Author

Topic: Pakistan - page 462. (Read 6024894 times)

hero member
Activity: 2422
Merit: 875
June 05, 2023, 12:47:26 PM
Wese active nah hone ki waja tu koi khas nahi bus personal and office works...




Baqi Umeridrees sir k qarza muj par ha, wo reply inshaAllah jald karoga.

Gladitorcomeback sb, app ny hi bataya tha k qarza jab wapis kertay hien tu thora barda k wapsi kia jana chayee.
So umeed hay app ais p amal kerian gay  Wink
hero member
Activity: 812
Merit: 619
June 05, 2023, 09:15:38 AM
2 ache signature compaign active hai ICO PRESS k jo k dono mixer hai aur maybe long term chale jae so jis ko apply Karna ho tho apply kar de jaldi se.

[OPEN] [banned mixer] - CoinJoin Mixer | Sig Campaign | Up to 0.0036 BTC/W

https://bitcointalksearch.org/topic/moved-atalk-unijoin-coinjoin-mixer-sig-campaign-up-to-120w-5447426

[OPEN] [banned mixer] Bitcoin Mixer | Sig Campaign | Up to 0.0036 BTC/W

https://bitcointalksearch.org/topic/end-banned-mixer-premium-mixing-sig-campaign-up-to-210w-5446619

Baqi Umeridrees sir k qarza muj par ha, wo reply inshaAllah jald karoga.
copper member
Activity: 1526
Merit: 2890
June 05, 2023, 08:50:10 AM
Shahzad bhai to kafi tima sa yahan nazar nhi aya. Wo atya hn to pta chalta hy ky koe aya hy. Sub ka merit counts update kr jatya hn wo. Shahzad bhai mera khayal ma merit source nhi hn, wo bhe merits jo receive krta hn use ke bunyad py agya distribute krta hn.

Shahzad bhai merit source hein. Exactly abi ka pata ni kion k ab woh kaam hi active hotay hien ais forum p lekin he was a merit source.

Wese active nah hone ki waja tu koi khas nahi bus personal and office works... han merit distribution thori slow zarori hoi aur waja hia jiss ne yahan se merit liye at the end koi panga kar k ban he hua... yahan tak most banned users ko merit dene walon main aaj bhi naam top pe hai Cheesy

so you can understand Smiley
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
June 05, 2023, 08:41:55 AM
Shahzad bhai to kafi tima sa yahan nazar nhi aya. Wo atya hn to pta chalta hy ky koe aya hy. Sub ka merit counts update kr jatya hn wo. Shahzad bhai mera khayal ma merit source nhi hn, wo bhe merits jo receive krta hn use ke bunyad py agya distribute krta hn.

Shahzad bhai merit source hein. Exactly abi ka pata ni kion k ab woh kaam hi active hotay hien ais forum p lekin he was a merit source.

Karobar to "do dhari" talvar hoti hy. Is ma profit aur loss dono hota hn. Start ma Funcoin karobar kafi acha gya tha kyunka Polygon boht acha ja rha tha. Pr ab Polygon ka down hona sa hmara portfolio kafi down ho gya hn. Funcoin karobar ko start krna ka main purpose ya tha ky koe activity lagi rhya yahn aur wo purpose kafi had tk achieve ho rha hy.

Yeh up down tu chalta retha hy altcoin aur bitcoin mein, Agar app log next bull run tak wait ker lein aur aus c pehlay sell na kerian tu aik acha profit ho satka hy. I think Shahzad bhai nay kaha tha k ais saal k end p sell kerain gay aur app log jo bhi profit lass hog share ker lein gay, meri recommendation hy k app December 2023 ki bajiaye, december 2024 ko target kerian.
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
June 05, 2023, 08:10:38 AM
BAKRA EID QURBANI

Aj kal media wale mulhid aur nai soch rakhne wale ye asar phelane ki koshish kar rahe hai k Bari Eid mai qurbani ki jaga ye behter hai k kisi ghareeb ko uska paisa dia jae. Is k baari mai kuch short films be ban chukee hai. agar koi aam admi esko dekh le tho bahot jald marghoob ho jae ga aur zahiran ausa lagega k ye jo keh raha hai bas yahi asal deen hai aur qurbani ka maqsad tho yahi hai. Tho es leye mai chahta hoo k kuch maloomat yaha par share karo tha en nai soch walo ka jawab dia jae.

Sab se pehle ye bath hame maloom honi chaiye k ham jo ebadat karte hai wo kisi hekmat ki waja se nahe karte balke es kiye karte hai k ye Allah ka hukam hai aur Hamare Rab ko haq hai k wi jis tarah hukam de apne bando ko aur bando ko us k maane k liye apni aqal k mutabiq daleel nahe mangni. Nemaz es liye parte k ye Allah ka hukam hai, es liye nahe k ye best exercise hai. roza,zakat,haj ,mamlat aur nez har deeni kam Allah k Hukam ki waja de karte hai. hamara deen ain fitrat k mutabiq hai magar zarori nahe k har bath hamare smaj mai ae. kuch hikmate poshida hothi hai.
Apne sahi kaha bhai waqia he aajkal media mulhid aur nai soch rakhne walon ko promote kar rahi hai lekin hume hamesha yaad rakhna chahiye ke hum apni ebadat Allah ke hukam se karte hain. Qurbani ka maqsad Allah ke hukam ko pura karna hai aur isse ham apne Rab ki raza hasil karne ki koshish karte hain and sunnat Ibrahim ko taza krny ki Hamare deen mein hai ke hum Allah ke hukam ke mutabiq chalein aur apne aqal se daleel mangne ki zarurat nahi hai. Namaz, roza, zakat or baki dusre deeni kam hum Allah ke hukam ke mutabiq karte hai. Qurbani ka maqsad Ibrahimi sunnat ko ada karna hai aur isse hume bahot sawab milta hai. Ghareebon ki madad karne ke liye bhi hum aur tarikay hain. Lekin qurbani Allah ke hukam ke mutabiq karna zaruri hai aur dusre tarike se uska maqsad pura nahi hota. Hame hamesha apne deen aur uske hukam pe amal karna chahiye qkh wo hi humare liye behter hai. Allah pak sb ko amal krmy ki toufeeq dy Ameen.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
June 05, 2023, 05:54:53 AM



I am quoting you to show the image.
Sab sy pehli baat ye ky bhai online qarz ki sab apps fraud hen iss liye in sy bachna chahye. My issi zimar my ek tehreer parh raha tha jo whatsapp ky group my mjy mili thi ap logon sy bhi share karta hun taa ky ap sab ko bhi pata lagy ky kesy ye aam logon ko phsaty hen.


‏online loan Applications
بروقت،ادھار  وغیرہ  ایپلیکیشنز ہیں جو پاکستان میں آنلائن قرض دے رہی ہیں ٹوئیٹ مکمل پڑھیںِ اور خود بھی بچیں اور اپنے پیاروں کو بھی اس دلدل سے بچائیں اور چند ہزار کیلئے اپنی اور اپنے پیاروں کی زندگیوں کو خطرے میں مت ڈالیں ۔
پچھلے سال جب پاکستان میں تھی تو ہماری میڈ نے کسی اپلیکیشن سے آنلائن ادھار لیا جو جب اس نے اپلائی کیا تو اپروول کے بعد اسکو صرف 3 ہزار ملے۔
پہلی بار یہ آپکو کم پیسے دیتے ہیں پھر اپ ساتھ واپس کر کے دوبارہ لیتے ہیں تو قرض کی رقم بڑھتی رہتی ھے۔
دوسری بات یہ اپنے اشتہارات میں رقم واپسی کا دورانیہ 90 دن بتاتے ہیں لیکن جب اپ کے اکاؤنٹ میں پیسے (بقول انکے ٹیکس کی کٹوتی کے بعد)
آ جاتے ہیں تو رقم کی واپسی کا دورانیہ چند دن یا زیادہ سے زیادہ ہفتہ بتاتے ہیں۔
تیسری بات مارک کے بارے میں بھی اشتہارات میں جھوٹ لکھا ہوتا ہے۔
آپ جب قرض کی رقم بتائے گے دورانیہ میں واپس نہیں کرتے تو آپ کا مارکاپ(سود) بڑھتا رہتا ہے اور اگر آپ دوبارہ قرض اپلائی کرتے ہیں تب بھی یہ مارک اپ بڑھا دیتے ہیں۔
لیکن اس سب میں سب سے حطرناک چیز جو ھے جسکی عام اور کم پڑھے لکھے لوگوں کو سمجھ نہیں وہ ھے قرض اپلائی کرنے کے دوران جو اپ سے اپکے موبائل فون کے متعلق مختلف چیزوں تک رسائی مانگی جاتی ھے وہ ھے۔
خیر میں لکھ رہی تھی میری میڈ نے قرض لیا کچھ واپس کیا پھر لیا اس طرح کرتے کرتے سود کیساتھ رقم اتنی بڑھ گئی کہ واپس کرنا مشکل ہو گیا اور اس نے اپنا نمبر بند کر دیا۔
پھر ایک دن اچانک مجھے کال ائی کہ آپ فلاں کو جانتی ہیں میں نے بولا کہ جی جانتی ہوں پھر کال کرنے والے صاحب نے مجھے بتایا کے اپکی گارنٹی پر قرض دیا گیا جو واپس نہیں کر رہےہیں۔
یاد رہے اشتہارات میں بغیر گارنٹی کے لکھا ہوا ھے اور قرض آپلائی کے وقت بھی کوئی گارنٹی نہیں لی جاتی۔
یہاں قابلِ ذکر امر یہ ھے کہ وہ ڈائیریکٹ کال ہمیشہ ان نمبر پر کرتے ہیں جو نمبر اپ نے باجی بھائی ابو امی تایا چاچا ماموں وغیرہ مطلب اپکے قریبی لوگوں کے نام سے سیو کیے ہوں اپنے کنٹیکٹس میں مطلب اپکے قریبی لوگوں کو ٹارگٹ کرتے ہیں۔خیر میں نے ٹھیک ٹھاک سنائی ان صاحب کو اور دوبارہ کال ناں کرنے کی تاکید کی۔
پھر میں نے اپنی میڈ سے ساری تفصیل پوچھی اس نے بتایا کہ اس نے کسی کا نمبر نہیں دیا تھا لیکن اسکے شوہر اور بھائی کو بھی کال کی گئی یہ بات میرے ذہن میں کھٹکی پھر میں نے اس بات کی تہہ تک جانے کا فیصلہ کیا اور میڈ کا جو بھی واجبل ادا قرض تھا وہ ادا کیا اور اسکی جان چھڑائی۔
پھر میں نے قرض آپلائی کرنا سٹارٹ کیا اور جیسے جیسے پراسیس اگے بڑھتا گیا میرا دماغ شل ہوتا گیا کہ کیسے کم پڑھے لکھے اور مجبور لوگوں کو ٹارگٹ کیا جاتا ھے۔
تو سین کچھ ایسے ہوا کہ قرض آپلائی کرتے وقت اپلیکیشن نے میرے کانٹیکٹ اور فوٹو گیلری تک رسائی مانگی جو میں نے نہیں دی تو میری درخواست رد کر دی گئی میں نے تین چار بار سیم پراسیس کیا اور ہر بار میری درخواست رد کر دی گئی۔
تب مجھے ایک چیز کنفرم ہوئی کہ گیلری اور کانٹیکٹس تک رسائی ملنے تک آپکو قرض نہیں دیا جائے گا۔
اب اتے ہیں اس طرف کے عام لوگ قرض کے چکر میں یہ بھول جاتے گیلری اور کانٹیکٹس  تک رسائی دے کر وہ ناں صرف اپنی بلکہ اپنے پیاروں کی زندگیاں خطرے میں ڈال چکے ہوتے ہیں اپکی فون گیلری میں اپکی تصاویر اور ویڈیوز کے علاؤہ آپکی فیملی اور پیاروں کی تصویریں ویڈیوز وغیرہ بھی ہوتی ہیں(چند لوگوں کے موبائل میں بغیرتیاں بھی ہوتی ہیں جو اجکل لیک ہو رہی ہیں) جسکو بعد میں یہ کمپنیز کہیں بھی استعمال کر سکتی ہیں تب اپکے ہاتھ کچھ بھی نہیں ہو گا اور کال پر وہ اسی چیز کی دھمکیاں دیتے ہیں۔
اسکے بعد دوسری خطرناک چیز اپ نے کنٹیکٹس تک رسائی دی تو اپکے پاس اپنی فیملی کے علاؤہ اپکے کام نوکری دفتر اس پاس  ہر جگہ کے تمام لوگوں کے نمبر سیو ہوتے ہیں جنکو یہ کمپنیز کسی بھی جگہ استعمال کر سکتی ہیں جو کے بعد میں اپکے لیے کسی بڑے مسلے کا سبب بن سکتا ھے۔
خدارا ان فراڈیوں سے بچیں اور اپنی اور اپنے پیاروں کی زندگیاں خطرے کیں مت ڈالیں چند ہزار روپوں کیلئے آپ اپنی پرائیویسی کیسے کسی کے ہاتھ میں دے سکتے ہیں ؟

Khud bhi parhen or aagy bhi bhejen taa ky kissi or kaa bhi bhala ho jaye.

Source: Whatsapp
full member
Activity: 280
Merit: 114
👉bit.ly/3QXp3oh | 🔥 Ultimate Launc
June 05, 2023, 05:20:39 AM
BAKRA EID QURBANI

Aj kal media wale mulhid aur nai soch rakhne wale ye asar phelane ki koshish kar rahe hai k Bari Eid mai qurbani ki jaga ye behter hai k kisi ghareeb ko uska paisa dia jae. Is k baari mai kuch short films be ban chukee hai. agar koi aam admi esko dekh le tho bahot jald marghoob ho jae ga aur zahiran ausa lagega k ye jo keh raha hai bas yahi asal deen hai aur qurbani ka maqsad tho yahi hai. Tho es leye mai chahta hoo k kuch maloomat yaha par share karo tha en nai soch walo ka jawab dia jae.

Sab se pehle ye bath hame maloom honi chaiye k ham jo ebadat karte hai wo kisi hekmat ki waja se nahe karte balke es kiye karte hai k ye Allah ka hukam hai aur Hamare Rab ko haq hai k wi jis tarah hukam de apne bando ko aur bando ko us k maane k liye apni aqal k mutabiq daleel nahe mangni. Nemaz es liye parte k ye Allah ka hukam hai, es liye nahe k ye best exercise hai. roza,zakat,haj ,mamlat aur nez har deeni kam Allah k Hukam ki waja de karte hai. hamara deen ain fitrat k mutabiq hai magar zarori nahe k har bath hamare smaj mai ae. kuch hikmate poshida hothi hai.

Es ki misal yoo smjea k aik malik ghulam ko kahe k 5 kilo gosht le ao aur ghulam aage se kaha k q g ap tho 3 log hai aur 5 kilo gosht q lao, pehle logic smjao tho malik usko yahe kahega k tera kaam ha hukam manna, tere logic ma aye ya na tho Wo tho Rab ul Aalameen hai, us k hukam mai choo w chura karna bahot hee ghalt hai

Qurbani ka maqsad sunnat Ibrahimi ko pora karna hai aur es mauqa par sab se ziada sawab qurbani hee ka hai q k yahi Allah ka hukam hai. baki ghareeb ki madad Smart phone sell kar k usko paise dine se bee kii ja sakte hai aur be bahot se tariqe hai. Achi nasal ka janwar ho magar muqable k leye nahe Allah ko Razi karne k leye.
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
June 04, 2023, 11:59:16 PM
Olivecash and Barwaqt App Scam

Asalamalikum to my Dear brothers Mujhe ye baat bohat afsos hota hai keh pakistan ma Aasi Scam Wali App boht Teezy say phail rahai hai jasi kh abi Olivecash aur Barwaqt jaise apps ko install karne se bacha. Ye apps aap se qarz lenay ka keh kar aap ka personal data lete hain aur phir aap ke data ka ghalat istemaal karte hain. Phar blackmailing ba karty han Loogo ko iS lay Olivecash aur Barwaqt apps par information dene se mutaliq koi information nahi deni chahiye inko playStore Pr Negative Raiting dy orYe agahi apne tamam azeezon or doston tak bhi pohanchyen.
Source: NTISB

full member
Activity: 742
Merit: 201
June 04, 2023, 11:56:10 AM
Pakistan ke State Bank my  apna digital currency start Karna chahti hai or is  k istemal se digital banking ko taraqqi milne ki tawaqo hai lekin iss par sakht qawaneen ki zarurat hoti hai  SBP aur dusre central banks callable bull/bear contracts  ko istemal karke digital currency ke istemal ki tafteesh kar rahe hain, jo ab tajurbaati jayeza aur mashwaray mein hai
Pakistan mein Electronic Money Institutions ne e-money wallets prepaid cards aur contactless options jaise digital payment instruments ke istemal mein taraqqi ki hai. Mojudah institutions mein NayaPak, Finja, CMPECC, aur Sada Tech Pakistan shaamil hain jo 2 arab rupay ke qareeb e-money balance ka nigran karte hain aur 1.6 million e-money wallets ki sahulat faraham karte hain.

source

Ji ya news ma na bhe aj dakhi hy ky Pakistan ka central bank koe digital currency launch krna ja rha hy. Ya achi development hy aur iska fayda tabhi ho ga agr ya kise exchnage py regiter ho aur hum is ke madad sa dosri crypto ko buy bhe kr saqyn. Abhi to just news ayi hy, wait krta hn aur dekhta hn ka government kya cheez launch krti hy. Kuch din pehla kafi shoor tha ka government crypto ko ban krna ja rhi hy. Wo legislation bhe abhi pipeline ma hy.
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
June 04, 2023, 09:30:13 AM
Pakistan ke State Bank my  apna digital currency start Karna chahti hai or is  k istemal se digital banking ko taraqqi milne ki tawaqo hai lekin iss par sakht qawaneen ki zarurat hoti hai  SBP aur dusre central banks callable bull/bear contracts  ko istemal karke digital currency ke istemal ki tafteesh kar rahe hain, jo ab tajurbaati jayeza aur mashwaray mein hai
Pakistan mein Electronic Money Institutions ne e-money wallets prepaid cards aur contactless options jaise digital payment instruments ke istemal mein taraqqi ki hai. Mojudah institutions mein NayaPak, Finja, CMPECC, aur Sada Tech Pakistan shaamil hain jo 2 arab rupay ke qareeb e-money balance ka nigran karte hain aur 1.6 million e-money wallets ki sahulat faraham karte hain.

source
jr. member
Activity: 30
Merit: 6
June 04, 2023, 05:35:10 AM
Asslam_o_alaikum
Ameed krta hu ap sb bhi thek hu gy
Phly ma bounties pr work krta tha but wha pr earning ni hvi abi tak too is lay kuch research kii kon kon
say way say earnimg kr sakta or Seeakha Skta Bitcoin ko to mery dost ny btaya kah bitcoin talk m pakistani community
ma post krny sy knowledge increased hotta hn or earning hoti hai
Ma yaha kis kism ki posts kr skta hu aur earning kasy hu ge?
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
June 04, 2023, 04:51:40 AM
Izzat woh hoti hy jo dil c ki jeiy, Ajj kaal humarai Fooj zabardasti apni izat kerwa rahi hay. Dhanday k zoor p log TV k samanay atay hien aur press conference kr k kethein hein k humein apni Fooj p fakhar hy. Puray mulk ein fooj ny apnay banners lagwa diey hein k humrai izzat kero.

Kia hi acha hota k humari Army asa kaam kerti k log dil c izat kertay apni Armed forces ki  Sad
G Bhai thik kah rahien hai izzat ye aysa god gift hai izzat or dolat   Allah pak   jisy chahy os ata karty  hai sabar dasti ke izzat izzat nhi balky apni izzat or Kam Karna Hota hai Jise ye fooj kar Rahi hai

AP ke bat bhot ashi lagi k izzat hamesha dill Sy Hoti hai or dill kabi chotta nhi Bolta Jo fooj kar Rahi hai agar apny Dil Sy poshien k in ke izzat Karni chahiye dill zara ddag ma gata hai

Or aik bat ye b hai k dekha jy to fooj ke galti b nhi hai kuin k Bat ke bat bacha koi b galti Yan batmizi karta hai os k parents ko dosh deya jata hai Yahan pay b bat same hai galti fooj nhi oper sata waly karty hain dosh fooj ko deja jata hai  wo to bass apny order ka palan kar rahy hoty hain
Kuin k fooj me aik cheeze bhot strike Hoti hai Jo os ko start Sy he samjy jati hai order ko follow Karna to yehe waja hai

Bhai humry mulak ka sab sy bara masla pta han kia han yha taleem  magar taleem maashiat insaaf dene mein hum apne dushman se 100 saal peechey hain.
Bhai Apny mulk ko hamny agar grow store bana hai to hamien  economy ko asha Karna pary ga is economy ko asha karny k Leye culture ko asha Karna pary ga or hamray culture me lack of education ke kami hai k hamy bataya or sekhaya nhi jata k financial education keye hai k ham make money  Kise karien  money manage kese  karien or is ko grow kese karien ye cheezen agar school life me samji jien to future me bhot best of sakta hai
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
June 04, 2023, 03:40:56 AM
Bachat ke liye keya gaya fisala
Hukoomat ke iraade mein hai ke agle mali saal ke wazir-e-khazana budget mein Employees Old-Age Benefit Institution (EOBI) se milne wali pension ko badhaya jaye. Moujooda pension raqam jo Rs8500 mahine ki hai ummeed hai ke isey Rs10000 mahine kiya jaye. Lekin chalte hue muskill haalaat aur maali pabandi ke karan pension raqam mein mazeed izafa mumkin nahi hai. EOBI ab Rs4 billion ko apne 430000 darj-e-aam pensioners mein taqseem karti hai. Idara ne is mali saal ke liye apne maqsood-e-hissaad mein se zyada maqsood ada kar diya hai jiski raqam umeed hai ke maqsad se 30% zyada hogi. Lagbhag 90% pension cases hal ho chuke hain aur idara saalana pensioners ko kul Rs52 billion ada karta hai. EOBI darj-e-aam pensioners ko cards faraham karta hai jisse unhe mulk bhar mein maujood ATM aur dusre suvidhaon se asaani se pension raqam nikalne ki sahulat milti hai.
Bhai humry mulak ka sab sy bara masla pta han kia han yha taleem or insaaf k nizam ni han Jas Ki waaja sy jas ki lathi oski bahanis k Nazaim han Hamein books media aur buzurgon ne yehi bataya hai ke India hamara dushman hai. 75 salon mein hum ne India ko dushman samajh kar galiyan hi baki hain. Lekin aaj woh dunya ki teesri sab se badi maeeshat hai. Kyunki woh apne sare kaamon ko ek hi waqt mein saath le kar chalte hain humne dushman ko sirf dafa mein hi chunne chubhane ki baat ki magar taleem maashiat insaaf dene mein hum apne dushman se 100 saal peechey hain.
full member
Activity: 742
Merit: 201
June 04, 2023, 12:29:39 AM
Baqi Gladiator Exellet job bro, I am short of merits as soon as I get some your post will be merited as you deserve it for your work. wessy merit source abi kitne active hain any idea because Hamari community ma sa Shahzadafzal merit source hain i think baqi Allah janta ha haha ku ka mere ilm ma koi list nai ha merit sources in Local boards ki.

Shahzad bhai to kafi tima sa yahan nazar nhi aya. Wo atya hn to pta chalta hy ky koe aya hy. Sub ka merit counts update kr jatya hn wo. Shahzad bhai mera khayal ma merit source nhi hn, wo bhe merits jo receive krta hn use ke bunyad py agya distribute krta hn.

Agar karobar loss mein hua tu app ki investment bhi loss mein, jaisay k yahan p "Fun Karobar" k sath ho raaha hy

Karobar to "do dhari" talvar hoti hy. Is ma profit aur loss dono hota hn. Start ma Funcoin karobar kafi acha gya tha kyunka Polygon boht acha ja rha tha. Pr ab Polygon ka down hona sa hmara portfolio kafi down ho gya hn. Funcoin karobar ko start krna ka main purpose ya tha ky koe activity lagi rhya yahn aur wo purpose kafi had tk achieve ho rha hy.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
June 03, 2023, 11:51:23 PM
Pakistan mein aam tor par ek trend hai "Committee Daalna" aur Pakistan se bahar jo log gaye hain unhone bhi wahan par bachat ka yeh tariqa apnaya hua hai. Ek sallery wly prrdon ke liye yeh achi hikmat amli ho sakti hai magar salllo se jari is tariqe se hat kar ab kuch aur sochna chahiye. Jaise maine yeh socha ke apne kuch dostoon se bohat chhoti si raqam collect ki jaye aur ise munasib jagah par 6 mahine se ek saal ke liye invest kar diya jaye ya kisi karobari dost ke saath shareekati kar li jaye.
Is tareeqe se ek shakhs ko karobar ke liye sermaye bhi mil jata hai aur apki bachat bhi mehfooz rehti hai aur is tariqe se uski growth ke bhi chances hote hain jo ke committee mein bilkul nahi ho sakte. Kuch log kehte hain ke yeh risk hai, toh main unse kehta hun ke har mahine jo raqam kisi bande ke hawale kar rahe hain woh bhi toh risk hai aur apko kisi par toh bharosa karna hi parta hai aur agar apke ass pss ke koi bande bhi qabil bharosa nahi toh apko khud ko badalne ki zarorat hai. Iske hawale se ho sakta hai ane wale dino mein mazeed shafiqat ho sake ya kaam ki samajh ajaye ya kuch naya seekhne ko mil jaye. Apki raye kya hai?
Hazrat ap ny jo raaye di or phr bharosy ki bat jo ap ny ki wo har koi nai kar sakta or karna bohat mushkil hota hai. Kameti my kaya hota hai ap ky hi jama kiye huwe pesy hi ap ko wapis milty hen lekn jo ap keh rahy hen uss my jiss karobari bandy ko ap ny sarmaya muyassar karna hai uss ko loss hota hai yaa wo ap sy galat bayani kary to ap kaya karen gy?.
Or rahi bat risk ki to salary wala banda hmesha risk leny sy darta hai kiu ky wo uss ki mahiny bhar ki kmai hoti hai.

Sab c phelay baat k Committee  dalna jo hy, woh mujee bilkul pasand ni. Kion k ais mein app apnay hi paisay doorsron kay pass jama kerwatay rethay ho aur aik tension lagi rethi hy k woh bunda wapis keray ya na keray. Ya phir agar 10 log Committee mein hein, tu koi aik doo agar apana hissa milnay ky baad Committee dena chor dein, wageria wageria.

Agar app ko paisa jama hi kerana hy tu khud monthly kuch paisay nikal k apnay pass hi save rakh lein. Agar app khud apnay paisay ki hifaizzat ni kr saktay tu kisi doorsray c kia expect kerian gay ?

Karobar mein investment acha idea hy aur agar app proper knowlegde ky sath, kisi ithebar waay bunday c yeh keran tu acha ho saktah hy. But Risk tu karobar mein hota hy.

Agar karobar loss mein hua tu app ki investment bhi loss mein, jaisay k yahan p "Fun Karobar" k sath ho raaha hy
Jb sa funcoin karobar ma isko add kea hy tb sa necha he jye ja rha hy.
hero member
Activity: 938
Merit: 765
I stand with Palestine.
June 03, 2023, 08:22:58 PM
Pakistan mein aam tor par ek trend hai "Committee Daalna" aur Pakistan se bahar jo log gaye hain unhone bhi wahan par bachat ka yeh tariqa apnaya hua hai. Ek sallery wly prrdon ke liye yeh achi hikmat amli ho sakti hai magar salllo se jari is tariqe se hat kar ab kuch aur sochna chahiye. Jaise maine yeh socha ke apne kuch dostoon se bohat chhoti si raqam collect ki jaye aur ise munasib jagah par 6 mahine se ek saal ke liye invest kar diya jaye ya kisi karobari dost ke saath shareekati kar li jaye.
Is tareeqe se ek shakhs ko karobar ke liye sermaye bhi mil jata hai aur apki bachat bhi mehfooz rehti hai aur is tariqe se uski growth ke bhi chances hote hain jo ke committee mein bilkul nahi ho sakte. Kuch log kehte hain ke yeh risk hai, toh main unse kehta hun ke har mahine jo raqam kisi bande ke hawale kar rahe hain woh bhi toh risk hai aur apko kisi par toh bharosa karna hi parta hai aur agar apke ass pss ke koi bande bhi qabil bharosa nahi toh apko khud ko badalne ki zarorat hai. Iske hawale se ho sakta hai ane wale dino mein mazeed shafiqat ho sake ya kaam ki samajh ajaye ya kuch naya seekhne ko mil jaye. Apki raye kya hai?
Hazrat ap ny jo raaye di or phr bharosy ki bat jo ap ny ki wo har koi nai kar sakta or karna bohat mushkil hota hai. Kameti my kaya hota hai ap ky hi jama kiye huwe pesy hi ap ko wapis milty hen lekn jo ap keh rahy hen uss my jiss karobari bandy ko ap ny sarmaya muyassar karna hai uss ko loss hota hai yaa wo ap sy galat bayani kary to ap kaya karen gy?.
Or rahi bat risk ki to salary wala banda hmesha risk leny sy darta hai kiu ky wo uss ki mahiny bhar ki kmai hoti hai.
full member
Activity: 409
Merit: 211
Addicted to HoDLing!
June 03, 2023, 07:40:31 PM
Pakistan mein aam tor par ek trend hai "Committee Daalna" aur Pakistan se bahar jo log gaye hain unhone bhi wahan par bachat ka yeh tariqa apnaya hua hai. Ek sallery wly prrdon ke liye yeh achi hikmat amli ho sakti hai magar salllo se jari is tariqe se hat kar ab kuch aur sochna chahiye. Jaise maine yeh socha ke apne kuch dostoon se bohat chhoti si raqam collect ki jaye aur ise munasib jagah par 6 mahine se ek saal ke liye invest kar diya jaye ya kisi karobari dost ke saath shareekati kar li jaye.
Is tareeqe se ek shakhs ko karobar ke liye sermaye bhi mil jata hai aur apki bachat bhi mehfooz rehti hai aur is tariqe se uski growth ke bhi chances hote hain jo ke committee mein bilkul nahi ho sakte. Kuch log kehte hain ke yeh risk hai, toh main unse kehta hun ke har mahine jo raqam kisi bande ke hawale kar rahe hain woh bhi toh risk hai aur apko kisi par toh bharosa karna hi parta hai aur agar apke ass pss ke koi bande bhi qabil bharosa nahi toh apko khud ko badalne ki zarorat hai. Iske hawale se ho sakta hai ane wale dino mein mazeed shafiqat ho sake ya kaam ki samajh ajaye ya kuch naya seekhne ko mil jaye. Apki raye kya hai?
legendary
Activity: 966
Merit: 1042
#SWGT CERTIK Audited
June 03, 2023, 04:28:47 PM
Jaan booch k kia ya gulti c kia, koi baat ni, bus Gladitorcomeback sb khush hon, yehi humari khushi hay, werna top poster wali seat tu ani jani cheeze hy. Bus zada aur baat ni kertay ais p.  Smiley

Haha Sir g gussa na karian you know ka kabi kabar mistake ho jatii baqi jang chaltiii rehni chaiyee  Grin Grin as kuch intresting honna zarori ha DIscussion ka lia.

Baqi boss Welcome Back to the 1st spot as kafi time se apko apki khurshi se ddor rakha ja raha tha khair omeed ha ka next month ma apki kursii again khtree ma ayee gii, as competition againt build up ho raha haa. So be careful PDM ka sath chood dain agar kurssi bachanii ha next time ka lia haha ku ka Khan saab gussa ma hain (Junaid Bhai).

Baqi Gladiator Exellet job bro, I am short of merits as soon as I get some your post will be merited as you deserve it for your work. wessy merit source abi kitne active hain any idea because Hamari community ma sa Shahzadafzal merit source hain i think baqi Allah janta ha haha ku ka mere ilm ma koi list nai ha merit sources in Local boards ki.
hero member
Activity: 2422
Merit: 875
June 03, 2023, 02:23:10 PM

Maloom hy hum sab ko k app ko meray c probelm hy but yeh acha ni kia app nay k mera name chart mein gult lekh dia (bagi sab k name sahi lekhay). Aur phir meri posts sab c zada thein ais liey app ny list ko ulta kr dia k mera naam sab c end p ayee..

hahaha wah bhai ye tho jan boj kar karne wali bath ho gae k pore chart mai kahi bee ghalti nahe kii siwae ap k name k aur wo bee etni barii ghalti k ap k name mai kuch spelling ka izafa kar dia. muje Gladitorcomeback bhai se ye umeed na thee. aur ap jab first ae hai tho poore chart ko ulta kar dia.

Jaan booch k kia ya gulti c kia, koi baat ni, bus Gladitorcomeback sb khush hon, yehi humari khushi hay, werna top poster wali seat tu ani jani cheeze hy. Bus zada aur baat ni kertay ais p.  Smiley



Phir mujee asay kaha k jo consistent member hy, woh first p agia, mutlab yahan bhi naam lena gawara ni kia.

Shahid apki izzat karta ho ea waja se apka name nahe kiya hoga, nahe tho charts mai bee apka name nahe lekhta. agar lekh bee letha tho ghalat he lekhta.


Izzat woh hoti hy jo dil c ki jeiy, Ajj kaal humarai Fooj zabardasti apni izat kerwa rahi hay. Dhanday k zoor p log TV k samanay atay hien aur press conference kr k kethein hein k humein apni Fooj p fakhar hy. Puray mulk ein fooj ny apnay banners lagwa diey hein k humrai izzat kero.

Kia hi acha hota k humari Army asa kaam kerti k log dil c izat kertay apni Armed forces ki  Sad
sr. member
Activity: 462
Merit: 328
June 03, 2023, 02:07:05 PM
Bachat ke liye keya gaya fisala
Hukoomat ke iraade mein hai ke agle mali saal ke wazir-e-khazana budget mein Employees Old-Age Benefit Institution (EOBI) se milne wali pension ko badhaya jaye. Moujooda pension raqam jo Rs8500 mahine ki hai ummeed hai ke isey Rs10000 mahine kiya jaye. Lekin chalte hue muskill haalaat aur maali pabandi ke karan pension raqam mein mazeed izafa mumkin nahi hai. EOBI ab Rs4 billion ko apne 430000 darj-e-aam pensioners mein taqseem karti hai. Idara ne is mali saal ke liye apne maqsood-e-hissaad mein se zyada maqsood ada kar diya hai jiski raqam umeed hai ke maqsad se 30% zyada hogi. Lagbhag 90% pension cases hal ho chuke hain aur idara saalana pensioners ko kul Rs52 billion ada karta hai. EOBI darj-e-aam pensioners ko cards faraham karta hai jisse unhe mulk bhar mein maujood ATM aur dusre suvidhaon se asaani se pension raqam nikalne ki sahulat milti hai.

source

Kya koe Polygon ko dhaka laga saqta hy? Jb sa funcoin karobar ma isko add kea hy tb sa necha he jye ja rha hy. Aj price 0.89$ py hy. Ma na to kafi khavab dekha thy Polygon ko ly kr. Ka iske price 20$ tk jya ge aur iska profit dekhn gy ky Kahn invest krna hy ya phr use krna hy. Pr afsoos ky ya khavab abhi filhaal to pora hota hua nazar nhi a rhya. Bitcoin ke price bhe theak ja rhi hy aur aisa ma Polygon ka down jana samjh nhi a tha.
Hahah 20$ Bhai is k Leye AP ko long term holding Karna paray gi or phir b kush nhi kaha ja sakta hai polygon bhot samany Sy is ke price me dump he dekh hai or agar jy jump b kare to 1 $ Sy kush point oper jy ga bahai Meri to duwa hai AP ke investment AP ko profit dy par bahi sai Samy par sai kadam uthna koi fast mood nhi 👍
Jump to: