Author

Topic: Pakistan - page 244. (Read 6453418 times)

hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 16, 2024, 09:00:36 AM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.

Aj mai ap logon aik bohat bari khabar cheez se muatib jo k hai k mujhey patahai ap mai say boht se log Sushat Metha ko ni janta hon gain, lakin ap zaroor iski shakaal jantey hongein, ye India ka aik adar comentator hai jo cricket matches pr comentary krta hai aur ye Babar and Pakistan k bohat khilaf hai, ab isa toh boht se hon gain India mai but iss nay kuch aur kaam kia hai, darasal 3 years phela is ne Islam pr bohat galat galat cheezien bolien thien aur tab kisi ko ni pata tha pr ab ye thora thora Pakistan k under Twitter aur Youtube per trend ban raha hai aur sath jo India k acha log hain wo bhi is ka Boycott kr raheinh hain, aur ye aik aisi cheeze jo trend bana bhi zarori hai.

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 16, 2024, 08:04:47 AM
Dogecoin Recovery Analyst Sees Potential Surge to $0.10 with Key Support

Baqi analysis ki mutabiq TD Sequential indicator DOGE ke liye aik mumkin rebound mauqa darust karta hai. But is anticipated izafay ke liye $0.074 ke aas paas aik ahem support cluster ka aasarna barqarar rakhna bhi zaroori hai.

Brother, Doge coin pump and dump coin ha or asker Elon Musk ki tweet ek ki price ko punp kerti han or eska real life mein koi use case nhi ha. Mujhy toh eska koi future nazer nhi aata jub developers eski utility establish nhi kerty. mein ne bi apny portfolio mein sirf 1000 Dogecoins hold liay hoi han jo  es umeed pe yeh apna all time high (ATH) (jo k $0.6 k around bna tha) ko next bull cycle mein break ker de. DYOR
member
Activity: 120
Merit: 11
https://peachbitcoin.com/
January 16, 2024, 05:25:07 AM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.

Bro Babar to shukar hai form main wapis aa gaya hai but poori team out of form ho gai hai, Babar nay bahut acha khila pichly matches main laken dosray end per usay koi support ni thee, agr ik aur partnership lag jati last match main jaisay Fakhar aur Babar ke lagi thee to hum match jeet sakty thy.
Kal wala match must win hai Pakistan k leya ni to series lose kar jain gay. Team selection to achi hai kal k match main but maza to tab hai na k perform b karain. Allah karay kal k match main agr Shaheed toss jeety to acha decision lay pitch ko dekh k. 
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
January 16, 2024, 04:29:22 AM
Dogecoin Recovery Analyst Sees Potential Surge to $0.10 with Key Support

Assalamalikum to all my community, Elon Musk ki himayat mein chalne wale meme coin Dogecoin DOGE ne haal hi mein aik ahem qeemat sahih karne mein girawat dekhi jo pichle 30 dinon mein 14% se zyada gir gayi. Bitcoin ETF ki manzoori ke baad paida hui hype aur bullish catalysts ki kami ki wajah se. December ko $0.1073 ki 11 months ki unchi tak pohanch jane ke baad DOGE ne $0.0743 ke darje tak giravat dekhi. Haal hi mein 7 dinon me meme coin ne ek 2% ke izafay ke sath downtrend ko tora.



Yeh musbat harqat ne mashhoor crypto analyst Ali Martinez ko Dogecoin ke maazi qeemat sahih karne ke imkanat par ghor o fikr karne par majboor kia hai. Martinez ne TD Sequential indicator par tawajju dene wale tajziyaat diye hai jo aik takneekhi tajziyaat ka aala hai aur potenshial trend reversals aur qeemat ki exhaustion points ko pehchanne mein madad karta hai. Us ke mutabiq TD Sequential indicator ne haal hi mein DOGE ke 3-dinon ke chart par aik khareedari signal pesh kiya hai. details


Baqi analysis ki mutabiq TD Sequential indicator DOGE ke liye aik mumkin rebound mauqa darust karta hai. But is anticipated izafay ke liye $0.074 ke aas paas aik ahem support cluster ka aasarna barqarar rakhna bhi zaroori hai.
newbie
Activity: 15
Merit: 0
January 16, 2024, 03:47:03 AM
  
The latest of Israel war in gaza

Kuch maheeno se Israel aur hamas k jaari jang k waja se buhut nuqsan hogaya hai .United Nation ke relief chief ne CNN ko bataya k 4 lakh se zyada log bhook k shiddat waja se marne k qareeb hai ...agar unko barwaqt khana air paani nahi puhunchaya to yeh log mar jayenģae.jese k jab jang charh jati hai toh is me qehat k khatra badh jata hai lekin gaza k mamale mai yeh buhut tezi se badh rahi hai.
Hamas k 7 October k hamle k waja se Israel ko gaza per bombing ka moqa mil gaya aur ab tak Israeli bambari k waja se 24000 log mar chuke hai ...aur in mai zyada tar civilian, bache aur auratee hai ...aik taraf toh gaza k log
bambari se mar rahi aur dosri taraf se qehat se mar rahe hai ...dosri taraf Israel ne hamas per ilzam lagaya hai k Israelian hostages jo hamas k qaed mai hai hamas unko sakht jasmani aur zehni azeeyat de raha ...jis me 2 logo k mout hogaye hai Monday koIsrael k kehna hai k hamare 100 se zyada log hamas k qabze mai hai .aur hamas k fighter unko torture kar rahe hai ...hamas aur Israel k jang mai ab tak Israel 1200 k aur gaza k 24000 hazar log mar gaye hai ...Monday ko Israel k aik City raanana mai 2 gariyoo na gariyo na attack kardiya hai jis mai aik Israeli shakhs margaya hai aur 17 zakhmi hai ...Israel police k kahna hai k unho ne dono shaks ko apni custody mai liya hai aur further investigation kar rahee is mamaele per jabka hamas ka kehna hai k yeh amal us bambari ka nateeja hai jo Israel aam Palestinian per bamabari karte hai .
]link
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 16, 2024, 03:06:57 AM
Rental Agreement Settled Money Will Be Pay In BTC

Assalamualaikum community.

Pizza through bitcoin ke event ke bare ma suna he hoga jes se ek Banda Kafi Bitcoins ko daik kar 2 pizza khreda ta per abi ek aur development daikne ko Mel Haye ha.

Bitcoin tu Kafi zyada maqbool ho raha ha per kesi ne ye nahe soch hoga ke Bitcoin ab daily use ma be apna jalwa dekaye ga. Aur baqi currency ko maat da kar age nekal Jayega.

Rosrio Jo ke Argentina's ka 3rd most popular city ha os ma ye ek bande ne decide keia ha ke wo apne tenant se monthly rent Bitcoin ma le ga aur ye en dono parties ke darmyan agreement tay ho geya ha ke wo har maheene ka Jo rent $100 bante ha wo Malik maqan ko btc ma pay karega.

Ab ye ek aur new development ha btc ke log ab btc se saar nahe rahe balke os ko khushamdid kar Rahe Hain aur apne daily use ma use kaar Rahe Hain abi muje nahe lagta ke wo time dur hoga ke log apni salaries rupee ya dollor ma Layne ki bjaye btc ma layna Pasand karenge.


source
newbie
Activity: 15
Merit: 0
January 15, 2024, 11:44:22 PM
World Economics Forum Conference
World Economics Forum ne apna 54th conference Switzerland ke aik City Davos mai rakha hai ...Is conference mai poray World se  100 se zyada mulk , baray baray organisation, 1000 se zyada partner companies, civil society ke loog ,entrepreneurs aur media aur news wale shirkat karengay ...
World Economics Forum ka 54th conference ye meeting 15 Jan se start hoga aur 5 days tak hoga ..is baar WEF k meeting ka agenda " rebuilding trust " hai ...is agenda ka maqsad jo dunya mai different countries ya organisation ke darmyan jo jeopolitical issues ke waja sa economy kharab hogae ,unko thek karna ,technology advancement aur economy policies ko behtar karna hai ..
WEF ke meeting ka theme 6 point per hoga jisme economics strength,energy transformation, globalisation, women health, productive Artificial Intelligence and aisi institute ka qiyam jo Economics halat ko behtar banaye..
Is saal is meeting mai Artificial Intelligence per bhi focus kiya hai ...anay wale waqt mai hum AI k significance se inkar nahi kar sakte ..AI ko sekhna k sab se bara faida yeh hai k humai is ma degree k zaroorat nahi ..koi bhi proper study aur mehnat k sath AI ko sekh sakta hai ...aur anay wale waqt mai is skill se aik handsome job hasil kar sakta hai ...


Brother, World economic forum conference ka buniyadi maqsad inclusive or collaborative approach  k through duniya k jo complex economic masail han un ko discuss kerna koi work-able solution talash kerna ha. Laikin mujhy enki koi khas achievements nazer nhi aati. For example, global warming or developing countries mein brti hoi poverty bry bry masail han, eno discuss toh zarur kerty han mgr enky solution ki trf koi tangible progress nazer nhi aati.
you are right bro ....developing countries mai poverty zyada horahi hai ...lekin un countries mai poverty unke khud k problems ke waja se bari rahe hai ...is conference mai koi agreement nahi hoti just political tension ko remove kiya jata aur trust developing per kaam kiya jata hai ...is conference k health unit bhi apna buhut kaam karti hai ...let say aik mulk hai jis mai poverty zyada ho aur aik aisi organisation bhi is conference mai ho jo poverty ko kaam karna k liye kaam karti ho toh is conference ke waja se woh aik dosre k sath discuss karte hai aur aik hikmatamli tayar karte hai jo helpful ho ..like apne dekha hoga buhut sari technical institute dekhe hoge jo dosre country chalata hai ya NGO's operate karte hai ...toh is ke faide bhi hai aur dosra global warming ya dosri is tarah k issues jo hai os per kaam horaha hai lekin is me waqt lagega ...
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
January 15, 2024, 11:04:36 PM
Nai Matlab Kuch Bhi
Walaiqumassalm
Yaar themepen bahi ap be na dhoond dhoond ke aysi cheez pakrte ho jese na serf hum heran hote Hain balke hansi be nahe ruk pati hahahhah. Abi online ha Etna tu karna phrta ha . Abi daiko agr koi Jake face to face kesi ko es ke bare ma samjane lag jaye tu agla qeeench ke ek Doo tu Laga he layga ab ye online ho raha ha aur waise be sub Kuch digital ho geya ha per apko pata digital hone ka ye log ghalat faida utate hain Banda poche en se ke ab digital ho geya ha zama tu kia Tum log ye karte piroge hhhhhhh  Grin Grin Grin. Ma yahn ye check expect nahe kar raha ta per Khair hum logo ke Leye ye ek new bat ha westran log tu essi cheez ke sath adat ho gaye hain Grin Grin.abi Galidator sahb se pochte Hain ke es ko join kr sakte Hain ?
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
January 15, 2024, 10:12:07 PM
kis cheez par hansee aae bhai? SEI network par tho NFT aathe rehte ha aur recent hype ke waja se es ki value be increase huwe ha. 50$ wale NFT ab 600$ ma bek rahe ha. sei network ma kuch $ rakh de aur jab aise mauqe aae tho NFT mint kare. profit ho sakta ha

Rehne do bhai. Ap confirm Jannati hain (allah maf kare)  Cheesy
Bhai Sei to thek hain, lekin wo jo name use kiya hain aur jo logo use kiya hain, ye to ek vulgar thing hain agar ap notice kiya hain too. But, jisko pe*is ka matlab bhi pata nahi, unko kuch bhi najar nahi ayega. Ye project 6969 virgin pe*is free mint karega. LOL bhai. Aur apka dialog bhi aisa tha ki mujhe bhi hasi agaya. Apne puch rahe ho ki kaha par hasna hain  Grin Grin Grin

Oh bhai, Maro mujhe. Piche to dubara dekhlo pehle.
Hahaha!
Or mujy to ap ki bat par hassi aai ap ki Confirm Jannati wali bat par. Hahaha!



Or ap ny to sab kuch hinkeh dala mery liye bhi kuch chor dety. Wink

Or my apna dialogue phr bol dun or is dafa Fahad bhai ky liye. Nai Matlab Fahad Bhai Kuch Bhi.  Grin Grin

Allah Muaf kary

Nai matlab fahad bhai ap ko profile pic or cover photo dekh kar bhi andaza nai huwa ky my ny esa kiu likha hai?
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 15, 2024, 08:48:04 PM
World Economics Forum Conference
World Economics Forum ne apna 54th conference Switzerland ke aik City Davos mai rakha hai ...Is conference mai poray World se  100 se zyada mulk , baray baray organisation, 1000 se zyada partner companies, civil society ke loog ,entrepreneurs aur media aur news wale shirkat karengay ...
World Economics Forum ka 54th conference ye meeting 15 Jan se start hoga aur 5 days tak hoga ..is baar WEF k meeting ka agenda " rebuilding trust " hai ...is agenda ka maqsad jo dunya mai different countries ya organisation ke darmyan jo jeopolitical issues ke waja sa economy kharab hogae ,unko thek karna ,technology advancement aur economy policies ko behtar karna hai ..
WEF ke meeting ka theme 6 point per hoga jisme economics strength,energy transformation, globalisation, women health, productive Artificial Intelligence and aisi institute ka qiyam jo Economics halat ko behtar banaye..
Is saal is meeting mai Artificial Intelligence per bhi focus kiya hai ...anay wale waqt mai hum AI k significance se inkar nahi kar sakte ..AI ko sekhna k sab se bara faida yeh hai k humai is ma degree k zaroorat nahi ..koi bhi proper study aur mehnat k sath AI ko sekh sakta hai ...aur anay wale waqt mai is skill se aik handsome job hasil kar sakta hai ...


Brother, World economic forum conference ka buniyadi maqsad inclusive or collaborative approach  k through duniya k jo complex economic masail han un ko discuss kerna koi work-able solution talash kerna ha. Laikin mujhy enki koi khas achievements nazer nhi aati. For example, global warming or developing countries mein brti hoi poverty bry bry masail han, eno discuss toh zarur kerty han mgr enky solution ki trf koi tangible progress nazer nhi aati.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
January 15, 2024, 03:06:35 PM

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
Babar Azam ke cricket skill ashi hain par ab ko apnie skill ko off keye howaien hain lagatar 2 serie hargien hain New Zealand Sy series to 5 ke hai par agar wo aik aur match harty hain to wo serie ko maintain nhi kar paien gy.T20 me matches me Babar Azam ka total  score board asha ha unki consistent performance ne unhe T20 cricket mein ek top batsman banaya hai. Agar aise hi khelte rahenge toh jese apny kaha k wo number 1 spot ka irada pura ho sakta hai. New Zealand series se ummid hai ki Babar aur Pakistan team aur bhi acchi performance dikhayenge.
sr. member
Activity: 235
Merit: 136
Part of AOBT Gang - English Translator to Urdu
January 15, 2024, 02:14:23 PM

السلام علیکم بھائیوں، امید ہے سب ٹھیک ہو گئے

کرینسی ڈویلپمنٹ اتھارٹی (CDA) اور فیڈرل انویسٹی گیشن ایجنسی (FIA) میں ایک 69 ارب روپے کے بڑے فساد کا معاملہ ہے جو CDA کے زمین ڈیپارٹمنٹ سے متعلق ہے۔ فیڈرل اتھارٹی نے CDA کے لینڈ ڈیپارٹمنٹ کی 1500 فائلوں کو قبضہ کیا ہے، اور انہیں واپس کرنے کے CDA کے درخواستوں کو نظرانداز کیا ہے۔ CDA کے چیئرمین، انور الحق، نے FIA کو تحقیقات میں تیزی لانے کی درخواست کی ہے لیکن اس کا جواب مسترد ہوا ہے، اور FIA نے یہ کہا ہے کہ ان کی تحقیق عام روٹین کے مطابق جاری رہے گی۔ یہ فساد کی تحقیق، تین مہینے سے جاری ہے اور اس نے CDA میں مقامی اور دیگر اہم حکومتی افسران کو ان کے عہدوں سے ہٹا دیا ہے۔



sr. member
Activity: 854
Merit: 364
Enjoy 500% bonus + 70 FS
January 15, 2024, 01:07:50 PM
BitcoinBTC Technical Analysis Possibly Pullback to 38k: (Source)
Jab saa U.S maa ETFs debuted Howa haa Thursday koo to usi wqt saa la kaa Bitcoin ke price maa 5% decline ayaa haa Jo approximately $42,600 tak banta haa or iss point ko elobrate kar ka Analyst ka kehna haa ka Bitcoin ke price mazeed fall kar saktee haa Technical analysis ka perspective saa.



Bitcoin ke price pullback kar sakta haa $38,000 ka level tak q Agar ham chart par b Nazar Dala too price movement or RSI indicator movement AK dosra ka opposite ja raha haa , So we conclude that kaa Bearish Divergence ho sakta haa TA ke perspective saa. Or bearish Divergence tak pash hota haa jab price new extreme tak reach karta haa or momentum indicator ise ka reciprocally Matlab Relative Strength Index (RSI) upside move NAHI kar rahaa too Bearish Divergence kahlta haa.

Bitcoin naa two years test keya last week maa Jo approximately $49,000 banta haa, jisa 14-days kaa RSI  confirm karna maa failed Howa to lihaza RSI ka indication saa maloom hota haa ka Bitcoin price maa fall a sakta haa today Bearish Divergence ke waja saa.

Mazeed yaa ka MACD koo be dakha jyaa to USS na b negative crossover keya ha or trend strength be Zero ka below a Chuka haa to iss sa be hama Bearish Divergence kaa signal milta haa. So Mera Technical analysis kaa mutabik Bitcoin ke price pullback kar sakta haa.
DYOR!
member
Activity: 278
Merit: 21
January 15, 2024, 01:01:33 PM
ICE APP Listing Update

PI ki tarah ek app jis ne OKX k sath partnership kee thee aur star hee se hype bnaya tha. bila akhir unho ne distribution news de hee dee. 19 ko listing ha aur ache bath ye ha k deposit open ha. Es se b ache baat ye ha k distribution 17 ko ha. ma ne tho etna khas nahe kia abe week huwa join kie huwe m kere cousin k 20k se ziada tokens ha. Dekte ha kia rate dethe ha kia profit hotha ha.

Quote
Please update your address with the $ICE one from the OKX Exchange and avoid paying any Gas fees. ( If you can't find $ICE, please use the $BNB from the OKX Exchange )

👉 BSC Contract Address: 0xc335df7c25b72eec661d5aa32a7c2b7b2a1d1874

Details


I am also collecting ICE, PI ki hi tarhan inhon nai starting ki hai kai referrals aur mobile app, but PI to mujhey ab bi sahi nahi lagta. jin jin kai pass PI token hain wo usay sell nahi ker pa rahay, koi na koi issue nikal hi hota hai, kabi verification ka aur kabi koi aur. us ki price 30+ usd show kerwata hai but wo sirf aik exchange hai baki jahan mostly uski trading ho rahi hai i think wahan pai us ka rate 1$ sai kaam hai, isi waja sai mujhe abi bi doubts hain us project kai baray mei. Wo total manipulate ker rahay hain price ko.
but lets see kai ye ICE kis tarhan proceed kerta hai.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 15, 2024, 10:52:01 AM

Recently $127 ke overhead supply ne Solana price ku tezi se drop kea jes ke result mei market cap mei 25% ki kami hui. Yeh bearish influenced price trend daily chart mei falling channel pattern bana rha hai. Correction phase dobara 38.20% Fibonacci level ku test karte hue aur trading volume mei kami ke saath bechare selling pressure ki kami kub correct karta hai. SOL price mei ek potential bounce back $100 ke level ko paar karke $120 aur $150 ke crucial resistances se mukabla kar sakta hai. Niche ke levels par hone wale buying se ek bullish comeback ka imkan hai jise daily RSI slope aur 50-day EMA ke saath milte julte hain jo 38.20% Fib level ko cement karte hain.



Brother, Solana k weekly chart pe toh es waqt RSI 49.35 ha or MACD bi trading volume bht kum show ker reha ha or abi bullish cross-over ka imkan nhi ha or Solana side-ways movement hee ker sakta ha aany waly dini mein ski price $100 se neechy hee rehny ka imkan ha. Agr Bitcoin mein koi parablic candle bunti ha or price $50K ko surpass kerta ha tub umeed ker sakty han k Solana $127 ko cross kere ga. DYOR


https://cointelegraph.com/news/price-analysis-1-12-btc-eth-bnb-sol-xrp-ada-avax-doge-dot-matic
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
January 15, 2024, 08:59:11 AM
Pakistan ko b kuch cheezain improve karnay ke zaroorat hai. Shaheen ko chachu Iftikhar ko use karna chaieya tha. Azam spin ko sahi khelta hai apparently to usay Iftikhar say upper aana chaieya tha, but ab kia ho sakta hai, hopefully, next match main kuch acha kar lain, ye na ho k whitewash ho jain wahan per. Plus, hamain mazeed experiment ni karna chaieya apni team k sath aur unheen ko chance dena chieya jin ko hum nay next world cup khilana hai.
Azam khan is not an international material. Na us say keeping sahi hotee hai aur na e khail sak raha hai pressure main.
Pakistan cricket me bhot peshy ata ja raha hai Meray khayal Sy pori team he badalny ke zarorat hai jese k apny kaha  Shaheen Afridi aur Iftikhar Ahmed ko istemal karne ke sala karna ek behtareen approach ho sakta hai. Babar Azam ki captaincy mein aur batting performance mein improvement hona chahiye g hn Babar Azam Khan ke case mein pressure handling aur performance ki zarurat hai. Umeed hai ke team next match mein behtar karay aur future main world cup ke liye sahi players ko tay kare.

[ hero ha. Us ka batting kuch ajeeb sa ha. Sixes ua k bahut powerful hothe ha. Babar azam bechara khelta acha ha leken jab scores ziada need ho thab usko aakhir thak Maxwell ke tarah use nahe aatha aut ghalat short khel kar wicket kho detha ha. Team kaafi ache ha bas serf performance need ha.
G fakhar asha batsman hain inho NY Hal he match me Kafi ashi prefromance ke thi aur match ko win kar Leye tha par Pakistan PATA nhi asa kuin karty hainhero ko peshy aur zero ko agie rakhty hain .

Babar Azam Pakistan k wo wahid khalari ban chukein hain jis ne T20 mai 3500 runs banaye hain, in se phela Pakistan ka bare se bara batsmen ye runs complete na kr paya na Sarfraz na Shahid Afridi aur na hi Javed Mhiaddad.

Babar Azam iss waqt thesra number per hain jis k T20 mai sab se zada runs hain aur number 1 per Virat Kohli hai jis ne 4000 runs banaye hain aur Babar Azam ko ab bas 400 aur kuch hi runs aur chaiyein  number 1 hone k liye, Virat Kohli ka debut 2008 ya 6 mai hua tha phr Babar Azam ka debut 7 saal bad 2015 mai Zimbabwe k ander hua jis m us na century mukamal ki.

Abhi Pakistan ki New Zealand se series ho rhien jis mai Babar Azam bohat acha khel raha hai aur agar yeh aisa hi khela toh boht jald number 1 pr a jaye ga, Pakistan k is saal kam az kam 29 International T20Is hain bas ab iss sab mai Babar Azam kamal krde.
newbie
Activity: 15
Merit: 0
January 15, 2024, 08:04:27 AM
World Economics Forum Conference
World Economics Forum ne apna 54th conference Switzerland ke aik City Davos mai rakha hai ...Is conference mai poray World se  100 se zyada mulk , baray baray organisation, 1000 se zyada partner companies, civil society ke loog ,entrepreneurs aur media aur news wale shirkat karengay ...
World Economics Forum ka 54th conference ye meeting 15 Jan se start hoga aur 5 days tak hoga ..is baar WEF k meeting ka agenda " rebuilding trust " hai ...is agenda ka maqsad jo dunya mai different countries ya organisation ke darmyan jo jeopolitical issues ke waja sa economy kharab hogae ,unko thek karna ,technology advancement aur economy policies ko behtar karna hai ..
WEF ke meeting ka theme 6 point per hoga jisme economics strength,energy transformation, globalisation, women health, productive Artificial Intelligence and aisi institute ka qiyam jo Economics halat ko behtar banaye..
Is saal is meeting mai Artificial Intelligence per bhi focus kiya hai ...anay wale waqt mai hum AI k significance se inkar nahi kar sakte ..AI ko sekhna k sab se bara faida yeh hai k humai is ma degree k zaroorat nahi ..koi bhi proper study aur mehnat k sath AI ko sekh sakta hai ...aur anay wale waqt mai is skill se aik handsome job hasil kar sakta hai ...
link
hero member
Activity: 812
Merit: 619
January 15, 2024, 07:20:57 AM
ICE APP Listing Update

PI ki tarah ek app jis ne OKX k sath partnership kee thee aur star hee se hype bnaya tha. bila akhir unho ne distribution news de hee dee. 19 ko listing ha aur ache bath ye ha k deposit open ha. Es se b ache baat ye ha k distribution 17 ko ha. ma ne tho etna khas nahe kia abe week huwa join kie huwe m kere cousin k 20k se ziada tokens ha. Dekte ha kia rate dethe ha kia profit hotha ha.

Quote
Please update your address with the $ICE one from the OKX Exchange and avoid paying any Gas fees. ( If you can't find $ICE, please use the $BNB from the OKX Exchange )

👉 BSC Contract Address: 0xc335df7c25b72eec661d5aa32a7c2b7b2a1d1874

Details
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
January 15, 2024, 06:00:24 AM
MARKET UPDATES

Brother, Bitcoin ki price aaj bi $42K-43K k dermayan hee trade ho rehi ha lugta ha k market sideways hee rehe gi jub tak koi trigger point nhi milat. DYOR

Baki Market ki updates yeh han K MANTA token ki Kucoin pe 18 January se trading shoro ho jai gi or jo bhai esky airdrop k lite eligible han unky liay achi news ha. Kucoin ki Pre-liasting market mein eski price $3 dollar k kareeb ha or chun k bht sary logo ko airdrop milay ga toh selling pressure ki waja se price drop ho kr $2-2.5 k dermaya aa sakti ha. DYOR

https://x.com/Airdrop_Adv/status/1746847200913887630?s=20
sr. member
Activity: 630
Merit: 404
January 15, 2024, 05:52:15 AM
Solana Price Prediction Hints Last Pullback Before $SOL Reclaims $150


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal chaal sb brothers Ka

Solana ju ke abhi 5 th sb sei bda cryptocurrency hai teizi sei gertay huee channel mei new correction phase mei hai jhan 50 day EMA ku test keaya ja rha hai. Strong trendline aur Fibonacci levels ke sth SOL price trend ka bullish reversal hune ka emkan brh gea hai. Flag pattern temporary correction ku hint dti hai jb kei daily EMAs mei positive alignment ongoing bullish sentiment ku correct karti hai. 24 ghanten ke trading volume mei 2% ki kamii ke bawajood market mei bullish breakout ke liye tayyar lag rha hai.


Recently $127 ke overhead supply ne Solana price ku tezi se drop kea jes ke result mei market cap mei 25% ki kami hui. Yeh bearish influenced price trend daily chart mei falling channel pattern bana rha hai. Correction phase dobara 38.20% Fibonacci level ku test karte hue aur trading volume mei kami ke saath bechare selling pressure ki kami kub correct karta hai. SOL price mei ek potential bounce back $100 ke level ko paar karke $120 aur $150 ke crucial resistances se mukabla kar sakta hai. Niche ke levels par hone wale buying se ek bullish comeback ka imkan hai jise daily RSI slope aur 50-day EMA ke saath milte julte hain jo 38.20% Fib level ko cement karte hain.

Ap SB Ku kea lagta hei es Ki price ketne uper jaeay ge aur es info KO ap ed link sei read kr skhatay hai
Jump to: