Author

Topic: Pakistan - page 314. (Read 6471968 times)

sr. member
Activity: 854
Merit: 364
Enjoy 500% bonus + 70 FS
November 25, 2023, 06:24:59 AM
Image

Kyber Network Confirms Security Incident in Which $47 Million Was Stolen: (Source)
Khyber Network naa 22 November ko kaha ka Khyberswap Elastic ko AK waqia ka samna paraa, jis ma unho na kaha ka 45$ million sa zyada ka crypto assets chori kar leya gya haa Khyber Network naa kaha ha ka iss incident ke investigation jare haa or APNA user ko funds withdraw Karna ko kaha gya haa.
Waqia sa affected decentralized exchange (DEX) na tasdeeq ke haa ka 22 November ko Khyberawap Elastic ka name sa mashoor company ki exchange ko security incident ka samna Karna para jis ke announce unho na Twitter par ke.

Abi mojoda time tak Khyber Network naa stolen amount ke details share NAHI kee, jab k AK social media user Spreek NAMI buddy naa tweet ma kaha ka Jab Khyberswap Elastic par hacker ka attack Howa to iss ma $20 million ka crypto assets chori keya gya lakin bad ma iss user na verified kee ka nahi balka is amount ka double Matlab $47 million stolen kar gya. Jo ka AK bohat bari amount kaa.

Users naa mazeed kaha ka Khyberswap Elastic ko hacker naa Update ka doran hack keya jab Khyber Network na update shoro ke, or os ka bad inform keya ka kis be fishing link ya online message ka Ans NAHI Karna, but oss waqt Kafi late ho chuke dee hacker naa APNA funds Nikal deya daa.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 25, 2023, 05:34:49 AM

 Pani ka istamal zayda krn.

Smog to mushkil he hy ky jaya. Ab hum na ya koshish krni hy ky hmari sehat na jya iski wajah sa.

Brother, apne bilkul sahi mashwara dia ha pani zyadeh istemal keren , wasy doctors ki advice k mutabik bi kum se kum din mein 2 liters pani peena achi habit ha es se body se toxic material flush out hota mge filtered water peena chaye ku k industrial waste se hamara under ground water bi bht polluted ho chuka ha.

Wasy pollution ek global problem ha or eska hal bi world leaders combined efforts se hee nikal sakty ha. Pakistani mein jo floods bht zayadah aa rehe han uski waja shayed Pakistanis ka kum kasoor ha ku k Pakistan toh China or India k mukably mein bht kum fossil material burn kerta ha.

Water and air, the two essential fluids on which all life depends, have become global garbage cans.” — Jacques Yves Cousteau, naval officer & marine conservationist

https://naturaler.co.uk/quotes-on-plastic-pollution/
sr. member
Activity: 630
Merit: 404
November 25, 2023, 04:54:22 AM
New Signature Campaign

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea chaal chaal sb brother Ka

Abi to weise mei kaafe late Hu gea Hu chalay pher be Mei me sucha ke share kr he du shaed koch brothers Ku khabar na Hu service section pr ek new signature campaign launch ki gai hai weise Tu wu signature campaign already started thi leken dubara se same usse signature campaign Ku run kea gea previous Ka Abe Koch b confirm nai hai ke wu aeise he long term tk chlte rhe ge ya phr usku end keaya jaeay GA ye Tu nai confirm ber haal Mei jes campaign ke baat kr RHA Hu wu Hai Rollbit Signature Campaign aur es campaign ke manager hai buuht trustworthy aur kaafe respectable manager hai Hhampuz humein pata hai ke enu ke buuht se signature campaign already chel rhe hai kaafi lambay ersay sy aur umeed hai ke ye ju new signature campaign launch hui hai ye b kaafe long term kei leiye chalae ju koe b join krna Chahta hai Tu Esku join kr sakhta hai weise to 9 page full Hu chukay hai or slots.  Kaafi zeadha hai Tu naam aneay ke chances hai

Campaign Link: https://bitcointalksearch.org/topic/cfnp-rollbitcom-duel-arena-signature-campaign-full-members-earn-up-to-80-5475372

Eligible Rank: Full member, Senior Member, Hero Member, Legenday Member.

