Author

Topic: Pakistan - page 317. (Read 6473876 times)

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 23, 2023, 05:40:19 AM
To dosto Kaya hal hen jesa KY my ny Kaha Tha KY my APNA muaqqaf baya Karun Ga regarding gambling signature.
So dosto huwa kuch Yun KY ap sab janty hen pichly kuch din sy Meri behas Yahan Chal rahi Thi gambling signature ko ly kar. Or Allah Pak Hidayat deny par aaye to Kissi BHI cheaz sy dy sakta hy.
Jesy Bishar Haafi kaa waqiya bohat mashhor Hy jinhon ny Allah KY Naam ko jab nichy zameen par Parra Dekha to USS ko uthaya chuma or ittar Laga kar kahin uncchi jaga Rakh Diya or Allah Pak ny un Ki Hidayat di jab KY wo bohat Barry sharable thy.
Issi tarah wo kuttya Ki apny paon ky jooty sy paani pilany wali jannat my chali Gai.

To my Yahan mojud Tha jiss Ki pictures my ny share Ki. To mery haath my EK parcha Laga jiss ny mujy sochny par majboor kar Diya. Or wo parcha ye Tha USS Ki picture my ny LY Li Thi.

Yani iss my Israel Ki kuch product KY logos mojud hen or iss sy mukamal tor par boycott Karna kaa Kaha Gaya hy. To zehan my Aya KY ham jab un Ki Cheez kharidty hen to ham un Ki mdad karty hen yani ham muawan sabit Hoty hen. Yani wo wahan or hamen Yahan par boycott Karny kaa Kaha jaa raha hy. To Zahir C bat hy koi link Hy to hi hamen roka jaa raha hy. Or Agar un ko cheaz Hy to credit BHI in ko jaa raha hy. Or logon ny apni dukano sy in companies Ki advertising mwad ko BHI hata Diya Gaya. Yani mujy iss bat ny sochny par majboor Kiya KY Mera Tawun BHI to shamil huwa jab my gambling signature wear Karun gaa to Mera BHI Tawun lazmi shamil hoga. Basically Mera point BHI yehi Tha KY USS kaa Hukam BHI mojud nai Tha. Ab Israel kaa BHI Hukam mojud nai hy KY in ko cheezon ka boycott Kiya Jaye lekn ham muawan sabit huwe to MATLAB ham Galat huwe.
Baqi mery liye ye bahana Ban'na Tha so wo Mery Rab KY Fazal or Rehmatulil Almeen صل اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وسلم Ki Nigahe naaz kaa sadqa hy.

Or ap sab bhaio sy ye BHI darkhwast hy KY please Israel Ki tmam products ka mukamal tor par boycott Karen. My to Kissi ko Pepsi cola ya is KY brands my sy koi BHI peeta huwa dekhta hun to smjaya hun. Ap BHI Koshish Karen apny dosto my is Ki again den or Agar koi behas kary to un ko Ghazza KY roty or bilkty bachon Ki videos dikha den. ye EK muadbana guzarish hy.

Special Thanks
Sab sy pehly to Faisal2202 ka bohat bohat shukriya jinhon ny mujy sab sy pehly agah Kiya. Or mukamal Koshish Ki or Barry Ahsan Andaz sy samjany Ki Koshish Ki. PHR Gladitorcomeback Bhai ka shukriya jinhon mazeed smjany Ki Koshish Ki. PHR Hamza2424 ny BHI thori C Koshish Ki.

Han Abhi BHI Agar Hamza Bhai Faisal Bhai yaa Gladitorcomeback Bhai kuch islah Karna chahen yaa kuch bayan karna chahen to kar sakty hen taa KY mery Ilam my izafa ho. Shukriya.

Or Jesy ap bhaio ny mujy iss sy bchany Ki Koshish Ki to ap issi tarah in Ki product KY boycott my BHI khud ko bchaen or baqi sab ko BHI agah Karen or bchaen shukriya.
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 23, 2023, 05:06:17 AM
ye to mehaz mery Rab kaa Fazal hy. KY my URS paak Ki taqreeb my Gaya. Wahan Ulma Ki taqreeb suni or un Ki sohbat Ki Barkat sy Allah Pak ny Karam Kiya.
Or khaas kar Ameer E Mohtram Hafiz Saad Hussain Rizvi Ki jab my ny taqreer suni or PHR EK conclusion nikala KY Han Bhai ESA nai Hona chahye Han ye theak hy or ye Galat.
Or الحمدللہ Ulma Ki sohbat sy bohat kuch hasil hota hy. Kher Koshish to Bhai ny BHI bohat Ki.

Bai Publictalk792 ap ne ek jalse ma etna eeman bna leya jo k kuch ghanto ka tha k ek bure kaam ki burai ap k dil ma aagae ab Gladitorcomeback ka khud soch le k wo tho har din Ullama, Sheikhul Hadees k majlis ma bettha ha ,, un se deen seekhta ha,, us k eeman ka kea haal huga..Waha par apko konse daleel mele yaha share kare k hamara mind be mutmain ho jae.. Eeman k majleso ma eeman barta ha ,, ham be ejtemah jaathe ha tho eeman kee kefeat he tabdeel hothe ha. Mera ek advice ha k ap deen kee ketabo ko daily routine bna le.. Es se apka knowledge be increase hoga aur apka eeman aur aamal ma ezafa hoga.

sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 23, 2023, 03:36:35 AM
Muje koi issue nahe k ap kahe se be ye seekh le magar haram ko haram he kehna chayea aur babange dhahal kehna chaiye. apko muj par nahe apne par ghusa karna chaeye tha k baghair Ilm k dara dar fatwe deye ja rahe the. Jab banda k pas knowledge b na ho aur aage se apne apko Allama kehne lage tho es soorat ma jo ghussa dosre taraf hoga wo apko b pata hona chaheye. Sawalo ma uljana tho zarorii tha k ap ne saare istelhat ka bera gharq kar dia tha. Sood ko qarz ma band kia, Sharab ki hurmat tho maloom magar gambling ki tashheer apko jurm nahe laga. chalo ab jab zameer ne mulamat kia k ap ghalat ha tho no more discussion k maqsad tho poora ho hee gia.
Bhai Jaan khud par mujy gussa nai afsos hy. Gussa ap par Hy jiss ny bjaye smjany KY or uljhany Ki Koshish Ki. Or ye mehaz mery Rab kaa Fazal hy. Jo mujy Allah Pak ny mujy seedha Rasta dikhaya hy. Or fatwy my ny koi BHI nai diye my ny wo bat ki Jo mujy Samaj aai my ny ap ko Galat BHI nai Kaha. Or ap kaa shukriya Ada BHI Kiya KY ap ny Kam az Kam Koshish to Ki. My Jahan Galat hu afsos kar raha hun. Bsss bat itni C Hy ap Jahan Galat hen wo ap Maan nai rahy kaash ap thora simplify karty or bjaye swaal puchny KY Jahan my Galat Tha wahan mujy durust karty.

Han to Jahan my Galat that wahan islah zruri Thi KY mujy swalon my uljhana zruri Tha. Yehi bat Hy Jo kuch Ulama my Pai jaati hy. Or issi waja sy Kissi kaa fatwa kuch or Kissi kaa kuch hota hy. Ap Jahan my Galat Tha islah karty naa KY mujy swaalon my uljhaty. Ap ko chahye Tha. KY ap USS swal ka jwab khud dy kar mujy samjaty. Kher Jo BHI ho Allah ka shukar hy. الحمدللہ..

Thanks Faisal bhai, hamara kaam tho dawat dena ha aur apne taraf se koshish ha k apne ilm k mutabiq dosre ko satifsy kare , baqi dosre ka satifsy hona ye hamare bas k nahe bal k sarwar kainat ﷺ k b nahe balke ye Sirf aur sirf Allah Pak ka her karam hai.
Ab ap Yahan hi khud ko note kar Len. My ny jab Satisfy hony ki BAAT Ki Thi to ap ny Kaya Kaya likh Diya Tha EK Mery satisfaction KY word ko LY kar. Kher ab behas Ki zarurat to Hy nai or ap ny man,na BHI nai hy KY ap KY smjany my thori mistake Thi so iss ko yahin tak rehny Diya Jaye to hi behtar.

Again ap kaa shukriya ap ny Koshish ki. Han Koshish theak Thi par tariqy thora Galat. Han ap Ki BHI bohat C baten yad ai mujy jab my iss muamly par ghor kar raha tha. Lekn Agar ap Agar bjaye swalon KY Mera Ilam thora or barhaty to Kaya hi acha hota.
sr. member
Activity: 462
Merit: 354
Trade Big, Win Bigger!
November 23, 2023, 03:25:57 AM
Earning Opportunities through Blockchain in Pakistan

Assalam o alikum bhaio, Pakistan mein blockchain ki taraf rujhan munfarid or earning ka huwaly sy kafi moku paish karta hai kich details ma article read kar ka likhi umeed han sb ko achi lagy ge

Blockchain Developers:
Blockchain developers ki pakistan ma bht kami han lakin PIAIC jaisay tarbiati programs traind professional ki talaash mein madadgar hotay hain. Developers ki kami badi maqsadat aur munafa bakhsh jobs mein tabdeel hoti han.

Data Analysts:
Blockchain ki transparency ke saath he market ke trends ka tajziya ahmiyat afzai karta ha. Data ki nigraani aur market ke tabdeeliyon ko samajhna munafa bakhsh insights de sakta hai.

Blockchain Ki Taleem:
Trained professionals ko taleem dena bhi aik aham mauqa hn jis ki buland darkhwast ki wajah se hukoomat ya alag alag programs ke zariye mumkin hai, jo ke beshumar faiday pesh kar saktay hain kr Pakistan ma earning opportunity ka aziafa hy skat han or is link say ap mazeed mulamoot lay sakty ha
https://www.phoneworld.com.pk/opportunities-blockchain-provides-in-pakistan/
copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 23, 2023, 03:04:44 AM

Right Bitcoin ne $37,000 se oopar tezi se bhara hai jis kay maqsad $37,750 aur $38,000 ke resistance zones ko paar karna hai. Binance ke settlement aur CZ ke rukhsati ke reports ki wajah se shuruat mein rukawat hone ke bawajud BTC ne $35,650 ke qareeb taaqat dikhate hue kaafi behtar hone ka dikhaya. Isne $37k ki had ko paar kiya, bullish trend line break ke saath aur ab 100 hourly SMA ke oopar trade ho raha hai. $38k level ab aham rukaawat han jiska paar ho sakta hai taqatwar tezi ka aghaz jis se $40k ke qareeb jaane ka imkaan hai. But agar $37,750 ko paar na kiya gaya toh neeche ko rukhna shuru ho sakta hai jahan $36,700 ko support ke taur par dekha jayega jin ki tooti ko aur neeche jaane ka khatra hai. Source

Brother, Mere khayal mein jub tak ETFs officially approve nhi ho jata market mein koi bri correction nhi aai gi or Bitcoin $35 se $38k k dermayan trade hota rehe ga, BlackRock ka ETF approve hona ek bht bra event ho ga es se crypto industry mein paradigm shift ho sakta ha or Bitcoin ki adoption wide-spread ho sakti ha. Bitcoin ka market cap bi bht br sakta ha or esky regulatory issues bi resolve ho sakty ha.

Yeh mera perspective ha or ghalat bi ho sakta ha, esliye investment kerny se pehle apni research zrur keren. DYOR
full member
Activity: 280
Merit: 110
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 23, 2023, 02:51:07 AM
Bitget 10$ Free Airdrop

Muje aj ek airdrop mila ha jo k ek qisam ka free ha. Mai kar raha tha tho community ka khial aaya k agar yaha be koi karta ha tho muft ka profit ha. Bitget aise ache ache event laatha ha es leye k ye new exchange ha. Jis jis ka KYC nahe huwa mere suggestions ha k wo KYC kar ke 10$ hasel kar le. Mera kaam serf airdrop share karna ha agar apka loss huwa tho us ma mai qasoorwar nahe hoga. Saaree detail neeche link ma maujud ha. Event 4 bje pm aj start hoga Pakistan waqt k mutabeq. Ye FCFS task ha es leye agar karna ha tho jaldee karna hoga.

100$ trading volume be poora karna ha. es k leye bas ye kare k 20$-50$ send kare aur trade 3-4 martaba kar k volume poora kare.

https://www.bitget.com/support/articles/12560603800645
member
Activity: 71
Merit: 32
November 23, 2023, 01:43:09 AM

Asalam o Alekum : CZ aur Binance ki jo kahbren main yahan bhi aur crypto ki dunya main daikh raha hon.itni bari khabar ke baad Bitcoin ka mahiz taqreeban 2k ki girawat aur pir itni jaldi dobara sambhlna kuch ajeeb sa laga raha hai.pehli baat to ye ke is news per bitcoin ko acha khasa dump hona chahyee tha,kiyonky CZ aur binance dono koi mahmoli CEO aur exchange nahin hain.balky dunya ka top exchange hai.4.3 billion ka jurmana aur Cz ka resign pir bhi mahmooli crash aur pir foran recovery .

itni bari news per to Bitcoin ko 30k ya 32 k tak aana chahyee ta,magar aisa nahin howa.Binance ko itna bhara jurmana howa hai ke itna to bahot se mumalik ka GDP nahin hai.bahar haal Bitcoin bahot shandaar tareeqy se aur bary jaldi apny track per aagaya hai,jis ki itni jaldi umeed nahin thi,aur apny resistance 37500 ko bhi aik dafa pir touch kar diy hai.aur ye is resistance per teesri dafa gaya hai,ab ho sakta hai ke 4th try main ye resistance break karny main kamyaab ho jay aur hum 38k ko cross ker len.

Belkul aisy bad News pe Bitcoin ki price bhut down hona chahie ta magar mere khyal se bitcoin pe itna bara farq nahi parha jab be aisy bara bad news ajata hai to waha se bitcoin ki price may 5000 se 10000 $ ki kami ko pehel be meli hai jesy 2021 aur 2022 may ho chuka hai 2021 may Elon musk aur chaina ne kiya halanke us time 60k$ se above ta pher uske bad pher jab bitcoin 60k$ se above hoa to us may bad news agayed to bitcoin ki price may bhut bara dump dekne ko agya ab jab market dobara apne halat py agya to dobara ek bar bad news ko dekne ko meli mere khyal se s bar bitcoin pe itna bara asar nahi hoa muje lagta hai kuch arsy may ye 45k$ tak ja sakta hai agar abi be Bitcoin ki price deko to 37290 ky lag bhag chal raha hai. CZ aur Binance ek sat jore hai. beher hal acha hoa ky market pe asar nahi hoa.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
November 23, 2023, 12:50:13 AM
Bitcoin quick recovery after negative news

Walaikum slam brother, Yeh bht positive news ha k market ne over-react nhi kia or koi panic selling nhi hoi or Bitcoin ne bht jaldi price recover ker lia, esk bawajood k Binance crypto space ka ek bt bra giant ha or previous 5 year mein jitna innovative or development mein Ninance ka bht contribution ha.

Abi es waqt bi Bitcoin 37,400 k kareeb trade ho reha, price brny ki bri waja yeh ha markets k analysts ka yeh khyal ha k Binance k sath jo kuch hoa uska maqsa BlackRock k ETF ko kanyab kervana ha or BlackRock ko crypto market mein ek dominanant player ki position deni ha. Ab ETFs ka approve hona kafi hud tak yakeeni ha.

Right Bitcoin ne $37,000 se oopar tezi se bhara hai jis kay maqsad $37,750 aur $38,000 ke resistance zones ko paar karna hai. Binance ke settlement aur CZ ke rukhsati ke reports ki wajah se shuruat mein rukawat hone ke bawajud BTC ne $35,650 ke qareeb taaqat dikhate hue kaafi behtar hone ka dikhaya. Isne $37k ki had ko paar kiya, bullish trend line break ke saath aur ab 100 hourly SMA ke oopar trade ho raha hai. $38k level ab aham rukaawat han jiska paar ho sakta hai taqatwar tezi ka aghaz jis se $40k ke qareeb jaane ka imkaan hai. But agar $37,750 ko paar na kiya gaya toh neeche ko rukhna shuru ho sakta hai jahan $36,700 ko support ke taur par dekha jayega jin ki tooti ko aur neeche jaane ka khatra hai. Source

copper member
Activity: 1316
Merit: 715
Eloncoin.org - Mars, here we come!
November 23, 2023, 12:34:09 AM
Bitcoin quick recovery after negative news

Walaikum slam brother, Yeh bht positive news ha k market ne over-react nhi kia or koi panic selling nhi hoi or Bitcoin ne bht jaldi price recover ker lia, esk bawajood k Binance crypto space ka ek bt bra giant ha or previous 5 year mein jitna innovative or development mein Ninance ka bht contribution ha.

Abi es waqt bi Bitcoin 37,400 k kareeb trade ho reha, price brny ki bri waja yeh ha markets k analysts ka yeh khyal ha k Binance k sath jo kuch hoa uska maqsa BlackRock k ETF ko kanyab kervana ha or BlackRock ko crypto market mein ek dominanant player ki position deni ha. Ab ETFs ka approve hona kafi hud tak yakeeni ha.

https://cointelegraph.com/news/why-is-bitcoin-price-up-today
sr. member
Activity: 336
Merit: 292
20BET - Premium Casino & Sportsbook
November 22, 2023, 11:51:01 PM
Bitcoin quick recovery after negative news

Asalam o Alekum : CZ aur Binance ki jo kahbren main yahan bhi aur crypto ki dunya main daikh raha hon.itni bari khabar ke baad Bitcoin ka mahiz taqreeban 2k ki girawat aur pir itni jaldi dobara sambhlna kuch ajeeb sa laga raha hai.pehli baat to ye ke is news per bitcoin ko acha khasa dump hona chahyee tha,kiyonky CZ aur binance dono koi mahmoli CEO aur exchange nahin hain.balky dunya ka top exchange hai.4.3 billion ka jurmana aur Cz ka resign pir bhi mahmooli crash aur pir foran recovery .

itni bari news per to Bitcoin ko 30k ya 32 k tak aana chahyee ta,magar aisa nahin howa.Binance ko itna bhara jurmana howa hai ke itna to bahot se mumalik ka GDP nahin hai.bahar haal Bitcoin bahot shandaar tareeqy se aur bary jaldi apny track per aagaya hai,jis ki itni jaldi umeed nahin thi,aur apny resistance 37500 ko bhi aik dafa pir touch kar diy hai.aur ye is resistance per teesri dafa gaya hai,ab ho sakta hai ke 4th try main ye resistance break karny main kamyaab ho jay aur hum 38k ko cross ker len.
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
November 22, 2023, 10:24:10 PM
Regulatory Concerns vs. Binance: BNB Future Amidst Predictions

Assalamalikum, Aik crypto space mein mashhor analyst, Whale Wire, BNB ke liye bari tabdeeli ka ishara diya hai jis mein 95% tak ke shadeed girawat ka khitab mil sakta hai, $5 ke neeche girne ka is wajah se ke Binance ke regulatory masail ka saamna hai. Binance ke business model par sakht nigrani aur qanoni sulah ki asar ko imp samjhte hue critic taqreban qarzaiya tor par qarar pa sakta hai jab tak haalat behtar nahi hoty.

Regulatory rukawaton aur traders ke risk tolerance mein kami ke bawajood Binance duniya bhar mein sab se bada crypto exchange rehta ha jis mein spot aur derivatives trading mein leading ha competitors jese Coinbase aur Kraken se bohot aagay.

Source: CoinMarketCap
BNB stablecoins ke saath market cap ke top 5 cryptocurrencies mein qaim rehta hai. Regulatory dabao ke bawajood, Binance ke transitional window aur CEO ke compliance ke liye wadaa ishara karte hain ke collapse ka kam chance hai. But kuch khaason regions mein trading volumes aur users ke exit se BNB ke price par neche ke dabao ho sakta hai, jahan $200 crucial support level hai. more details
hero member
Activity: 812
Merit: 619
November 22, 2023, 09:12:19 PM
Haha 😂 app log NAHI sudrangaa pehla UmerIdrees sir or Mera bhi ab app hamara online mufti Shaikh Gladiatorcomeback ko APNA bat par khyal Karna chata haa magar Gladiatorcomeback naa saf saf fatwa bayan keya ka ya ghlat haa. Any way just for a joke. Hamra wo UmerIdrees sir Nazar NAHI aa rha q k ise ke favorite topic discuss ho Rahe haa lakin wo tora sa lack kar rahaa haa. Ya shaid Sir g convince ho gya haa ka Gladiatorcomeback bahi ka bakool Gambling Signature Haram. Muja to zate Tor par iss ka bara ma knowledge NAHI ka Aya ya Gambling Signature ke earning Islamic legimat ka lehaz sa kasa haa. But Khair iss ka bara maa Gladiatorcomeback behtar Janta haa kaa Publictalk bahi to kasa satisfied Karna haa q k Shaikh sabb naa pahla be hamara AK members UmerIdrees bhi ke doubt khatam dar de tee. Umeed ha ka iss bhi ko be soon satisfying hojya gaa ka Aya Gambling Signature kasa haa.
Bhai ap KY mufti sab ny koi ESA satisfying WALA jwab Diya hi nai jiss sy my satisfy ho Jata ye to mehaz mery Rab kaa Fazal hy. KY my URS paak Ki taqreeb my Gaya. Wahan Ulma Ki taqreeb suni or un Ki sohbat Ki Barkat sy Allah Pak ny Karam Kiya.
Or khaas kar Ameer E Mohtram Hafiz Saad Hussain Rizvi Ki jab my ny taqreer suni or PHR EK conclusion nikala KY Han Bhai ESA nai Hona chahye Han ye theak hy or ye Galat.
Or الحمدللہ Ulma Ki sohbat sy bohat kuch hasil hota hy. Kher Koshish to Bhai ny BHI bohat Ki. Buss mujy ye acha nai lagta KY agly bandy ko swalon my uljha a Shuru kar do. Un KY liye behtar bjaye muj sy swal Karny KY Agar mujy Galat Paya Tha kahin to USS ko smja kar Meri islah karty smjaaty mujy KY nai Bhai Yahan sy esaa hy. Bjaye mujy suljhany KY wo or uljhaa rahy thy. Jiss par mujy gussa BHI araha Tha. Kher un kaa BHI shukriya. Or shukriya US zaat kaa jis ny mujy smjany Ki tofeeq di. Or aagy BHI apni janab sy ata Karta rahy gaa. Allah sab ko Hidayat ata farmaye.

Muje koi issue nahe k ap kahe se be ye seekh le magar haram ko haram he kehna chayea aur babange dhahal kehna chaiye. apko muj par nahe apne par ghusa karna chaeye tha k baghair Ilm k dara dar fatwe deye ja rahe the. Jab banda k pas knowledge b na ho aur aage se apne apko Allama kehne lage tho es soorat ma jo ghussa dosre taraf hoga wo apko b pata hona chaheye. Sawalo ma uljana tho zarorii tha k ap ne saare istelhat ka bera gharq kar dia tha. Sood ko qarz ma band kia, Sharab ki hurmat tho maloom magar gambling ki tashheer apko jurm nahe laga. chalo ab jab zameer ne mulamat kia k ap ghalat ha tho no more discussion k maqsad tho poora ho hee gia.

Thanks Faisal bhai, hamara kaam tho dawat dena ha aur apne taraf se koshish ha k apne ilm k mutabiq dosre ko satifsy kare , baqi dosre ka satifsy hona ye hamare bas k nahe bal k sarwar kainat ﷺ k b nahe balke ye Sirf aur sirf Allah Pak ka her karam hai.
sr. member
Activity: 448
Merit: 354
November 22, 2023, 07:29:00 PM
Haha 😂 app log NAHI sudrangaa pehla UmerIdrees sir or Mera bhi ab app hamara online mufti Shaikh Gladiatorcomeback ko APNA bat par khyal Karna chata haa magar Gladiatorcomeback naa saf saf fatwa bayan keya ka ya ghlat haa. Any way just for a joke. Hamra wo UmerIdrees sir Nazar NAHI aa rha q k ise ke favorite topic discuss ho Rahe haa lakin wo tora sa lack kar rahaa haa. Ya shaid Sir g convince ho gya haa ka Gladiatorcomeback bahi ka bakool Gambling Signature Haram. Muja to zate Tor par iss ka bara ma knowledge NAHI ka Aya ya Gambling Signature ke earning Islamic legimat ka lehaz sa kasa haa. But Khair iss ka bara maa Gladiatorcomeback behtar Janta haa kaa Publictalk bahi to kasa satisfied Karna haa q k Shaikh sabb naa pahla be hamara AK members UmerIdrees bhi ke doubt khatam dar de tee. Umeed ha ka iss bhi ko be soon satisfying hojya gaa ka Aya Gambling Signature kasa haa.
Bhai ap KY mufti sab ny koi ESA satisfying WALA jwab Diya hi nai jiss sy my satisfy ho Jata ye to mehaz mery Rab kaa Fazal hy. KY my URS paak Ki taqreeb my Gaya. Wahan Ulma Ki taqreeb suni or un Ki sohbat Ki Barkat sy Allah Pak ny Karam Kiya.
Or khaas kar Ameer E Mohtram Hafiz Saad Hussain Rizvi Ki jab my ny taqreer suni or PHR EK conclusion nikala KY Han Bhai ESA nai Hona chahye Han ye theak hy or ye Galat.
Or الحمدللہ Ulma Ki sohbat sy bohat kuch hasil hota hy. Kher Koshish to Bhai ny BHI bohat Ki. Buss mujy ye acha nai lagta KY agly bandy ko swalon my uljha a Shuru kar do. Un KY liye behtar bjaye muj sy swal Karny KY Agar mujy Galat Paya Tha kahin to USS ko smja kar Meri islah karty smjaaty mujy KY nai Bhai Yahan sy esaa hy. Bjaye mujy suljhany KY wo or uljhaa rahy thy. Jiss par mujy gussa BHI araha Tha. Kher un kaa BHI shukriya. Or shukriya US zaat kaa jis ny mujy smjany Ki tofeeq di. Or aagy BHI apni janab sy ata Karta rahy gaa. Allah sab ko Hidayat ata farmaye.
hero member
Activity: 1428
Merit: 513
Payment Gateway Allows Recurring Payments
November 22, 2023, 03:47:24 PM
Faisal2202 aur God bless u ne join kia tha. esko mention kar raha ho tha k pata chal jae unko.

Us waqt btc price ka pata lagana Thora mushkil tha magar ab aasan lag raha aur mere khial se ab 36500 k nazdeek price ho sakte hai magar khud apne ap se karna, aisa na ho ghalat ho jae per muj se mangne lago.  Cheesy
Thanks bro for informing lekin kuch din phly mujhy yaad aya tha or mai ny prediction already submit kr di wesy mery dil mai khiyal to aya tha ky ap logo sy share kroon lekin soucha maybe ap logo ny already apni second entry kr di ho so mai ny irada chodh diya. Baki baat to apki thik haiky phly like start my prediction marny ka faida nhi last day pr marni chahiya as ab andaza to ho rha hai phly ki nisbat ky price kaha tk rh skti hai.

lekin don't underestimate BTC as abhi abhi grayscal ka sec ky sath etf ko ly kr kafi positive review chl rha hai or even SEC said we don't have any reason to stand in the way of ETF. ik trf sy to yeh positive news hai lekin dosri trf sy dekha jai mayb wo DOJ ko rasty may kadha kr dain ya CTFC or Fincen etc. koi bi legal firm kanty ka rsta bn skti hai lekin SEC sy jan choot jai gi at least.
sr. member
Activity: 854
Merit: 364
Enjoy 500% bonus + 70 FS
November 22, 2023, 03:24:39 PM
Note: Gambling Signature par my APNA muaqqaf next post my pesh Karun Ga. انشاء اللہ
Haha 😂 app log NAHI sudrangaa pehla UmerIdrees sir or Mera bhi ab app hamara online mufti Shaikh Gladiatorcomeback ko APNA bat par khyal Karna chata haa magar Gladiatorcomeback naa saf saf fatwa bayan keya ka ya ghlat haa. Any way just for a joke. Hamra wo UmerIdrees sir Nazar NAHI aa rha q k ise ke favorite topic discuss ho Rahe haa lakin wo tora sa lack kar rahaa haa. Ya shaid Sir g convince ho gya haa ka Gladiatorcomeback bahi ka bakool Gambling Signature Haram. Muja to zate Tor par iss ka bara ma knowledge NAHI ka Aya ya Gambling Signature ke earning Islamic legimat ka lehaz sa kasa haa. But Khair iss ka bara maa Gladiatorcomeback behtar Janta haa kaa Publictalk bahi to kasa satisfied Karna haa q k Shaikh sabb naa pahla be hamara AK members UmerIdrees bhi ke doubt khatam dar de tee. Umeed ha ka iss bhi ko be soon satisfying hojya gaa ka Aya Gambling Signature kasa haa.
hero member
Activity: 1414
Merit: 670
November 22, 2023, 03:14:54 PM
New Review Campaign Launch
Pata Nahi ajkal kaisy kaisy review campaign aarahy haa ik royse ta Jo Kamal Ki Cheez Laya ta aur dobara bhi Laya yahi ky ik review ky woh 90$ around dy raha ta aur Abhi Jo recent Howe te jis Mai faisla aur Hamza Shayad select howy ty inko bhi 100$+ diy que ik yeh campaign haa Jo 20$ dy rahy haa, waisy na-shukri Nahi karni chahiya but reward bhi utna ho ky Banda achy Mann Sy baith kr reward ky mutabiq acha review banwa dy ab 20$ Mai Banda phir Kitna time lagwai ga maximum 15 mint Mai Poora Karky ajai Ga toh Kya faida project ko jab deep review na ho jai aur cheezo ko nazdeek Sy parakhhy Ki koshih na Ki jai.

[Snip]
Yar ap toh achy khaasy cheezo ko already samajny waly bandy ho, ab ap same mistakes kar rahy ho Jo opper Mai ny Bando ko iss baary Mai guide kardiya, yani ky post Mai jab bhi image ko aur alfaaz ko quote Karo toh image ko almost hatwa do aur agr bohout zarori haa image toh phir bohout choota Karky daal do taaky kaam bhi hojai aur irretating bhi na lagy, toh kindly apny iss post Mai Jo quote Kiya ha ya uss Sy image remove kardy q ky uski zaroorat Nahi ya phir choota kardy. Yeh choote mistake haa Jo apko aghaz daite haa bare mistake karny Ki so be careful.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
November 22, 2023, 03:14:31 PM
Kal ka match tho sab ne enjoy kea hoga..kitne ache tareqe se Australia ne bowling kee aur India jaise team jis k pas ghazab ki batting the aur home pitch be tha usko 240 par dher kea aur bad ma jab batting ke baari ae tho Travis Head ne kea he khoob karnama sar anjam dea..Es match se pehle mera kheal tha k India jeet jaega q k Match fix lag rahe the magar ab mind saaf huwa aur acha bei laga..
Je bro hum ne daika ke kaise India ka ghroor Thora geya aur kaise UN ko defeat ka samna karna phar geya aur aysa pechaara India ko home ground pe Jo in ko sari umer yaad Rahe ga ke 10 matches jeetne ke bad be Hume shekast huwi aur wo be buhat burri trah. Ye sub tu UN ke ghroor ka nateeja ta Jo unhe Mel geya . Abi Australia walo ne aur be namak cherak deia en ke zakhmo per

Es pic ne UN ko buhat zyada he takleef pohanchye ha ayse chekhe nekal de na ke kia btawun . UN ke news channels per essi per behas Hoti ha ke trophy ke sath aysa nahe karna chahye waghira waghira hahahh. UN ke PM ne Jo bezzati ki ha UN ke captain ke tu os ka badla tu banta ha na.
Bhai gror ik traf mgar  Australia Waly boht hi gar akhlaqi harqtain krty hain . Jab unhon ny 2015 ka World Cup jeta to David Warner ny shoe main dal kr shrab py. Wesy India walon ny Kabhi b ASA khayal nhin kia tha k aisa b ho Sakta hai , Australia walon main boht talent hai ,unhon ny final main boht hi acha khela or unhon ni India ki bolty band kr di ,Agar India World Cup jet jata to in ka groor or br Jana tha. Bhai ye Jo Gair Muslim hoty hain na in ko akhlaqiat se koi garz nhin .Indian team ki Raton ki need hram kr di Travis head ny or ab India Travis head ko or Pat Cummins ko dhamkian lga Raha hai. India Madan main Cup nhin Jeet sakta to badmashi dekhata hai.Lekin ye bat to hai k India ki har sey Pakistan boht Khush hoy or in ki roh ko thand pr Gy. Smiley
sr. member
Activity: 728
Merit: 300
Love Bitcoin🖤
November 22, 2023, 03:03:29 PM
Es pic ne UN ko buhat zyada he takleef pohanchye ha ayse chekhe nekal de na ke kia btawun . UN ke news channels per essi per behas Hoti ha ke trophy ke sath aysa nahe karna chahye waghira waghira hahahh. UN ke PM ne Jo bezzati ki ha UN ke captain ke tu os ka badla tu banta ha na.
Sach Mai inke bohout jalee tee iss image pa ik toh woh start Mai keh raha ta ky paksitan que Australia ka final hoga phir Kaha ky India bohout km runs pa all out Hoge final mai etc, jis pa inhy already tap charee te but iss image NY aaga lagwa de , Baki Australia Ki nazr mai iss trophy Ki itne Izzat aur value Nahi haa jitne paksitan aue indian Ki nazr Mai ha q ky woh jeety Nahi zyada aur inky paas sambalny Ki jagaa nahi Wink
Bilkul theak kah rahy han bhai Australia team jab world cup jeetyny ka bad Australia wapis gye airports par koi istakhbul ni hvakoi awam ni ayyi inko ka shyed trophies zadya ha Australia ki team ko koi qadar nay han wo world champions ki trophy par asy payop rakh kar betha hva jo kh sary indain qouam ka jazbat ki touheen ha but mojy ik bat ka afsos ha kh india ka captain Rohit or Virat ka akhari world cup thy shyed wo is ka bad ODI cricket he na khaly to is lay ma zatri tor or india ko world champions bana chahta tha or inhy trophy ki qadar bi hoti lakin qismat ko munzaor ni tha wo pory world cup ma achy khaly is lay appreciation banti ha baqii Australia kbi knockout match ni harta is lay zadya dfa world champion bana ha
Look buddies Australia ne Kuch ghalat nahe keia ha wo es trophy ko Jeet gaye te ab ye UN ki marzi ha ke wo es per pawon rakte Hain ya pir baite ha q ke ye UN ki malqeyat ho gaye ha ab. Inho ne muje lagta ha es leye keia ke Modi ne en ke captain ke sath Thora bura salook qeya aur karna bilkul be nahe chahye ta q ke wo yahn per mehman te Jo be ho UN ko achi trah rukhsat kar daina chahye ab UN ko teas ponch tu unho ne be to badla laina ta aur unho ne lay be leya hahha aur badla aysa leya ha ke India Kuch be nahe kar Sakta na badla lay Sakta ha aur na abi takleef sek saktee Hain . Khair agr India Jeet be jata tu be koi delchaspi ki bat nahe q ke 2 numbri se Jeet kar trophy Laine behtar ha Banda kesi ko ek do tapr mare wo acha hoga hahhah. Ek dafa tu pitch badalne per English news paper ma report be aye ti ke India ne pitch ko change keia ha aur final ki Raat ko be aysa Karne wale te per unhe kia Khabr ke Australia wale in se 2 qadam age Hain.
sr. member
Activity: 630
Merit: 404
November 22, 2023, 02:13:08 PM
Sab sy pehly to bat ye hai ky ap ny Salam nai bal ky Salam kaa jwab likh diya hai. Kher Salam my hi kiye deta hun.
Asslamualaikum!
Alhah ka fazal hai my theak hun.

Han ap ny jo acceleration wali post ki hai is ki to aaj kal bohat zarurat hai. Or my ny dekha hai mujy aaj hi ek transaction ko accelerate karna tha. Or main ny dekha ky acceleration ky liye koi wo jo hourly spots dety hen free acceleration ki wo hen hi nai thi phr main ny wait kiya. Or jab ghanta shuru huwa to sath hi my apni transaction accelerate mar li. Or my ny dekha ky with in 1 minute 100 free accelerations jo di thi wo khatam bhi hogai.  Grin

 Cheesy Cheesy
وعليكم السلام ورحمة الله وبركاته

Shukrea brother meri galti KO spot krne kei leiye asl mei yei es leiye huwa quu ye Duno Salam or iska Jawab mei ne keyboard kei clipboard mei save kr kei rkha hai aur glte Sei Duno muj Sei remove Hu gay thy pher mei ne dubara Sei add keiye thy aur agay pechay add Hu gay aur jalde jalde mei read krna bhiul gea aur aeise he post kr de aur previous post mei bes same galte ke hai Mei Salam ke bajaeay direct Jawab  Cheesy

Khaer, ye Tu aap ke sth prank Hu gea mei ne try karne le kushesh ke the ju mojay payment melte hai Us txn KO accelerate krne ke try ke the lken meri txn ke fees kaam the ese leiye accelerate nai hoi khaer mojay to weise payment mel chuke hai 2 din bad 1 dollar ky nuqsan par  Cheesy shukar hai kal he Mel ge tb price thori c down the AJ Tu $36k sy b down chla gea tha

__________

WA Allaikum Assalam, shukr alhumdulillah Mai teek taak aur umeed haa community ky SAB bandy bhi teek taak aur fit hongy, waisy ap ny Jo Cheez apny post Mai mentioned Ki to be honest Mai NY Kabhi isky baary Mai Nahi suna ta aur agr yeh teek kaam Karta haa aur trusty bhi haa toh iss Sy behtr aur Kya baat hosakte haa, recently Bitcoin pump Ki wajah sy bawaal mach Gaya haa har taraf fees kafi zyada haa
Je Zainmalik brother Allak Ka shukar hai Mei b fit fast Hu aur khushe hoe aap b belkul theek hai

Asal Mei brother Esku use krne se humein Tu koi nuqsaan nai hai quu kei hum nei ju be txn accelerate krne hai wu public he huge hai har koe deikh sakhta hai aur ache baat ye be hai kre keise kesam Ka koe account create nai krna prta direct site use Hu jate hai Mei ye accelerate site aapne community mei es leiye share ke quu ky ye problem beginner and help section pr kaafe discuss Hu rhe the aur legendary member ju Ku kaafi trusted banday hai wu yahe site recommend kr rhe the then mei ne sucha ke community Ku be es site kei bre Mei maaloom Hu aur Kuch faedha Hu jaeay or ye fees issue sirf pumping ki wja SE huwa hai aisa I think ky pehle be Hu chuka hai ky fees kaafi zeadha high Hu chuke Thi per transaction ke leken Koch Dino SB normal Hu gea tha ab deikhaty hai Kitna time lagta hai

Quote
hamary community ky different members ko signature Mai in haa woh kafi Mayoos haa q ky Sinbad ky previous week Ki Transaction still pending Mai haa aur AJ usky agly week ka bhi last date haa aur still woh stuck haa
Belkul aiesa he hai brother serf sindbad campaign ke manager ke sth nai whole bitcointalk forum ky manager ke sth ye issue hai mojay b weekly payment 2 din bad ja kr received hoi hai kal ky din jab mei Subha soo Kar utha to wallet check Kiya to payment he ni hai aur then Blockchain explorer check Kiya to total balance show ho rha tha lekin transaction unconfirmed thi phir kaafi wait Kiya or 2 din bad mili weise royse BTCy payment ki bagay koi aur crypto choose kr rhe ye discussion chl Tu the the leken kea solution nikla ye nai pta

Quote
toh Kya yeh signature manager q Issy use Nahi kar rahy

Brother msla ye hai es site ke ju free service hai usny kaafi Kam features majood hai ju Mei me previous post mei batay thy or free my jar ghantay sirf 100 transaction complete Hoti hai or next block par lakho ky hisaab se pari hai eise ke leye koe manager Esku use nai kr Raha leken paid service use or ke accelerate kr salhaty hai ye manager Ku use krna Chahiye jab tak ye issue hai weise hum Tu discuss he kr sakhtay hai or Kuch nai brother  Grin
sr. member
Activity: 434
Merit: 360
November 22, 2023, 01:49:30 PM

Jump to: