I think you have missed the most awesome learning websites,
1. Youtube,
2. Chatgpt.
These are the most helpful websites to learn anything and most of all the data available here is free so if you want to learn anything, these are the best sources.
G apna shai kha hai k Ghat GPT aur Youtube ka special purpose education ni tha lakin agar hum iss cheeze ko dekhain toh ye information provide krne k istmiyal k liye bana aur information k under sub kuch ata hai jis mai entertainment, education aur khafi cheezoin k masla ka haal bataya jatha hai, mana k in ka maqsad education lakin information k under education bhi shamil hai, aur apna AI ka bhi zir kia hai toh ye jo har tarah k AI ayein hain wo abhi 2, 3 salo mai aein hain khair aur Chat GPT ki taraf ayein toh ye bhi aik tarah education and information k liye bana hai because is mai hum har tarah ki information pkr skthain hain aur jaisa mai nay apni phesli post mai kha tha k isse hum application, stories, paragraphs jaisi cheezien bhi ana skhthain hain toh aik tarah se yeh bhi education tool hai aur ab aik aur cheeze bata detha hun Youtube k bare mai k beshak us ka maqsad education ni tha lakin jab us mai education milti hai toh phir wo education tool hi khilaye ga.
Hain toh vesse bohat sare education tool laking agar p us post pe nazr marien toh us mai sirf top 10 ki baat ki gyi hai aur wo bohat se wwebsites ka mujhey toh ni malom lakin shaid se wo in dono se bhi zada education k liye achien hon gien.