo ko airdrops milty han jino ne liquidity provide ki ho or swap ki transaction kee hon. Free mein sirf sirf LINEA, ZKSYNC, BASE, SCROLL or STARKET k airdrops milein gay jub en k tokens launch hon gay or en networks pe bi logo ne bht sari transaction fee pay ki ha airdrop k liye qualify hony k liye.

Bull market mein new coins absorb or jatay han or koi over-saturation nhi hoti, laikin bear market mein aisa ho sakta ha. DYOR

yes brother ATOM ka ka jo airdop ta is may kafi $ lagte te taqreeban 600$ ke as pas lagne te jaha pe Liquidity deni te 1 month ke liye jes me INJ ATOM token lagne ty tabhi ye airdop melna ta to kafi logo ne kya ta jes ke pas $ te aur baqi jese apne kaha ke LINEA aur ZKSYNCE aur SCROLL aur STARTKNET jo he us me bas volume bana ta aur swaping waghera karne te to wo kafi logo ne already kiye honge aur sat sat me LYERZERO be 2024 me chance bhut chance he ye airdop ajaye aur market be acha khasa pumping he to bhut zeyada chance ye airdop de jaye aur 2024 me list ho jaye .
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 11:36:35 AM
Airdrop Season 2024 Crypto Opportunity or Oversaturation?


link
Assalam o alikum! 2024 crypto mein airdrop season ka aghaz hone ki tawakul hai jahan early users ke projects se talluqat se tokens hasil kar sakte hain. airdrops ki barhti hui taraqqi invest karnay se milti hai jo 2022 mein $22.1 billion mein crypto startups mein ki gayi haalnkay baad mein bear market aaya. Analysts ke mutabiq blockchains aur dApps airdrops istemaal karenge taake users ko khinchain bull market ke daur m aur apne vested tokens bech sakenge. LayerZero  aur zkSync jaise projects ka intizaar hai jo significant airdrops karne ki umeed hai, crypto market ke bull cycle ki taraf rukh ki wajah se Ethereum layer 2 chains, Cosmos ecosystems, aur Solana dApps asani se milnay wali opportunities hain, lekin har project ko samajhna zaroori hai takay possible returns hasil kiye jaa sakein.

Brother, Solana or Atom mein uni logo ko airdrops milty han jino ne ek reasoable amount mein ATOM or es network k dosry coins such as OSMOSIS k vliaditors k though staking ki hoti ha or Sokan mein bi uni ogo ko airdrops milty han jino ne liquidity provide ki ho or swap ki transaction kee hon. Free mein sirf sirf LINEA, ZKSYNC, BASE, SCROLL or STARKET k airdrops milein gay jub en k tokens launch hon gay or en networks pe bi logo ne bht sari transaction fee pay ki ha airdrop k liye qualify hony k liye.

Bull market mein new coins absorb or jatay han or koi over-saturation nhi hoti, laikin bear market mein aisa ho sakta ha. DYOR
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
December 30, 2023, 11:08:52 AM
Congratulations to Themepen for being Moderator on Altcoin talks
Yeh kafi ache news haa aur isky hawaly sy Mai NY already altcointalk pa ik thread banwa Diya haa paksitan local board Mai jaha kuch user NY apni activity show karde aha but still kafi big number Mai users waha active Nahi haa but 1 January Sy sab change hojai ga Jo already selected member in signature haa like Faisal, gladiator etc whaa apko zyada dikhny ko mil jaingy. Baki Mairy khayal sy waha Koi merit ka scene Nahi haa toh jitne zyada activity karsakty haa kary aur apny account grow kary agr Jo log yaha merit Ki wajah Sy Apna rank grow na karsky.

My ny chun chun ky badly leny hen Altcointalk par jis jis ny mujy tang kiya hai ya kary ga. Hahaha just kidding ap sab mery bhai hen so don't worry.

Han ap ko altcointalk par bhi agah kiya hai yahan bhi kardun ap ko compromise me watch list par hen wahan. Ap ny old bounties threads ko bump kiya hai. To moderator ny ap ko warning point diye huwe hen. To ainda is ka khayal rakhna hai ap ny or posts my thora waqfa bhi rakhen. Apni reputation ko kharab naa karen. I hope ky ap ainda khayal rakhen gy. Is ky ilawa bhi kuch members hen un par AI posts ka tag hai. Kher ap apna khayal rakhen ainda.
Brother hum ghareebo NY apka kuch Nahi begaraa hum ko kuch mat kehan hum pa hath halka rakna ok Baki apki post ky last part daikh ky mujy lag raha haa ky Jo kaam Mai yaha paksitan thread Mai Karta aaraha hu like logo ko smaja raha hu different mistakes ko highlights karky unko samja raha hu baaz okaat gussa bhi Karta Hu but woh sirf aur sirf apky faidy KY liya hota haa but phir bhi kuch bandy isy personal ly ky samajty haa ky ap ny mujy threat Kiya kahir apko maire wale job waha pa Mubarak ho❤️
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
I ❤️Bitcoin
December 30, 2023, 10:55:43 AM
Ha mixers bahut jald khtam hojaega aur direct banned nahe karege,pehle kuch warning etc melege aur jo already mixing platform ha un ko blacklist kar dia jaega post aur signature dono ma. agar esko continue karte ha thab ban k chances ziada ha. Jo mixer k official account ha unko only PM allow kia jaega baqi wo b post na kar sakege.

Ye project bahut acha ha aur bahut ziada long term se chal raha ha. Dosre forum ma b eska rate sab se best ha. baqi jo 3 signature already ho chuke ha unka pay rate 1$ per post ha aur eska 1.45$ ha almost. Mai already ek bare fund k escrow wale ma accept ho tumbler ma aur umeed ha jab dosre forum ma pay rate ziada ho jaega tho muqable ma eska rate be ziada kia jaega. kher uska notification system nahe ha es waja se pehle page ma aana mushkil hotha ha.
Mujy Nahi laghta ky Bitcointalk ky moderator iss decision ko long term ky liya aisa rahyngy balky isko kuch waqt ky baad jab halaat Mai garma garmee km hojai tab yeh decision reverse hoga q ky agr Bitcointalk pa koi advertisement kar raha haa aur ads ky paisy dy raha haa toh sirf aur sirf traffic Ki wajah Sy aur jab yeh mixer Hatt jaingy tab mujy Nahi laghta Bitcointalk Ki uss Jaise Ronak rahy ge Balky kafi zyada damage hojai ga. Q ky mujy laghta haa gintee ky kuch bandy hongy Jo yaha earnings ky lalich ko choor ky ayai howy haa warna mostly earnings KY liya Aya ha no doubt learning bhi kar raha haa but earnings top priority pa haa.

Unijoin ik acha project haa Jo yaha Bitcointalk pa acha pay kar raha ta aur same strategy waha bhi use kar raha haa muj samaith kafi Bando ny apply karde haa mujy umeed haa agr sabko Nahi toh hamary community ky kuch Bando ko opportunity mil jai ge. Aur notification bit ky liya same developer jo btt member haa baat Karna chahiya toh woh banwa dy ga
hero member
Activity: 2506
Merit: 645
Eloncoin.org - Mars, here we come!
December 30, 2023, 10:54:27 AM
Airdrop Season 2024 Crypto Opportunity or Oversaturation?

Assalam o alikum! 2024 crypto mein airdrop season ka aghaz hone ki tawakul hai jahan early users ke projects se talluqat se tokens hasil kar sakte hain. airdrops ki barhti hui taraqqi invest karnay se milti hai jo 2022 mein $22.1 billion mein crypto startups mein ki gayi haalnkay baad mein bear market aaya. Analysts ke mutabiq blockchains aur dApps airdrops istemaal karenge taake users ko khinchain bull market ke daur m aur apne vested tokens bech sakenge. LayerZero  aur zkSync jaise projects ka intizaar hai jo significant airdrops karne ki umeed hai, crypto market ke bull cycle ki taraf rukh ki wajah se Ethereum layer 2 chains, Cosmos ecosystems, aur Solana dApps asani se milnay wali opportunities hain, lekin har project ko samajhna zaroori hai takay possible returns hasil kiye jaa sakein.

Solona aur Cosmos ye dono aise chain ha k es k profit ziada ha leken solona ke bath kare tho eska price es market ma already 5x se opar ho chuka ha. aese halat ma agar ham esko buy karte ha khas es leye k ham ko koi acha sa airdrop mele thi mere zehen ma ye ek risk ha jo kamyab be ho sakta leken market k down se nuqsan be ho sakta ha.

Hame hamesha aese coins ma entry lene chahea k jes ka next trend aane k chance ms be ho aur price be kam hi tho early ma dakhil ho k us se profit kamaya ja sakta ha na k high ma le k risk lena.
Jump to: