AASSLAM O ALIKKUM m naya hon es forum islam k bary m bht detail m jana parta h phr rehnomayi milti hia aj kal sab ullma apny apny fatwy diy ja rehy har mozo pr behs hoti h agr kisi chez k bry m malomat leni ho to us mozo py sb ullma ka alg he treeka h r sb alg he btaty hin likin hamy quran pak ka trjma prna chahye jis m hr chez ke malomat mjod h
Wo tarjuma be tho kese molve ne kea hoga ya wo tarjuma aasman se utra hoga.Mere khial se ye doctors be koi ek mashwara detha tho koi dosra, koi ek dawae dethe ha ur koi dosra, mere khyal se hame operation khud start karna chaye es leye k all tareeqa kar maujud ha. Medical ketabe maujhud ha , bas unko read kare aur elaj start. Ye tho Qadiaano aur Yadoodio ke chal ha k kes tarah ye log Ullama se door ho jae per unko apne marzee ka deen de kar unko islam se he door kar de.
chalo wee ek ayat detha ho uska tarjuma be ha bas ap eske tashreeh kar de
فَالآنَ بَاشِرُوهُنَّ وَابْتَغُوا مَا كَتَبَ اللَّهُ لَكُمْ وَكُلُوا وَاشْرَبُوا حَتَّى يَتَبَيَّنَ لَكُمُ الْخَيْطُ الأَبْيَضُ مِنَ الْخَيْطِ الأَسْوَدِ مِنَ الْفَجْرِ ثُمَّ أَتِمُّوا الصِّيَامَ إِلَى اللَّيْلِ [البقرة:187]
Book: Quran ul Majeed, Surah Baqra , Ayat 187
Eska tarjuma tho asan ha ab mafhoom kaha se lenge?