army ki majaal nahin ke kis kaam main mudakelat kary.jabke hamary haan aisa koi edhara ,aisi koi jaga nahin jahan army ki mudakelat na ho.
Yar ik baat haqeeqat haa ky Pakistan jab sy azaad Howa tabb hum India sy larai ky baary Mai itna focus howy kynapny army ko free hand dy diyaa Balky kafi ikhtyarat Diya without any hesitation, so agr hum start sy inko Kass ky rakhty aur apni limit ky andhar rakhty toh AJ hammy aisy halaat daikhny na party, q ky hum unn sy muhabat Mai itna aagy Barr Gai ky Jo woh manghty unhy farahm karty aur budget Mai jitna unhy chahiya Kushi Kushi dy daity jiska unho NY ghalat faida utaa diyaa, so agr hum India Ki tarah ussy rakhty toh AJ hamary country Mai 6 martial law Nahi aaty Jo country ko 100 year peechy kardaity haa iss development ky door Mai. Jab hammy samj ayee unki tabb yeh ache tarah apny pair gaar chuky haa so ab sirf pachtawa haa hamary paas q ky Abhi hum Inka kuch Nahi karsakty haa agr koi ALLAH ka Banda grow hooky COAS Bann jai tab kuch hosakta haa but musbat yeh haa ky Jo inky sath daity haa ussy promote karty haa😢
Brother kisi Allah waly bandy ya imandaar bandy ki to waisy hi is mulk main jaga nahin hai.pir army main to belkul bhi gunjahish nahin hai.balkey hamari command amrica ke paas hai,wo kaisy bardasht kar sakte hain khe koi imandaar banda army chief bany.isleye wo hamesha aisy bandy ko promote karte hain jis ke dil main apny awaam ka zaraa barabar ihsas na ho,jo zulam pasand ho.sirf un ke ishary per sub kuch kary.isleye 75 saloon se koi bhi imaandaar banda abhi tak nahin aaya.
kiya aapko lagata hai ke aik islami mulk jiski taqreeban abaadi musalman hai,wahan aaj tak aik bhi naik aur Allah wala banda COAS ki seat tak nahin poncha.baharhal aapki baat shi hai ke hum ne itna pyaar diya ke unhoon ne os ka galat istemal kar diya.wo sarhadon ki bajayee hakumat per nazren rakhna shuru kar gay,is waja se to aik darjan log bhi sarhad paar karke hamla kar dete hain ,kiyonke jo asal duty hai wo kar nahin rahy.
dukh is baat ka hai ke agar ye hakumat bhi karte to chlo kar lety magar mulk ka jo haal kiya wo bahot zulam hai.her taraf gurbat,zulam,batta khori,agwa,daketi,qatl ogarat ,curroption ,na ilaj ke sahoolat,na tahleem.na bijli,na pani,yahni her taraf se mulk tabahi ke dahany per poncha diya hai.beshak hakumat karty magar mulk taraqi karta,log khushal hotey tab bhi sahi ta.magar ab bus hum to dua hi kar sakte hain khe Allah pak hi pakistani awaam ki madad kary .Ameen