Payment: Full Member $40/week
Senior member $65/week
Hero/Legendary $80/week

full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 25, 2023, 04:26:14 AM
Shaid app bhool rahay ho k DON ko parkna mumkin hi ni, namumkin hy.  Smiley  Yeh Islamabad jo profile mein lekha hy yeh tu aik illusion ho sakta hy aur kia pata app ka bhai Russia mein betha ho  Cool

Bachpan ma ye film aya tha tho nuje DON ka pata nahe tha k ye kes cheez ko kehte hai q k us film ma DON hero ka roll ada kar raha tha.. Mai ne ek cousin se poocha k ye kes cheez ko kehte hao tho us ne jawab dia k Dog of Nation

Quote

Mosaam ka pata kerna zarori hy kion k Lahore aur Delhi ka health Index sab c bura chal raha hy aur SMOG app ki zindagi mein 7 saal ka ifaza bhi kr sakthi hy.
Ajj c sab bhaioon c request hy k woh rooz subah uth k sab c phelay aik post Mosam p kerain, takay Pakistan Meteorological Department, ki hosala afzai ho sakay.  
https://www.pmd.gov.pk/en/ Roll Eyes

Smog se koi pareshan na ho q k Pakistanio k leye ab Artificial Rain ka socha jaa raha ha jes par only 350 million kharcha aaega jes se lahore aur aas pas k elaqo ma ye baresh ka experiment kea jaega..Mai ne socha ap kehe ge k subha subha telawat kare aur dua mange magar aage kuch ur he lekha tha.. Ab hame health and fitness ka kaam start karna chaiue.


https://www.geo.tv/latest/520320-smog-threat-artificial-rain-in-lahore-estimated-to-cost-rs350m
full member
Activity: 784
Merit: 204
November 25, 2023, 03:57:34 AM
Lahore mein SMOG bi India k punjab se hee import hoti ha. Hawain toh apna rukh khud tay kerti han insan unko  nhi rok saktay, chahe jitny merzi borders bna lein.

Pakistani punjab ma jo "Enthon ka bathya (Brick Factories)" hn wo tmam ka tmam Zig Zag Technology py shift kr dea gya hn. Zig Zag technology jo dhuvan (smokde) in factories sa nikl rha hota hy us ma sa carbon ko necha he rook leta hy aur hawa ma nhi jana deta. Phr bhe Lahore aur uska surroundings ma Smog hy? Uski main wajha Indian punjab ma jo Enthon ka bathya (Brick Factories) hn un ma ya technology nhi implement ke gai abhe tk.
Dosra Indian punjab ma faslon ko katna ka baad kheton ko aag laga de jati hy jis ke wajah sa bhi Pakistani areas ma Smog ho jati hy.
Smog ky risk ko hum kam zaroor kr saqta hn, ya wali measures ly ke
1) Mask ka astamal krn.
2) Ghair zarori bahr na niklan
3) Pani ka istamal zayda krn.

Smog to mushkil he hy ky jaya. Ab hum na ya koshish krni hy ky hmari sehat na jya iski wajah sa.
member
Activity: 71
Merit: 32
November 25, 2023, 03:49:48 AM
Another Free Airdrop for Zksync Users

السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ

Kea haal chaal brothers

Jessa ke aap SB Ku maaluum hai ke Zksync project Ka Airdrop chl Raha hai SB lug es Ku grab kr rahay hai different task Ku perform kr rhay hai taake ke zeadha se zeadha tokens kei leieye eligible Hu sakhay aur us kei leiye swapping kr rhay h bridge use kr rhay hai oat claim kr rhay hai nfts mint kr rahay hai or b kaafi task kr rahay hai or Jessy Jessy es project Ka time qareeb a rha hai airdrop Ka then kaafe cutay mutay Airdrop dermiyan mei a rahay hai ju Zksync project ky oper hai aur kaafe ache baate be ju fees hum task Ku puura krne pr lagtay hai wo humein yaha sy almost Nikal jaate hai or ye airdrop serf or serf Zksync Users kei kei leye hai jaedli jaedli sy claim Kar Len ju eligible hai quu ke Abe price Achi hai token ke or es Mei Apne research zaroor Karen then wallet KO connect Karna claim Karna or sell Karna.


Mene kal ye check kiy ta airdop yar mene sary task ki te uske bawajood be elegible nahi ho zkswap mene zealy be kiya ta aur glaxy be kiye ty bahut sary aur baqi be bhut sary task complete kiye te pata nahi kiya masla hai may ek cheez may be elegible nahi ho mene bhut sary group check kiye waha be bhut saro ko yahi masla ta ky unlogo ne be bahut sary task complete ki ty uske bawajood be wo elegible nahi ty zksynce ka ek aur be aya he waha pe muje 38000 token mele hai aj ky hesab se 12$ ban rahe hai magar wo 9 din bad unlock honge pata nahi us time shyed price 0 hogai ho asal airdop ye nahi he jab tak khud zksynce waghera nahi dete uske bad shyed ache airdop mele chalo kher koi masla nahi hai.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 25, 2023, 02:59:44 AM

Mosaam ka pata kerna zarori hy kion k Lahore aur Delhi ka health Index sab c bura chal raha hy aur SMOG app ki zindagi mein 7 saal ka ifaza bhi kr sakthi hy.
Ajj c sab bhaioon c request hy k woh rooz subah uth k sab c phelay aik post Mosam p kerain, takay Pakistan Meteorological Department, ki hosala afzai ho sakay.  


Umer  bhai, ajkal crypto k ilawa apne Moasm ki khabrein bi dena shoro ker dee han, Wasy jaisa mood ho wasa manzer hota ha mausum toh apny ander hota ha. Cool

Delhi or Lahore k culture mrin historical mumaslaut ha ku k dono hee Punjab mein han, han Delhi ko parition k baad India ka capital bna dia gya tha mgr abi bi bht kuch common ha.

Lahore mein SMOG bi India k punjab se hee import hoti ha. Hawain toh apna rukh khud tay kerti han insan unko  nhi rok saktay, chahe jitny merzi borders bna lein.
sr. member
Activity: 1456
Merit: 326
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 25, 2023, 02:20:00 AM
Nai zaruri nai dump aye mujy ESA lagta hy. Wo iss liye KY ye month asal my correction WALA hy. Or Har month APNA rang zrur dikhaya hy Jesy Uptober ny dikhaya Tha. Baqi Dekha Jaye to Bitcoin kafi strong lag raha hy jesa KY pichy kuch news BHI AI exchanges ko LY kar Jesy Binance CEO or wo Kraken exchange ka or EK or exchange Tha Shayad us ka BHI muamla Tha. Yani kafi Koshish Ki Gai manipulating Ki par Bitcoin ny apny ap ko bohat mazboot rakha huwa hy. Thora nichy Aya lekn APNA level PHR barqrar Rakh Liya hy. So lagta kuch Yun hi hy KY nichy nai aye Ga lekn Har dafa ESA hi hota Hy log sochty hen KY ab ye nichy nai aye Ga lekn wo nichy hi Aya hy or jab log sochty hen KY ab ye Abhi upar nai Jaye Ga to Bitcoin PHR esi jump leta hy KY bohat so ko liquidate kar deta hy. Asal m analysis sary hi mojud hen market my kuch kehty hen up Jaye Ga or kuch kehty down Jaye gaa.

Or Agar up Chala Gaya to up waly kahen gy Kaha Tha naa up hi Jaye Ga. Wo APNA credit Len gy. Or Agar down agya to down waly kahen gy Han g Kaha Tha naa down aye Ga. Bss inhi chakron my rehti Hy market. Is liye khamosh sy buy Karo. Or chor do. Bhool Jao koi asset buy Kiya. Jab value up Jaye to sell kar KY profit book kar Li Jaye.

Asal maqsad in logo ka yahi hi he ke Bitcoin ko neeche leke aye aur kushish be ki gai magar aiysa ni hoa ye bahut hi achi bat hoi agar yaha se Bitcoin dump pakar leta to shyed dobara 30000$ tak asakta taa ab Bitcoin apne jaga barkarar he to andaza laga ja sakta he ke yaha se Bitcoin 40000$ par asani se jaa sakta he jo waqt ky hesab se deka jaye to mazboot he aur sary token ab up ja rahe he agar Bitcoin 40000$ cross kar jata he to bhut sary token apni apni jaga pe pounch jayenge q ky log dobara trading pe ajayenge yaha pe mere khyal se short trading karni chahie magar long term ke liye filhal sahi nahi.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 25, 2023, 01:34:55 AM
Mery khayal main jo recently Binance ke waja se market giri hai is se zyada market ke girny ke chances bahot kam nazar aarahy hain.jab itni bari news ke bawajood market 32k tak nahin aai to es month ke end per 32k tak correction kaisy ho gi.aur agar istara hona hai to pir is ke leye is se bhi bari aur buri news aaye gi.aur ye thori C correction nahin balky acha khasa dump ho ga.

aur ye os soorat main mumkin hai ke ab agar Binance ke crash ki news aajaye  Cheesy to baat 32k tak aa sakti hai,waisy mujy nahin lagta ke aisa ho.kiyonky 27k per bhi correction ki baten ho rahi thi ke 22k tak aye ga.ab 32k ka figure pakra hai logon ne.aur jo log buying karna chahte hain wo ye mauqa bhi zaya kar sakty hain.
Nai zaruri nai dump aye mujy ESA lagta hy. Wo iss liye KY ye month asal my correction WALA hy. Or Har month APNA rang zrur dikhaya hy Jesy Uptober ny dikhaya Tha. Baqi Dekha Jaye to Bitcoin kafi strong lag raha hy jesa KY pichy kuch news BHI AI exchanges ko LY kar Jesy Binance CEO or wo Kraken exchange ka or EK or exchange Tha Shayad us ka BHI muamla Tha. Yani kafi Koshish Ki Gai manipulating Ki par Bitcoin ny apny ap ko bohat mazboot rakha huwa hy. Thora nichy Aya lekn APNA level PHR barqrar Rakh Liya hy. So lagta kuch Yun hi hy KY nichy nai aye Ga lekn Har dafa ESA hi hota Hy log sochty hen KY ab ye nichy nai aye Ga lekn wo nichy hi Aya hy or jab log sochty hen KY ab ye Abhi upar nai Jaye Ga to Bitcoin PHR esi jump leta hy KY bohat so ko liquidate kar deta hy. Asal m analysis sary hi mojud hen market my kuch kehty hen up Jaye Ga or kuch kehty down Jaye gaa.

Or Agar up Chala Gaya to up waly kahen gy Kaha Tha naa up hi Jaye Ga. Wo APNA credit Len gy. Or Agar down agya to down waly kahen gy Han g Kaha Tha naa down aye Ga. Bss inhi chakron my rehti Hy market. Is liye khamosh sy buy Karo. Or chor do. Bhool Jao koi asset buy Kiya. Jab value up Jaye to sell kar KY profit book kar Li Jaye.
member
Activity: 71
Merit: 32
November 25, 2023, 12:52:57 AM
Aj Karachi ka mosam both acha or khush gwar hai. Aj karachi mai 24 degree temperature hai jo ke both acha temperature karachi ke lyaz se. Karachi mai zada thand ni par thi, Karachi sardiyoin mai bhi garmi hoti hai phr iss dafa Karachi mai mosam bara khush gwar.

Karachi ke log iss weather ko both enjoy kr rahe. Or sirf Karachi mai hi ni Lahore ka mosam bhi both acha aur mazedar hai, Lahore mai karachi se bhi zada thand hai, abhi iss Lahore ai 22 degree temperature hai jub k Karachi 24 degree. Pakistan ke or bhi mojoda sheroh ka mosam both acha hai

Jab tak barish nahi hoti ye khushk sardi bemari ka bais ban sakti hai q s sardi ma doha bhut hota hai kansi waghera lag jati hai asal mousam wo hota hai jab barish ho jati hai jab se may lahore se aya ho 10 din to meri chaati kharab ti abi shukar hai teek hogai lahore may zeyada tar khushk sardi hoti hai aur hawa be sahi nahi insan bemar jaldi hota hai ha Karachi may to har sal sardi may be garmi hoti hai shyed is dafa tora mousam change hoa ye achi bat hai Lahore may be kafi sardi hoti hai balke har jaga hoti hai sardi ab sardi ka mousam ho to sardi to hogi na ab barish hona bhut zarori hai barish hone ky bd hawa sehat ky liye sahi hoti hai barish se pehle hone wali hawa jesam ky liye sahi nahi hai ihtiyat karna zarori hai.
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 25, 2023, 12:49:07 AM

iska kya reponse ana hai US ny already BRICS ko response diya howa hai check this one agr yaha sy pta na chly to google pr search kr lena apko easily mil jai ga. Or jasa ky Hamza2424 ny kaha ky yeh Hathi ke daant, khane ke aur, dikhane ke aur same wohi kuch ho rha hai idr. Politics my sirf chalak bnda hi kamyab hai.

Khair BRICS wesy bi US ka kuch okhad nhi pai gi, lekin try achi hai kisi hd tk to faida ho ga hi BRICS ko as russia ny INR my trade ki lekin unfortunately after trading in INR they were unable to convert them into there own currency. Is ky ilawa or bi kai mulko ny apni local fiat my trade ki jis sy Dollar ki demand my kmi ai or zahri si baat hai iska US ko nuqsan hai lekin kisi hd tk.

Brother, The emergence of BRICS on global financial landscape is a positive development for developing countries like Pakistan, as they will have option beyond US Dollar for International trade, but it is not threat for US dollar in the immediate future.

Bhai, global trade mein 80% US dollar use hota ha or baki 20% mein  Euro or dosri currencies istemal hoti han. Hum log BRICS ko bht zayadeh overestimate ker rehe han. Pakistan k liye zaruri ha k apni exports ko increase kere 100 Billion dollars tak jo k abi sirf 25-27 Billion dollars tak han. IT sector mein bi bht potential ha. Hamein apni economy ko export oriented bnana ha. Pakistan ki elite classka most favrotire business Real Estate hee hota ha.Sirf properties k karobar se mulk tarakki nhi kerty es liye agricultural or Industrial outputs ko brana hota ha.

Hamain BRICS se koi khas farak nhi pry ga. Put your house in order, it will make the difference.

https://www.aljazeera.com/features/2023/8/24/can-brics-dethrone-the-us-dollar-itll-be-an-uphill-climb-experts-say

sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
November 25, 2023, 12:07:22 AM
Pakistan Telecom Trends October Shifts PTA Reports


السلام علیکم و رحمتہ اللہ و برکاتہ
Pakistan ke telecom sector ma PTA ki monitoring ke mutabiq, teledensity, NGMS penetration aur 3G/4G users mein September ke mukabley October mein thora sa kami nazar aayi. Jabke cellular subscribers overall thori izafi hui kuch khas companies ne apne 3G aur 4G users mein tabdeeliyan dekhi. Jazz ne 3G users mein taqseem dekha jabke Zong aur Ufone ne dono mein tabdeeliyan dekhi. Telenor ne dono user types mein kami dekhi, jisse telecom sector mein thori si tabdeeliyan aayi.
https://www.phoneworld.com.pk/an-overview-of-cellular-internet-penetration-in-pakistan-oct-23/
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
November 24, 2023, 11:56:57 PM

Bhai Bitcoin no doubt k profitable ha long term ma magar dekhna ye ha k btc kis had thak ham ko profit de sakta ha aur ap jante ha k Bitcoin ki jo qeemat barbie the wo bar gae ha aur wo utna profit nahe de sakta jitna 2015 se pehle investment ma profit tham Ziada se ziada 3x aur 4x wo b kaafi long term ma. short term ma 2x her possible lagta ha jab k other coin kii bath jee jae tho un ma potential ziada ha. hamara maqsad profit lena aur best strategy ye ha k altcoins ma profit le k Bitcoin ma Laga dena.


Es main koi shak nahin ke Altcoin main BItcoin ke muqably main zyada munafa hasil kiya ja akta hai,aur esi bear season ke dawraan bhi aisy Altcoins maujood hain jis main logon ne 4x se zyada munafa kamaya ,halanky abhi bull season start bhi nahin howa,magar Altcoin main sarmaya Bitcoin ke muqably main kam mehfooz hai,jabky Bitcoin sarmaya kari ke lehaaz se zyada mehfooz hai.

Magar Choonky bitcoin main investment karny ke leye zyada sarmaya darkaar hota hai,is leye kam sarmaya walon ke leye wahan kuch khas munafa nahin hai,bahar haal Altcoin main bhi hamesha achy aur top coins ka intekhab karna chahyee,aur hamesha apny sarmaye ko mukhtalif coins main divide karna chahyee,kiyonky kisi aik project ke fail hony se aapka saara sarmaya zaaya ho sakta hai,jaisy Luna,Ftt ne kiya tha.
hero member
Activity: 2464
Merit: 877
November 24, 2023, 11:24:34 PM
Brother apky account bio ky mutabiq ap Islamabad ky ho, toh AJ the Karachi aur Lahore Ki baaty kaisy ho rahe haa kahi koi sair sapaty KY liya toh Nahi gai, waisy agr sard aur achy mosam Ki baat kary toh Islamabad aur KP top pa ha q ky ajkal industries Ki zyadate Ki wajah sy Karachi aur Lahore kafi mutasir Howa haa Baki ap kahi Dino sy kafi offline ty, koi mushkil haa koi tension haa Kya q ky ap pahly aisy absent Nahi Howa karty ty

Shaid app bhool rahay ho k DON ko parkna mumkin hi ni, namumkin hy.  Smiley  Yeh Islamabad jo profile mein lekha hy yeh tu aik illusion ho sakta hy aur kia pata app ka bhai Russia mein betha ho  Cool

Heeenn!
Umer Bhai kahin Mehkma mosmyat my to nai lag Gaye kahin. Ya koi job offer hui ho or ap us Ki practice kar rahy hen.
Wesy bohat achy boss lagy rahy hen. Ye BHI acha kaam hy login ko mosam KY halaat sy agah Karna. Kher din baa din ab Sardi  barhti jaa rahi hy. Or ab mazeed barhani Hy or December sar par agya hy. Wesy Sardi wesy Jesy Shuru honi chahye Abhi tak nai hui.

Mosaam ka pata kerna zarori hy kion k Lahore aur Delhi ka health Index sab c bura chal raha hy aur SMOG app ki zindagi mein 7 saal ka ifaza bhi kr sakthi hy.
Ajj c sab bhaioon c request hy k woh rooz subah uth k sab c phelay aik post Mosam p kerain, takay Pakistan Meteorological Department, ki hosala afzai ho sakay.  
https://www.pmd.gov.pk/en/ Roll Eyes
sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
November 24, 2023, 10:28:29 PM
RABTA Pakistan Railways Revolutionary Travel App
Yeh toh ache baat haa Chalo kahi to development ho rahe haa Paksitan Mai warna ta barbadi NY koi shoaba Nahi choota, aur barbadi koi aur Nahi yeh corrupt politicians, bureaucrat etc haa Jo demak Ki tarah Har idary ko andhar Sy khookla kar rahy haa, yeh cheezy inko bohout pahly Karna chahiya taa q ky woh zamana Gaya ky ticket kynliya ganto line mai Kara Hona hoga, Chalo ab bhi Sahi dair ayai drust ayai. Hum aksr Duniya Sy kuch qadan peechy Chalty haa so unky haa 10yr pahly aye haamry liya ab so iss Mai shock hony Ki zaroorat Nahi q ky yeh koi new baat thoore ha Grin
Hehe Sae kah rahy humry Pakistan ma technology tab atti han jab dunya osy chor kar agy nhar ja chukai hota ha ya to hall ha humera dunya chand par punch chuki dunya jia huemea hunesiya mulak bi chnad par apnay qadma jama chuka ha or ab jaa kar ham nay online Railways ticket ko app luch ki ha wasy bra faoso ki bat ha let see dakhaty kia ksty agy bi corrupt hukmrion ko apni jayeb bhar sy fhurset ni or ya mulak ka dewali kar ka chor gya or oper sy rahi qasar armay nat sisyat ma tang urda kar posri kar di han.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
Enjoy 500% bonus + 70 FS
November 24, 2023, 10:26:07 PM
Bullish Bitcoin Predictions Point Towards $70,000

Assalamalikum to all my community,
W Salam bhi ya to bari achee bat hAa ka Bitcoin kee price Bullish dekyi da rahaa haa. Waqi app ke bat drust haa source prediction ka mutabik, agar dakha jya too jab kabi be Bitcoin na monthly time frame ka andar 20(SMA) kaa uper closed kee haa to hama price maa Kafi acha khasa jump dakhna ko Mila haa. First break out  35 candle tak raha Jo approximately 2 in half years banta haa Matlab 2 in half years iss 20(SMA) ka upper raha Jo ka Kafi long time haa. Isee tarha 2nd break out maa be 2.9 years Bitcoin kee price 20(SMA) ka upper rahaa or Sath he MACD bee parallel maa AK Sath chal raha taa or har bar new ATH tak rally raha haa or ab iss month bee Analyst kaa mutabik Bitcoin ke price ose Tara move kar raha haa.

To agar iss analyst ke prediction right sabit Howe to Mera khyal sa hama APNA new ATH jaldi mil sakta haa, or haa dude halving be sar par Kari haa bs Kuch lamha kaa Dore par haa. To Mera khyal ka mutabik agar itna Bullish sentiment Bitcoin maa aye to 2024 hamra leya AK koshi ka year Hoga.

Par khar ay ko speculation haa baqi dakhta haa ka Kya hota haa month ka end maa. Next month aksar tora sa bearish rahaa haa recently 5 years saa sawya 2020 kaa baqi maa bearish rahaa haa, to iss bar be tora sa careful.
Baqi "DYOR" guys
sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
November 24, 2023, 10:01:06 PM
Aj Karachi ka mosam both acha or khush gwar hai. Aj karachi mai 24 degree temperature hai jo ke both acha temperature karachi ke lyaz se. Karachi mai zada thand ni par thi, Karachi sardiyoin mai bhi garmi hoti hai phr iss dafa Karachi mai mosam bara khush gwar.

Karachi ke log iss weather ko both enjoy kr rahe. Or sirf Karachi mai hi ni Lahore ka mosam bhi both acha aur mazedar hai, Lahore mai karachi se bhi zada thand hai, abhi iss Lahore ai 22 degree temperature hai jub k Karachi 24 degree. Pakistan ke or bhi mojoda sheroh ka mosam both acha hai
Karchi ma shyed is dafa sardion ay jaye jasy mousam hva ajj or kal raat ka bra acha alag rhaha ha wsy to normal zadya trag girmion hoti ha lakin ya dakh kar khushsi hvau kafi kh miusam 24 degrre sy bi kam hu rhaha han baqi Lahore ir Faisalabad ma to har dafa he Sardiaon zadya hoti ha lakin karchai khass tor par sumandar ka pass ha is lay full sardi ma temperance noraml he rahta ha lakin mojy laag rha us dafa shyed karchi ma bi kuch temperature chnage hu ga or karachi wlaybor ma kaafi zadya ya mousam enjoy kro ga
hero member
Activity: 812
Merit: 619
November 24, 2023, 09:43:05 PM
Person A
Okjo sirf ek hi coin mein invest karta hai ya phir meme coin jaisa, aur diversification nahi karta.

Person B
 jo ke achhe se portfolio management karta hai, Bitcoin, Ethereum, aur aur behtareen coins mein invest karta hai. Wo long-term portfolio banata hai.

Market crash hone par Person A ka portfolio down jaega, lekin Person B ka down hoga lekin itna nahi. Next bull run mein Person B ka portfolio Person A ke mukable mein bahut behtar perform karega. Isliye, yahan pe portfolio management karna kafi important hai, especially agar aap investment karte hain.
Brother apki baat apni jagaa but agr apky plan A Mai hum sirf Bitcoin ko add kardy toh yaqeenan hum profit hosakta haa

Bhai Bitcoin no doubt k profitable ha long term ma magar dekhna ye ha k btc kis had thak ham ko profit de sakta ha aur ap jante ha k Bitcoin ki jo qeemat barbie the wo bar gae ha aur wo utna profit nahe de sakta jitna 2015 se pehle investment ma profit tham Ziada se ziada 3x aur 4x wo b kaafi long term ma. short term ma 2x her possible lagta ha jab k other coin kii bath jee jae tho un ma potential ziada ha. hamara maqsad profit lena aur best strategy ye ha k altcoins ma profit le k Bitcoin ma Laga dena.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 24, 2023, 08:58:59 PM
Aj Karachi ka mosam both acha or khush gwar hai. Aj karachi mai 24 degree temperature hai jo ke both acha temperature karachi ke lyaz se. Karachi mai zada thand ni par thi, Karachi sardiyoin mai bhi garmi hoti hai phr iss dafa Karachi mai mosam bara khush gwar.

Karachi ke log iss weather ko both enjoy kr rahe. Or sirf Karachi mai hi ni Lahore ka mosam bhi both acha aur mazedar hai, Lahore mai karachi se bhi zada thand hai, abhi iss Lahore ai 22 degree temperature hai jub k Karachi 24 degree. Pakistan ke or bhi mojoda sheroh ka mosam both acha hai
Heeenn!
Umer Bhai kahin Mehkma mosmyat my to nai lag Gaye kahin. Ya koi job offer hui ho or ap us Ki practice kar rahy hen.
Wesy bohat achy boss lagy rahy hen. Ye BHI acha kaam hy login ko mosam KY halaat sy agah Karna. Kher din baa din ab Sardi  barhti jaa rahi hy. Or ab mazeed barhani Hy or December sar par agya hy. Wesy Sardi wesy Jesy Shuru honi chahye Abhi tak nai hui.



RABTA Pakistan Railways Revolutionary Travel App
Yeh toh ache baat haa Chalo kahi to development ho rahe haa Paksitan Mai warna ta barbadi NY koi shoaba Nahi choota, aur barbadi koi aur Nahi yeh corrupt politicians, bureaucrat etc haa Jo demak Ki tarah Har idary ko andhar Sy khookla kar rahy haa, yeh cheezy inko bohout pahly Karna chahiya taa q ky woh zamana Gaya ky ticket kynliya ganto line mai Kara Hona hoga, Chalo ab bhi Sahi dair ayai drust ayai. Hum aksr Duniya Sy kuch qadan peechy Chalty haa so unky haa 10yr pahly aye haamry liya ab so iss Mai shock hony Ki zaroorat Nahi q ky yeh koi new baat thoore ha Grin
Pehly BHI Pak Railway Ki application mojud hy jiss par booking wagera Aram sy Ki jaa Sakti Thi. Lekn ye development achi hy.
Or rahi bat ham 10 saal pichy hen to is Ki waja hmara nizame taleem hy. Ab dekhen naa hmary Han koi bazurg Hy ussy ap kahen ap mujy online ticket book Karwa do. To Zahir C bat hy 100 sy 95 percent hmary bazurg ye nai kar sakty. Applications BHI tab Bnai Gai hen jab logon ko pata Laga KY iss Ki BHI use Kiya na sakta hy. Jesy ye cream uber wagera dekh Len. Hmary taqreeban 70% awam ko Abhi tak ye nai pata hoga KY ye Kaya bala hy. Ab bahir KY logon ko maloom hy KY is ko use kesy Karna Hy to wahan is ko launch pehly hi kar Diya Gaya. Or Yahan jab logon my agahi aai to hi launch Kiya Jana Tha.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
November 24, 2023, 02:52:58 PM
Bitcoin History Unprecedented $3.1 Million Transaction Fee Sparks Curiosity

Assalamualaikum bahiyo meny bhot he rahan kardeny wali transaction k bary me parha socha k ap sab k Sath share ke jaye Aik shakhs ne haal he mein hairat angez taur par $3.1 million ka Bitcoin transaction fee ada kar ke 139 BTC ko transfer kiya. Yeh Bitcoin ki tareekh mein sab se zyada fee ka darja hasil karne wala waqia hai. Bhijne wala, jisne wallet address bc1qn3d…wekrnl ka istemal kiya, 23 November ko bc1qyf…km36t4 ko transfer karna chahta tha lekin fees mein asal qeemat se zyada dena parra.
Mining pool Antpool ne is buland fee ko block 818087 par capture kiya. Social media par tajwez hai ke bhijne wala ne shayad zyada fee chun li ho, lekin replace-by-fee RBF node policy aur istemal karne wale ki be khabri bhi is mein shamil ho sakti hai. RBF fees ki taqseem mein izazat deta hai lekin tasdeeq name ho sakti.

Mempool developer mononaut ne ishara kiya ke bhijne wale ko shayad maloom na ho ke RBF orders ghair wapis laye ja sakte hain, aur shayad woh fees ko baar baar badal kar ise mansookh karne ki koshish kar rahe hain. RBF history mein aakhri badalne mein 20% ki izafahat zahir hoti hai, Ye waqia aik peechle maamlay ki misaal hai jisme Paxos ne ghalati se $2,000 BTC transfer ke liye $500,000 ka fee bheja, jo baad mein F2Pool miner ne wapis kiya. Lekin haal he mein ada kiye gaye $3.1 million ka fee dollar ki hesiyat mein aik record hai, jo ke Paxos ke maamlay ko bhi aage nikal gaya hai, aur 2016 mein ada kiye gaye 291 BTC ke sab se zyada fee ko bhi. detail
Jump to: